imdelta
Member
- 444
- 1,069
- 138
Take your time. Not an issue.Ab kya hi kahu, aap log kahoge ki bahana bana raha hai bar bar, lakin main thora, nahi kaafi busy hu, Update likha tha lakin post nahi kiya, kyuki mujhe nahi pata usse agla Update kab de payunga, isliye socha rehne deta hu, isse intrest chla jayega aap logo ka, ab main 4, 5 Update ek sath likhkar post karunga, aur tabhi aata hu jab thora kaam sar se halka hoga, aap logo ka itna bhari matra mein support mila hai ki dil kehta hai Dhanywad keh du...
Shukriya.. Milta hu kuch din mein............