Update 16 Posted dosto, read and give your precious reviews
Last edited:
Saandaar update waiting for next update...Update 7
Sisters' Love
College khatam hone ke baad jab khushi apne ghar pahuchati hai to vahan koi nhi hota, vo paas me gamle ke niche se chabi nikalti hai or tala kholkar andar chali jati hai, is vakt Akansha apni job par gyi thi or raat se pehle nhi aane vali thi.
Khushi thodi der aaram krne ke baad padhai krne baith jati hai, padhai krte hue hi raat ke 8:00 baj jate hai. Khushi uthkar kitchen me jati hai or khana banane lagti hai. 1 ghante me vo khana bnakar taiyar kar deti hai, phir akansha ka wait krne lagti hai or intezar krte hue hi uski aankh lag jati hai.
Akansha raat ke 10:00 bje ghar pahuchati hai, vaise to vo 8:00 bje tak Ghar pahuch jati hai lekin overtime or Mumbai ke traffic ki vajah se vo kabhi kabhi late ho jati thi, aaj to vo vakai kafi late ho gyi thi.
7 saal pehle jab khushi sirf 12 saal ki thi tab ek train hadse me khushi ke parents ki death ho gyi thi, ek hi din me akansha or khushi ki jindagi tabah ho gyi, kyoki unke parents ki parivar ke khilaf jakar love marriage hui thi isliye unka koi rishtedar bhi nhi tha jo unki uss mushkil vakt me madad krta. Parents ki death ke baad khushi ne to jaise bolna hi chhod diya tha, aise vakt me akansha ne hi apne aapko mazboot bnaya or khushi ko sambhala use ek maa ki tarah pyar kiya.
Akansha uss vakt college me hi thi or ek ladke se pyar karti thi, lekin ghar ki jimmedariyon or khushi ko sambhalne me uska pyar kahin piche chhutata gya, phir uske boyfriend ne bhi usse saaf shabdo me breakup kar liya, isse akansha ka dil tut gya jis vakt use pyar or sahare ki sabse jyada jarurat thi usi vakt uske pyar ne use chhod diya, lekin akansha emotionally mazboot ladki thi use apne dard ko chhupana aata tha, usne sab kuch bhulakar sirf apni or khushi ki jindagi ko khushhaal bnane ke bare me socha. Uske baad se uski life me kabhi koi ladka nhi aaya tha, mano usne bhula diya ki jindagi me pyar ki bhi koi jarurat hoti hai, uske liye khushi hi uski duniya thi.
Kismat se bas unke pass apna Ghar tha vrna Mumbai jaise shahar me 2 akeli ladkiyo ke liye jindagi aasan nhi hoti. Jyada bada ghar nhi tha, 2 kamre, ek chota sa hall or kitchen.
Akansha jab ghar aayi to khushi ko dining table par hi sar rakhkar sote paya, ye dekhkar uske chehre par ek udasi bhari muskurahat aa gyi.
Akansha - (khushi ke sar sehlate hue) khushi.
Akansha ke jagane par khushi ki neend khulti hai to vo apni behen ko dekhkar khush ho jati hai.
Khushi - Didi, aa gyi aap?
Akansha - Sorry beta, aaj bahut late ho gyi, tum 2 minute wait kro me abhi fresh hokar aayi.
Kehkar Akansha bathroom me chali jati hai. Change karke dono behne aapas me batein krte hue khana khate hai.
Akansha - Sorry yrr, main late aayi isliye tumhe khana banana pada.
Khushi - Didi, aise mat bolo, mujhe acha lgta hai aapke liye khana bnana.
Akansha - Ok, chalo ab khana khao.
Dono khana khakar khane ke baad sone ke liye bedroom me chalti hai, vaise to khushi ka apna room tha, lekin vo jyadatar Akansha ke sath hi soti thi.
Khushi - Didi?
Akansha - Hmm?
Khushi - Neend nhi aa rhi, chalo na batein krte hai.
Akansha - (muskurate hue) tu bina apni subah se sham ki news btaye to soyegi nhi, chal bta aaj kya kya kiya tune college me?
Bas phir kya tha, khushi kisi radio ki tarah sab kuch batane lagi. Akansha sari batein sunkar hairan or pareshan hue jaa rhi thi.
Akansha - (ghabrate hue) kya? tujhe or komal ko ladko ne pareshan kiya or komal ke sath jabardasti....tu thik to hai naa...tujhe kahi chot to nhi aayi aur komal vo kaisi hai, thik to hai na vo...sab bta mujhe.
