- 7,680
- 8,955
- 189
Update ... Wednesday night / Sunday morning or night...
Last edited:
Thanks so much Naik bhai...Kahani m romanch badhta jaa raha
Kamalnath ka pakka ho gaya tha ki woh mar Chuka h jab woh gher per nahi Mila
Shesingh k mutabik usne khud ko pankhe se latka lia lekin mujhe lagta h sher Singh n mara hoga use ab yeh Raj shayad ab na khule kyonki shersingh bhi ab nahi raha
Bechara tony k Dil m Yashoda k liye pyar ki Kalyan khili lekin lagta h aise hii murjha jayengi
Nandu n apni taraf se poori koshis ki apni maa ko aspatal pohchane ki lekin bechara nahinker paya ab dekhna yeh kia woh dono admi or aurat unki madad kerte h ya nahi
Nazim tony k dar se bhag raha tha or aisa Bhaga ki Dunia hii chhod gaya
Yeh lauda kon jisne dhakka dia or yeh kyon kaha 1289...... abhi bahot Baki h
Dekhte h aage kia hota h
Behtareen zabardast shaandar update
Thanks BhaiBhai aage ka jaanne ki bdi utsukta hai,, jldi batao kya hua aage![]()
1st..the poster of story is outstanding, poster dekh ke hi feel aa rahi hai ki crazy things hone wali hai isme.. The way that boy stand in that pic, gives me goosebumps
Ant hi aarambh hai, this topic is broad as hell... I hope ki ise padhte waqt mujhe dar jarur lage..
Congratulations for the story![]()
Update was nice... But there was many spelling mistake, jiske karan mujhe padhne me kaafi dikkat huyi kayi jagah... So Ise improve karo bas.
Writing skills was really good, thought level was also good... Mostly iss update me drama tha jo emotionally connect kiya...
After reading this update, I can easily say ki ju ki ye story teen cheezon me define kar sakti hu main...
1. ASUR - Web series
2. Monster - anime
3. Death note (little bit)
Update ki shuruaat me jo aurat marne ki kagaar par hai wo jarur Nurse hi hogi(jo maa bani hai hero ki) ... Jise bachha godh me lene ke karan ghar aur samaaj se shayad nikal dia hoga aur ab ye halat huyi.. Ya may be firse isme bhi government ki envolvement hogi then hero ko past pata chalegi aur fir hero may be government ya system ke khilaaf jung shuru karega... Although I'll be glad if kuch alag hua isse to
The heart of this update was surely the pain of motherhood and innocence of that newborn... Which is excellently explain by u... Mujhe ummeed nhi thi kahani ki shuruaat iss tarah se hogi, really.
Thanks for the update... Dekhti hu aage kya hai kahani me (my 2nd revo on xfso galti huyi ho to aadat daal lena
)
Thanks BhaiNazim ko uske karmo ka fal mil gaya. Yashoda aur Nandu ke kya hua? Pratiksha agle rasprad update ki