Bilal jan
My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
- 16,280
- 40,932
- 258
Jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......UPDATE 98
THE PAIN - 16
Mai- sach mai tuh bilkul naam ki tarah hai
Serleena - chal kadha hoo mai gire hue par war nahi karati hu
Mai- hath toh de
(Udhar teacher -yeh fight hoo rahi yaa drama
Ladaka - sir horror fight hai yeh )
Serleena yeh sunate hi mere muh par laat maari
Maine usse pakad liya aur uss ghuma diya
Woh ghumi aur mere upar aakar beth gayi aur mere muh par ghuse maranai lagi mera muh khoon sai laal hoo gaya
Mai usska haath aur taango sai usski gardan jakad lii
Kaafi der aise hi raha
Woh guu guu karane lagi maine usse chhod diya aur dhaka de diya
Autr kadaha hua
Woh khass rahi thi
Mai - kyu teri barso ki tamanna puri hui naa pitnae kii
Serleena - apna face dekh jakar
Mai ek laat uski side par maari kamar par
Woh fountain mai jaa giri
Mai andar gaya uss nai mere ghutnai par laat mari
Mai usske upper gir gaya maine haath aage kar diye mere haath sidhe usske boobs daba rahe the
Serleena - you
Ussnai haath aage kiya maine dono paro sai usske haath dawa liya aur usske hotho ko chusane laga
Kaafi mashakat ke baad uss nai ghutana mere pichwade par mara mai roll karata hua fountain ke boundary sai takaraya
Woh uthi aur bhar nikal kar jaane lagi
Serleena - baad mai dekhati huu tujhe
Kdev- ruk abhi dekhata hu
Mere pair jam gaye wahi
Kdev - chhod saale mujhe
Mai- saale etna kam hai kaya abhi chal saant hoo jaa
Kdev- nahi mujhe yahi caahiye
Mai- cool cool madam madam
Kdev - uhhhhh uhhh focus meera meera
Mai- haa meera
Aur hum dono matalb mai usse car mai jate dekh rahe the
oh chali gayi mai bahar jane lga koi awaaz laga raha tha par main suna nahi bhar aaya aur todi hi dur par jakar gayab ho gaya
Sanjana - kon tha yeh
Kacy - pata nahi apni kisi behan sai milene aya tha ab pata chala ki woh joker hai
Sanajana - phir woh log mujhe kyu maranai wale the
Kacy - galti ho gayi hogi unsai
Sanjana - kasish mujhe kuch acha nahi laga raha hai
Kasish (kacy ) - chalo room mai araam kar lena
Peter - wow kacy your bf is awesome
Sanjana - par woh toh
Kasish - haa bolo peter
Peter - its fucking rockstar type kaha mila tumhe
Kasish - mai baad mai baat karti hu aur batati hu
Peter - koi baat nahi par ek baar uss sai milawana jarur
Woh chala gaya
Sanjana - yeh kaya bol raha tha kal tak to tere liye pagal tha
Kasish - dar gaya hoga lagata hai
Sanjana - mai toh yeh soch rahi hu ki uss ki behane akhir hongi kon
Kasish - hum naa jane toh thik rahega
Woh dono room mai aa gayi
Sanjana - are bhai ka phone aya tha
Kasish - nahi karnai baat unn sai pata nahi kaha rahete hai dekha kisi ko pata nahi tere saath kaya hua unn logo ko humari koi fikar nahi hai
Sanjana - tuh janati hai naa kaya hua hai waha
Kasish - acha hai hum yaha par kriti nai puri baat nahi batayi akhir hua kaya
hai waha
Edhar mai waha sai sidha devika ke pass gaya woh sir nicche kiyebbethi thi
Mai dhere sai devika
Devika nai sir nahi uthaya- chale jao yaha sai
Mai- maaf kar do mujhe mai tumhara dil nahi dukana cahata tha
Devika - ab kyu aaye ho jao akele jio zindagi hum sai kaya kaam hai
Humari toh maut bhi aapke naam hai
Bus essi liye mar bhi nahi paate ki Humari saso par bhi aapka naam hai
Mera dil jase ek pal mai tut gaya
Mane uska shir pakada par woh uper nahi karnai de rahi thi
Mai - aisa mat karo naa mera dard aur naa badhao
Devika - chale jao bus yaha sai
Mai- thik hai jaisa tum kaho
Mai uth kar jane laga
Devika - haa chale jaao mere pass kab rahene ka man karata hai
Mai jaise hi muda
Woh chilla kar behosh ho gayi
Mai aage badha aur usse goad mai utha liya aur usse le jakar bed par lita diya
Maine pass sai pani liya aur uske muh par chhite maari
Uss nai akhe kholi mai bus usse dekh raha tha
Woh uth mujhe kas ke pakad liya
Mai- aare baba abhi toh ghusa thi
Uss nai mere hotho par hath rakh diya
Devika - kuch mat bolo yeh kaya haal bana rakha hai
Mai hath hataya uska - tumhari dua
Aur yeh baat baat par aashu mat laya karoo
Usske aashu aur tezz aane lage
Mai - kaya hua hai abb
Devika - aap nai kaha naa meri wajah sai hua hai
Maine usske aashu poche -mai majak kar raha tha ab batoo naraz kyu
