Update-20
Andar sodhi ke ghar mein ek ajeeb si khamsohi cha gyi hoti hai….tabhi iyer uss kahmoshi ko todte hue… iyer :- ye kya keh rhe ho sodhi tum..hamari society mein rape…aisa toh ho he nhi skta…
itna sunke jhethalal bol padta hai…
jhethalal :- iyer bhai aap kuch akal hai…kuch samajh hai ki aap kya bol rhe hain….aap ayee he kyun vapis…
iyer :- kya matlab tumhara jhethalal mujhe nhi ana cahiye tha… jhethalal :- ofoo mera matlab ye tha..ki aap itni jaldi kaise aa gye..aap toh kal aanne valle the.. na.. iyer :- tum ko isse kya matlab jhethalal… tabhi tarak bich mein dono ko rokta hua…
Tarak :- tum dono shant hoge thodi der…yahn masla kuch aur hai..aur tum bekar ki baat par ladd rhe ho… itna bolte he fir se vahn khamoshi chaa jati hai…. tabhi chachaji sodhi se puchte hain…
chachaji :- sodhi beta tu mujhe ye bta ki roshan ne dekha ki kun tha vo… sodhi se bolne ke pehle ..roshan aur jor jor se rone lagti hai…tabhi hathi bolta hai..komal tum log ek kam karo roshan bhabhi ko andar dusre kamare mein lee jaoo… lekin tabhi anjali bolti hai… anjali :- nhi hathi bhai hum bhi toh sune ki kisne roshan bhabhi ke sath ye ghinoni harkat ki
hai… sabhi anjali ki baat par hami bharte hain…aur roshan ko smjhate hain..ki plss aap chp ho jayie…ab rone ki baari toh uss ghatiya admi ki hai jisne aap ke sath ye sab kiya hai…
Fir dubara se chachaji sodhi se puchte hain…iss bar sodhi bolta hai…
sodhi :- ab jo naam mein apko batane jaa rha hun…usse sun ke aap sabke hosh udh jayenge…
jehthalal :- bhai gol gol mat bol…sedhe bta kun hai…
sodhi :- atmaram tukaram bhideee…. basss fir kya hona tha ye sun ki sab aise ho gaye…jaise ki vahn insan ki jagaha pathar khade hon… jahethalal , tarak , iyer , hathi , popatlal , abdul sab ke muh se ek sath nikalta hai…
kyaaaaaaaaaaaaaaaa….. udhar sari ladies apne muh pe hath rakh kar hawwwww…karti hai sivayi daya ako chod ke…kyun ki uska thoda alag style hai….he maaaaa mataajiii… tabhi chachaji bolte hai…
chachaji :- sodhi ye tu kya bol rha hai …aisa nhi ho skata…. sabhi chachaji ki baat pe hami bharte hain… tabhi anjali ki nazar idhar udhar ghumti hai…vo madhvi ko dhund rhi thi..itni badi baat ho gyi aur madhvi bhabhi najar nhi aa rhi…aisa anjali apne man mein sochti hai..isse pehle
ki vo kuch keh pati..roshan ne chupi thodi….
Roshan :- aapne aap ko sambhlte hue..chachaji..ye bilkul sahi bol rhe hain…jo mere sath hua uske zimmedar bhide hai…
Chachaji :- kya tumhe pura yakin hai..
Roshan :- han..usne apna cehra dhaka hua tha…isliye pehle toh mein smjh nhi payi..lekin akhir mein jab vo jane laga toh usne bilkul vaise he kiya jaise bhide karta hai…bolte waqt mein atamaram tukaram bhide iss society ka ek mavye secretary…
Chachaji :- mujhe toh vishwas nhi ho rha ki bhindi master aisa bhi kar skta hai…
Jhethalal :- ek shikshak hoke aisa karega..mene sapne mein bhi nhi socha tha…
Iyer :- yeh immpossible hai… babita :- iyer kya impossible … roshan bhabhi jhooth thodi bolegi… tabhi sodhi gusse se bolta hai..
Sodhi :- doston aa jane do bhide ko mein usse jinda nhi chodunga… sabhi usse samjhte hain sodhi bhai shant ho jaa..hum sab bhide se baat karenge..lekin bhide hai kahann….. udhar madhvi ko hosh aa jata hai…aur vo apne bistar se uthti hai aur bolti hai..
