t-20 match start ho gya aabSEMI MEGA UPDATE 214
Mai - are tum waha sai ho kahi kaise ana hua
Mara - ji maharaj kuch nahi bus esko rokane aa gayi hu yeh apne sath hue ko samajhat ki aapne kiya hai
Mai has ke - acha waise bahut ache samaye pe aayi ho devika enn dono ke muh ko mitha kara do
Devika hasati hui aage gayi aur unn dono ko mithayi di
Kairav khaata hua - aapki shaadi hui hai enn sai
Mara chauk ke dekhati hai kairav ko
Devika - are nahi beta hum sabki hui hai
Dono muh khol ke dekahate hai sabko jaise kaya hua hai
Mara soch ke - waise aapnai kairav ko beta kyu kaha
Devika - kyuki mai ek pari hu aur kuch pata laa saku yaa naa age kaa pata aram sai laga sakati hu esnai galat tatike sai apne age ko aisa kar liya hai
Kairav khaas ke - uhhh huu aisa kuch nahi aap nai galt dekha
Mai aage aur devika ke kande pe haath rakh ke - ho gaya toh chale abb jaan
Devika nai haath aage kiya aur usski khadi ghumate hi hun waha sai gayab ho gaye
Aur savke waha sai jaate hi Kairav muh sai mithayi ko thuk deta hai
Kairav - mara aakhir tumnai kyu roaka mujhe usko marne sai
Mara ussko hila ke - tum pagal ho gaye ho kairav woh kaya hai tum nahi janate kaya
Kairav - sayad tum nahi janti woh kaya hai mai ache sai janata hu
Mara chilla ke - toh bata do kon hai haa batao jara mujhe bhi
Kairav chilla ke - woh kamina mera baap hai joh jasus ban ke meri maa jean ke saath soya aur unhe waisa chhod ke chala gaya woh toh meri naa nai mujhe marna sahi nahi smajha warana ..chiii aisa inssan kaise etna kush rah sakata hai
Mara - nahi manati kai aisa tum galat ho
Kairav chilla ke - aacha mai galat hu haa mai galat toh jaa tuh bhi mere baap ke saath .....
Chtaaak ek tappad ke sath kairav kaa dimag hil jata aur mara rone lagati hai
Mara - chii kitnai ghatiya ho tum mai tume kaya sochati hu aur aaj tum kaya nikale
Etna bol mara nai portal khola aur chali gayi...
Edhar Jab mai gahr aaya toh subah ho chuki thi
Pari - abb yeh bataiye ji ki hum aise sab ki sab kaise rehangi ghar mai jab sab humare baare mai woh sab bhup gaye joh haruri tha
Masoom - haaa abb kaise hoga sab kuch
Janu - bolo naa jaan kaise hoga abb toh mere mom dad nahi hi manengi bhai bhi aapkp bhul jayenge
Mai - are baba utana bhi sab nahi bhul jaayenge kahi aisa naa karna tum logo hi naa bhul jana mujhe
Richa - kaya aap bhi aaj ke din kaisi baate karti ho
Mai komal kaa ghughat chutte hue - are yeh gughat toh hata do abb tum log
Komal mere haath me maar ke - sochana bhi mat jab tak shugraat nahi hogi tab tak aise hi rahega yeh ghughat
Mai chauk ke - haii yeh kaya matalab
Aditi - waise komal di shugraat hai kaha shugraat din ho gaya dekho
Sabnam - are koi baat nahi hum log intazaar kar lenge
Mai sabnam ko dekh ke - yeh hui naa meri asali biwi waali baat
Sabnam ko chhod ke saare mere taraf aayi aur ger ke khadi ho gayi
Sona - acha tog hum jhutti biwi hai tumhari
Neha - haa didi phir yeh mere andar beta kiska hai
Shikha joh kaafi der chup ke mujhe bed pe gira ke chaati pe betha gayi sala mera toh dum nikal jata mai insaan hota toh acha hua me aam nahi hu
Aam insaan bhi kitna dukh jhelata hai bahar log shir pe chadne ko tayar ho jaate aur ghar mai biwi chaati pe
Mai kasata hua - are utho meri samayerani mera dum ghut jaayega
Sikha - natak band karo samajhe mujhe pata hai hum saari bhi beth gayi tab bhi kuch naa hone wala aapko
Mai haath upper kar ke - are naa baba baba naa fark padata hai ek toh 84 fere laga ke mere tange dard kar di hai tumnai
Saloni bich mai - chalo tumhari halki fulki dard hui meri toh taange kapa di thi
Yeh bol ke usnai muh band kar liya
Abb sab uski taraf dekh rahe the
Sona sochati hui - hmm aisa karate jitana thoda bhaut ho gaya uska baad mai kabhi bhi shugraat ho jaayega
Masoom - kaya sona yaar yeh koi t-20 kaa match hai jiski batting pratice mai aa gayi woh match mai nahi khelga ....
