Nice update..
1 hafta pura ruk gae yahan but Nisha ki himmat ni Hui apne Dil ki baat Karne ki but itne dino m uske Dil m Shiva k liye pyar badhta Raha aur ab wo Jana b ni chahti..
Sahi kaha h pyar kabhi b kisi s b ho sakta h jaisa Nisha ko yahan Shiva a hogaya Jo ek vairagi ki tarah hi h.. na thek s baat karna z rehna sehna b bilkul aam aadmi say shayad use b niche ..
Ab in logo ko Kya pata Shiva Kya cheez h waise pata to hum logo ko b ni h but kahani ka Nayak h to kamaal ka hi hoga..
Let's see ab Kya hota h ,Nisha bol paegi ya ni...