Badhiya update bhai
In deathwatchers koninki okat kab pata chalegi sala inko dekhkar or inki baton se hi gussa badh raha ha mera to sala arav bahar nikalker sabse pehle in sabko hi kat dale wo bhi buri tarah se tab maja aa jaye ya fir inhe hi aise kisi dungeon me dal de tab inhe pata pade ki player banna itna asan bhi nahi ha
Ye dusra game master sala pehle wale se jyada chalak or khatarnak ha sabko apas me hi marwa raha ha isko bhi pehle wale game master ki tarah hi sabak sikha de adav to maja aa jaye
Idhar mia ne to bahut hi dhansu sword bana dali lekin ye sword agar abhi arav ke pas phunch jaye to maja aa jaye lekin ye uske pas pahunchegi kaise summon ke dwara aa sakti ha lekin mia ko to khud ko pata nahi ki usne kaise kar liya ye
Idhar kunle ko game master ne manipulate kar hi diya or kunle bhi uski baton me aa gaya or chala gaya mout ke muh me or malphas ne pakad kiya ha use ab kaise bachega bhai kya arav bachayega lekin wo to udhar busy ha bhai kaise bhi bach jaye kunle or arav is bar malphas ko hi dho dale