• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy THE USELESS

RATING FOR STORY?

  • Votes: 1 2.9%
  • ⭐⭐

    Votes: 0 0.0%
  • ⭐⭐⭐

    Votes: 0 0.0%
  • ⭐⭐⭐⭐

    Votes: 0 0.0%
  • ⭐⭐⭐⭐⭐

    Votes: 33 97.1%

  • Total voters
    34

ayush01111

Well-Known Member
3,661
4,866
144
Update 30

NEW IDENTITY

Priya ne jaise hi Ananya ki baatein suni, uske chehre par ek ajeeb si pareshani aa gayi. Woh thoda ghabra gayi aur gusse se boli, "Yeh kya bak rahi hai tu, Ananya? Dev tera bhai hai, lover nahi! Kaisi ajeeb baatein kar rahi hai tu?"

Priya ki baat sunkar Ananya thoda shaant rahi, lekin phir usne ek gehri saans li aur dheere se boli, "Mujhe pata tha tum yeh sun kar yahi kahogi, lekin sachai kuch aur hai, Priya..."

Priya ki aankhon me sawalon ki bauchhar thi, lekin Ananya ne usse ignore kiya aur apni baat aage badhayi. "Mujhe sab yaad aa gaya hai, Priya. Jo bhi mere aur Dev ke saath hua woh sab ek sajish thi. Mere mama-mami ne hamari memory se ched-chad ki thi. Unhone hamare dimaag me yeh baat daal di ki hum bhai-behen hain, taki hum kabhi ek doosre se pyar na kar sakein..."

Priya yeh sun kar bilkul sakt reh gayi. Uska dil zor zor se dhadakne laga. "Yeh sab kaise ho sakta hai, Ananya? Tum to Dev ko hamesha bhai keh kar bulati thi!"

Ananya ki aankhon me aansu aa gaye, lekin usne apne jazbaat pe kabu paaya. "Haan, kyunki mujhe wahi sikhaaya gaya tha, wahi dikhaya gaya tha jo unhone chaha. Lekin ab jo yaadein laut rahi hain, unhone mujhe sach dikhaya hai."

Priya ab bhi is baat ko samajhne ki koshish kar rahi thi. "Par... par aisa koi kyun karega? Tumhare mama-mami ne aisa kyun kiya?"

Ananya ki awaaz me dard tha, "Kyunki unhe yeh manzoor nahi tha ki main aur Dev ek saath rahein. Unhone humare pyaar ko kabhi sweekar nahi kiya. Isliye unhone humare dimaag me yeh rishta daal diya... taki hum kabhi sachai jaan hi na sakein."

Priya ab bhi behad hairaan thi. Yeh sach sun kar uske pairon tale zameen khisak gayi thi. Kya jo sach wo ab tak jaanti thi, wo sirf ek jhooth tha? Kya Ananya jo keh rahi thi, wo sach tha? Uske dimaag me kai sawaal ghoomne lage.

Ananya uska haath pakad ke uski aankhon me dekhti hai, "Mujhe bas yeh bata, tu mera saath degi na?"

Priya ab bhi confused thi, par uski dosti Ananya se gehri thi. Usne dheere se kaha, "Par tu chahti kya hai?"

Ananya ne ek gehri saans bhari, jaise apne andar ki nervousness ko daba rahi ho. "Maine Dev ke bina bole Viper bhai se baat ki. Unhone kaha jab bolna tab main tumhara saath dunga. Bas ek kaam karna hoga. Dev ki plastic surgery hogi… Kya tu kuch din tak usko yahaan rakh sakti hai? Uski dekhbhaal kar sakti hai? Mujhe kuch din ke liye bahar jaana hoga."

Priya ekdum shocked reh gayi. "Plastic surgery?" Usne apni aankhon se Ananya ko dekha, jaise samajhne ki koshish kar rahi ho ki yeh sab koi mazak toh nahi.

Phir usne apne emotions ko control kiya, ek gehri saans li aur Ananya ke dono haath pakad liye. "Anu, tu bas keh de. Main teri madad zaroor karungi. Aakhir dost kis liye hote hain?"

Ananya ki aankhon me ek chamak aa gayi. "Mujhe pata tha tu mera saath degi!"

