only_me
I ÂM LÕSÉR ẞŪT.....
- 789
- 986
- 93
Update-161(A Huge Problem) Captain- Yeah tum sach keh rahe ho wohlog follow kar rahe honge tumhe jo tumne bataya.. Wait.. I'll take my phone out i just want to show you something..
Main-Yeah but no funny business..
Ye bolke usne phone nikaala scroll kiya and ek photo dikhaya mujhe ek ladki kaa.. Ye wahi ladki thi jo mujhe follow kar rahi thi but obviously 1.0 chutiye ko koi idea nahi tha because his brain is slow as fuck..
Main-Yes.. That's her.. Ab aaya line par bhosdk..
Captain - Still main keh raha hun Phan tumhe follow nahi kar raha tha.. Ye Phan ki member nahi hai.. I mean member thi pehle.. She is Expelled for corruption... Humlog khud isse maarne k liye dhund rahe hain.. But now she is a free agent ye kissi ek syndicate ki member nahi hai ye ab multiple syndicates k liye kaam karti hai ye.. Her name is Mia and she is a wicked women.. Ye male he is her brother by blood.. He works under her they both now are free agents.. Tumhe samjh nahi aaega but Asian underworld ek organisation hai bahot large..
Main-Really?? Wow.. Asian underworld.. Sounds cool..
Captain - So yeah usme ek free agent hain ye dono.. Ye harr syndicate k liye kaam kartey hain paise leke.. So agar yelog Tumhe follow kar rahe they toh humaare log nahi they ye..
Main-Kaise maan lun main..
Captain - Wait..
Usne ek photo or dikhaai.. Jisme un dono bhai behan ki photo thi or niche likha tha "Wanted Dead or alive. One of them = 2 Million Thai Currency both of them = 5 Million.. Or photo ki date last year ki thi matlab ye sach bol raha tha..
Main-fuck.. So i killed your people unnecessarily..Fuck.. But yelog mujhe follow kar kyun rahe they?? Haan Parson raat se nahi dekha hai maine inko..
Captain - They went underground.. Unhe pata chal gaya hoga obviously ki we are here.. And inhe laga we are here to kill them.. Issliye they went underground.. But in reality we had no idea wohlog yahaan hain or specially tumhaare piche hain.
Main-Oh that's smart.. That's very smart.. Fuck.. But still why were hey following me?
Captain - I don't know but if they are following you that means you are in deep trouble.. They are very very dangerous people... They work for very very dangerous people.. Even dangerous then us..
Main-Hmmm.. Interesting.. That just got a lot bigger..
Maine uske phone se photo khainchi dono ki.
Main-Sun I'll leave you guys alone.. Baksh di Tumhaari jaan.. Pata hai kyun?? Kyunki agar tumdono ko maardunga toh tere Cartel waale bhull he jaaenge fir mujhe.. Doobara risk naa lenge or bandey bhejne kaa.. Ab tujhe jinda chhod dunga toh tu apne marre hue juniors kaa badla lene toh aaega he.. And i want you guys to come back.. Bc aajaana waapis tumhaare naam se he main rukka hun yahaan kuch din orr.. Issliye please come back.. Warna mujhe waapis bhejne ki taiyaari hone lagegi.. Agar tu nahi aaya toh I'll come to Thailand personally to kill you..
Captain - Who are you?? You are not an ordinary person.. You are well trained you are insanely good at our own skills. Why?? You are extremely smart and you seems dangerous.. People from underworld are following you.. Why??
Main-No idea.. Ye dono bhai behan se millunga tab puchunga.. Good bye.. Or tu maadarchod.. Itana sab sun liya or khadda he hai.. Haan?
Ye bolke maine apne dono hathon se chalaai talwaar Shamsher ki gardan par or uski gardan literally dhadd se alag hoke niche girri..
Main-Bawligand.. Itani information kaa karega kya??
