• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller BODYGUARD 2

🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

Kıs Jodi ko aap zyada dekhna chahte hai?

  • Arnab-sakshi

    Votes: 6 35.3%
  • Anuj-misha

    Votes: 14 82.4%
  • Pramod-sangeeta

    Votes: 3 17.6%

  • Total voters
    17
10,516
49,115
258
एक चीज तो कन्फर्म हो गई कि मर्क यूनिट के फार्मूला के पीछे चीन और पाकिस्तान है , लेकिन संगीता मैडम को विपक्षी टीम मे देखकर काफी हैरानी हुई ।
यह कैसे हो सकता है ? वह अपने पिता के हत्यारों का साथ कैसे दे सकती है ! वह अपनी ही फैमिली के खिलाफ कैसे हो सकती है ! यह बहुत ही गड़बड़ और झोलझाल मामला लग रहा है ।
खैर इस बीच एक काम तो अच्छी हुई । अर्नव साहब कोमा से बाहर निकल आए । शायद साक्षी के प्रेम ने अर्नव को यमराज के कब्जे से मुक्त कराया ।
हमेशा की तरह ' वाह वाह ' अपडेट स्वराज भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग ।
 
  • Like
Reactions: HsJAAT

Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,007
219
"Sangeeta??matlab.....ye sab....uff Mera sar"sar pakad kar baith gaya arnab,uske samajh se pare tha sab
Ek to ankur ne sakshi ko behosh kiya fir achanak se ye Pakistan aur china ke do chutiyon ka aana ab ye Sangeeta ...

"Zyada dimag par zor mat daal arnab,sar fat jaega.fir bhi bata deti hoon tujhe.ankur ka suraj naam ke agent se pehle hi setting ki hui thi.kaam saala special operations ke liye karta tha lekin fir bhi us suraj ka saath deta tha.kyun sahi hai na ankur sir?"Sangeeta ne haste hue poocha to arnab ne hairani se ankur ki aur dekha

"Mera to pata chal hi Gaya ab apna batao Sangeeta"ankur bola

"Mera?Bachpan se garibi me jiya hua hai maine,Bachpan se hi zillat bhari zindagi mili.fir ek din mujhe pata chala papa ke baare me jab mai unke kamre me galti se chali gayi thi.wahan mujhe kuch books mile.jinko maine sambhal kar rakhe hue tha.kuch mahine pehle mujhe Javed ne contact Kiya aur paison ka offer diya wo bhi poore 100 crore ka,saath me USA ka citizenship.mai Maan gayi lekin fir bhi apni maa ko ghuma kar poochna chaha lekin maa nikli sati Savitri jise paison se koi lena dena nahi tha.mere samajh paane se pehle hi Anuj yahan a Gaya aur mujhe Javed ne bataya aage kya karna hai.bas baaki to tumhe pata hi hai"Sangeeta boli

"Tum jo kar rahi ho galat hai Sangeeta,India ka topmost secret desh se bahar kar rahi ho tum,pata hai na tumhe?"ankur ne poocha

"Aur tum jo us gaddar suraj ke saath mil kar khichdi paka rahe the wo nahi pata kya mujhe?"Sangeeta boli

"Mere khayal se baatein karna waste hai Sangeeta ,hume wapas bhi jaana hai.lets go"Javed bola

"Pehle in dono ko to uda do"Sangeeta boli

THADDD THADDD

"JHUK JAO ARNAB "cheekha ankur aur Arjun aur ankur jhuk gaye khidki se kuch ander gira aur charo aur dhuan dhuan hone laga

"SMOKE BOMB"Lee chillaya lekin tab tak ...

