If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Lets review start
So Jis Cheej ka Intezaar thaa woh sab Hogaya , aakhir kar AP ki Sarkaar ban hi Gayi , 3 minutes ki AP ke appearance ne ceremony oth ki sari limelight AP ke Upper aagaye , isse kehte hai asli God mode.
Sarkaar bana kar AP aura ka keh raha
" koi nahi takkar mein kyo padh Rahe ho AP ko harane ke chakkar mein "shuru mein Jab bina AP ke ceremony feeki feeki Rahegi lekin Baad mein ek mahual banagaya "
Mein pehle bhi kaha aur abhi bhi kaha ye arc iss story ka peak chal Raha " without fight scene AP bhai ne story mein Rolla Jama diye
Sari Cabinet decided hogayi , Pm wahi, deva bhai koi position Nahi hold karne wale , sath Naye President Baldev hoge ye unexpected twist thaa .
Sahi Respect mili baldev ko unka hakk Banta Tha ki Woh kuch Position handel kare .
Bhai Kabhi kabhi Updte mein Aap baldev ki Jagah balwan mention kar Dete ho .
Shayad dono ke name b se start Hote issilye kabhi Yaad na rehta ho .
Piyush ka bhi hisab ju ne kar hi diya , bas sukesh ka ilaaz bacha par yaha AP aur sonia ka relationship aisa hogaya ki sukesh ka matter dhyan se dekhna hoga.
Diksha DHarmendra ki bhi Kali kartut bhi samne Aagayi , sab ka hisab horaha, inhone ne last Part main Jo bhi AP ke Sath iska fal inhe aaj Mill Raha .That's Called Karma
Balwant Aur Sudha ki sari izzat utar Gayi, Yahi wajah thee AP chahta thaa ki Balwant Desperate ho AP ko Sajaa dilwane ko aur issi desperation mein balwant kuch aisa kadam uthaye jisse AP ko Balwant ke khilaff sabut MilJaye .
Par dekhna Hoga ki balwant ka AP ke samne aane par kya Reaction hoga .
Ye last Mein AP ka Jigri kon aagaya .
Jigri Dost Damian , Randy Ya koi Aur hoga Jo bhi woh interesting lag Raha .
Overall Sare Update AWESOME Chal Rahe
Review Likhna hi bhul Gaya mein iss week mera fix rehta ju ke story update ka Review weekend se weekend Tak.
lekin next week Time par Review .