Devika - aap mujhe lekar kyu nahi gaye
Woh eek payari si cute ladaki ki tarah bol rahi thi aur shir niche jhuka liya maine uss ke baal uss ke aage sai hata kar uss ke kaan par rakha
Devika - bolo ab
Mai- are baba mai gaya tha ghar dekhane aur waha mere fufa ji the mai kaya kehata lo fufa ji mileye pariyo ki rani
Devika - kaya hua bata dete
Mai- chalo accha hai bata deta par baki logo kaa kaya
Devika - kon aa gaya ab
Mai- tumhe dekh kar koi aur tuhara assique ho jata toh
Uss nai mere sene par ghusa mara
Mai ekdum change ho gaya
Mai- yeh kaya
Devika - ais gande lagate ho
Mai - acha ganda ruko main usse pakad liya
Devika - achaa ha ha ha chhodo na
Mai- kyu ganda nahi honna cahati kaya
Woh mer side mai aa gayi
Aur mere galo par hath rakh diya kitnai soft the ekdum roi ki tarah
Devika - karo kabhi toh ganda mai toh kab sai jal rhai hu
Mai- jaldi hi karunga phir mat kahana ki kaya kiya
Devika - mai toh abhi tayar huu
Usski garam saase mehsus ho rahi thi mujhe
Mai- acha kaya karu bolo
Devikaa - uuuuhhh kuuch bhi karo
Mai- bus bus etni romantic mat ho jao hume jana hai abhi
Devika - toh kuch karke chalate hai naa usski aawaaj mai jaise madhosi thii
Devika - haa asse hii karo aacha lag raha hai
Mai- huuuuu
Devika - karo naa ruk kyu gaye
Mai - woh mera phone vibrate hoo raha hai
Usski aakhe khul gayi uss nai sir mere seene mai chhupa liya jaise kudh ko
Maine ek haath usske shir par rakaha aur ek sai phone pickup kiya
Mai - haa hello
Arav - abe yeh sab karana jaruri tha
Mai kaya hua be bhadak kyu raha hai
Arav - ek link bheji hai check kar hai kaha abhi
Mai - yar mai abhi devika ke saath apne ghar ke samne wale ghar mai hu
Mai phone mai link kholi
Video
My love joker - Smashing underworld
Maine video dekhi chaloo sala Face toh blur hai ek minute yeh channel hai
kiska KistyKacy
Mai- yeh ladki pagal hai
Devika - kaya hua
Mai - kuch nahi jis sai milene gaya woh milli nahi pata nahi yeh kaha sai mili
gayi
Devika - kaha toh hai ladkiyo sai dur raha karo
Mai - rahata toh hu bus yeh sala chipak jata hai
Devika - kon chipak jata hai
Mai- tum soo jao baad mai sochunga
Mai soo gaya bhut hi aachi need aayi jase kayi dino baad soo raha tha
Jab utha toh time dekha
Mai - yaar 1 ghanta soya
Devika - 2 din ek ghanta
Mai - kaya do din majak accha hai
Maine phone date dekhi
Mai - ohh teri tum nai uthaya kyu nahi
Devika - aap bhaut chain sai so rahe the mai bhi soti rahi jagati rahi aapke
saath aap thake hue lag rahe the
Maine phone dekha sona masoom maa dad saloni Arav mohan sir shikha sab ke miss calls ki line lagi thi
Mai- jaldi sai kapde pehan loo
Devika - kaya pahenu
Mai- tumpar sab acha lagega
Devika - bolo naa
Mai- acha jeans aur pink t -shirt phen lo
Devika nai chutki bajayi aur tayar ho gayi
Devika - ek minute mai phena deti hu
Uss nai phir sai kiya mere kapde badal gaye
Mai - hello arav kaha hai tuh abhi
Aarav - teri kabar par
Mai - kaya hua bhai
Arav - abe yeh kon hai tere aur apne love ke hangama kar rakha hai acha
hai bus masoom aur sonna nai dekha humnai delete kar diya mohan sir ghusa hai bahut
Mai - kon be
Arav - abe saale vitdeo bhi banawa li aur janata nahi
Mai - Kacy
Sona - acha matalab sach hai yeh
Mai - haa are nahi mai usse nahi janta huu woh toh mai
############## sab bataya maine unhe
Mai - Aur yeh hua
Sona - phir chhodo janu dekh legi usse
Mai- pagalo kuch nahi mera uss ka kaha hai janu
Sona - pari ke sath usse samjhane gayi hai
Maine phone cut kiya aur devika ko lekar waha pahucha todhi dur gaya edhar udar
dekha woh dono garden mai bethi thi
Hum dono waha gaye
Mai - tum dono yaha kyu aaye
Janu - kyu dar tha tumhara secret leak hoo jayega maa sahi kah rahi thi
Mai - kaya paglo wali baat kar rahi ho
Pari - aapka reaction aisa kyu hai jaise usse jante nahi
Mai - haa nahi janata nahi
Janu- bus karo natak apni bhen ko nahi jante
Mai- aare behan.....kaya bhen matlab kacy... kass..
Pari- haa bhai lagata hai hum sab galat samjh gaye aap toh unhe pahachan hii
nahi paye phir yeh sab kaise
Mai- ruko do minute
Mai devika ko side mai lekar gaya aur kuch samjhaya
Aur maine face change kiya aur andar gaya unhone kaha 5 minute mai break hai
waiting for next update.......