Sabnam muh niche aur karke - phir toh mai extra player ho jaaungi
Sab has pade
Mai chup hone ko bolata taha par koi chup hi naa ho rahi hase jaa rahi
Khaat...khat...
Mai - haa kon hai
Dad - kaisa shor ho raha hai subah subah beta
Mai - are kuch nahi dad pari neha aur baaki sab yehi hai matlab komal masoom richa
Dad - acha woh tino kab aa gayi yaha
Mai - are dad bataya thaa naa raat ki ek pooja ki diwali mai wahi karwane gaya tha bata deta toh woh asubah tha ess kiye nahi bataya
Dad - yeh baat toh gate khol ke keh sakata hai naa
Mai jaldi sai utha aur gate khola dad andar aaye
Aur sab line sai pair chune chalu kar di
Dad hadbada ke - are baba are yeh kon si pooja ke kiye gaya tha tuh
waise maine dad sai jhutt nahi kaha shaadi kisi pooja sai kam thodi hoti hai
Mai - dad yeh ek secert pooja thi aap toh janate ho naa kitnai musibate aati hai humare upper
Dad - haa beta thik hai komal richa masoom kaa toh thik pata hai hume unke jab tuh aaya kaya kaya hua life meri teri par yeh baaki sab kon hai ek jaisi saree mai ghughat mai kyu hai jaise dulhan ho kahi ki aur etna tezz kyu nikal raha ess sab mai sai
Mai jaldi sai - pooja kaa ashar dad aur yeh pooja aisi thi ki kam sai kam 9 non married girls ko mere saath pooja karne thi aur kisi ek ped sai shaadi karni thi taaki mera woh sab dosh hat jaaye joh meri kundali mai hai matlab abb thaa
Dad - abb yeh mat kehna ki esmai tuh apni behano ko bhi le gaya thaa
Mai - aur kha sai ladkiya dudhu dadaur enn sab sai jada acha mere liye koi soch nahi sakata
Dad - bus baba bus rehane de tub toh lagata koi bahut bada gayani ban gaya hai
Acha hua maine dad ke dimag ko dekha usnai naa jaane kaise masoom komal richa ka scene bach gaya par kaise pata nahi
Mai - are dad aisa kaha
Dad - acha yeh sab apni maa ko bata dena acha sai warana woh abhi rona gana chalu kar degi mera ladaka ladaki baaj ho gaya hai
kisi ki hasi nikali
Dad bhi has ke waha sai chale gaye
Maine gate band kiyaa
Mai - kon hasa thaa yeh haa
Pari muh gate sai laga ke ek jhate mai - ped sai shaadi haa ped sai
Mai - are jaan toh aur kaya bolu tum hi btaao
Pari ke aakho sai ekdum ashu aa gaye
Mai usski gughat mai haath daal ke usake aashu saaf karata hua - are naa jaan aaj ke din mai rota hai koi bahla
Pari - aur ke saath yeh nahi hota naa ki uska pati samane ho aur woh bole ki uska pati ek ped hai
Mai uske apne seene sai laga - tuh aur baaki sab mujhe maaf kar do mera aisa karne kaa koi maksad nahi tha maine ess liye kaha kyuki abb sayad gahr ke log woh baate bol sakate hai joh tum log sun bhi naa paaogi aur tumhe mere sath rehana naa ki meri unn jhutti baato ke saath jinka koi shir pair nahi hai
Pari - par jaise dad mom sab pehele maan gaye phir waisa hi karo do naa
Mai uske shir ko sehala kar - are nahi naa jaan baar baar samaye ke saath ched chad kar mai aur dur nahi hona cahata kaya tun yehi chati ho ki agar koi humari kahani likhe toh yehi likhata hum hum bus milate bichadate hai nahi na toh abb jaisa mai kar raha hu karne do aur jaisa tumahra man kare kar lena mai kabhi tumhare decision ko rokunga nahi caahe uske liye mujhe vapas hi kyu naa marna pad jaaye
sab ekdum sai mere pass aagayi
Sona - kaisi baate kar rahe ho aap hum aisa koi decision nahi lenge joh aap naa caahe
Saloni - haa abb tumhara naam kaa sindoor lag gaya hai toh aage bhi zindagi achi ho hi jaayegi
Mai has ke - thik hai tum sab ab niche jao aur joh bhi sab mera jaisa bata ke samabhal lo
Sikha - uski chinata mat karo patidev hum ladakiya hai baato mai aapnai bhi 400 kadamn aage
Mai man mai - yehi toh caahiye aur kaya
Sab gate khol ke gayi thodi der baad pari bhi chali gayi aur mai soch raha thaa yeh nahi ki shugraat honeymoon kab karna hai balki yeh soch raha tha kiske saath karni hai

Last edited:
