Zoya : app bhi nahi chal raheho mai jakar kya karu . Sirf adnan Jake ghumkar aajayega
Faisal: arre thume peacock nahi dekna kya bolker hasne laga
Zoya : kya mai apko bachi lagthi hu
Faisal: arre agar adnan shararth karne laga waha tho kya karega Sushanth. Thume bhi tho intrest hena Ghum avo na . Mera sir dard kar rahihe aur mechanic aaya tho koyi hona chahihai na
Zoya : mai kya karungi waha
Adnan : chalo na ammi. bhaiya ke sath ghumkar aathe hai please ammi please
Faisal: zoya jao na . Thume intrest tha na pehele dekhe aavo
Sushanth: aavo bhabhi sabzi bhi laana hai . App thoda madad bhi kar sakthe ho .
Zoya : theek hai 5 min mai face wash karke aathihu
Fir Zoya nikli Sushanth aur adnan ki sath . Sushanth 2 bag leker aaya tha ek bada ek chota Sabzi lanekeliye .
Jathe huve male peacock feather open karke nach rahithi . Wo dekh kar adnan bohoth kush huva aur khudne laga
Zoya : sushanth bhoth more hai thumari farm mai
Sushanth: ha bhabhi app aneko mana kar rahithi . Roz Faisal ko dekthe hona . Aaj isko bhi deklo
Zoya : thum bhi na . Patha hai mai thumse pehle kisise itna bath hi nahi Kiya tha peheli mulakath mai .
Sushanth: batha rahatha Faisal kal arif bhai ko ye bath . Waise bath karne mai kya problem hai bhabhi
Zoya : mera nature aisa hai . Aur kya bath huvi kal kuch bol rahi thi thum dono ne Nasha mai
Sushanth: aagle weekend hum log yahi aaneko decide Kiya tha .
Zoya : ayesha bhabhi aur arif bhai ke sath
Sushanth: thum dono aur wo dono sath mai bache aur mai bhi
Zoya : hum fir ayenge agle weekend. Thoda excitement bhi thi q ki ye jaga bhi acchi lagi thi aur ayesha ki sath bhi zoya ko accha lagthatha . Ye ek picnic jaise lag raha tha zoya ko .
Fir kuch sochne ke baad . Aisa har hafthe aana theek bhi nahi laga . Fir thoda udas bhi hone laga ye sochke
Fir Bola arre ye theek nahi rahega . Apko bhi privacy disturb hoga .Faisal kaise agree kasaktha hai
Sushanth: bhabhi mai apko anese disturb dikh rahu kya . Mai tho bahuth kush hu nahi tho mai akele rehtha yaha . App tho muje paraya karne mai laggi huvi hai . Mai itna bhi bhura nahi hu ( sushanth ko mouke pe chowka maar na adath tha aur zoya ki jaise aurath ki sath flirt karna uske nature tha . Tho aise mauka kaise chod saktha hai )
Zoya ko ye bath bura laga . Tho usne bola Aisi bath nahi hai sushanth . Thum bura math man na .
Sushanth: cholo bhabhi ye sabzi collect karke dalo bag ki Ander . Thoda udas hoker Bola
Zoya : arre mai bhi bahuth kush hu Sushanth . Yaha muje bhi bohoth acchi lag rahi hai .
Sushanth kuch nahi Bola
Jaga thoda neeche jana tha tho Sushanth hath badaya Zoya ki aur . Zoya bhi sushanth ki hath pakad kar uttri
Sushanth man mai ( Kitna soft hai hath . Faisal ko Kitna maza aaya hoga )
Fir dono sabzi ukad kar bag mai collect karne lage .
Sushanth: bhabhi ye dekho ye chota madhumakkhi ka chatta ( small honeycomb) . Ye Kat the nahi bhabhi aur iski shehed bhi bohoth maild hothahai kabhi Kaya hai apne
Zoya : nahi Sushanth kuch mat karo . Muje bohoth dar lagtha hai madhumakki se .
Sushanth: kuch nahi hoga bhabhi bolker aadha hissa thodkar aaya aur adnan aur zoya ko Dene laga .