Khushi - shant gadadhari bheem shant, aap to ek sath itne sawal krne lge jitne koi jitne koi teacher bhi nhi krta. Sab thik hai, main bhi thik hu or komal vo to maje kar rhi hogi ghar pe.
Akansha - khushi ye koi majak ki baat nhi hai, aaj tumhare sath kuch bhi ho skta tha...aur tum dono bachi kaise.
Khushi - Hame Superman bachane aaya tha na.
Akansha - Superman? Kya bol rahi hai sahi shi bata.
Khushi - Are didi komal ka bhai hai na usne hme bacha liya, vo bahut strong hai (phir usne samar ki fight ko mirch masala lgakar akansha ko bta diya) vo bahut acha hai or Mera dost bhi hai, unn ladko ko to usne hospital pahucha diya mar markar.
Akansha - shukr hai bhagwan ka, ki tum dono safe ho. Lekin jahan tak mujhe pta hai komal ka to koi bhai nhi hai phir...
Khushi - are didi samar uske chacha ka beta hai, kuch din pehle hi mumbai aaya hai gaon se, padhai krne ke liye.
Akansha - Ohh acha, par tu khyal rkhana akele kahi mat jana, tu janti hai naa tere bina meri kya halat hoti hai..agar tujhe kuch hua to me to mar hi jaungi.
Khushi - Didi, pls aisi baat mat kro, main kabhi aapko nhi chhodungi, hmesha aapke sath rahungi, lekin...
Khushi ne mahol ko halka karne ki koshis ki.
Akansha - lekin kya?
Khushi - Lekin shadi krne ke baad to aapko jana pdega.
Akansha - kyashadi, konsi shadi. Shadi teri hogi bachhu meri nahi.
Khushi - lekin badi to aap ho to aapki shadi pehle hogi, phir meri.... Mene to aapke liye ladka bhi dhundh liya hai.
Akansha - ladka kaisa ladka, konsa ladka
Khushi - Haa ladka vo bhi bahut acha, Samar.
Akansha - kya, me koi shadi nhi krne vali kisise or tujhe abhi 2 din hue hai usse mile tune use mere liye chun bhi liya.
Khushi - Hahahaha didi aap to serious ho gye, main to majak kar rahi thi. vaise idea bura nhi hai.
Akansha - (khushi ke sar pe tapli marte hue) chal chup karke soja bahut batein karne lagi hai aaj kal, mere liye tu hi bahut hai mujhe kisi or ki jarurat nhi hai.
Khushi - Ok( man me - didi jarurat to aapko hai pyar ki, or vo pyar me aapki jindagi me lakar rhungi)
Phir khushi akansha ki bahon me simatkar so jati hai or akansha bhi.
Samar ke ghar
Raat ho gyi thi or sabhi sone ke liye jaa chuke the, Samar abhi sone ke liye jaa hi rha tha ki uske kamre par dastak hoti hai, vo darwaza kholta hai to samne komal khadi thi.
Samar - Are gudiya tu abhi, kuch kaam tha kya?
Komal -kyu kuch kaam hoga tab hi aa sakti hu kya?
Samar - are mene aisa kab kahan, ye bhi tera hi room hai jab chahe tab aa sakti hai.
Komal - Exactly,,,isliye aaj se main bhi aapne sath soungi.
Samar - Haasath soyegi, lekin kyu.
Komal - kyu kya, mann hai to bas...aapko koi problem hai.
Samar - Ok,,Ok so jaa mujhe koi problem nhi hai.
Komal Samar ke sath hi let jati hai
Phir Komal Samar ko good night kiss deti hai lekin ye kiss normal nhi tha, hotho par tha.
Samar -ye kya tha.
Komal - kya? kya tha? kiss tha, so jao chup chap.
Samar - (ye ladki puri pagal hai, ye bhi nhi samjhti ki bhai ko hotho par kiss nhi kiya jata)
Komal Samar ke sath hi so jati hai aur sochti hai
komal -(man me -bhai kitna darte hai mere gusse se, agar yahi baat me pyar se kehti to kabhi mujhe apne sath nhi sone dete, ek level to tune paa liya komal.... You are the best bhai, every girls dreamboy... Ab to me aapke sath hi rahungi jindagi bhar.... I love you Bhai, Love you so much.)
Thanks brother, Chanda to aayegi bhai Samar ki life me kab kaise ye abhi pta nhi, Aur Chanda , chanda hi rahegi chandu nhi ban jayegiPehli kahani ki bhot bhot subhkamnaye. Samar ka character Chanda ke liye sccha dikhana. Sehar mein bhale hi timepass ho magar Chanda, Chanda hi ho aur rahe.
