If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Aapne baap se zimmedari naa le paaya
Apni maa ko ek saadi naa de paya
Mein gharwalo ke kaandhe pe palaa hu
Gharwalo ko ek gaadi naa de paaya
Ek dost ko kaandhe ki jarurat thi Aur
Ek Muhabbat ki udhaari naa de paaya..
.
.
Aapne baap se zimmedari naa le paaya
Apni maa ko ek saadi naa de paya
Mein gharwalo ke kaandhe pe palaa hu
Gharwalo ko ek gaadi naa de paaya
Ek dost ko kaandhe ki jarurat thi Aur
Ek Muhabbat ki udhaari naa de paaya..
.
.
karte h log khuda se shikyaat ki zindagi mein bahut dukh dekhe h..
Ye batao kabhi hizar ki raat dekhi h kya..?
Apni mehbooba kisi gair ke saath dekhi h kya..?
Aur dekhi hogi tumne mautt apne karibiyo ki bade karib se..
Ye baatao kabhi karib se uski baraat dekhi h kya..?
.
Gairoo ki baaho me soo ke aaya jab bhi raato mein.. .
Ek ladki thi jo dhoodhti thi apna naam mere haatho mein..
.
Paagal thi usko lagta tha mujhe muhabbat h ussee..
.
Galti uski nahi aisa uljhaaya tha baato mein..
.
Jawani ke din the adab sa suroor tha raato mein..
.
Meri barbaadi chupi h mere in haatho mein..
.
Mai apsaaraye chutaa raha jannat ka rastaa samajh kr..
. Jannat..khud dhoodhti rahi apna naam mere haatho mein..