UPDATE 213
Mai edhar shaadi ke fere lene ki soch raha udhar koi apna alag hi plans bana raha tha
Ek ladaka bar mei betha hua kich dosto ke saath bottle gatak raha
Eski age bhi lagbhag dev ke barabar hogi
Waise hi body waise hi bolane kaa style waise hi kaiyi tarah sai tevar bhi par ek chiz joh thi woh ekdum alag thi woh thi uska nature yeh kisi ko chhota dene mai kuch nahi sochata tha
Ladka - kaya be yaha koi tamiz ki ladaki nahi kaya joh yaha sade sai bar mai le aaye mujhe
Uske dost
Peter
Sid
Cory
Peter - kaya yaar kairav hai toh etnai mast abb tuh etnai ladakiya apne niche le chuka hai tujhe kaya achi lagegi koi bhi
Kairav - chup kar chutiye aand kaa naa gaand kaa gyaan chode bharmand kaa
Cory usko cigar badhata hua - chill bro chill yeh le nahi hai toh aa jaayegi why tension
Tabhi waha ek ladki aati hai aur kairav apne haath sai cigar phek deta hai aur paani pine lag jata hai
Sid - shit yeh yaha kaise aa gayi
woh ladaki sidha unke pass aayi
Mara - tum phir yaha aa gaye
Kairav - woh mai toh bus aise en logo ke sath aa gaya
Mara - acha chalo utho yaha sai
Kairav utha aur mara ke piche piche aa gaya
thodi der baad woh bahar ek jagh aa gaye
Kairav nai apna haath jamin pe rakha aur ek portal khul aur woh uske andar chala gaya
thodi der bada woh don ek jungle ke ghar ke pass the
Mara - mai samajh nahi paa rahi tum aakhir cahate kaya ho
Kairav - kuch nahi bus khul ke jina caahte ho
Mara - jab tak tum apne andar sai apne
Nafrat kahatam nahi kar loge
Kairav ek ped pe ghusa maar ke - nahi kar sakata kaise maan lu mai ki mai galti hu
Mara uske kandhe pe haath rakh ke - nahi aisa kuch nahi hai tum yeh socho ki tum apni tarh ke pehale ho joh ais hue warna yeh toh kisi ke bus ki baat hai bhi nahi yaha khaas karke
Etna bol ke Kairav ki tarf mara badhi aur jaise hi woh usko kiss karne waali thi jamin sai nikali kuch janjeero nai usko pakd liya
Mara ekdum dar ke piche hat gayi
Mara - yeh sab kaya hai
Kairav - yehi toh woh bediya hai mai kisi bhi ladaki ke pass jata hu toh mujhe yeh janjeer jakad leti hai joh meri baap ki wajgah sai hai
Mai waha aa gaya aur baaki sab bhi jaha humari shaadi hone waali thi
Mai - parnam guruji
Guru Ji - kush raho beta aur sab tayari ho gayi hai naa
Mai - haa guruji sab aa bhi gayi hai yaha pe ..
Guru Ji - thik hai sabnam bhi aa gayi hai
Mai - haa guruji abb aur kuch
Guru Ji - kuch cahiye yaa nahi tum dekho
Mai - nahi guruji bus abb aapka ashirwaad bacha hai kyuki yaha naa kisi ke maa baap aa sakete naa sage sambandhi
Guru Ji - uske liye hum saaj hai beta
Mai uske baad sabke pass aaya
Mai toh dar hi gaya enko kaya hua hai
Mai - tum dono ka chera kyu utra hua hai
Komal - are saloni di aur devika di ko kaafi ulatiya hui hai
Mai - ohh abb toh thik ho naa dono tum
Devika - haa ji hum thik hai ....
Phir mai sabko lekar beth gaya etna bada hawan kudh thaa ki ess dai sayad 50-100 log shaadi kar le
Mantra sab kahatam hue aur baari baari sai fere lagane chalu hue yeh fere hai kitnai khatam hi naa ho rahe
Sab fere lage aur sabki maang bhari gayi aur phir guriji kaa ashirwaad lekar hum waha sai nikal rahe the ki
ek ladak humare samane aa gaya
Mai - kon ho tum humare samne kyu aa rahe ho
Ladaka - aisa nahi lagata kuch bhul rahe ho tum
Pari - ae ladake chal jaa yaha sai yaha bacho kaa koi kaam nahi hai
Ladaka - mujhe azaad kar do mai chala jaaunga
Mai - abe mai kaise azaad karu maine kon saa bandha hai tujhe
Ladaka piche sai apni talwar nikal leta hai - nahi karega toh phir marega
Maine apni sherwani utar ke richa ke haath mai diya
Mai - acha waise toh mere liye yeh acha din hai par tuh aise shuru karna chalata hai toh yehi sahi
Maine bhi apni talwar nikal li
Woh aage aata ek ladaki waha aa gayi
Woh uska haath pakad ke - yeh kaya karne aa gaye tum chalo yaha sai
Ladaka - mara tum yaha sai jaao
Mara - nahi kairav mai nahi jaaungi naa tumhe yeh galat kaam karne dungi samajhe
Kairav - yehi sahi mauka hai ess insaan ko marane kaa aise log zinda nahi rehane chaaiye
Devika aur baaki sab apne haath mai ek power ball bana leti hai mai haath dekar unhe mana karata hu
Mai - yeh koi bhatka hua ladaka lag raha hai tum log shaant raho mai hu eske liye
Aditi - eski etnai himmat aapko aisa bole ...
Mai - ae ladaki kaya naam bola esnai haa mara esko le jaao yaha sai
Mara - ji maharaj
Mai aur aab chauk gaye
Mai - kon ho tum
Mara apne pair ko tek ke - hum "Aayamgarh "se maharaj