Very nice Devil bhai bahut hi aache se aapne likha h aur kahani ke har pahlu par aapki pakad h use jata bhi diya h aapne.
Game samajh mai aa gaya h maja tb aayega jb abhay ko raj batayega dilchasp hoga mamla tb…
Shanaya confirmed Abhay ki mousi h
Chandni isi case ke chakkar mai yaha aai h aur sandhya se pahle mil chuki h shayad
Raj ki maa ne aisa kyu kaha ki abhay be dekha h to shi hoga wo baat karna nahi chahti ya ismai bhi jhol h kyuki sandhya ne to sb bataya h use
Bahut badhiya kaash aapko thoda samay milta rahe update jaldi jaldi dene ke liye

good one bhai
Abhay ko bolo incoming free hai sandhya phone kare to thoda baat kar liya kare