DHAMM DHAMM DHAMM

goliyan chalne lage aur hospital me laashen girne lagi

"Let's move sab kuch hamare haath me a Gaya"Javed bola aur sab nikalne lage

"Arnab tum sakshi ko lekar secured area me jao Mai sambhalta hoon"ankur bola

"Nahi mai bhi aunga"arnab bola

"Idiot mat bano,hospital me civilians aur patients hadbadi me idhar udhar karenge, casualities hongi.you take care of that and I'll handle them"ankur bola

"Lekin..."arnab bebas dikh raha tha

"Arnab ye stealth operation hai aur isme tum succeed nahi ho paoge,plus maine aise operations handle Kiya hua hai tum jao"bol arnab ka jawab sunne se pehle hi gun lekar sabke peeche chala gaya ankur

Kuch soch kar behosh sakshi ko uthakar kamre se bahar nikla arnab aur ek bhaagti hui nurse ko dekh kar rok diya

"Take care of her waise emergency announcement kahan aur kaise hoti hai?"arnab ne poocha to dari hui nurse ne sab bata diya aur arnab hospital ke cctv room me chala gaya aur wahan system set karke announce karne laga

"It's an emergency,all docto6and nurse along with patients and staffs please assemble near assembly point asap"ankur ne kai baar announce Kiya aur announce karte karte ek shaks ko cctv me dekh kar khush ho gaya

Hospital ke ander chupta hua Anuj ne ek baar cctv ki aur dekha aur fir daudne laga,khidki ke bahar bohut kuch sun raha tha bahar se latakte hue Anuj ne
Smoke bomb fenk kar sab kuch titar bitar kar diya usne lekin

"Alpha ?"ek awaz ne rok diya use

Saamne aj25 khada tha saath me 25 log aur

"We need your leadership to handle this situation"aj25 bola aur sab merc unit ek line me khade ho gaye

"Let's show them merc unit kya kar sakte hai"Anuj bola

Sab chup rahe

"Let's show them merc unit Bina orders ke bhi India ko bacha sakte hai"Anuj bola

"GO MERC"poore merc units ek saath bol pade
 
Last edited:

Mr Jerry

Member
274
306
64

Bhai bahut hi lazawaab update deeya hai Swaraj bhai ..🎉🎉🎉😁
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )
360
590
94
"tum theek ho jaoge arnab just believe in destiny"sakshi boli aur arnab ka haath apne haath lekar use kiss karne lagi

Ek halki si aahat ne use alert kar diya aur...

DHADAMMMM

darwaza khula aur chaar ladke ander ghus gaye

"Wahi hai uske bed ke ander dekh"unme se ek ne bola

Jaise hi usne aage badna chaha saamne khadi ho gayi sakshi

"I don't know ki tum koun ho lekin agar apne haath pair nahi tudwane to yahan se nikal jao"sakshi boli

Chaar me se ek aage badha aur

TADDDD

ek kick se door ja gira wo,saamne khada tha

"Ankur sir....thank God aapko shayad Shruti bua ke saath dekha tha"sakshi khush ho gayi aur dekhte hi dekhte chaar ladke wahan se daud kar chale gaye

"Thanks ankur sir app.."

THADDD

sakshi ke peeche se ankur ne hamla kiya aur wo wahi behosh ho gayi

"Sorry sakshi,this is for betterment of India"ankur bola aur ankur ne aage haath badhaya ki ek haath ne uske haath ko pakad liya

"Abhi tak indian army ka jawan Zinda hai"ankur coma se bahar a chuka tha

"Good to see you back on action jawan,lekin ye secret operation ka hissa hai,isme dakhal na do"ankur bola

"Poora maamla kya hai Mr ankur?"arnab ne poocha aur jawab me bolta chala gaya arnab ki tabhi

"WAH KYA SCENE HAI BOSS"haste hue ek shaks saamne aaya aur uske saath ek Chinese bhi ander aaya

"Javed khurram from ISI?kya kar rahe ho yahan par?aur ye to Chinese delegate hai"ankur hairani ke saath pooch leta hai

"Pehle mere sawal ,wo teen cheez kahan hai?training manual,wo formula aur wo surgery wala method?kahan hai teeno?"Javed ne poocha