Ye bolke main un dono ko shocked chhodke wahaan se bahaar aaya.. Maadarchod ek sawaal khatam hua toh or najaane kitane sawaal saamne aagaye ab ye bawligand Log mujhe follow kar kyun rahe hain?? Kiske kehne par kar rahe hain.. Lekin ek baat saaf hai wohlog agar Underworld k free agents hain yaani kissi underworld k syndicate k kehne par mujhe follow kar rahe hain toh wohlog AP ko nahi MOD ko follow kar rahe hain yaani unhe pata hai main he Mod hun.. Or ye detail toh bahot he jyaada limited logon k pass hai.. Toh kon ye details leak kiya hai?? Or kyun? Kisski gand mein itana dum hai ki woh mujhe jagaana caah rahe hain.. Well jo bhi ho mujhe jagaane mein toh successful hogaye hain but kya ab mujhe seh paaenge wohlog important question toh ye hai.. Ofcourse nahi seh paaenge.. Toh mujhe bulaaya kyun? Interesting..
Maine Chang ko call kiya..
Chang - Ji boss.. Abeer ne bataaya mujhe ki aap aaye ho.. Welcome back boss.. It's good to finally have you back..
Main-Sun kahaan hai tu??
Chang - Rohtak se waapis aarahe hain boss..
Main-Rohtak se waapis.. Rohtak kya gand marwa raha hai bhosdk..
Chang - Bhull gaye kya boss.. Mission..
Main-Kaisa mission??
Chang - Boss?? Vikrant?? Sahil Pandey?? Pargya.. Party..
Main-Oh yeah.. Yeah.. Bhenchod yeah.. Wahi toh main sochun.. Aaj haina party toh??
Chang - Yeah boss.. 8 baje..
Main-Toh tu waapis kyun aaraha hai bhosdk Wahan se..?
Chang - Kyunki Abeer ne bola Mission cancel hai because yahaan woh Phan waalon se deal kar rahe ho aap..
Main-Arrey woh toh main kar bhi chuka kind of.. Phan waale lund nahi kar paaye kuch. Lekin Abeer ko matt bataana.. Tu wahin rukk bc.. Aise kaise jaane dunga un dono ko.. Or bhosdk Abeer nahi main hun boss toh mujhse bina permission liye aise mission na chhoda kar.. Aise kaise jaane dunga mission ko.. Pata hai najaane kitane log honge wahaan.. Lots of people to kill.. Party haibe.. Majaa he aajaaega I'll kill all of them.. Nasalein khatam kardunga inki..
Chang - My bad boss I'll stay here..
Main-Aaraha hun main.. Tu asle kaa jugaad kar top notch hona caahiye..
Chang - Asla?? Team k sath aarahe ho naa boss tumlog k pass toh legal asla hai.
Main-Aji lawda team.. Bitch I am the team.. Tu main and Claire..
Chang - Oh hell yeah the good old days..Main karta hun jugaad aap aajaao tabtak..
Main wahaan se again gaadi takk aaya Anjali ko call karke information di kand ki or media ko bolne ko kaha ki ye Rival Cartes kaa kaam hai humne inka dhanda yahaan bandh karwadiya lekin inke paise still yahaan fanse hain toh yelog yahaan paison k liye ekdusare se ladd rahe hain but don't worry we will handle it kissi aam jann ko koi takleef nahi hogi.. And Bam..
Main gaadi mein baitha finally almost 5 baj gaye they shyaam k.. 1 baje k baad main utha nahaaya fresh hua kapde change kiye almost 2.30 Pm ghar se nikala.. And agle 2.5 ghantey mein maine Phan Cartel kaa game over kardiya kind of. Game over kar bhi deta lekin insabko maar deta toh 90% yelog or bandey nahi bhejtey yahaan or fir woh Abeer or Ami meri gand maarna suru kardetey ki jaa ab tera kaam toh hogaya ja jaa etcetera.. Or kuch na kuch bakchodi karne lagtey jo mujhe fir bhaari padti issliye inko chhod diya doobara aaenge toh thok dunga.. Ye toh mere hath mein he hai.. Well technically maine 150 minutes k andar ek International Cartel k plan k uppar moot diya tha i know cocaine k effect se thoda slow hun main uppar se tiredness but still i am far far far better than anything else..
