AK 25
Supreme
- 22,206
- 36,021
- 259
Fir to maja hi maja hoga bhiduThanks bhaiKosish karunga deep hi rahe
![]()

Fir to maja hi maja hoga bhiduThanks bhaiKosish karunga deep hi rahe
![]()

are yeh ho kya raha hai udhar bank ke andar.... itni ajibo garib situation..... yeh log woh ladki hi ho ya woh bachha ya phir baaki ke log bhav vihin kyun hai.. jaise ki.. jaise ki koi robot ho... hypnotize to nahi kar liya sabhi ko is devdoot ne...
Shayad Yeh isliye kiya taaki koi kuch action na le paaye..
...
president ka naam sun yeh toh thanda ho gaya
........
yaar koi bhi cheez rajendra & party ke paksh mein nahi hai... satranj ke saare mohre us devdoot ke paas hi hai..
ek toh sabhi baate live broadcast ho rahi hai.. upor se yeh log trap mein fanse huye hai.....
lo yahin baaki rah gaya tha.. civilians ko chaukidaar bana dala isne
sab kuch zyada hi jaldi ho raha hai.... Par sabse aham baat yeh hai ki akhir devdoot chaahta kya hai.. motive kya hai yeh sab karne ke piche.. abhi tak ek demand tak na ki usne...
hmm... kahin is cheej ki aur toh ishara toh nahi yeh saari ghatnaye..
Khair... yaar ye tharki vikrant ka entry lega
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skill harshit ji![]()
![]()


keep reading 
ohhhh... toh yeh baat haiHaha na hypnotize nah kiya lekin planning bahut solid ki hai, dont forget ki aapne ek planing already dekhi hai
Shatranj ke mahure tabhi apke pas hotehai jab game apne set kiya ho.
Jaldi hoga kehte hain na jaldi hamesha galti karwata hai aur shayad wahi hone wala ho.
Ishara ki kafi hai...Entry to kab ki ho chuki hai...
Thanks naina jikeep reading
![]()
waise agar kabhi story related baat dimag se nikal bhi jaaye baat ya phir doubt ho toh chintu hi clear kar deta tha...ohhhh... toh yeh baat hai![]()
waise agar kabhi story related baat dimag se nikal bhi jaaye baat ya phir doubt ho toh chintu hi clear kar deta tha...
toh us hisab se aane wale updates mein kya hone wala hai andaza laga leti par.. Khair chhodiye....
Btw akshad aur pratiksha ko ek guest role de sakte hai![]()
are baad mein aake gussa karega fir toh.. plz bol dijiye ushe ki do stories suru ho chuki hai..han vo sawal puch kar clear kar deta tha. Office mei bsy hai aaj kal baat hui thi.
Mene bataya nahi par use ki kahani likh rha hun.![]()
are baad mein aake gussa karega fir toh.. plz bol dijiye ushe ki do stories suru ho chuki hai..

main aapki jaisi itni intelligent kaha, jo itni gehrayi tak samjh saku, mujhe reader he rehne doi don't know tabhi pucha aap logon se maybe apko pata ho![]()
Aisa nahi haimain aapki jaisi itni intelligent kaha, jo itni gehrayi tak samjh saku, mujhe reader he rehne do
hum hi samjha denge ek din