"Wo to Milne se raha "ankur bola

"Hmm ok to khatam kar do..."Javed muskura kar bola to arnab aur ankur position me a Gaye

"Khatam kar do is ladki ko"Javed bola to do log jis ladki ko lekar aaye wo koi aur nahi balki thi

"SANGEETA??"hairani se arnab ne poocha

"Please mujhe bacha lo in logo se arnab please "Sangeeta rote hue boli

"Now please hand over"Lee bola is baar

Damn,arnab khada tha gusse me aur kuch karne ja hi Raha tha ki ankur ne rok liya aur kuch papers de diya saath me ek liquid se bhara box

"Wow sentiments do matter Lee"haste hue Javed bola

"Matlab?"hairani se arnab ne poocha

"Hmm to jahan tak aapko pata hai ki kahani shuru hoto hai merc ke formation ke saath jahan chote bachhon ko agent banaya jaata hai wo bhi ek aisa agent jo kisi bhi had me kitna bhi torture seh kar har mission ko india ke liye poora kare"Javed bola

"Aur iske liye Sanjay shastry ko chuna Gaya Jo kuch scientists ke saath Africa,Madagascar aur aise locations me apna project poora kare jahan koi aata jaata nahi "Javed bolta raha

"Wahan project ko teen hisso me bata jata hai,ya stage me.pehla stage chote bachhon ko torture Kiya jaata hai.jis torture ko seh le wahan se unke dimag me surgery se kuch manipulation Kiya jaata hai
Fir doosra stage jahan par unki training me unka sab kuch nichod liya jaata hai.
Teesre stage me unko wo formula ka injections diya jaata hai aur fir mission finalize Kiya jaata hai"Javed bola

"Matlab ye sab shadow commandos ke liye kaam karte rahe?"arnab ne poocha

"Bohut khoob,shadow commandos ho RAW ke ander aata hai,khair in bachhon ko unit ya group me baata jata hai.har unit me alphabet ke anusar 26 agent hote hai aur unka leader hota hai alpha.group ke saath har area ka code jod liya jaata hai jaise Madagascar ka code hai j,to agent a ban jaata hai AJ saath me koun se number ka group,1 ya 2 ya 3 jo bhi ho uske saath joda jaata hai"Javed ne apni baat khatam ki

"Lekin tum isme kahan se aaye?"ankur ne poocha

"Ha ha yahi to twist hai kyun Sangeeta?"Javed ne poocha to ankur aur arnab ko hairani karte hue Sangeeta aage badh gayi aur saamne rakhe chair me baith gayi

"Aaram se kahani bohut twist bhari hai time lagega samjhane me"muskurate hue Sangeeta boli
mast mazedaar ipdate sir :loveeyed2: :loveeyed2: :loveeyed2: :loveeyed2: .
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
360
590
94
"Sangeeta??matlab.....ye sab....uff Mera sar"sar pakad kar baith gaya arnab,uske samajh se pare tha sab
Ek to ankur ne sakshi ko behosh kiya fir achanak se ye Pakistan aur china ke do chutiyon ka aana ab ye Sangeeta ...

"Zyada dimag par zor mat daal arnab,sar fat jaega.fir bhi bata deti hoon tujhe.ankur ka suraj naam ke agent se pehle hi setting ki hui thi.kaam saala special operations ke liye karta tha lekin fir bhi us suraj ka saath deta tha.kyun sahi hai na ankur sir?"Sangeeta ne haste hue poocha to arnab ne hairani se ankur ki aur dekha