Or abhi toh kya abhi main Rohtak jaaunga wahan Sahil Vikrant sabko thokne k baad waapis aake ghar par dinner karunga kyunki bhook bahot lagi hai.. Bc kai din kaa satisfaction milne waala tha aaj.. Waah..Maja aagaya..
Continued..
Bhai super updateUpdate-162(Rohtak) Main city k traffic ko beat karta hua Rohtak k liye nikala and pohancha Rohtak net 7:00 Pm par.. Ghar par keval Claire he thi usne darwaja khola or turant jukhi mere saamne..
Main-Claire i missed you baby..
Claire - Same here boss..
Main-Ready to kill some people??
Claire - Whatever you say boss..
Main-Shabbas.. Chal pehle toh chaaye coffee kuch hai woh peela dey i am hungry and Chang kahaan hai?
Claire - Weapons k liye gaya hai boss aata he hoga..
Main-Cool..
Claire-Main coffee laati hun please sit. I must say boss it's good to have you back..
Main-Same.. Or haan uss Party Venue k blueprints and photos wagairaah laake de mujhe..
Claire ne mujhe blueprints and coffee di or Coffee k sath sath maine pura venue padh liya.. Or Coffee finish ki he thi maine tabtak Chang aagaya ek cricket kit waala bag uthaake..Bag niche rakh kar woh mere saamne jukha..
Main-At ease.. Jaldi se dikha bc kya laaya hai..
Chang - Arrey boss mood khuss hojaaega dekh k.. First.. Let's start with pistols..
Main-Nahi caahiye.. Mere pass deagles hain bc.. I don't need no pistols.. DEagle is better than any handgun.. DEagles are Love..
Chang - Ok then.. Lets start with close Range weapons.. SMG... I Present to you The MP7.. Look at this beauty ekdum halki 2 Kilo se bhi kam weight barrel length 180 MM.. Width 51 Mm.. Takes 30 MM Bullets.. 30 Bullets magazine.. Gas operated short stock piston.. 1 minute mein 950 Rounds bina rukke yaa bina Jam hue chala shakti hai boss ye..100-150 meter takk toh dead on target.. Iski smoothness ki wajah se isko bache takk easily use kar shaktey hain boss.. Makhan literally makhan..
Main-Waah..kya suruwaat ki hai.. EK mp7 and 2 extra mags rakh side..
Chang - Then baat aati hai Long range weapons ki obviously venue bahot he bada hai toh long range weapons important hain.. So i got Heckler & Koch HK416 one of the best assault rifles for situations like ours.. Ye dekho.. Sathmein Aimpoint CompM4 ki Red Dot fitted hai and vertical grip bhi yaani easily usable in a hurry.. Uses Five Five Six bullets. 30 Round magazine.. Weight almost 4.5 kg but jitana jyaada weight utana he dumdaar kaam hai iska, normal bullet proof vests ko cheerti hui nikal jaati hai ye, kyunki iski muzzle velocity Almost 900 M/s hai boss yaani aag uggalti hai..800 Meter takk toh bandey ki khopdi kholdeti hai ye.. Bhayanak accuracy.. Insane.. MP7 ki tarah ek minute mein almost 900 rounds bina overheat hue fire kar shakti hai.. Jo isse orr jyaada lethal banaata hai.. Ab isska best modification k baare mein bata dun.. Isme added hai LaserTech ki green laser sight jiski range Almost 300-400 meter hai so jahaan laser aim karoge wahin bullet lagegi naa he 1 Cm uppar naa 1cm niche ekdum dead on target..
Main-Brilliant.. Brilliant.. Raat kaa time hai toh ye bahot jyaada kaam aaegi.. Fight toh yahin jeet gaye humlog..
Chang - Hehe.. Then baat aati hai protection ki toh double platted bullet proof vest hain boss.. Kaafi hadd takk kuch bhi roukk lenge ye.. High caliber bullets bhi jhel jaaenge but obviously dard toh hoga he.. But sambhaal legi ye.. Sathmein helmet bhi.. Bus ek issue hai explosives naa mille mujhe grenade flashbangs etc.. Smoke grenades jarur hain 4..
