Update 19: Pita Ki Aatma Aur Ek Bhayanak Sach
Agle din subah, Arjun palang se uthta hai ,aur thoda ghabrata hua
Arjun man me : raat ko aakhir ye kya tha ,dadaji bhala waha ky kr rhe the aur unhe kaise pata ki mai waha unka peeche karke aaye hu,
Aur wo unke shabd " ki mai bhi issi aag ka hissa hu"
Arjun khada hua aur bahar parda hata k subh ki dhoop ki ,uska man thoda halka hua,
Tabhi neeche se awaj aati
Hai chachi ki
: arjun neeche aajao hath muh dhoke naashta lelo kab tak soge,jaldi aajao
Arjun:
Ji chachi aata hu .....
Arjun seedhiyon se utar k neeche aata h aur fresh hoke nashta k liye baith jata, kintu wo Abhi bhi gehri soch m tha
Shanti: khana paroste hue,ko beta kha lo
Kya hua tum kisi soch m lg rhe ho kya hua, batao
Arjun: nahi maa ,bus aise hi thoda let utha tha isliye...
Shanti : acha thik hai
Arjun nashta krke bhadrnaath ke kamre ki traf jata hai::
Waha
Arjun ne dadaji Bhadranath ka samna kiya. Liska chehra gusse aur ghabrahat se bhara tha
Arjun
"Main sab dekh chuka hoon! Aapne kya kiya tha mere pita ke saath? Us ajeeb si aag ke andar unki aatma kyun hai? Aapne mujhe sab jhooth bola!"
Bhadranath ne gehi saans Li aur pehli baar usne jo kaha, usse Arjun ke pairon tale zameen khisak gayl
Bhadranath:
"Tumhare pita ne apne aap ko kurbaan nahi kiya tha, Arjun
Usse humne chadhaaya tha...
usi shraapit agni mein jahan ab tumhara number hai
Arjun ka dimaag sann ho gaya. Bhadranath ne bataya ki har 30 saal mein Devghar mein ek
"Rakth-Poornima ki raat aati hai-ek shraapit raat jab wo aag bhadakti hai. Us aag ko shaant rakhne ke liye ek bali chahiye hoti hai-ek aisa insaan jo us rakt men bandha ho,
Jisne "Pishach Rekha ko paar kiya ho
Arjun ke pita ne us samay goon ko bachane ke liye bali di thi lekin majboori mein nahi-
zabardasti
"Woh bhag gaya tha, lekin humne use dhoond liya.
Arjun ka vishwas toot gaya Usne gusse men dadap ko dhakka diya, lekin Bhadranath ne bas ta kaha
"Tum bhi waise hi ho, Arjun. Tumhan ragon mein wohi khoon hai. Tum se bach nahi paoge
Arjun Apne man me chal rahe khayalo se preesahn aur dada bhdrnath ki shabdo ki sehen nhi kr pa Raha tha, wo wapis dada k pas jata : mujhe bataiye ki papa k sath kya hua tha aur ye sab kya hai,aisa nhi ho skta,
Aap ne unke sath kya Kiya....
Bhadrnaath: tum abhi wi jannne k liye taiyar nhi ho bus ye snj ko ki tumhare pita n is parivar aur gav ko bachane k liye balidan diye tha
Arjun ke aankho me andekhe Anshu aur dimag me uljhan bhar gyi tji,
Arjun: ye ky hai,ye gav mujhse kuch chhupa raha hai ,per ye sb mujhe batate kyo. nahi..
