Update 16 Posted dosto, read and give your precious reviews
Last edited:
Thanks brother keep supportingBahot pyara update tha JAIY BHAI
Thanks BhaiNice update
DhanyawadLajawab
Chhoti magar bahut achch update thaUpdate 7
Sisters' Love
College khatam hone ke baad jab khushi apne ghar pahuchati hai to vahan koi nhi hota, vo paas me gamle ke niche se chabi nikalti hai or tala kholkar andar chali jati hai, is vakt Akansha apni job par gyi thi or raat se pehle nhi aane vali thi.
Khushi thodi der aaram krne ke baad padhai krne baith jati hai, padhai krte hue hi raat ke 8:00 baj jate hai. Khushi uthkar kitchen me jati hai or khana banane lagti hai. 1 ghante me vo khana bnakar taiyar kar deti hai, phir akansha ka wait krne lagti hai or intezar krte hue hi uski aankh lag jati hai.
Akansha raat ke 10:00 bje ghar pahuchati hai, vaise to vo 8:00 bje tak Ghar pahuch jati hai lekin overtime or Mumbai ke traffic ki vajah se vo kabhi kabhi late ho jati thi, aaj to vo vakai kafi late ho gyi thi.
7 saal pehle jab khushi sirf 12 saal ki thi tab ek train hadse me khushi ke parents ki death ho gyi thi, ek hi din me akansha or khushi ki jindagi tabah ho gyi, kyoki unke parents ki parivar ke khilaf jakar love marriage hui thi isliye unka koi rishtedar bhi nhi tha jo unki uss mushkil vakt me madad krta. Parents ki death ke baad khushi ne to jaise bolna hi chhod diya tha, aise vakt me akansha ne hi apne aapko mazboot bnaya or khushi ko sambhala use ek maa ki tarah pyar kiya.
Akansha uss vakt college me hi thi or ek ladke se pyar karti thi, lekin ghar ki jimmedariyon or khushi ko sambhalne me uska pyar kahin piche chhutata gya, phir uske boyfriend ne bhi usse saaf shabdo me breakup kar liya, isse akansha ka dil tut gya jis vakt use pyar or sahare ki sabse jyada jarurat thi usi vakt uske pyar ne use chhod diya, lekin akansha emotionally mazboot ladki thi use apne dard ko chhupana aata tha, usne sab kuch bhulakar sirf apni or khushi ki jindagi ko khushhaal bnane ke bare me socha. Uske baad se uski life me kabhi koi ladka nhi aaya tha, mano usne bhula diya ki jindagi me pyar ki bhi koi jarurat hoti hai, uske liye khushi hi uski duniya thi.
Kismat se bas unke pass apna Ghar tha vrna Mumbai jaise shahar me 2 akeli ladkiyo ke liye jindagi aasan nhi hoti. Jyada bada ghar nhi tha, 2 kamre, ek chota sa hall or kitchen.
Akansha jab ghar aayi to khushi ko dining table par hi sar rakhkar sote paya, ye dekhkar uske chehre par ek udasi bhari muskurahat aa gyi.
Akansha - (khushi ke sar sehlate hue) khushi.
Akansha ke jagane par khushi ki neend khulti hai to vo apni behen ko dekhkar khush ho jati hai.
Khushi - Didi, aa gyi aap?
Akansha - Sorry beta, aaj bahut late ho gyi, tum 2 minute wait kro me abhi fresh hokar aayi.
Kehkar Akansha bathroom me chali jati hai. Change karke dono behne aapas me batein krte hue khana khate hai.
Akansha - Sorry yrr, main late aayi isliye tumhe khana banana pada.
Khushi - Didi, aise mat bolo, mujhe acha lgta hai aapke liye khana bnana.
Akansha - Ok, chalo ab khana khao.
Dono khana khakar khane ke baad sone ke liye bedroom me chalti hai, vaise to khushi ka apna room tha, lekin vo jyadatar Akansha ke sath hi soti thi.
Khushi - Didi?
Akansha - Hmm?
Khushi - Neend nhi aa rhi, chalo na batein krte hai.
Akansha - (muskurate hue) tu bina apni subah se sham ki news btaye to soyegi nhi, chal bta aaj kya kya kiya tune college me?
Bas phir kya tha, khushi kisi radio ki tarah sab kuch batane lagi. Akansha sari batein sunkar hairan or pareshan hue jaa rhi thi.
