- 1,830
- 4,364
- 144
Bahut jabardast update bhai Billy abhi bhi ladne layak nahi hua hai hero ne ache se dhoya jo hai use aur Innu ko bhi pata chal gaya ki Sahil Gang leader hai dekhte hai aage kya hota hai
Abhishek Kumar98Bahut jabardast update bhai hero ne sahi samay par dimaag ka use karke unhe black coloured gang ke paas laaker sabko K.O. kar diya aur ab system ne firse hero ko lalach de diya waise ek dum se hi uski exp bhi badh wait level up bhi ho gaya ye bahut acha hua aur ab ek aur mauka hai uske paas