Chachi ne bhi kuch nahi abtayay,dada ka samjenhi aa raha
Gav walo me bhi koi kuch batata nhi hai
Arjun Muthi maske: mujhe khud hi sab pata Krna hoga,ek savita hi meri Helo kr skti hai
Mujhe uske pas Jana hoga,
Arjun Ghar se nikalta hue
Shanti devi: kaha ja rhe ho Arjun,
Arjun: pata nhi bus aise hi gav tehlne,
Shanti: thik hai per raat se pehle aa jana
Arjun: thik hai maa
Arjun Ghar se nikalkar chal deta hai raste me use
Amit milta hai: Oye arjun,kaise ho ,raat bhar kaha rehte ho ,
Arjun: yar kuch samj nhi aarha ,is gav k bare me ,
Tum to yar mere dost ho tum to batao kuch
Ki ye aakhir kya hai
: amit : Arjun mujhe bus itna pata hai ki raat me Ghar se bahar nhi ja skte aur agar koi darwaaja khadaye to bhi nahi,
Arjun: kya kuch aur pata hai tumhe
Amit: haa ek bar aur ki wo purani haveli aur purane Mandir ke pas Jane se bhi sab gav Wale mana krte hai ki waha to raat ko bhi kya din me bhi Jane se bachana chahiye
Arjun: purani haveli k nam sunke wo raat yad karte hue uske sarir me sihraan doaud jari hai,
Arjun : acha thik hai Amit mai jara kheto ki taraf hoke aata hu
Amit: are mai bhi chalta hu na
Arjun: tum yahi ruko mai bhi yaha aata hu bad me
Amit: acha thik hai
Arjun gav k chhore ki aur chal deta hai jaha savita ka ghar tha,
Raste me use kuch aurat pani late hue ,aadmi log kheto pe jate hue dikhai dete hai
Sabhi ek dusre ko ram raam, aur Arjun ko chhote malik pranam krte hue
Arjun savita k ghar k karib pahuch jata hai....
Jaha ghr ka darwaja khula hua tha aur savita purple colour kimsaree aur green blouse peune hue bahar nikalkar,ek hath me balti ko bahar chulhe k pas rakhti hai........aur mudte hue uski najar Arjun p pdti hai
Arjun,: tum thik ho Savita
Savita: aap arjun babu,aap tha kaise aaj,
Arjun: kyo main nhi aa sakta kya?....
Savita:" nhi nhi "aisa nahi hai.....aap to jab chahe aa sakte hai
Arjun karib jate hue
Savita: aaiye andar aaiye, andar baithe k baat karte hai
Arjun: thik hai....
Savita andar jane k liye mudti hai Arjun uske piche,jisse savita ki back arjun k samne hoti hai aur Arjun ki nazar savita ki saree se halki nikli hui kamar ki chamak aur gand p pdti hai
Jisse Arjun pass jake savita se peeche s chipak ke,ek hath Savita ki kamar p dal k use kaske apne se lga leta hai.... aur uski baalo ko sunghate hue uski gardan ko feel karta hai
Savita:: aaah ye ky ke rhe hai aap,ye sahi nhi h,aap wo abhi tak nhi bhule
Arjun: kyo kya mera hak nhi h tumpe
Savita: aisa nhi h,aapka pura hak h
Mai to bus wo....
Arjun: kya wo
...aur uski gardan ko chooom leta hai ,,aye Savita bhi phir kuch nhi keh pati..
Arjun apna hath Savita ki kamar p ferne lgta hai aur uski gaand se apne lund ko ada leta hai jisse uska lund phool ne lgta hai jo savita feel kr leti hai...
Savita man me: inka khada ho gya,ye to abhi hi karne lg jayenge, mujhe rokana hoga inhen
Savita hat the hue: aap kisi kaam k liye aaye the
Arjun'
Ko yaad aata hai and wo serious hota h
Arjun: haa savita, darasal mujhe kuch janana hai tumse, jo mujhe koi nhi bata rha
Savita: kahiye aisa kya, agar mujhe pata hoga to mai jarur bataungi
Arjun': darasal ye sab mere pita se juda hai .....
Kuch raaj hai jo mai janma chahta hu aur mai bus tumhi p visvash kr sakta hu....
Mujhe ye purani haveli purana mandir aur is gav ke shrap ke bare m janna hai....
Savita ye sun k uske aankhe bdi ho jati hai....
Savita: ye aap ky leh rehe h yaha to purani haveli ka naam lena bhi manhoos mana jata hai......
App inse dur rahiye isse aapko khatra ho sakta hai
Arjun: bhavuk hote hue,mujhe pata hai savita lekin ye mere papa se juda hai aur mai janna chahta hu
Savita: thik hai agar aap janna
chahate hai to mai aapki madad krugi, purani haveli n kai Raaz dafan hai jo usi k andar h
Arjun: to thik h na hum chalte hai waha....