Manojsharma
Active Member
- 1,648
- 3,090
- 158
Nice bahtrin sundar sandar or kya bolu bhai super duper update bhai
Behtreen updateUPDATE 105
Ritu - maine toh Pehale hii kaha tha bhai mana nahi karenge
woh dono chali gayi
Mai - wah bhai kam hua nahi bhul gayi
Pari - aap ko kaya caahiye mai de deti hu
Mai - mujhe kaya caahiye
uss nai mere gaalo par ek kiss ki
Pari - yeh sahi kaha naa
Mai - haa ha meri payari pari chal mai tayaar hota hu aur jara jakar dekh koi delivery truck aaya kaya
Pari - kaya mangwaya hai
Mai - jakar dekh lee khud arav ko leti jana saath mai aata hu
Mai usske baad nahane cahala gaya
Woh nicche gayi
Pari - didi arav bhai kaha
Saloni - pata nahi
Janu - woh bhar gaye hai koi aaya hai
Pari Bhaag kar bahar gayi
Arav - shiva waise hai kaya essmai
Shiva - bhai nai kuch car manwayi hai wahi hai
Pari - car bhai nai mangawi
Sandy - are pari tum
Pari - app mujhe jannte hai
Shiva - yeh naam hum aur chera kaise bhul sakete hai jab bhi milete hai tumhari hii baate karate hai pari assi hai pari waise hai
Pari - jhuth bol rahe ho app
Sandy - yeh kabhi jhutt nahi bolata
Arav - abe ess abb khologe yaa nahi
Mai - are aa gaye tum dono
Woh dono mere pass aaye aur gale mile
Mai - kaise ho dono
Shiva - acche hai aapki dua sai maa aur behana bahut yaad karti hai
Mai - aunga kabhi chaloo jara didar toh karu apni jaano ke
Arav - ess mai bhi ladkiya hai kaya
Mai - chup bee yeh toh mere hobby hai joh mai kaafi dino sai chhod chuka tha abb no more gayab abb toh bus udunga
Unnhone shatter khola
Pari - wow bhai its really mindblowing fantastic
Mai - yaar kaha tha naa ek red bhi lana dono nilli
Sandy - sorry bhai red wali kaa raat ki vajagh sai nahi ho paya
Mai - abb enhe utar bhii do
Shiva - acha hua bhai yeh jada dur nahi hai highway sai warana dikaat ho jaati
Phir dono cars ko nicche utara
Mai andar gaya pari aur unn sabko lekar
Mousa - beta kaafi time lagega jaane mai chale abb
Mai - haa didi app tayar nahi hui kaya
Mausi - beta ladki nahi jaati hai waha
Mai - pata hai aap jao toh sahi
Payal - are karna kaya chahata hai
Mai - aapko meri kasam jao abhi koi kuch nahi kahega
Maa - yeh ladaka pagal ho gaya hai
Dad - eska illaj karana hoga
Kiran - buss karo aap logo abb woh acha bura soch skata hai aur bhulo mat woh kaya hai
Sab ekdum chhup ho gaye
Fir sab kuch tayaar hua aur mai unnhe lekar nikala apne saath
Payal didi meri car mai thi aur picche waali mai behane aur piche bhi kayi gaadiya thii jismai dad aur mousa jii the
Mai - haa shiva behano koo lekar mall lekar jaa mai aata hu niapata kar
Payal - dev kaya kar raha hai etni mehangi cars kyu
Mai - kaha mahangi hai picche wali bus 9carore ki hai
Payal - kaya aur yeh
Mai - sayad 30
Payal - kaya par kyu
Mai - mujhe kaya pata aapki car hai aap jano
Payal - meri car
Maine ek file unnhe de di
Usse padkar woh rone lagi
Mane gaadi side mai roki picche bhi sab ruk gaye
Woh bus roye jaa rahi thi mere samajh mai nahi aaya maine galat kiya yaa sahi
Mousa jii aaye maine sisa niche kiya
Mousa - kaya huaa aarre yeh kyu roo rahi hai
Unhone file unnhe de dii
Mousa ji roone lage