Main-Kaafi hain..Explosives nahi caahiye.. Too much sound too much distraction..
Chang - So hum dono kaa loadout hogaya.. Baat aati hai Claire ki so Claire andar nahi jaaegi obviously. Woh hogi sniper duty par or yahaan NCR Mein sniper dhundana bahot hard tha but still i got her something good "Heckler & Koch PSG1" ye le Claire assemble karle isko.. Semi automatic sniper hai toh humaare liye best hai kal jo jagah dekhi thi humne venue k just saamne woh tower uske middle mein hogi tu iske sath or ye 1 Kilometre takk toh dead on target lagti hai more than enough or unke pass agar vests hui toh bhi isko nahi roukk shakti.. Iske sath 20 Round detachable magazine hai taaki tujhe uppar baar baar reload karne ki jarurat naa paddey... Or tu easily cover kar shake humlog ko. Silencer hai sathmein toh unko toh pata takk naa chalega goli aai kahaan se easy .. Sathmein wireless earpieces.. 300 meter takk smooth conversation..
Main - Gajab..
Chang - So boss plan kya hai??
Main-Plan simple hai.. Jo tune bataaya Claire humein bahaar se protection degi ab party venue k lawn mein hai or humlog kitchen door se entry lenge easily.. Then humlog wait karenge Sahil k aane kaa.. Jaise he woh aaega humlog Waiters and staff ko 60 seconds kaa time denge nikalne k liye wohlog andar aajaaenge auditorium mein, kitchen hall uppar waale halls rooms jo bhi hai wahaan chipp jaaenge then dono entrance bandh kardenge humlog bahaar waale and andar auditorium waale gates bhi.. Yaani sablog lawn mein he fanss jaaenge.. Limited time ki party hai toh jyaada chutiye andar nahi honge sab Bahaar he honge or Sahil se milne ko toh almost sab he bahaar aaenge.. Simple.. Bus hum unko bahaar lawn mein trap kardenge wahaan cover k naam par ghaas fuss, chote trees, jhulle, chairs tables he hongi unke pass or humlog unko kutte k maafi maarenge bhaga bhaga k.. Lawn ki saari lights on hongi baaki bandh jisase hum unko dekh shakein lekin woh humein nahi.. Andha hojaaein wohlog itani roshni kardenge.. Jaise he mostly log ko thokdenge tab humlog lawn mein entry lenge and bache kuche logon ko dhund-2 k maarenge.. Mahool he ban gaya..Claire tu mostly bahaar waalon par focus karna jo guards venue k bahaar honge or andar aane kaa try karenge unko thokti rehna.. Andar se koi gate tod nahi shakta bahaar se vehicles wagairaah k sath tod shaktey hain wohlog toh dhyaan rakhna.. Gate naa tutte.. Bus simple..
Chang - Brilliant boss.. Main Woh Pargya or uske bhai ko boldunga on time andar jaake chipp jaaein
Main-Yeah whatever.. Jaldi ready hojaao..Kab takk aaega Sahil.
Chang - 8:30 takk aajaaega boss..
Main-Cool uske aatey he suru karna hai.. Lets gear up and go.. Bag utha..
Humlog ne samaan gaadi mein daala and Nikale Tulips hotel and resort k liye and 8 baje humlog wahan pohanch gaye gaadi thodi piche rakhi humne bag uthaaya Chang and Claire ne mask lagaaye and humlog najar maartey hue aaye side kitchen door ki taraf jiska keval workers ko pata hai kyunki kind of hidden hai woh.. And Main or Chang uske through andar enter kar gaye and andar se woh and uske baad kitchen k baaki doors lock kardiye and idhar waale staff ko yahin se bhaga diya baaki ko bhi easily nikaal denge.. Claire apne tower ki taraf chali gayi thi and Main or Chang andar aagaye they bus ab suruwaat karne ki derr thi..
Main-Jaldi aajaa bhosdk.. Raha nahi jaaraha.. I just want to kill some people..
Continued...

Bhagwan ho Bhai aap Phan walo ko easily mar diya
Ab sahil ki bari hai