Adnan shehed Khakar bohoth Mita hai bhaiya aap aadha hi q thoda pura lasakthe the
Sushanth: nahi adnan Fir madhumakkhi kaha jayenge unko bhi ghar chahiye na
Zoya ye dekh kar acchi lagi . fir wo bhi shehed kakar aage badhne lagi.
Zoya ki dupatta ek khata (thorn) mai pas gaya . Uski chappal mai bhi ek khata ghus gaya .
Sushanth jakar usko khate se nikalne laga . Fir bhabhi app ek pair pe khadi rahiye bolker khata nikal ne ke liye pair upper utake Katta nikala .
Zoya ki pair bhi bohoth mulayam tha
Sushanth man mai (ye tho sir se pav thak chmne keliye hi bani hai . Aisa shehed Faisal ko roz pineko mil raha hai . )
Sushanth ko zoya bohoth pasand ayithi agar wo shadi shuda nahi hotha . Tho kuch bhi karke zoya ko pata letha . Fir bhi uske paas rehna usko abb both accha lagne laga .
Zoya ye dekh kar acchi lagi . Usko Sushanth ki caring bohoth acchi lagi . Sushanth tha bhi attractive. Zoya khud na jante huve Sushanth ki aur thoda attractive hone laga ( mathlab koyi galath tharike se nahi Fir bhi sushanth Zoya ki dil mai ek bohoth chota hi sahi lakin ek ghar banaliya tha )
Kair dono ye socha bhi nahi tha aage wo kis had thak aage badenge. Sushanth ko zoya ki upper crush tha . Zoya sushanth ki aur thoda attracted tha . Lakin wo khud ye nahi jantha tha .
Sushanth ko tho zoya ke sath time spend karna uske sath mild flirt karna both maza arahatha . Usne man mai socha agli weekend bhi unko Lana hai zoya ki sath bath karne mai hi maza aaraha hai . Q mai itni attract horahu iski sath . Iski number lelu kya . Nahi ye bohoth jaldi hojayega. Mai ye jald bazi pehele ek bar karchuki hu dobara nahi karna hai .( ye bath app ko 2-3 update mai pata lagega)Zoya bohoth sharmili hai aur typical orthodox type ki hai . Pehle inse aur nasdik jana hoga .
Fir dono sabzi bag mai barke wapas Anne laga .
Sushanth farm ki Ander ek bada water tank ( ek lake ki thara banaya tha ) .
Zoya ye dek kar . Sushanth Intna bada talab q banaya thumne
Sushanth isko rain water harvesting Kehte hai bhabhi . Iski Ander both fish hai . Agli baar pakad kar inhe kayenge hum . Apko tho humse dur hi bhagna hai .
Zoya : nahi Sushanth aisa nahi hai . Theek hai agar wo sab aneko thayar huva mai zarur ahunga agle weekend
Sushanth: muje ye bath chahihai tha bolker hi five Dene laga
Zoya bhi hath milaya . Aur hasne laga
Fir sushanth papaya aur guava fruits thod kar bag mai dala .
Zoya : itna sabzi aur fruits kya karogi thum . Isko bechogi kya
Sushanth : thum nahi hum ye bada bag apke liye . Ye chota bag mere liye .
Zoya : sushanth ye bohoth hai hum kya karenge inka
Sushanth: bhabhi sab organic food yaha . Banglore mai paise dekar bhi karid nahi Paogi. Aur arif bhai ka ghar bhi apki paas hena . Unne bhi dedo
Zoya : thum hamari liye itni sab kuch q kar raheho
Sushanth: aisa kya kardiya Maine. Aap chalo yaar breakfast karthe hai . Faisal intezar kar raha hoga . 1 gante ki upper time hogaya
Zoya : theek hai wo bada bag thum utalo ye chota bag mai uttalungi
Sushanth: aise kaise bhabhi app se kam karvavungi mai
Zoya : ab paraya Kaun kar raha hai
Dono smile Kiya aur Vapas anelage...