Mai - mousa ji app file do aur joh bhi baat hai baad mai kar lenge app jao sab kuch kare aur unhe mall lekar aa jaye wahi milunga enka mood thik karana hai
Mousa - thik hai beta jaa
Woh chale gaye
Mai apni behano ki car ke sath nikala mall
Mai - kaya hua aap abb chhup bhi ho jaoo
Payal roote hue - etna sab kyu kar raha hai mere liye
Mai - kyuki app meri didi ho meri payari didi
Payal - tuh sach mai bada ho gaya hai
Mai - abhi bhaut kuch baaki hai
Payal - abb kaya hai yeh car mere nam par hai aur 100 carore mere account mai phir aur kaya
Mai - aapke sasural walo ko jahataka
Payal - kaya matalb
Mai - meri behan ko saaman bana diya un sabnai abb dekhana naa aap sai maafi mangi toh mera naam bhi dev nahi
Payal - kaya karnai wala hai tuh
Maine ek phone milaya - haa hua kaya kaam
Sandy - ho gaya bhai
Todhi der baad phone aaya didi ko
Viraj - payal payal
Payal - haa kaya hua etna ghbara kyu rahe ho
Viraj - payal mere gahr par income tax ki raid hui hai pata nahi kyu sab humari property ko seal kar rahe hai
Officer - aaye mistre tumnai phone kaise chua mana kiya tha
Payal - kaya ho raha hai waha
Officer nai phone liya - dekiye app jo bhi ho enke yaha raid padi hai enke pass enki company ke khilaf case darz hua yai ki enhone property ki information chupayi taki tax naa bharana pade abb aap rakah nai kaa kasst kare
Maine phone liya - haa hello mishra ji hai kaya
Mishra - haa hello kon tum
Mai - are mai dd bol raha hu bhul gaye kaya
Mishra - are dd sahab aap kaya hua aaj etnai dino baad sunni aapki awaaz aur sab thik
Mai - haa sab acha aur aapki ladki kaisi hai
Mishra - aapki dua sai thik hai warana aaj bhi hum usse yahi dudhate rehate aur woh instambul waale usse mar hii dete
Mai - arre jaane do aacha kaya hua kyu tang kar rahe ho humare jija ko
Mishra - kaya aapke jija ji hai hume kaya pata subah ek call aayi ki yaha aisa case hai toh aa gaye hum humara kaam hi yahi hai
Mai - acha abb koi jungayish hai kaya
Mishra - aree kaisi baat karate ho aapke log humare log sab chalo yaha sai
Mai - acha ess baat ko yahi daba dijeyega
Mishra - kis baat koo
Mai - ha ha ha aacha thik koi baat hui hii nahi
Maine phone kat diya
Payal - yeh kaise baate kar raha hai
Mai - agents toh khula baat karte hai aap nahi samjhogi
Payal - yeh sab kyu kiya tunne
Mai - maine kaya kiya unnhone tax nahi bhara toh pakade
jayenge naa
AJ KAA GD NGHTBhai update or aayega ya fir gd nt
Awesome updateUPDATE 106
Payal - yeh joker sunna par dd kaya hai
Mai - app buS dev hi yaad rakho woh dono naam mere pagalpan ki nishani hai
Udhar
Mishara - kaya bhai bata diya karo naa ki aap log dd ke rishatedar ho
Virajdad - kon dd
Mishra - yeh dd ki behan kaa sasural hai naa
Viraj - dd hai kon
Mishra - azzeb baat karte ho abhi baat hui naa unn sai
Viraj - woh toh meri wife hai
Mishra - haa toh unnke bhai hai dd abhi baat hui unn sai
Viraj mom - toh kaya ab nahi hogi raid
Mishra - kabhi sunna hai chaat ke nicche kahde hokar barish mai bhig gaye
Viraj dad - nahi toh par
Mishara - arre baba jab dd nai kah diya toh app log bhigane sai bach gaye par aage nahi sayad par ek baat bato yeh extra 5carore ka locker kaa ka chakar hai
Viraj - woh asse hii
Mishra - karoo bhai dubra shuru karoo
