• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Rudradev pariwar ka rakshak

Abe tak ki kahani aapko kaise lagi dosto

  • Very good

    Votes: 91 91.0%
  • Good

    Votes: 13 13.0%
  • Very bad

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    100
  • Poll closed .

Kalyansurya

Well-Known Member
8,889
57,841
173
updete ...05

rudradev ka namkaran ...
26 feb 2000 .....
mahaguru ji our Guru ji ke saath me 3no jini ..pari...our devil queen ..ka aagmaan huwa wo sab bharmmuharat me he rana mahal se kuch duri pe pargat huye
waha pe 3no ne sadvi ka bhesh dhara our rajmahal ke dawar pe phuche
mukhya dawar pe inka bhavya sawagat huwa rudrapartap our vijyapartap rana ke saath me Rani maa ne be inka sawagat kiya
mahal ke aathiti garha me mahaguru ji our Guru ji ko aasan garhan karwane ke baad SABI ne 2 guruo ka aasirwad charan sparsh kar ke leya

raani maa..rudrapartap putra tum dono in teeno deviyo ko mohini ke pass le jawo our hawan puja aadi ki puri wayawast karo ham kuch samaya paschat aate hai


Rudrapartap rana ...ji Rani maa ham baki tayari karwate hai ekling ji ke mandir dilawar ko bhejte hai waha ki waywast ke leya kah kar waha se nikal gaye

mahaguru ji ..maharani laxmi devi aapko ye to pta chal he gaya hoga ki aapke barso ki tapsya ka fal aapko aapke potra rup me mela hai
rani maa ...ji mahaguru ham bhalibhati parichit hai is sandarbh me
guru ji.... gurudev hamne be wo divya darshan kiye the inke rajkumar ke janam lete he jinke darhsan karna mano moksh ki prapti karli
ye aapka he aasirwad hai gurudev jo us divya balak ke janam ke samaya aapne hame Guru maa aarohi
( rajkumar ke janam ke samaya fort 4 sadvi mahaguru ji ki darmpatni Guru maa aarohi thi age I don't know )
saath me yaha pe bheja our khud
rajkumar our mohini devi ke leya martunjya hawan past kar rhe the aasram me rah karke

mahaguru ji ...ragvendra tum game ati priya ho sab sisyo me kintu ye paryapt karan nahi tha tumhe yaha bhejne ka ye to mere parbhu devo ke dev mahadev ke eccha se sab huwa nikat bavishya me tumhe rajkumar ka saath aawashya meliga

guri ji ...jo aagya gurudev mera jivan safal huwa

rani maa ..mahaguru kya aapne jo hamari rajkumariyo ke namkaran ke samaya jo bataya tha kya wo yahi hai hamare Raj Kumar he wo divya ansh hai kya

mahaguru ji ...ye Sat partisat satya hai maharani laxmi devi ki yahi wo divya ansh hai jo ki abe supt awasta me hai

rani maa ....gurudev kya ye samaz inhe sawikar krega is rup me jo bhavishya me jab wo sab yoga tab kya inke Mata pita bani pariwar our samaz inko sawikar krega

mahaguru ji ...bhavishya ki chinta karna uchit nai Devi wo khud me itna samrthya rakhta hai ki bhavishya uske aadhin hoga
mandir jaane ka samaya ho Gaya hai Devi

raani maa ..guru ji ......jo aagya gurudev

kuch samaya paschat
Rudrapartap our vijyapartap apni apni raniyo our 4 rajkumariyo ko apni maa our dono sister soniya our somya ke saath nandita our nandita ki bacchi ( nidhi singh ) ke saath me me kar ke mandir ko nikal gaye