Akansha - (ghabrate hue) kya? tujhe or komal ko ladko ne pareshan kiya or komal ke sath jabardasti....tu thik to hai naa...tujhe kahi chot to nhi aayi aur komal vo kaisi hai, thik to hai na vo...sab bta mujhe.
Khushi - shant gadadhari bheem shant, aap to ek sath itne sawal krne lge jitne koi jitne koi teacher bhi nhi krta. Sab thik hai, main bhi thik hu or komal vo to maje kar rhi hogi ghar pe.
Akansha - khushi ye koi majak ki baat nhi hai, aaj tumhare sath kuch bhi ho skta tha...aur tum dono bachi kaise.
Khushi - Hame Superman bachane aaya tha na.
Akansha - Superman? Kya bol rahi hai sahi shi bata.
Khushi - Are didi komal ka bhai hai na usne hme bacha liya, vo bahut strong hai (phir usne samar ki fight ko mirch masala lgakar akansha ko bta diya) vo bahut acha hai or Mera dost bhi hai, unn ladko ko to usne hospital pahucha diya mar markar.
Akansha - shukr hai bhagwan ka, ki tum dono safe ho. Lekin jahan tak mujhe pta hai komal ka to koi bhai nhi hai phir...
Khushi - are didi samar uske chacha ka beta hai, kuch din pehle hi mumbai aaya hai gaon se, padhai krne ke liye.
Akansha - Ohh acha, par tu khyal rkhana akele kahi mat jana, tu janti hai naa tere bina meri kya halat hoti hai..agar tujhe kuch hua to me to mar hi jaungi.
Khushi - Didi, pls aisi baat mat kro, main kabhi aapko nhi chhodungi, hmesha aapke sath rahungi, lekin...
Khushi ne mahol ko halka karne ki koshis ki.
Akansha - lekin kya?
Khushi - Lekin shadi krne ke baad to aapko jana pdega.
Akansha - kyashadi, konsi shadi. Shadi teri hogi bachhu meri nahi.
Khushi - lekin badi to aap ho to aapki shadi pehle hogi, phir meri.... Mene to aapke liye ladka bhi dhundh liya hai.
Akansha - ladka kaisa ladka, konsa ladka
Khushi - Haa ladka vo bhi bahut acha, Samar.
Akansha - kya, me koi shadi nhi krne vali kisise or tujhe abhi 2 din hue hai usse mile tune use mere liye chun bhi liya.
Khushi - Hahahaha didi aap to serious ho gye, main to majak kar rahi thi. vaise idea bura nhi hai.
Akansha - (khushi ke sar pe tapli marte hue) chal chup karke soja bahut batein karne lagi hai aaj kal, mere liye tu hi bahut hai mujhe kisi or ki jarurat nhi hai.
Khushi - Ok( man me - didi jarurat to aapko hai pyar ki, or vo pyar me aapki jindagi me lakar rhungi)
Phir khushi akansha ki bahon me simatkar so jati hai or akansha bhi.
Samar ke ghar
Raat ho gyi thi or sabhi sone ke liye jaa chuke the, Samar abhi sone ke liye jaa hi rha tha ki uske kamre par dastak hoti hai, vo darwaza kholta hai to samne komal khadi thi.
Samar - Are gudiya tu abhi, kuch kaam tha kya?
Komal -kyu kuch kaam hoga tab hi aa sakti hu kya?
Samar - are mene aisa kab kahan, ye bhi tera hi room hai jab chahe tab aa sakti hai.
Komal - Exactly,,,isliye aaj se main bhi aapne sath soungi.
Samar - Haasath soyegi, lekin kyu.
Komal - kyu kya, mann hai to bas...aapko koi problem hai.
Samar - Ok,,Ok so jaa mujhe koi problem nhi hai.
Komal Samar ke sath hi let jati hai
Phir Komal Samar ko good night kiss deti hai lekin ye kiss normal nhi tha, hotho par tha.
Samar -ye kya tha.
Komal - kya? kya tha? kiss tha, so jao chup chap.
Samar - (ye ladki puri pagal hai, ye bhi nhi samjhti ki bhai ko hotho par kiss nhi kiya jata)
Komal Samar ke sath hi so jati hai aur sochti hai
komal -(man me -bhai kitna darte hai mere gusse se, agar yahi baat me pyar se kehti to kabhi mujhe apne sath nhi sone dete, ek level to tune paa liya komal.... You are the best bhai, every girls dreamboy... Ab to me aapke sath hi rahungi jindagi bhar.... I love you Bhai, Love you so much.)