Dangal to nhi hua Bhai, mamla bina lade shant hota najar aa rha hai abhi tak, dil me pyar ke phul khilne lage haiBhai yha bhen bhai mein dangal karvane ki sochi hai kya. Socho bhai langot mein aur behen bra panty mein, kya scene hoga.
Iska jawab Maine nirwan bhai ko de diya hai, aage ke comments meBaat toh bilkul sahi hai. Rehne ka intzaam toh karna hi chahiye tha. Ek do din ki baat nahi hai.
Thanks Yasasvi1 ji, jaldi hi next update ayega.Saandaar update waiting for next update...
Nice update bhai.
To Khushi Akansha ki life me Samar ko lana chahti hai, dekhte hai ki kya vo kamyab hogi.
Lagta hai Samar ka pyar pane me komal sabse aage hogi, abhi baki kisi ko samar se pyar bhi nhi hua or ye uske room me permanent seat bhi book kar gyi.
Superb story and awesome update JAIY Bhai
Romanchak. Pratiksha agle rasprad update ki
Awesome update bhai
Awesome writing skills
Bahot pyara update tha JAIY BHAI
Nice update
Lajawab
Chhoti magar bahut achch update tha
... aane wale update ka intezar rahega....![]()
Mast update
Nice
Fabulous update JAIY bhai..
Shandaar update![]()
Waiting for next update
Waiting for next update bhai
Bahot badhiya update
Panga tow bada ho gaya h lekin dekhte h Samar kaise bachta h in gundo se
College m tow kuch or hi chal raha h principle ki according drugs human trafficking or iske liye Samar se madad Mang raha h jiske liye Samar n ha kerdi h dekhte h kaise pata laga paata h iss sabka ka
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Shaandar update
Bahot khoob shaandar update
Khushi or Akansha ki kahani emotional se bhari h
Idher hamari komal k dil m tow kuch or hi chal raha
Samar k ooper tow gopiyon ki jhund mandra Rahi h
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Bhai next update kab tak aaye ga
Nice story up till this point. Keep it up
Update
Waiting for next update
Superb update
Weating too next update
Ok bhai hum intejaar karenge
Bhai log update ready hai, but abhi thoda kaam hai to kal subah tak deta hu
Waiting for next update
Bhut badhiya hai story or interesting bhi hoti ja rahi hai....
Pehli kahani ki bhot bhot subhkamnaye. Samar ka character Chanda ke liye sccha dikhana. Sehar mein bhale hi timepass ho magar Chanda, Chanda hi ho aur rahe.
Saandaar update waiting for next update.
Update 8 posted guysUpdate ayega bhi ya ni??
What an update sirji....apun to hill gyi....waiting for next updateUpdate 8
'Broken Soul'
Samar ki college life sahi jaa rhi thi, subah exercise krna, college jana, aakar padhai krna or Sunday ko shahar ghumna yahi uski life chal rahi thi.
Komal to ab lagbhag jyadatar samay uske room me rehti thi or uske sath hi soti thi. Vo koshish karti thi ki kisi tarah samar ko apni taraf attract kar sake, lekin abhi kuch jyada khul ke nhi kar sakti thi.
Sanjana se samar ki baat abhi bhi kam hoti thi, lekin ab sanjana ne usse rudely baat krna band kar diya tha.
Samar ki Payal se bhi achi dosti ho chuki thi, kyoki payal khud principal Malhotra ki beti thi. Or unka apna ek group ban chuka tha, jisme Samar, Komal, Khushi or Payal thi. Payal inme senior thi.
College me samar ko ab tak koi surag nhi mila tha ki drugs kon or kaise bech rha hai, to pta lgane ke liye usne college ke kuch sabse kamine or badnaam ladko se dosti karne ka faisla kiya.
Raghu ke gunde samar or uske parivar ke bare me,
jankari nikal chuke the or uspar najar banaye hue the.
Gaon me Chanda ki shadi bahut hi shanti or sadgi se kar di gayi. Uski to mano duniya hi ujad gyi thi, usne pehle koshish ki shadi naa krne ki ek baar ghar se bhagne ki bhi koshish ki, lekin bechari kamyab nhi hui. Mandap me baithi thi to mano koi lash baithi ho, ek dum shant, sab kuch hote hue dekh rhi thi lekin keh kuch nhi rahi thi.
