- 31,024
- 69,275
- 304
Jo itni aasaani se khatam ho jaye wo musibat hi kyaLet's Review Begin's
Mujhe Laga Jawala mukhi ki Badha Last update mein Par Hogayi lekin Ye kya ye problem abhi khatam huwi Hi nahi

Dekho na to ye dregon artificial tha, na hi koi multiple dergon ka locha hai, hum abhi bhi bata sakte hai ki ye kya hai aur kyu hai? Per hum chahte hain ki aap khud se update me pdho, taaki maja aaye.Yaha shaffali ko dragon ke avshesh ko milna Thoda Ajeeb Iaga i mean ek dragon Toh samudra mein hoga Aur fir Dusra dragon kaha se agaya kahi shaffali ( megna ) ke pass multiple dragon Toh nahi thee .
Yaha ye dragon shaffali Ka ho nahi shaffali se jude vyakti se ho .
Ya shaffali dragon family se belong karti ho issilye dragon ko dekh Emotional huwi ho ya apne dragon ki yaad aarahi ho .
Well ye bhi ho sakta hai ki wo dragon avshes)h artificial ho .

Pahli baat to ye, ki mahabali hanuka inke saath nahi gaye hai, ye dono hi gaye haiThen kalika aur Trishal
Yaha kaalbahu rakshashs ko Marne Jaa Rahe Aur unke sath Mahabali Hanuka bhi Thee .
Lekin gaur karne wali baat hai patallok mein inhe kaal bahu se inki kya dushmani hogi .


Nahi bhai nahi, ye dono koi or hi hainYaha Mujhe ek Theory Mind Mein click hui You know aslam Ke Father ki Book mein mention black Thunder namak ship dhub gaya thaa aur ship se dweep par sirf28 bache thee aur 28 mein 24 maare gaye
Sirf 4 log bache Thee , jisme gilfirod aur aslam ke father ka mention milta thaa aur baaki ke do logo ke baare mein koi information nahi mili .
Toh mere Theory Yah hai ki Trishal Aur Kalika woh dono Bhi black Thunder mein survive kiye logo mein se ek hain .

Research alag baat hai, lekin Trishal aur kalika samanya insaan nahi haiIss theory ka reason hai
Black Thunder duba thaa 1984 mein aur Trisal aur kalika yaha 1988 mein hai
Iska MATLAB in four years mein inhone dweep par bahut kuch research ki .

Agla update aaj hi aayegaOverall update shandaar thaa .
Waiting for more .

Thank you very much for your amazing review and superb support bhai

the legend ETERNITYYesterday Ju puch Rahe Thee na update Read ke Turant baad review kyo nahi deta .
Darsal ek yaa do din baad review dene ke liye ek baar wapis update par Najar daudani padhti hai
Jisse Dimag mein new Theories achi aati hai.
Pehle baar Update mein majee aur aage ke suspense ki curiosity ke liye read karta hu aur Dursi baar mein update par najar issilye daudata hu Taki new update puri story se link kaise hoga ye sochta hu .
Mera ju ki story hi nahi mostly story jo mein read karta hu unmein sab mein mera yahi late review ka silsila chalta rehta hai .

Waise ye theory sahi kaam karti hai, is se agar update me kuch baaki rah jaata hai to wo bhi cover ho jaata hai