Viraj mom - arre nahi woh humari badi bhau ke ghar walo nai diya hai
Mishra - bole toh dowary haa sahi kaha naa
Viraj - jii
Mishra - sharam karoo kuch dd ke rishtedar hokar dowary jaise kaam chii chii aacha dd ki behan sai nahi manga naa
Viraj dad - nahi nahi kuch nahi manga hai
Mishra - acha hai warana pata bhi nahi chalega ki dowary lene gaye aur var ke do tukade kara kar aaye
Viraj bhai - aap dara rahe ho kaya hume
Mishra - dar ke raho warana kab gardan ud jaye upperwala jaane chalo sab yaha
Mishra apnai adamiyo ko lekar niakala waha sai
Mai didi ko lekar mall aaya aur car park kii
Aur sabke saath andar aaya
Mai - tum sab jakar joh lena ha le lo mai aur didi kaam nipata kar milenge
Saloni - mai toh chalu saath
Shikha - mai bhii
Mai - kyu kaya karogi waha
Payal - chalne de naa kaya hua
Mai - jaisa aap kaho
Shikha - kaya baat etni respect
Mai - ladies first
Saloni - hum kaya ladies nahi hai
Payal - mujhe kuch jalane ki smell aa rahi hai
Saloni - very funny yeh sab purana ho gaya hai
Mai - chaloo abb
Fir humm waha aakar beth gaye ek restro mai
Kafi time ho gaya bethe bethe
1 ghanata ladkiya toh apani baato mai busy mai pak gaya
Payal - kaha hai sab aaye nahi
Mai - mujhe kaya pata aapke husband aap dekho
Payal - are dekho woh log aa gaye
Woh uth kar chali gayi
Mai - yeh kaha gayi.
Saloni - unke gahr ke sabhi bade log hai samajah kar
Mai - ohh aacha yeh baat
Unnke saath mousa ji bhi the
Mousa - mileye enn sai yeh hai mera beta dev aur
Viraj - ennki wife
Mai - aeee eee pagala ho gaye ho kaya jija ji behan hai meri
Viraj dad - tujhe sharm naahi aati woh side waali hai unki wife
Mousa - are ruk jao aap logo esski yaha koi wife nahi hai
Viraj - aacha sorry par aap hume dd ji sai milwaa do buss
Shikha - yehi toh hai dd
Sab - kaya yehi dd yahi
Mai - kyu aapko kaya hua
Viraj dad hath jod kar - shukriya beta humari madad karnai ke liye
Mai - meri behan aap sai judi essi liye kiya bus
Viraj - bus essi liye
Mai - aur kaya bus essi liye warana aap jaise paiso ke laalachi hai naa mai baat bhi naa karu
Mousa - dev kaya bol rahe ho tum
Viraj - bolane dijigye
Mai - aaplog kaya samajhate ho ki meri behan kei liye aapke ladke ko karid rahe toh galat ho 10 carore toh malumi si rakam hai mere behan khudh 170 carore ki mallik hai
Sab bus asse dekh rahe the jaise koi anhoni sun lii ho
Virajmom thuk gale sai niche utarate hue - 170 carore
Mai - haa par usse bhi yeh aaj pata chal hai ki maine usske naam yeh sab kar raha toh aap yeh naa soche ki meri mousa nai 10 carore kaa jhut bola
Viraj dad - beta humme maff karr do humm paisoo ke lalachii ho gaye the parr aaj humarii akkhe jab khuli jab hum nilaam hone waale the tumnai humari izzat bacha lii abb hume koii paise nahi caahiye
Mai - aap log acche log ho yeh sab chhodo aur buss khushiyaa dundho kyuki unnka koi mol nahi haota hai
Viraj bhai - kass mere saath aisa hua hota toh aaj tum mujhsai etna naa chidati humnai kitna dukh diya tumjhe mujhe maff kar do
Woh apni wife ke haath pakad kar ronne laga
Viraj bhabhi - utho ji aap yaha aisa mat karo apki izzat kaya rah jayegi
Viraj bhai - dekha maa eaa abhi bhi humari ezzat kii padi hai aur humnai ess tourcher kiya paiso ke liye.
