- 151
- 428
- 64
ThanksBhut achhe
ThanksBhut achhe
Thanks brother pls keep supportingFor completed 1k views on your story thread...
Congratulations for new startHy friends ye meri first story hogi
Ye story ek bhai bhen ke beech sache pyaar ki hogi ki kaise wo iss duniya mushkilo ko face karke last mai ek jo jate hai
Iss story ko mai pura khatam karuga or regular 1 update daily aayega
Bas aap sabke support ki jarurat hai
Aaj mai story ke main characters ka introduction post karuga
Nice intro bhaifamily introduction
Harsh Gupta ( hero ):- age 23, bhot handsome hai, CA banne ki tayari kar rha hai ,dil ka bhot acha hai par kisi se ek baar nafrat ho jaye toh uski taraf dubara nhi dekhta
Manya (heroine):- age 21 harsh ke mama ki beti hai ye bhi bhot beautiful hai but bhot shareef hai ye harsh ko bachpan se pasand karti hai isliye aaj tak kisi or ladke ko line nhi di
Lovish:- age 18 Harsh ke mama ka beta
kaveri :- age 45 harsh ki badi mami Manya ki mummy thodi purani soch ki hai or apni family se bhot pyaar karti hai
Ashish:- age 46 harsh ke bade mama sidhe sadhe se hai dono mama ne wholesale store chalte hai
Rita:- age 40 harsh ki choti mami
Manish :- age 41 Rita ka husband
Umang :- unka beta age 20
Ridhi :- umang ki behan (age 18) bholi bhali si cute si hai
Stay tune guys kal first update dunga aap logo ko
All the best brofamily introduction
Harsh Gupta ( hero ):- age 23, bhot handsome hai, CA banne ki tayari kar rha hai ,dil ka bhot acha hai par kisi se ek baar nafrat ho jaye toh uski taraf dubara nhi dekhta
Manya (heroine):- age 21 harsh ke mama ki beti hai ye bhi bhot beautiful hai but bhot shareef hai ye harsh ko bachpan se pasand karti hai isliye aaj tak kisi or ladke ko line nhi di
Lovish:- age 18 Harsh ke mama ka beta
kaveri :- age 45 harsh ki badi mami Manya ki mummy thodi purani soch ki hai or apni family se bhot pyaar karti hai
Ashish:- age 46 harsh ke bade mama sidhe sadhe se hai dono mama ne wholesale store chalte hai
Rita:- age 40 harsh ki choti mami
Manish :- age 41 Rita ka husband
Umang :- unka beta age 20
Ridhi :- umang ki behan (age 18) bholi bhali si cute si hai
Stay tune guys kal first update dunga aap logo ko
शानदार shurwatUPDATE- 1
Ek nayi subha ki asha bhari kirane Manya ke kamre mai padti hai subha ho chuki thi par manya aaj abhi tak nhi uthi thi kyuki wo harsh ke sath apne haseen sapne mai khoyi hui thi jaha
Manya:- harsh I LOVE YOU mai bachpan se tumse bhot pyaar karti hu
harsh:- haa manya mai ye janta hu or mai bhi tumhe bachpan se bhot chata hu
ab hum kabhi juda nhi honge
itna bolte hi harsh usse apni baho ki kheech kar ek lip kiss karne hi wala tha ki uske muh par koi pani phekta hai or wo ek dum se chilla kar uth jaati hai or wo shaks joro se hasne lagta hai
ye or koi ni lovish tha jo Manya ko uthne aaya tha
Lovish:- oyee kitni der tak soti rhegi aaj collage nhi jana collage ke holidays khatam
manga:- Abbey ohh ye konsa tareeka hai kisi ko uthane ka mai kitna acha sapna dekh rhi thi or tune
lovish:- ohh acha sapna jara hume bhi toh pata chale aaj meri pagal behana kiske sapne dekh rhi hai bata
Lovish ki ye baat sunkar manya Sharma jaati hai or bolti hai aisa kuch nhi hai
Lovish:- acha aisa kuch nhi hai toh tu itna Sharma kyu rhi hai
Manya usse thoda irritate ho jaati hai or usko bolti:- tu na jayada mat bol samjha or nikal yaha se
lovish itna sunkar haste hue uske kamre se chala jaata hai
or fir manya apne man mai bolti hai :- kitna acha sapna dekh rhi thi mai bas iss bandar ne aakar kharab kar diya kya woh sapna sach hoga kya kabhi harsh meri feelings ko samjh payega ohhh god harsh ye kya jaadu kar diya hai tumne
ab toh sapne bhi tumhare hi aane lage hai mujhko ye sochte hue woh uthti hai or bathroom mai jaakar fresh hokar niche aati hai
jaha uski puri family breakfast ke liye baithi thi
