- 9,003
- 36,964
- 219
yeh kahani mein emotion ka mel itna badhiya hain kee shab kuchh najdeek se mehsoos hota hain oopar se yeh ek sachhi ghatna hain aisa aapne bataya toh aur jyada jurav mehsoos hota hain.
matlab ek aisa moh mein phas chuka hain hero usse na toh chhorne banta hain, na hi pakarte.
na toh wo apne bachho ka sahi se baap ban shakta hain na ho bhaujee ka pati, matlab sahi mein is rishte ka bhavishye hi nahin hain, aaj na kal uski shaadi hogi uske apne bachhe honge.
kya wo sahi kar raha hain , achanak se wo khud kee santan mein ram jayega kyunki shaadi ke baad bahut kuchh badal jata hain uspe nayee jimmedari aa jayegi, aur phir na to wo un bachho pe dhyan de payega na hi wo apni bhaujee pe.
usse ek bar kara faisla kar ke isss rishte ko khatm kar dena chahiye, kyun wo un bachho ka baap ban ke aaya, jab wo bachhe bare ho ke puchhenge kee aapne hamare saaath aisa kyun kiya toh wo kya jawab dega.
aur wo doobara se phir saari galtiya dohra raha hain, agar himmat hain toh shab ko bol de kee wo usse pyar karta hain aur samna kare shabko, lekin mujhe nahin lagta wo aisa kar payega.
toh wo dard toh milna hee hain aur bas unke dard kee baat hoti toh koi nahin un bachho ka kya unhe kya jawab dega achanak se unhe baap wala pyar na dene ka.
jis kamre mein wo neha ko apne saath ek baap kee tarah rakhhe hue hain jab uski wife aayegi toh wo jagah le legi tab kya beetegi un masoomo pe.
yeh sahi nahin kar raha hain, kitni jindagiya tabah ho jayengi.
nahi toh usse bole kee wo talak le le us chandar se aur phir yeh apnayega usse.
bas yahee ek solution hain nahin toh phir se wo shab karna, usse sochan chahiye jab bhaujee ne kaha kee usne uske alawa in panch saalo mein chandar ko khud ko chhune nahin diya, toh wo ek aas lagaye baithi hain, aur baad ka kya, kya wo phir shaadi ke baad unhe wo pyar dega.
tab kya wo bas tarpengi uske pyar ke liye ya phir wo chandar ke pass wapas jayengi.
its a fucking mess, yaar iss kahani kee heroine humne bhaujee ko mante aaye hain, aur achanak se koi aur unki jagah le lega aur wo unka kya hoga, yaar yeh bas ek failed love story kee ghataha lagti hain.
jisme dard ke shiva aur kuchh nahin hain.
isse once and for all shab khatm kar dena chahiye, bas yeh itna kar shakta hain kee un bachho kee jimmedari le shakta hain padhane ke liye.
bas itna bata do kya unko manzil milegi ya phir wo bas ek aise raste ke mushafir ain jinka koi mukam nahin.
मित्र,
सर्वप्रथम आपके इतने बड़े कमेंट के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद!

बहुत कम readers इतना बड़ा कमेंट लिखते हैं जिसे पढ़ कर दिल को सुकून मिलता है, ऐसा लगता है मानो साड़ी मेहनत सफल हो गई हो! आप ने जो-जो बातें कहीं वो सोलह आने सच हैं, आपका विश्लेषण एकदम सटीक है परन्तु भविष्य में क्या होने वाला है ये कोई नहीं जानता| इस वक़्त मैं आपके किसी भी सवाल का जवाब नहीं दे सकता क्योंकि उससे कहानी बना हुआ suspense टूट जाएगा!
मंज़िलें सबको मिल ही जाती हैं,
जिनका कोई नहीं होता, उनका खुदा होता है!
इस कहानी का अंत मधुरमई होगा, लेकिन आपको थोड़ा सब्र करना होगा|