Usski maa sir niche jhuka kar khadi thii
Viraj - payal kaha hai
Mai - chaliye mai bhi chalata hu tab tak aap logo saman le liyege aur koi paiso ki chinta mat karana yeh riwaj hai toh pura kar hii lee
Mai viraj koo lekar payal didi ke pass gaya woh roo rahi thi mere jaate hi mere gaale lag gayi mera naam lete hue
Mai - are kaya abhi sare asshu nikal dogii abhi shaadi baaki hai meri didi
Viraj - kaha chupa kar rakaha tha abb tak ess bhai koo
Payal - kahi nahi yeh hi chala gaya tha mujhe chhod kar
Mai - ab kahi nahi jaunga jija ji aap yeh mat sochana ki mai paisoo ki dhaak dikha raha hu maine enhi paisoo ke liye ghar tutata dekha hai aaj judata dekh raha huu
Viraj - kass tuhare jaise ek bhai mera bhi hota
Mai - rahene do etna bhi acha nahi hu mai
Payal - chhup kar tuh sabsai acha bhai hai mera payara bhai
Maine do chaabhi nikalo aur didi ke haath par de dii
Payal - yeh car ki aur yeh dusari
Mai - aapke naye bugalow ki hai Esska thanks aap devika koo kahana yeh usski taraf sai
Viraj - are yeh toh fir roone lagi buss karo mai essi ronni ladakii sai shadi nahi karunga
Pyala - uhhhhhhh huuuuuu tum dono mujhe rula kyu rahe ho
Maine unnke asshu pocche
Mai - kitana namkin hai aapka asshu
Didi meri taraf dekh kar ek payar bhara ghusa meri seene par mara
Payal - pagal kahi kaa asshu ka taste karta hai mere ennke saamnai
Mai - aapko koi preshani jija ji
Viraj - nahi bhai bus aur kuch mat karana
Mai - are daroo mat mere pass waise hii bhaut hai
Viraj - haaa haaa bhai majak acha karata hai bhaut hai
Payal - hasoo mat yeh kaafi bada khiladi hai
Viraj - par tumnai mere wicket gira di
Woh hasnai lagi
Mai - tumhari khubshurati aur man hai tumhara gehana
Bus hamesha hasati raho meri behana
Kabhi kuch mat sahena caahe gum ho yaa khushiya bus hume yaad karati rahena
Payal - etna payar karata hai mujhsai
Mai - kaayi saal laga diye aapnai mujsai milenai mai aap nai jaise bhula hi diya mujhe
Payal - bhai bus anna nahi ho paya are tuh ro mat naa
Viraj - Be Brave men
Wow, kya mast khel khela Dev the lover ne. Finally aant bhala to sab bhala. Wonderful update.
Nahi, story mast chal rahi hai.waise bhai story boring ho rahi kayaa
Jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......UPDATE 86
THE PAIN 6 - A SCHOOL INTERACTION
C chachi - kaya hua beta tum beth kyu nahi rahe ho
Amit -koi pareshani hai kaya dev
Mai - nahi chachi bus pet bhara hua lag raha hai
B chachi - are sunn toh aare ruk jaa dev
Mai sabko ansunna kar ke bahar nikal gaya bike ke pass
K dev - saale agar mai tere jagah hota toh mar deta abhi
Mai- chal chal ghussa mujhe bhi hai par mai sahi time kaa intazaar kar raha
Kdev - karata reh pichali baar ki tarah fir mari gayegi apni
Neha -bhai kis sai baate kar rahe ho
Mai - wohh huch nahi bus aase hi
Neha - yeh lo apna beg
Mai - kitabe kaha saai aayi
Pari -woh kal school ke baad akash bhai nai dilwa di thi
Mai - acha hai chalo chale aur yeh didi kaha par hai
Saloni - aa gayi mai jaa phele masoom ko lekar aa
Mai jhatt sai gaya aur usse lekar aa gaya
Masoom woh chakara kar girnai wali pari nai padaka
Pari - aram sai babhi
Mai - yeh aase girati padati raheti hai
Masoom - acha aur jaise tumnai toh kuch kiya hi nahi
