Naik
Well-Known Member
- 22,746
- 80,175
- 258
Bahot behtareen shaandaar updateUPDATE 106
Payal - yeh joker sunna par dd kaya hai
Mai - app buS dev hi yaad rakho woh dono naam mere pagalpan ki nishani hai
Udhar
Mishara - kaya bhai bata diya karo naa ki aap log dd ke rishatedar ho
Virajdad - kon dd
Mishra - yeh dd ki behan kaa sasural hai naa
Viraj - dd hai kon
Mishra - azzeb baat karte ho abhi baat hui naa unn sai
Viraj - woh toh meri wife hai
Mishra - haa toh unnke bhai hai dd abhi baat hui unn sai
Viraj mom - toh kaya ab nahi hogi raid
Mishra - kabhi sunna hai chaat ke nicche kahde hokar barish mai bhig gaye
Viraj dad - nahi toh par
Mishara - arre baba jab dd nai kah diya toh app log bhigane sai bach gaye par aage nahi sayad par ek baat bato yeh extra 5carore ka locker kaa ka chakar hai
Viraj - woh asse hii
Mishra - karoo bhai dubra shuru karoo
Viraj mom - arre nahi woh humari badi bhau ke ghar walo nai diya hai
Mishra - bole toh dowary haa sahi kaha naa
Viraj - jii
Mishra - sharam karoo kuch dd ke rishtedar hokar dowary jaise kaam chii chii aacha dd ki behan sai nahi manga naa
Viraj dad - nahi nahi kuch nahi manga hai
Mishra - acha hai warana pata bhi nahi chalega ki dowary lene gaye aur var ke do tukade kara kar aaye
Viraj bhai - aap dara rahe ho kaya hume
Mishra - dar ke raho warana kab gardan ud jaye upperwala jaane chalo sab yaha
Mishra apnai adamiyo ko lekar niakala waha sai
Mai didi ko lekar mall aaya aur car park kii
Aur sabke saath andar aaya
Mai - tum sab jakar joh lena ha le lo mai aur didi kaam nipata kar milenge
Saloni - mai toh chalu saath
Shikha - mai bhii
Mai - kyu kaya karogi waha
Payal - chalne de naa kaya hua
Mai - jaisa aap kaho
Shikha - kaya baat etni respect
Mai - ladies first
Saloni - hum kaya ladies nahi hai
Payal - mujhe kuch jalane ki smell aa rahi hai
Saloni - very funny yeh sab purana ho gaya hai
Mai - chaloo abb
Fir humm waha aakar beth gaye ek restro mai
Kafi time ho gaya bethe bethe
1 ghanata ladkiya toh apani baato mai busy mai pak gaya
Payal - kaha hai sab aaye nahi
Mai - mujhe kaya pata aapke husband aap dekho
Payal - are dekho woh log aa gaye
Woh uth kar chali gayi
Mai - yeh kaha gayi.