"Mera to pata chal hi Gaya ab apna batao Sangeeta"ankur bola

"Mera?Bachpan se garibi me jiya hua hai maine,Bachpan se hi zillat bhari zindagi mili.fir ek din mujhe pata chala papa ke baare me jab mai unke kamre me galti se chali gayi thi.wahan mujhe kuch books mile.jinko maine sambhal kar rakhe hue tha.kuch mahine pehle mujhe Javed ne contact Kiya aur paison ka offer diya wo bhi poore 100 crore ka,saath me USA ka citizenship.mai Maan gayi lekin fir bhi apni maa ko ghuma kar poochna chaha lekin maa nikli sati Savitri jise paison se koi lena dena nahi tha.mere samajh paane se pehle hi Anuj yahan a Gaya aur mujhe Javed ne bataya aage kya karna hai.bas baaki to tumhe pata hi hai"Sangeeta boli

"Tum jo kar rahi ho galat hai Sangeeta,India ka topmost secret desh se bahar kar rahi ho tum,pata hai na tumhe?"ankur ne poocha

"Aur tum jo us gaddar suraj ke saath mil kar khichdi paka rahe the wo nahi pata kya mujhe?"Sangeeta boli

"Mere khayal se baatein karna waste hai Sangeeta ,hume wapas bhi jaana hai.lets go"Javed bola

"Pehle in dono ko to uda do"Sangeeta boli

THADDD THADDD

"JHUK JAO ARNAB "cheekha ankur aur Arjun aur ankur jhuk gaye khidki se kuch ander gira aur charo aur dhuan dhuan hone laga

"SMOKE BOMB"Lee chillaya lekin tab tak ...

DHAMM DHAMM DHAMM

goliyan chalne lage aur hospital me laashen girne lagi

"Let's move sab kuch hamare haath me a Gaya"Javed bola aur sab nikalne lage

"Arnab tum sakshi ko lekar secured area me jao Mai sambhalta hoon"ankur bola

"Nahi mai bhi aunga"arnab bola

"Idiot mat bano,hospital me civilians aur patients hadbadi me idhar udhar karenge, casualities hongi.you take care of that and I'll handle them"ankur bola

"Lekin..."arnab bebas dikh raha tha

"Arnab ye stealth operation hai aur isme tum succeed nahi ho paoge,plus maine aise operations handle Kiya hua hai tum jao"bol arnab ka jawab sunne se pehle hi gun lekar sabke peeche chala gaya ankur

Kuch soch kar behosh sakshi ko uthakar kamre se bahar nikla arnab aur ek bhaagti hui nurse ko dekh kar rok diya

"Take care of her waise emergency announcement kahan aur kaise hoti hai?"arnab ne poocha to dari hui nurse ne sab bata diya aur arnab hospital ke cctv room me chala gaya aur wahan system set karke announce karne laga

"It's an emergency,all docto6and nurse along with patients and staffs please assemble near assembly point asap"ankur ne kai baar announce Kiya aur announce karte karte ek shaks ko cctv me dekh kar khush ho gaya

Hospital ke ander chupta hua Anuj ne ek baar cctv ki aur dekha aur fir daudne laga,khidki ke bahar bohut kuch sun raha tha bahar se latakte hue Anuj ne
Smoke bomb fenk kar sab kuch titar bitar kar diya usne lekin

"Alpha ?"ek awaz ne rok diya use

Saamne aj25 khada tha saath me 25 log aur

"We need your leadership to handle this situation"aj25 bola aur sab merc unit ek line me khade ho gaye

"Let's show them merc unit kya kar sakte hai"Anuj bola

Sab chup rahe

"Let's show them merc unit Bina orders ke bhi India ko bacha sakte hai"Anuj bola

"GO MERC"poore merc units ek saath bol pade
mast mazedaar uodate brother :loveeyed2: :loveeyed2: :loveeyed2: :loveeyed2: .
 