Saloni - tuh yah bike ke pass kaya kar raha hai jaa car lekar aa
Kirti - kaya didi aap aise mat bolo bhai koi driver thodi hai
Mai - are meri payarri gudiya aa gayi
Kirti - mai abhi bhi ghussa hu
Mai- thik hai meri galati hogi jarur ussmai
Mai jakar car lekar aaya pari jhat sai mere pass beth gayi aage
Saloni - kabhi lovers koo bethene diya kar ab tera bhai shaadi shudha hai joh apni biwi ke saath school jaa raha hai
Pari - bethi toh hai
Saloni - kaya
Mai - are aap jao naa betho late ho raha hai
Masoom - chal saloni behano ka hak phela hota hai
Pari - mera toh double hai
Mai - ab chup bhi jaa
Pari - huuuu chalo abb
Phir mai sabko lekar school pahucha
Mai bahar nikala saloni didi aur masoom bhi nikali dono ladkhada kar girane wali thi maine samabhala
Mai - kaya aaj dono girane kaa pura mood bana kar aayi hoo kaya
Saloni kahadhi hote hue - yeh phele wala dev kaha sai aa gaya
Mai - aap yeh naa pucho toh sahi jaise meri shktiyo koo janti hi nahi ho
Akash - kaisi shaktiya bhai
Mai - abe mai keh raha tha ki shak kitna karti hai
Akash - haa haa ees bhondu par par shak
Mai - bus daat mat dikha aur mai bhodu nahi huu
Akash - aacha komal toh tujhsai sambhal hi na rahi bhondu hi hai tuh
Saale nai kaya bamb fod diya meri waat lagawayega yeh
Mai - acha aap log jao mai bhi prayer mai jata hu chal be
Akash - haa chal
Mai jaise ground mai pahucha uss ke uppar chad kar usse marani laga
Akash - are bhai maaf kar galati hoo gayi aahhaaa bhai ghusa nahi bhut tej lagta hai tera ghusa
Meera mam - kaya batmizi hai dev yeh school hai
Mai jhatt sai kahda hua
Akash bhi kahdha hoo gaya
Mam abhi bhi ghur rahi thi
Maine akash ko dekha
Mai - abe kapde thik kar tie sahi kar
Meera - edhar dekho
Maine unki tarf
Mai - yes mam
Meera -wahat r u doing
Mai -nothing mam
Meera - the go to in prayer que
Hum dono waha prayer ki phir class mai aaye
Todhi dher baad sir bhi aa gaye
Yaar school mai ane kaa bhut tin period mai uttar gaya aadat joh chhut gayi thi
Interval mai hum dono bhar aaye
Mai - yaar ab mere bus kaa naa hai yeh saab
Akash - kaya hua be
Mai - saala kuch pale hi naa pad raha yaar
Akash - chill kar yaar abhi toh aaya hai topper tha tuh hamara
Mai - kaya saala aisa lag raha tha mai kisi bina bulaye shaadi ke program mei aaya huu aur bus sun raha huu
Akash - abe abe agle wale sare mast hai khaas kar tere liye
Mai - aisa kaya hai
Akash - agle mai mam aayengi
Mai - toh kaya hua
Akash - tera man laga rahega naa tujhe ladkiyo mai rehana pasand hai naa
Mai - kaya bol raha hai aisa kuch naa hai
Akash - saale harmkhor jab sai aaya bus jab dekho bhene gf ....gf ...bhene abe humsai kab milega sare dost bhaut chid chuke hai tere bheaviour sai
Mai- yaar sorry par mai kaya karu busy hi tha maje thodi kar raha tha
Akash - acha beta humsai hi hosyari woh dekh naya maal aaya hai
Maine uss taraf dekha
Mai - koi bhi toh nahi hai be
Akash nai meri guddhi par ek chaapat mara - chain nahi hai tujhe etna fasa hua hai fir bhi naya maal dekhna hi hai
Mai- jaa be chutiye waise yaar yeh waali madam mast hai
uss nai piche dekha maine jhat sai uss ki guddi par ek chipaka diya
Akash- ahhhhhh chutiye mara kaahe
Mai- tuh kaya dekh raha tha abb
Akash -ladka hu to dekhunga naa
Mai- haa mai tohh .......