Thanks brother, next update will come soonChhoti magar bahut achch update tha
... aane wale update ka intezar rahega....![]()
Shandaar updateUpdate 7

Bahot badhiya updateUpdate 6
'New Enemies'
Jo kuch bhi hua tha vo college ke bahar hua tha isliye college administration tak baat nhi pahuchi thi. Lekin Samar college students me famous ho gya tha, kai ladkiya to uspar fida ho gai thi ki kaise usne akele 4-4 ladko ko pita or un ladkiyo (komal or khushi ) ko bachaya jab ki baki ladke sirf vahan khade hokar dekh hi rhe the.
Idhar ye sab canteen me baithe the.
Samar, Komal, Khushi, Sanjana, Divya, Suchi, Jasmine or Vicky or Saurabh. Pehle sirf divya janti thi ki Samar Sanjana ka bhai (cousin) hai lekin ab uske baki dosto ko bhi pta chal gya tha.
Suchi - wow, Samar tumne to kamal kar diya akele hi un ladko ko kaisa dhoya tumne, mene to aisi fight sirf filmo me hi dekhi thi.
Jasmine - haa yrr sahi kaha. Lekin Sanjana jab samar tera cousin hai to kal tune Vicky ko uski ragging krne ke liye kyu bola tha.
Sanjana - vo..vo.. mein
Itne me divya bol padti hai
Divya - are tu bhi kya baat lekar baith gyi... Bhai behen me to aksar jhagda ho jata hai, vo to isne bas samar ko thoda pareshan krne ke liye uski ragging krne bola tha... Lekin ye Vicky to usse ladne par utaru ho gya. Kyu yahi baat hai na sanjana ?
Sanjana - Ahh? Hmm... Haa thi baat hai, hmara jhagda hua tha. (Samar ki dekhkar nazre chura leti hai)
Jasmine - Ooo...ye baat hai...acha hua kal jyada kuch nhi hua... ( Vicky par haste hue) vrna Vicky to hospital me hota.
Sab is baat par has padte hai...
Vicky - are aisa kuch nhi hai vo to me bas yu hi....(jhepte hue) phir dheere se saurabh ko bolta hai.
Vicky - Sale BC tu kya daant dikha rha hai.... phir sabse bolta hai... 2-4 marke to koi bhi hero ban jaye, jante bhi ho jise isne mara hai vo kiska bhai tha. Is ilake ke sabse bade gunde ka bhai.
Ye sunkar sab ek baar ko khamosh ho jate hai...
Khushi - (ghabrate hue) kya? Oh no...ab kya hoga...mene suna hai gunde bahut khatarnak hote hai.
Samar - tum kyu dar rhi ho tumhe thode kuch hoga...
Komal - (Jo ab puri tarah se normal ho chuki thi)
Haa khushi, samar bhai bahut strong hai vo kuch nhi hone denge hme.
Divya - phir bhi samar khyal rkhna...kuch problem na ho future me...
Samar - (divya ko dekhkar muskurata hai ) don't worry...kuch nhi hoga.
Abhi ye sab batein kar hi rhe the ki itne me ek Khubsurat si ladki samar ke pass aati hai.
Ladki - Oh my god, tum vhi ho na jisne subah itne sare ladko se unn ladkiyo ko bachaya tha.
Samar - ( thoda awkward hote hue) Haaa.
Ladki - Hello mera naam Payal hai, me 2 nd year ki student hu.
Samar - Ooo hi... Mein Samar hu. 1st year se.
Payal - wow it's nice, that we are in same college. Kya hum dost ban skte hai, Samar.
Samar - Ahh...ha sure. Mere bhi jyada dost nhi hai abhi college me.
Payal - so tumhara mobile no.?
Samar - Haa, ********00.
Sab inhe aankhe phade dekh rhe the, Komal to payal ko samar se baat krte dekhkar hi jal bhun gyi thi. Sanjana ko bhi ye pasand nhi aa rha tha ki Samar kaise un sab ko chhodkar us ladki se baat krne me busy tha.
Itne me uss ladki ke dost use bulate hai to...
Payal - are yrr, inhe bhi pta nhi kya...thoda wait nhi kar skte.. ok Samar abhi mujhe jana hoga. Lekin hum dubara milenge, afterall hum ab friends hai.