kaveri:- kya baat hai beta aaj bhot der laga di uthne mai
Manya isse phele kuch bolti lovish beech mai bol padta hai
lovish:- haa mummy aaj kal ye kiske sapno mai khoyi rheti hai or hasne lagta hai
manya usko ghur kar kha jaane wali nazro se dekhti hai
kaveri:- chup Badmash apni behan se koi aise bolta hai mai bachi toh bhot sidhi sadhi hai tu chup chaap nasta kar warna chappal khayega
manya bhi breakfast karne baith jaati hai ki itne mai harsh bhi apni bike lekar unke ghar poochta hai kyuki wo or manya ek hi collage mai the or isliye apni Mami ke kahne par wo usse apne sath le jaata tha
(Note:- harsh apne collage ke hostel mai rheta hai uske mummy papa Gujarat mai rhete hai or woh yaha padai ki wajah se aaya hua hai or apne mama mami par koi bhoj nhi bana chata haa lekin apne yaha sbse milne aata rheta hai)
Usko aata dekh manya ke chehre par ek badi si muskan aa jati hai
harsh andar aakar sabko good morning wish karti hai
kaveri :- aare harsh aaja beta nasta karle jaldi abhi garam garam bana hai
Harsh:- nhi mami abhi nhi mai karke aaya hu or waise bhi holidays ke baad aaj phele din hai or mai aaj late nhi hona chata
fir wo Manya ki or muskurate hue dekhte hue bolta hai :- chale meri sweety behna
Manya:- ( jadli se ) haa mera ho gya or jaldi se sabko bye bolkar harsh ke sath chali jaati hai
( Note:- abhi harsh ke man mai Manya ko lekar koi Alag feeling nhi haa woh usse bhot pyaar karta hai kyuki uski koi sagi behan bhi nhi thi isliye manya uski jaan thi )
Abhi ke liye itna hi agla update aaj shaam tak daalne ki koshish karuga or aap apne reviews jarur de or bataye ki aapko ye kahani kaisi lag rhi hai
stay tuned
Nice broGhar se nikalne ke baad manya harsh se joro se chipak gyi mano jaise wo usse kabhi chodegi hi nhi
harsh:- aare mayu (manya) kya kar rhi hai mujhse saas bhi nhi li jaa rhi chor mujhe takleef ho rhi hai
Par manya apne aap mai khoyi hui hi bolti hai :- kya hua meri jaan mere hote hue kaise takleef
harsh ye sunkar heran rhe jaata hai or bolta hai:- kya kha tumne abhi
Manya ko jab ehsaas hua ki usne kya bol diya hai toh jaldi se baat badlte hue boli
:- aare kuch nhi bas ye khe rhi thi ki aapko mere hote hue kya takleef ho sakti hai
harsh ko kuch ajeeb sa lagta hai par wo ignore kar deta hai
Collage aa chuka tha harsh bike park karta hai ki piche se ladki aakar usko bolti hai
Ladki:- or janab kaise ho kabhi hume bhi yaad kar liya karo or manya ko bhi hey bolti hai
Ye ladki Janvi thi harsh ke sath hi padti thi thodi ziddi par man ki saaf
Manya ka chera usko dekh kar utar gya kyuki wo humesha harsh se chipkane ki khosish karti thi
Harsh:- hey! Janvi kaisi ho or kya chal rha hai
Janvi:- mai toh achi hu tum apna sunao dikhte hi nhi aaj kal
Harsh:- aare nhi aise bhi kuch nhi hai
Janvi:- acha harsh chalo chalte hai mujhe waise bhi bhot se baate karni hai tumse
Harsh :- haa kheta hai or fir manya ki taraf dekh kar kheta hai ki
:- mayu tum apni class mai chalo or break ke time canteen mai milna okk
Manya bechari kya bolti fir
fir sab apni class mai chale gye or manya apni best friend Avni se mili
Avni:- aare kya hua aaj humari madam ka muh utra hua kyu hai
manya:- kuch nhi yaar wo subha subha wo chudial harsh se chipkane lagi or fir apne sath le gayi
Avni:- ohh toh ye baat hai dekh ab mujhe lagta hai tujhe der nhi karni chaiye or harsh ko apni feelings ke baare mai bata dena chahiye
(Avni manya ki harsh ko lekar saari feeling ke baare mai janti thi ki wo kitni deep love karti hai harsh se)
manya:- haa shayad tu sahi ho bol rhi hai par kya harsh meri feelings ko samjhega kahi wo mujhse gussa toh nhi ho jayega
avni:- yaar dekh ye uspar depend karta hai lekin mujhe lagta hai ki samjh jaayega or shayad kahi na kahi wo bhi tujhse se bhot pyaar karta hai
Manya:- hope aise hi ho
avni:- hmm chalo abhi class mai chalo