Sam - abe tum yaha kaya kar rahe ho
Mai - are bhai aa gaya tuh kaha tha ab tak
Sam -kuch naa yaar woh jara khuch kaam tha toh late aaya
Mai -yaar wohh m.....
Sam - abe kaya bol naa
Akash - bhabhi kaha hai bata do enko
Sam - woh tujhe yaha dekhh kar class mai chali gayi
Akash - ab lagega londe kaa maan
Mai - yaar tuh yeh taane marana band karega
Sam - kyu bee tum saale milate toh hai nahi toh kaya kare
MAN MAI
{ Mai (man mai ) - kaise samjhau enhe
K dev - maar chutiyo ko
Mai -tuh chup reh samajha
K dev - abe chal jaldi madam dekhnai hai yaar
Mai - abe school mai kal ki tarah kuch gabad mat karna }
Sam - abe kaha kho gaya
Chal bell hoo gayi hai
Hum teno class mai jane lage class ke bahar komal apne dosto sai bate kar rahi thi
Mai uss ki tarf hi dekh raha tha uss ki nazar mujh par jaise padi uss nai azeeb saa muh banaya aur andar chali gayi hum teno bhi anadr gaye aur jakar beth gaye
Sam - toh aaj kaise man hua school kaa
Mai- bhai bus yaha aakar relax hu thoda warana ghar jaate hi jaise sare kaam mere hi hai
Akash - kyu be aisa kaya karata hai
Mai - yu kal mila naa kaya apni bhen sai
Akash - chup kar saale kis nai kaha tha unhe lane koo abb meri lagagi badiya sai
Mai- acchi teri bhen tere ghar naa rahegi toh kaya mere ghar rahegii
Sam - abe mam
Mai - kaya mam
Sam - piche mam
Mam nai mere kaan pakde - subah ground mai ab yaha bhi shuru hoo gaye
Mai - sorry mam sorry
Sab ke sab hasnai lage
Meera - jakar piche betho abhi
Maine beg uthaya aur jate hue akash ke pair par shoes rakh diya
Akash - aahh mar gayab
Meera - ab tumhe kaya hua
Akash - kuch mam kuch nahi
Phir mam padhanai lagi par mera dhyan shirf komal par tha
Man mai
K dev - waise kaya dhasu maal fasya hai
Mai - kaahe kaa dhasu abb toh bhaaw bhi naa milega
K dev -keh toh mai help karu
Mai toh kaya karega ess mai tere bus ki naa hai
K dev - bhai agar ess nai ek baar aur mujhe egnor kiya toh dekhna
Mai - tujhe matalb
K dev - abe hum dono ek hi toh hai
Mai- nahi tuh gande kaam karwata hai saale kal bhi pari ke saath
K dev - usse toh acha laga naa
Mai- saale woh khusi naa hi duu toh acha hai
K dev - darata kyu hai mai hu naa
Mai- tuh koi hero hai kaya
M dev - saaf saaf bol madad caahiye ki nahi
Mai - chal dekhu tuh kaya karweyga
K dev - badale mai mujhe kaya
Mai- joh tuh maang
K dev - madam ka kuch karwa dena bus
Mai - kaya matalab hai tera
K dev - ek haath loo ek hath doo aur kaya
Mai- tere bus kaa naa hai
Kdev -toh tere bus kaa kon saa hai
Mai- jab tak shaitaan shaant hai rahene de warana
Kdev - chal hat kuch naa hoga abhi tak kiya kuch
Maine todhi lambi saas lii - tuh mujhe chada kar kuch nahi karawa sakata
Kdev - tuh phir padh mera dimag mat kaah mujhe jo hkarana hai mai kar lunga
Mai - toh kar kisnai roka hai tujhe
achank mera phone baja mai silent karna hi bhul gaya