- 6,054
- 9,002
- 219
Sc fi istory ... Horror se sci-fi tak ... Waise sci-fi bahut boaring subject hota hai... Hariya unkil kuch masala dalte huye chaliyega
..
Aaj raat ku padh kar .. ye big bang theory par bang bang karta hun ..
Waise jo aap ne samay ka mulyankan likha hai ... Usme chhoti si truti hai... Samay to prithwi ke apne aksh par ghumne ki nischit awadhi ko darshata hai... Usi awadhi ka gyan lekar hum din aur Raat ka aakalan karte hain .. bhoot.. bhawishya aur vartman ye nawa concept hai..
Once againand ummid hai ki hafte dus din me ekadh update aa jaye
![]()
Sci-fi to bahut pehle se likhta hua aya hun

Apne agar iska pehla part pada hota to aap masale ko samajh jatte

Nahi padh paoge kyun ki iska pehla part padna mandate hai

Par han is baar time ko lekar bahut si batein hai.... Aap nahi padh paoge sirji, samay dena padta hai bahut padne ke liye bhi humse pucho nahi de patte

Phir bhi yahan darshan dene ke liye shukriya