Madhvi :- ye kya mein yahn soh rhi thi…par mera badan itna dard kyun kar rha tha…..
Udhar bhide hath mein kuch leke muskurata hua..socitey ke gate se andar aa rha tha…
Bhide :- aree yahn itni shanti…handi phoot bhi gyi…aur sab log khan chale gaye…itni jaldi shanti kaise ho gyi yahn par..chalo ghar pe chal ke dekhta hun..
aur bhide fir apni wing ki taraf nikal jata hai…aur apne ghar ka gate khol ke andar aa jata hai…. Bhide :- madhvi , Madhvi….kahn ho tum…itni jaldi upar kaise aa gaye tum log… tabhi udhar se madhvi nikal ke bahr ati hai…
Madhvi :- kya jala…kyun chilla rhe ho???
Bhide :- are madhvi itni jaldi tum log upar kaise aa gye….
Madvhi :- jaldi kahn mein toh bahut der se upar hun..soh rhi thi… isse aage bhide kuch bolta ki usko kuch kisi ki awaj aa rhi thi..jor jor se…vo dhayn se sunne ki koshish kar rha tha…. awaj sodhi ke ghar ki taraf se aa rhi thi… tabhi bhide bolta hai…
Bhide :- acha toh sari mandali sodhi ke ghar pe hai..chalo madhvi vahn chalte hain….
Madhvi :- aap chalo mein ayii… aur fir bhide nikal jata hai sodhi ke ghar ki taraf..
Usse nhi pta tha ki vo khud he musibat ki aur jaa rha hai… udhar sodhi chilla chilla ke baat kar rha tha…aur sab usko smjhane ki koshish kar rhe the… tabhi sapke kano mein ek awaj padi…
Acha toh mandali matki phod ke yahn aa gyii…. sabhi gate ki taraf dehte hain…vahn bhide khada muskura rha tha… usko aisa dekh ke sodhi aag babula ho gaya…aur vo sidha bhagta hua bhide ke pass pahucha..koi bhi usse rok nhi paya…aur sidhe bhide ki gardan pakad lii…sab uski taraf bhagte hain…
Bhide :- are kya kar rha hai sodhi…sans nhi aa rhi hai…marega kya…mazak bhi hadd hoti hai.. aur piche se madhvi bhi aa jati hai…
Madhvi :- agobai sodhi bhai ye kya kar rhe ho aap…chodiye gala inka… fir sabhi bahut kosish karte hain sodhi ko chudane ki..tabhi chahaji chillate hain…
chachaji :- sodhi chod de abhi ke abhi.. itna sun ke sodhi kuch sochta hai aur usse chod deta hai.. bhide :- hanfta hua….aeeee sodhi pagal hai kya…itni zor se koi gala dabata hai kya..mar jata toh…
Sodhi :- acha hai na mar jata toh…mujhe shanti mil jati… bhide ye sun ke chaunk jata hai…. .
Bhide :- ye kya keh rha hai sodhi…pagal ho gaya hai kya tu..
Jjeethalal :- sahi bol rha hai sodhi..bhide mujhe tujhse ye umid nhi thi…
Popatlal :- bhide tu ek shikshak hoke aise harkat karega…chiiii chiiii….
Njali :- bhide bhai aapne aisa kyun kiya?
Daya :- han boliye bhide bhai apne aisa kyun kiya….apko jara bhi sharam nhi ayiiii…
Chachaji :- apni chadi uthate hue…bol bol bolta kyun nhi hai..kyun kiya tune aise
…. tabhi madhvi bol padti hai….
Adhvi :- kya kiya hai inhone aisa? bhide :- han kya kiya hai mene…mujhe pata toh chale…. tabhi tarak bolta hai..