Samar - haa bilkul, ab to hum milte rhenge.
Ye kehkar payal chali jati hai.
Komal to Samar ko kha jane vali nazro se dekh rhi thi. Jise dekhkar samar ko samajh aata hai ki uske laude lag gye hai.
Komal -badi batein aa rhi thi haa.
Samar - are nhi vo to bas...
Komal - you know what mujhe aapse baat hi nhi karni...
Samar - are ye kya baat hui...vo aai thi to use bhaga to nhi skta naa.
Komal kuch nhi bolti. Ye log isi tarah thodi der batein krte hai or phir apni apni class me chale jate hai.
Samar, Khushi or Komal ek hi class me the, aaj ke hue drame ki vajah se inki classes miss ho gyi thi or ye inki last class thi. Abhi class chal hi rahi thi ki itne me ek class me aata hai.
Teacher - Kaho kya baat hai.
Peon - Sir Samar naam ke student ko principal sir ne bulaya hai. Abhi...
Teacher - (Samar ka naam lete hai to Samar khada hota hai)... Aap Jaa skte hai.
Samar - (man me - pricipal sir ne kyu bulaya hoga...kahi aaj ki baat ka to pta nhi lag gya unhe)
Phir Komal se 'tum wait krna me abhi aya'.
Or Peon ke sath nikal jata hai.
Principal room me
Samar - May I come in Sir.
Rakesh Malhotra - College Pricipal
Principal - Yes, come in.
Samar andar aata hai.
Samar - Sir, aapne bulaya?
Principal - Haa, aao betho...i have something to show you.
Principal Samar ko subah hui fight ki cctv recording dikhata hai. Or bolta hai.
Principal - ye tum hi ho naa...abhi tumhe college me aaye hue 2 din hue hai, 1st year ke student ho or ye sab krne lage tum. Jante ho iska tumhare career par kya asar pdega. Is tarah college ke bahar ladai - jhagda krne ke liye me tumhe college se nikal bhi skta hu. Tumpar police case bhi ho skta hai... Or jin ladko ko tumne pita hai vo bhi tumhare sath kuch bhi kar skte hai. Bolo
Samar - (Principal ki baat ka jawab deta hai ) Nhi Sir, Me nhi janta ki iska kya parinam hoga...or na hi isse koi farak padta hai. Mene jo kuch bhi kiya apni behen ko bachane ke liye kiya. Phir chahe to aap mujhe college se nikal de, koi police case ho yaa kuch aur. Mujhe farak nhi padta.
Samar ne bina ghabraye principal ki baat ka jawab diya, jise sunkar principal ko gussa aane ki bajay uske chehre par ek ummid nazar aayi.
Pricipal ne samar ke samne hi vo recording delete kar di.
Principal - hairan mat ho ki mene ye delete kyu ki... Me dekhna chahta tha ki tum meri baato ko sunkar kya jawab dete ho.
Samar - lekin kyu...
Principal - chalo ab sidhe kaam ki baat krte hai...
Kai mahino se is College me aise kaam ho rhe hai jo is College or students ki life ko barbad kar skte hai.
Samar - Mein kuch samjha nhi Sir
Principal - Iss college me drugs becha ja rha hai, students ko uski latt lagayi ja rhi hai. Yhi nhi mujhe shak hai ki human trafficking bhi shayad ho rhi hai, pichle 6 mahino me college ki 8 ladkiya gayab ho chuki hai.
Ladkiyo ke gayab hone ki ghatnayen college ke bahar hui isliye isme college ka naam nhi aaya lekin mujhe lgta hai ki insab ka connection college se hi hai. Agar jaldi kuch nhi kiya to ye baat jarur media tak pahuchegi or college band bhi ho skta hai or students ki life kharab hogi.
Me chahta hu ki in sab baato ka pta krne or isko rokne me tum meri madad kro.
Samar - ye to bahut serious baat hai Sir... Lekin isme aapko police ki madad leni chahiye. Me to ek student hu mein aapki kya madad kar skta hu.
Principal - Police ki madad mene li hai, Commissioner mera bahut acha dost hai, usko mene ye sab batein batayi hai. Lekin agar police insab me directly involve hogi to college ki reputation giregi, jo main bilkul nhi chahta. Jarurat hai ki koi college me rehkar insab baton ka pta lagaye, jo ki koi student hi behtar dhang se kar skta hai.
Samar - Or aap chahte hai ki ye kaam me karun.