Uske pati ka naam Rakesh tha, usne dahej liye bina shadi karne ko kaha to chanda ke parivar vale itne khush hue ki bina uski marzi ki parvah kiye, uski shadi turant krva di. Aur bidai ke baad chali gyi vo apne pati ke sath Mumbai.
Idhar Mumbai shahar me Murders hote hi jaa rhe the, ab to har 2-3 me ek lash kahi milti thi police ko. Logo me dar ka mahol ghar kar chuka tha. marne vali sabhi ladkiya thi isliye logo ne apni Ghar ki ladkiyo ka bahar nikalna bhi band karva diya tha raat me. Janta ab sarkar ke khilaf pradarshan karne par utar aaye thi. Sarkar par Media or Janta ka dawab badhta hi jaa rha tha.
Baat ab ministry tak pahuch chuki thi, Ministry ne police ko saaf shabdo me keh diya ki agar murders jald se jald band nhi hue to sabhi police valo ko suspend kar diya jaega or case Central authorities ko saunpa jayega.
Isi tarah 1 mahina bit gya.
After 1 month
Minister - Koshish, koshish...kya koshish. Mujhe koshish nahi result chahiye commissioner.
Commissioner - Sir hum har tarika apna rhe hai, jisse murders ko roka ja sake. Police ki petroling badha di gyi hai. Sabhi police valo ki chhutiya cancel kar di gyi hai or unhe iss case par focus krne ko kaha hai. ACP Suman iss case ko handle kar rhi hai, She is best in her work, Sir.
Minister - To kya tumhari petroling se murders band hue, ya uss murderer ko pakad paye. Ek Psycho killer tumhare pure department par bhari pad rha hai. Ek hafta, ek hafte ka ultimatum hai tumhare pass agar murders band nhi hue aur uss killer ko khatam nhi kiya to phir apni permanent chutti ke liye taiyar rehna.
In Commissioner Office
Commissioner - ACP Suman, kuch bhi karo lekin inn sab murders ko roko. Uss killer ko pakdo, Jinda yaa Murda. Koi fark nhi padta.
Mene apna kaam hmesha imaandari se kiya hai, mujhe nokri jane ki chinta nhi hai, lekin me apne sath ye daag nhi le skta ki ek killer ko pakad na pane ki vajah se mujhe nokri se nikala gya.
Main tumhe full authority deta hu, 1 hafta hai tumhare pass chahe tumhe kanoon todna hi kyu na pade, lekin ye killer pakda jaana chahiye.
Suman - Yes Sir, Me aapko bharosa dilati hu ki me uss killer ko pakad kar rhungi or vo bhi zinda.
Salute karti hai or nikal jati hai.
Media - ACP Suman aap is case ko handle kar rhi Hain, lekin ab tak police kuch nhi kar pai hai, kya kehna chahengi aap is bare me. Kya ye case aapke glorious career me kalank ki tarah hoga.
Suman - (Un media valo ko dekhte hue) Hum har koshish kar rhe hai Us murderer ko pakadne ki aur jaldi hi vo hamari giraft me hoga.
Media - Ab tak bhi har baar police ka yahi jawab rha hai lekin phir bhi murders ruke nhi hai, kya police logo ko sirf jhuti ummid ke sivay aur kuch nhi de sakti.
Suman - 1 week, sirf 1 hafte ke andar ye sab khatam hoga, (phir camare ki taraf dekhte hue) Main janti hu tum mujhe dekh rhe ho, tum jo bhi ho apni ulti ginti shuru kar do, kyoki 1 hafte baad tum jail ki salakhon ke piche apne kiye ki saja paa rhe hoge.
Yeh kehkar Suman vahan se nikal jati hai.
Suman apne office me
Suman - Shinde
Shinde - Ji madam
Suman - ab tak jitne murders hue hai unn sabki file yahan meri table par honi chahiye
Shinde - Ji mam abhi laya
Suman files ko gaur se dekh rahi thi,
Hmm, Agar sarkar ne minister ki security me naa lagaya hota to ab tak ham ise pakad chuke hote. Maine kaha tha ki ye koi mamuli killer nhi hai, hame jald se jald kuch karna hoga. Lekin tab meri baat suni nhi inn BC netao ne.
Ab sar par aa pada hai to keh diya ki ek hafte me case solve karo. Lekin karungi me jarur, uss psycho ka dimag to thikane me lagaungi.
Suman bahut dhyan se files ko padh rhi thi aur sabhi murders me common kya hai ye hi dekh rahi thi.
Shinde jante ho ki inn sab murders me common kya hai.
Shinde - Ji mam, yahi ki marne vali sabhi ladkiya hai, aur inke pass se ek card Mila hai usi killer ka
Clown the innocent killer.