Swaraj

Well-Known Member
6,864
26,007
219
"move move move"arnab poori koshish kar raha tha situation ko handle karne ke liye lekin sab kuch uske haath se bahar ja raha tha

Hospital seal ho chuki thi aur patients aur staffs ko bahar kiya ja raha tha

"You have handled the situation well arnab"

Jaani pehchani awaz ne arnab ko ek jhatka sa diya

"Gale nahi milega saale"

Saamne hasta hua Arjun khada tha

"Tu??kya kar raha hai idhar?"arnab hairani tha

"Specially yahan bheja Priya madam ne,kuch zyada hi pyaar hai mujhse"Arjun bola

"Abhi to sab bahar ja chuke hai abhi aur kya?"arnab bola aur tez chalne laga arnab ke saath

"Pehle situation samjha"Arjun bola aur arnab bolta chala gaya jitna use pata hai

"You are into groove Alpha"aj25 bola

Anuj ne koi jawab nahi Diya,aj25 uske saamne hi recruit hua tha,uska agla batch aur kuch had tak hand to hand combat ki training Anuj ne hi di thi is ladke ko

"Do you know what will happen to merc unit aj25?"Anuj ne poocha

"We are not allowed to think Alpha"aj25 muskurate hue bola aur us muskurahat me shamil thi ek aisi bebasi jahan apni ichha anusar koi kaam nahi kar sakta tha merc unit me

"We will ,one day we will be allowed to think aj25"bola Anuj aur aj25 fir muskuraya

Dono jab tak terrace ne pohunche waha par ek helicopter ke paas teen log tesi se ja rahe the

"Sangeeta di surrender yourself"Anuj ne cheekh kar bola to teeno ruk gaye

"You can come along Anuj yahan kuch rakha nahi hai"Sangeeta boli

"Nahi didi maa ko chodd kar kahi nahi jaunga"Anuj bola.

"Fir mar"bol ak 47 taan liya Sangeeta ne,bachne ki jagah nahi tha Anuj kr paas kyunki hospital ka terrace open space hai aur wahan cover lene ki koi jagah nahi hai

Goliyan Anuj ki taraf aayi aur

KHACHH KHACHH KHACHH

aj25 uske saamne khada tha

"Best way to die while saving Alpha"aj25 bola

Anuj shocked tha goliyan chalni kar chuki thi poore sharir ko

"Don't forget your promise,merc unit will be allowed to thin...."dum tod diya aj25 ne aur Anuj bas dekhta raha aj25 ko.

Kya yahi hote hai rishte naate,jiske liye wo sab chodd kar aaya tha har koi apna dekhta hai,apna sochta hai yahan koi ek doosre ke liye nahi dekhta hai kya yahi...

"Time to die"Javed ne gun taan liya anuj ki taraf lekin .

Bijli ki tezi se Anuj ne gun ki nok apne se hata liya aur jhatke se magazine nikal liya aur aj25 ke kamar me laga hua army knife nikal

SLASHHHH

gale me bhok diya Anuj ne

"AKKKK"badi badi aankhon se dekhte hue neeche gir chatpatane laga Javed

Lee ne apna watch dekha aur aage badh gaya

"Mr Lee let's go"Sangeeta boli

DHAMM DHAMM

do goli lagi Sangeeta ko jo Lee ne maari thi.sangeeta hairani ke saath neeche gir gayi

"We don't trust traitors "bol helicopter me badh kar chala gaya
Anuj helicopter ki aur aage badh gaya lekin ruk kar Sangeeta ki aur dekha usne aur wapas uski aur gaya

"Sorry....Bhai ....so sorry ....meri laalach......mai pehchaan nahi paayi.....mai...mummy aur sakshi ko pata nahi..."bol wahi dum tod diya Sangeeta ne.

Anuj tezi se utha aur aage badha lekin tab tak helicopter aage badh chuka tha

"Damn....."arnab ki awaz thi jo shayad kisi special force officer ke saath a raha tha

"Sangeeta..."itna hi bol paaya arnab kyunki Anuj ne aage dikhaya Sangeeta ki taraf Jo laash ban chuki thi

Ek lambi saans ke saath arnab ne Arjun se introduce karwaya

Situation control me thi aur Anuj ne Javed se sab kuch lekar arnab ke hawale kar diya.charo aur reporters aur sirens bajne lagi thi
 
Last edited:
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
Top