Saloni - unke gahr ke sabhi bade log hai samajah kar
Mai - ohh aacha yeh baat
Unnke saath mousa ji bhi the
Mousa - mileye enn sai yeh hai mera beta dev aur
Viraj - ennki wife
Mai - aeee eee pagala ho gaye ho kaya jija ji behan hai meri
Viraj dad - tujhe sharm naahi aati woh side waali hai unki wife
Mousa - are ruk jao aap logo esski yaha koi wife nahi hai
Viraj - aacha sorry par aap hume dd ji sai milwaa do buss
Shikha - yehi toh hai dd
Sab - kaya yehi dd yahi
Mai - kyu aapko kaya hua
Viraj dad hath jod kar - shukriya beta humari madad karnai ke liye
Mai - meri behan aap sai judi essi liye kiya bus
Viraj - bus essi liye
Mai - aur kaya bus essi liye warana aap jaise paiso ke laalachi hai naa mai baat bhi naa karu
Mousa - dev kaya bol rahe ho tum
Viraj - bolane dijigye
Mai - aaplog kaya samajhate ho ki meri behan kei liye aapke ladke ko karid rahe toh galat ho 10 carore toh malumi si rakam hai mere behan khudh 170 carore ki mallik hai
Sab bus asse dekh rahe the jaise koi anhoni sun lii ho
Virajmom thuk gale sai niche utarate hue - 170 carore
Mai - haa par usse bhi yeh aaj pata chal hai ki maine usske naam yeh sab kar raha toh aap yeh naa soche ki meri mousa nai 10 carore kaa jhut bola
Viraj dad - beta humme maff karr do humm paisoo ke lalachii ho gaye the parr aaj humarii akkhe jab khuli jab hum nilaam hone waale the tumnai humari izzat bacha lii abb hume koii paise nahi caahiye
Mai - aap log acche log ho yeh sab chhodo aur buss khushiyaa dundho kyuki unnka koi mol nahi haota hai
Viraj bhai - kass mere saath aisa hua hota toh aaj tum mujhsai etna naa chidati humnai kitna dukh diya tumjhe mujhe maff kar do
Woh apni wife ke haath pakad kar ronne laga
Viraj bhabhi - utho ji aap yaha aisa mat karo apki izzat kaya rah jayegi
Viraj bhai - dekha maa eaa abhi bhi humari ezzat kii padi hai aur humnai ess tourcher kiya paiso ke liye.
Usski maa sir niche jhuka kar khadi thii
Viraj - payal kaha hai
Mai - chaliye mai bhi chalata hu tab tak aap logo saman le liyege aur koi paiso ki chinta mat karana yeh riwaj hai toh pura kar hii lee
Mai viraj koo lekar payal didi ke pass gaya woh roo rahi thi mere jaate hi mere gaale lag gayi mera naam lete hue
Mai - are kaya abhi sare asshu nikal dogii abhi shaadi baaki hai meri didi
Viraj - kaha chupa kar rakaha tha abb tak ess bhai koo
Payal - kahi nahi yeh hi chala gaya tha mujhe chhod kar
Mai - ab kahi nahi jaunga jija ji aap yeh mat sochana ki mai paisoo ki dhaak dikha raha hu maine enhi paisoo ke liye ghar tutata dekha hai aaj judata dekh raha huu
Viraj - kass tuhare jaise ek bhai mera bhi hota
Mai - rahene do etna bhi acha nahi hu mai
Payal - chhup kar tuh sabsai acha bhai hai mera payara bhai
Maine do chaabhi nikalo aur didi ke haath par de dii
Payal - yeh car ki aur yeh dusari
Mai - aapke naye bugalow ki hai Esska thanks aap devika koo kahana yeh usski taraf sai
Viraj - are yeh toh fir roone lagi buss karo mai essi ronni ladakii sai shadi nahi karunga
Pyala - uhhhhhhh huuuuuu tum dono mujhe rula kyu rahe ho
Maine unnke asshu pocche
Mai - kitana namkin hai aapka asshu
Didi meri taraf dekh kar ek payar bhara ghusa meri seene par mara
Payal - pagal kahi kaa asshu ka taste karta hai mere ennke saamnai
Mai - aapko koi preshani jija ji
Viraj - nahi bhai bus aur kuch mat karana
Mai - are daroo mat mere pass waise hii bhaut hai
Viraj - haaa haaa bhai majak acha karata hai bhaut hai
Payal - hasoo mat yeh kaafi bada khiladi hai
Viraj - par tumnai mere wicket gira di
Woh hasnai lagi
Mai - tumhari khubshurati aur man hai tumhara gehana
Bus hamesha hasati raho meri behana
Kabhi kuch mat sahena caahe gum ho yaa khushiya bus hume yaad karati rahena
Payal - etna payar karata hai mujhsai
Mai - kaayi saal laga diye aapnai mujsai milenai mai aap nai jaise bhula hi diya mujhe
Payal - bhai bus anna nahi ho paya are tuh ro mat naa
Viraj - Be Brave men
Tow payal k susral wale sahi line per aa hi gaye badhia h
Bahot behtareen zaberdast update bhai