Suman - Aur bhi bahut kuch common hai.
Shinde - kya madam
Suman - jaise sabhi ladkiyon ki age 20-28 ke bich hai, sabhi ladkiyan vo hai jo job karti hain, sabhi ka murder raat ke vakt hua hai. Sabhi ko torcher kiya gya hai or unke sharir se khaal utari gyi hai.
Killer apne aapko innocent btana chahta hai ki jo kuch bhi vo kar rha hai vo sahi hai. Or yahi iss tarah ke pagal killers ki takat hoti hai, unhe lagta hai ki vo koi punya ka kaam kar rhe hai.
Vo card dikhana jara....Shinde Suman ko vo card deta hai.
Use dhyan se dekhti hai, vo dekhti hai ki card par kuch pilapan aaya hua tha.
Suman - Ye dekho shinde, ye dekh rhe ho.
Shinde - ye to kuch tel ke jaisa hai mam.
Suman - Baki cards check kro
Shinde baki cards check krta hai to 5-6 aur cards par tel milta hai.
Ab tak vo killer 32 ladkiyo ki Jaan le chuka tha, or har ladki ke paas card milta tha.
Suman - agar ye card usne khud banaye hai to kuch nhi pta, lekin agar ye card usne kisi se banavaye hai to vahan paas me tel ka kaam hota hai.
Shinde 4 policevalo ko iss kaam par lagao ki iss tarah ke card kahan bante hai pta karen. Aur shahar me night petroling badha do samjhe.
Shinde - Ji madam
Shinde nikal office se nikal jata hai or Suman kisi gehri soch me kho jati hai.
Idhar Ghar me
Komal - Mom pls jane do naa, pls
Sugandha - Nahi bilkul nhi.
Komal - lekin kyu, hum pehle bhi gye hai night show me.
Sugandha - haa lekin tab koi killer shahar ki sadko par ladkiyon ko maar nhi rha tha. Apne room me jao. ( Komal udas ho jati hai, aaj koi animated movie lagi thi theater me, jise komal dekhne ki jidd kar rahi thi. Or uska time 9-11 tha)
Sanjana - chal apne kamre me komal vaise bhi animated movie to hai kya ho jayega nhi dekhegi to.
Komal - aap nhi samjhoge Di. Komal upar chali jati hai.
Sanjana - Pagal, college me aa gyi hai lekin abhi bhi bachho ki tarah cartoon dekhne hai ise.
Komal sidha Samar ke pass pahuch jati hai
Komal - Bhaimere pyare bhai
Samar - (use ghurte hue) ab kya kaam aa pada tujhe.
Komal jaldi jaldi use sab kuch bta deti hai
Samar - Hmmm, to maa ki baat Maan aur yahi beth, or itni badi ho gyi ab bhi cartoon dekhti hai.
Komal - bhai pls, aap baat kro na maa se aapki baat Maan jayegi, pls..pls..pls..pls
Samar - acha thik hai, lekin ek shart par.
Komal - kaisi shart
Samar - Tu mujhse ladegi nhi aur detegi to bilkul nahi, jab dekho tab dadi amma banna shuru kar deti hai.
Komal - Ok Done
Ek kamre me ek ladki bistar par bethi thi, uske chehre par puri duniya ke gam the. Naa jane kis baat ka dukh tha use. Lekin kamra ki halat to kuch or hi keh rahi thi. Kamre me jalti mombattiyan, aur pure kamre me faili khushbu to insan ko khushgawar banati thi, lekin uss ladki ko iss sabse koi fark nhi padta tha.
Tabhi kamre me ek aadmi aata hai
Aadmi - kya jabardast maal ho tum, tumse shadi karne me koi nuksaan nhi hua Mera, or baki fayda kama hi lunga me.
Aadmi - lekin aaj to tujhe chakna banta hai janeman, bolti kyu nhi kuch.
Vo aadmi baar baar usse baat krne ki koshish karta hai lekin vo ladki to mano jaise gungi behri thi. Aadmi ko gussa aa jata hai.
Aadmi - Mat bol kuch bhi randi, mujhe kya. Aur vo aadmi uss ladki ke kapde jabardasti utarkar uski sharir ko ganda karne lagta hai, kamre me ab sirf ladki ki dardbhari cheekhe thi.
Vo ladki tut rahi thi, uski aatma chhalni chhalni ho Rahi thi
Lekin uske Mann me ek hi naam tha jo vo mann me rote hue bhi liye jaa rhi thi.
Samarrrr, Samarrr![]()