Principal - Haa.
Samar - Thik hai Sir, Main taiyar hu aapki madad krne ke liye, lekin mera ek sawal hai... Ki main hi kyu...aapne mujhe hi kyu chuna, jabki mujhe to aap thik dhang se jante bhi nhi. Mujhe college me aaye hue 2 din hue hai.
Is baat par principal muskurakar jawab dete hai
Principal - Mujhe vishwas tha ki tum mna nhi kroge... Aur ye tumhari galatfahmi hai ki me tumhe nhi janta. Tumhari takat or confidence ko to mene dekh hi liya hai, or Pratap Singh ke pote or Ranjit ke bete ho to unki tarah logo ki madad krne se bhi piche nhi hatoge.
Samar - (Hairani se ) aap jante hai mere Dadaji or Papa ko?
Principal - bahut acche se, khair ye sab batein abhi bahut lambi jayengi. Tumhe sirf information jutani hai ki college me kon kon insab kamo me involve hai baki sab commissioner dekh lega. Kaam risky hai to apna khyal rkhna.
Samar - aap chinta mat kijiye Sir, college me Jo koi bhi ye sab kar rha hai usse me chodunga nhi.
Principal - Thik hai ab tum jaa skte ho.
Ye sunkar Samar principal room se bahar aa jata hai abhi vo apni class ki taraf jaa hi rha tha ki itne me use Shalini mam aati hui dikhai deti hai.
Shalini - Ohh Samar, acha hua tum mujhe yahi mil gye. Me tumhe hi dhundh rhi thi.
Samar - Mam! koi kaam tha aapko?
Shalini - Nhi, vo me bas yhi keh rhi thi ki tum kal se class me aa skte ho. Ab tumhe ek week tak class se bahar rehne ki jarurat nhi hai.
Samar - Thankyou Mam.
Itne me college khatam hone ka time ho jata hai. Or classes khatam ho jati hai. Jate jate Shalini samar ko rok kar kehti hai.
Shalini - Samar!
Samar - yes mam aapne kuch kha?
Shalini - nhi bas vo me keh rhi thi ki gussa thoda kam kra kro.
Ye baat Shalini ne muskurakar khi thi...phir jaldi se vo apni kamar matkate hue nikal jati hai or Samar sochta rehte hai ki inhe kya hua.
Jab samar bahar pahuchta hai to Komal or Khushi use vahi milte hai to komal usse puchti hai.
Komal - kya hua, principal ne kyu bulaya tha?
Samar - Kuch nhi, vo bas subah ki ghatna ko lekar kuch keh rhe the ki ladai jhagda naa kru or kuch nhi...chalo ab ghar chalte hai.
Samar Khushi ko raste me chhodte hue komal ke sath Ghar pahuch jata hai.
In the Hospital
Amit or uske dosto ko kuch uski pehchan ke ladko ne hospital pahucha diya tha. Amit ke dosto ko to kuch jyada chote nhi aayi thi or unhe doctor ne 1-2 din me discharge krne ka keh diya tha. Lekin Amit ki halat bahut jyada khrab ho chuki thi. Uski naak ki haddi tut chuki thi or uske hatho ki dono haddiya bhi tut chuki thi.
Raghu bhai - apne ilake ka don, kai murder kar chuka hai lekin koi sabut nhi mila. Amit ka bada bhai hai. Businessman se hafta vasuli, drugs, snatching, lut, illegal sharab bechna jaise kaam krta hai.
Raghu - (doctor ka gala pakadte hue) aye doctor, kya hua hai mere bhai ko abhi utha kyu nhi vo, jaldi thik kar use varna uske side me tera bistar lgega.
Doctor - dekhiye hum apni taraf se puri koshish kar rhe hai, halat bahut critical hai kai fracture aaye hai unki body me unhe thik hone me kai mahine lag skte hai. Unhe subah tak hosh aa jaega.
Raghu ka ek gunda usse bolta hai...
Gunda - bhai isse marke kya hoga, isse chhor do. lash to uski main lakar dunga aapko jisne apne amit ki aisi halat ki hai.
Raghu - nhi vishwa, tu nhi marega, amit marega use amit, pta kro kon madarchod hai vo lekin kuch krna mat... Amit ko thik hone do.
Ladki ko bachane ka shok hai naa usse to uski aankho ke samne uske khandan ki aurto ko nanga krega mera bhai...bas nazar rkho uspe...
To be continued....