Jaise hi Priya aur Ananya ki baat khatam hoti hai, tabhi niche darwaze par zor se knock hota hai. Dono ek doosre ki taraf dekhte hain, fir Priya dheere se uthti hai aur niche jakar darwaaza kholti hai aur apne bhai aur mom ko releax rehne ko kehati hai.

Jaise hi darwaaza khulta hai, saamne Viper khada hota hai. Uski aankhon me ek alag hi seriousness hoti hai. Priya ek pal ke liye hesitant hoti hai, lekin phir Ananya aage aati hai aur ek halki si muskurahat ke saath kehti hai, "Andar aaiye, Viper bhai."

Viper bina koi baat kiye seedha andar chala aata hai. Uska chehra bilkul serious tha, jaise koi bada decision lene wala ho. Woh seedha Dev ke paas jaata hai jo bed par behosh pada hota hai. Usne apne bag se ek injection nikala, uski sui check ki, aur bina kisi deri ke Dev ke haath me chubhane laga.

Priya yeh dekhkar thoda ghabra gayi aur turant puchha, "Yeh kya laga rahe ho?"

Viper ne uski taraf dekha aur ek thandi awaaz me bola, "Yeh ek stabilizer hai attack ke baad jab ananaya kaa msg kiya samajh gaya esski jaroort padegi kyuki uske baad body kaafi weak ho jaati hai, aur ye injection Dev ke body ko support dega. Uske nerves aur muscles ko relax karega."

Priya ab bhi tension me thi, lekin usne aur kuch nahi kaha.

Injection lagane ke baad, Viper ne apna phone nikala aur ek number dial kiya. Dusri taraf Chief tha. Viper ne dheere lekin confident awaaz me bola, "Haan, kaam ho gaya. Dev ab stable hai, par abhi base par lane layak nahi hai."

Dusri taraf se Chief ki awaaz aayi, "Samajh gaya. Tujhe jitne din chahiye, le le. Magar kisi ko bhi shak nahi hona chahiye ki dev ke saath aisa kuch hua hai aur uski family matter sambhal lunga abb woh government property hai kisi kaa personal woh kuch nahi hai ."

Viper ne ek chhoti si muskurahat di, "Fikr mat karo, Chief. Sab sambhal lunga."

Phone cut hota hai.

Viper ne Priya ki taraf dekha aur ek gehri awaaz me bola, "Ab isko yahaan sambhalna teri zimmedari hai. Kisi ko bhi shak nahi hona chahiye ki Dev yahaan hai. Agar koi problem aaye, toh turant mujhe call karna."

Priya ne ek gehri saans li aur sir hila diya. "Samajh gayi."

Ananya ne Viper ki taraf dekha aur ek halke smile ke saath kaha, "Shukriya, Viper bhai aapne jitna kiya hai, main kabhi nahi bhoolungi."

Viper usske shir par haath rakh kar has kar - bus kar pagal kahi kuch bhi mat bol me yaha kadha bhi eski wajah se hu aur haa me eske surgery kaa bhi intazaam kar raha hu, aur suno kal me kuch paper dunga usko tum log apne school me submit kar denaa dev ke new identity as a student rahegi aage se.....
Bahut hi jabardast story bhai maza agaya
 
  • Like
Reactions: Smith_15

king1969

Well-Known Member
4,033
5,514
143
Bahut hi mazedar update
 
  • Like
Reactions: Smith_15

prasha_tam

Well-Known Member
4,020
5,595
143
Excellent 👌 Bhaut Hee Lazawab Aur Shandar Update Diyaa Hee 🔥🫀 🫦👄💓 😍 :perfect: :superb::victory::applause::applause:
Keep It Up ✍️👍👌🖐️🤟🙋‍♂️
 
  • Like
Reactions: Smith_15

park

Well-Known Member
12,270
14,477
228

Nice and superb update....
 
  • Like
Reactions: Smith_15

Smith_15

Well-Known Member
9,226
18,440
173
💖💖💖💖💖❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Update 31
 
Dhakad boy

Active Member
1,170
1,765

Bhut hi mast update
To dev ki plastic surgery hone wali hai
Ab dev ek new identity ke sath lotega
 
Top