tarak :- bhide aaj jo tumne kiya hai…uske liye tumhe maaf nhi kiya jaa skata…tum aisa karoge mene toh sapne mein bhi nhi socha tha….tumne aisa kyun kiya….vo bhi itna pade likhe admi hokar…
Bhide :- mehta sahab..mujhe pata toh chale mene kiya kya hai… tabhi sodhi gusse mein aage fir se marne ke liye badta hai …lekin iyer aur abdul ne use pakad rkha hota hai…aur bolta hai..mein batata hun tujhe…ki tune kya kiya hai…teri toh.. fir tarak bolta hai…
Tarak :- sodhi shanti rakh..isse sza toh milegi ….lekin tu shant reh mein baat toh kar rha hun na…. jhethalal bich mein bolte hue.. Jhethalal :- iyer bhai aapko koi kaam ata hai…dhang se pako sodhi ko … hath se nikal gaya toh..koi kam dhang se nhi hota apse… aur babitaji ki taraf dekhte hue unko sorry bolta hai…
tarak :- jethalal ……
aur fir jhethalal shant ho jata hai…
Bhide :- mehta shab mujhe kuch smjh nhi aa rha ki aap log kiski baat kr rhe hain…mujhe aap saaf saaf batayi…
Tarak :- thek hai…gheri saans lete hue…tumne roshan bhabhi ke sath balatkar kyun kiya??
Bhide :- balatkar acha…..fir chaunkte hue……..kyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa… ye kyaaaaa keh rhe hain mehta sahab …aapka dimag toh kharab nhi ho gaya…. itna sunte he madhvi ke hosh ud jate hain ..aur fir vo bolti hai…
hai…bolo bhide kya kehna cahte ho…
Bhide :- mehta sahab ye mera mask nhi hai….mujhe ye mask society compund ke bahr mila toh mein isse le aya… bhide kahani banate hue…kyun ki mask toh isi ka hota hai…
vahi kharid ke lata hai…uske plan ke mutabik yahi tha ki mask pehn ke roshan ke sath sex karne ka..lekin…. bhide sochna band kar deta hai…kyun ki tarak bolta hai…
Tarak :- aage bolo bhide..
Bhide :- mehta sahab mujhe mere ek student ka phone aaya tha…vo mujhe society ke bhar naak pe milne ke liye bula rha tha…usko kuch kam tha aur jaldi mein tha isliye vo yahn nhi aya…
ye baat bhide ki sach thi…iss bar vo kooi kahani nhi bana rha tha… Soodhi :- jhooth bol rha hai ye… Bhide :- sodhi mein jhooth nhi bol rha …agar tumhe yakin nhi hai toh mein phone lga ke baat krwa deta hun… aur bhide phone mila deta hai…dusri taraf student phone uthata hai..
Stident :- hello sir…
S
Bhide :- hello….acha mujhe ye batao ki tumne mujhe aaj society ke bahr naak epe bulaya tha na…
aur phone loudspeaker pe kar deta haiii…
Student :- jee han sir….bulaya tha..lekin aap kyun puch rhe hain…. sab uski ye baat sun ke cahunk jate hain….aur madhvi kush ho jati hai…
Bhide :- thank u beta…vo tuhme baad mein batunga…. aur phone cut kar deta hai…
Bhide :- dekha mein keh rha tha na..lekin aap log itna ghinona jurm mujh par lga rhe the…
Roshan :- lekin bhide bhai aap nhi the..toh fir uss admi ne aap jaisi nakal kyun kari…
Bhide :- mujhe kya pata roshan bhabhi… tabhi sodi bolta hai… Sodhi :- bhide praa.. mujhe maf kar de…
lekin mein kya krta …meri biwi ne jab mujhe batya toh gussa ana toh swabhavi hai…mujhe maaf kar de… aur sab ek ek karke bhide se maffi mangne lagte hain….
Bhide :- bolta hai….koi baaat nhi … galat femi ho jati hai…..aur apne man mein sochta hai…. kiss ne kiya hoga ye kamm..meri nakal kar ke….sala harami…mera sara plan chaupat kar diya…sla maze khud lkar gaya aur fansa mujhe diya…
yahn par…shukr hai ki mein bach gaya..nhi toh bina kuch laree aaj toh mujhe jail ki sja katni padti…shukr hai deva tera lakh lahk sukr hai… tabhi tarak bolta hai…
Tarak :- agar bhide ne nhi kiya … toh vo kun admi tha jisne roshan bhbahi ke sath ye sab luch kiya…aur usne bhide ki nakal kyn ki…
Bhide :- yahi toh mein bhi soch rha hun mehta sahab…
Jhethalal :- mehta sahab ye toh baht ghambir baat hai ab…kya krein… aur sabhi sochne lagte hain……