Har baar ki tarah Awesome

update.
Baaki aapka ye Naya Samay shakti ka concept bhi bahut mast Hai.
Waise pahli aur Dusri pariksha ka Answer main pahle hi jaan gaya tha matlab guess kar liya tha ki answer kya hoga .
Ab ye nadi ka padhne ke baad hi bata sakta hu ki main guess kar paya ya nahi.
Waise jiska naam hi Mrityunjay hai mujhe nahi lagta ki Wo itni jaldi maara jayega. Aur inka Prateek se relation kya hai main abhi tak samajh nahi paaya


Hope agle ya aane wale updato me Mujhe answer mil jayega .
Apni sehat ka bhi dhyaan rakhna brother