waha pahuch kar sabne puja ki fir kuch samaya paschat mahaguru ji ne hawan karna aarambh kiya kaffi lambha hawal chala our fir gurudev ne rajkumar ke mohini devi se lek kar ke dekha to dekhte he rah gaye rajkumar ki divya sakti abe be supt aawasta ( baand di gai ) me hai be chehre pe bhut tej jalak raha gurudev kuch Pal unhe niharte rahe fir apne man me he ....( mere parbhu ke ansh ko unke tuch bhakt rishi aarya ka parnam mai aakash ki our uper dekhte huye mera jivan safal huwa mera parbhu aapke ansh ko apni goud me le kar ke aapko Sat Sat naman parbhu ))
kuch samaya rajkumar ko le kar ke wo dyaan me lin rhe fir jab unhone aankhe kholi to kbe to unke chehre pe muskaan hoti kab dukh hota
gurudev ..maharani laxmi devi aapke rajkumar ke samaya our garha naxtro our kundli ke aadar pe 2 namoe nikle hai ek rudra our dusra nam dev
tabi rajkumari divya our rajkumari komal ek saath bol uthi
divya komal ....ek saath hame hamare rajkumar ke dono Name pasand aaye
kuch time 4 rajkumariyo ne aapas me baat ki our fir apni buwa saa rajkumari soniya our somya ke pass ja kar ke huwa saa hame hamare rajkumar ke dono Name pasand hai ham rajkumar ko rudradev rana ji bulayege

soniya our somya ....hamari princess ko jo pasand hoga wo hi Name hamare Prince ka hoga ....rudradev rana
4 rajkumari ...gurudev hamare rajkumar ka Name aap rudradev rana rakhna

gurudev ....uchit hai putriyo aapke rajkumar ka yahi Name hoga
Rudradev rana ..rudradev rana ...rudradev rana ...jaise gurudev ne tisri baar Name bola aakash me bhut he bhayankar bijli aapash me takrati to ek baar ke sabki aankhe band ho gai
gurudev ...rudradev ke our dekhe to wo muskura rhe the gurudev uski muskaan dhekh kar ek baar ko to andar tak kanp gaye kyuki jab gurudev ne rudradev ki aankho me dekha to wo rudradev rana nai kewal rudra tha dev nahi nazar nai aaya


( dosto jo be breakit me lekhuga wo baate man me nahi ja rhe baate hongi )

gurudev ... ( dyaan me he mere parbhu ye kya ghor anarth ke sanket dikhai de rhe hai mujhe kuch marg dikhaye mahdev nai to samaya purwa he aapka ye ansh samast brmand ka vinash kar dega tabi unhe koi mantra sunai deta hai kuch san paschat gurudev parnam kar aankhe kholte hai
)
gurudev .rudradev ko le kar ke uske kaan ke pass us mantra ko 7 baar dohrate hai to deree deree bahar ka mosam our dev ke andar ka rudra sant ho jata hai our rudra ka tej be kam ho jata hai rudradev need me chala jata hai

fir sabi mandir me phuche huye chaye aamir garib sab rudradev our uske bheno ko aasirwad de kar ke mandir me he bojan garhan karke chale hate hai
ant me teno sadvi rudra ko dekh kar us ko parnam kar ke apni divya saktiya ka ansh bhut kar ke gurudev ke pass aati hai our gurudev ke hatho me ek choti bacchi ko dhekh chok jati hai fir gour se dhekti hai tab unko sab samaz aata hai ye bacchi nidhi singh thi dilawar singh ki beti jo 2 years ki ho gaye thi
gurudev ne 4 rajkumariyo ki kundli banai fir nidhi singh ki kundli banai to phele to gurudev chonke kyuki ye kundli be 4 rajkumari ki kundli se bhut had tak multi thi
fir muskurane lage
gurudev ko muskurata dhekh raani maa unke pass aaye our pucha
rani maa ....gurudev aisa kya hai nidhi bitiya ki kundli me jo aap phele chonke our abe muskura rhe hai
gurudev ..maharani laxmi devi nidhi bitiya ki kundli be aapki rajkumari jaise hai inko ( 5 ) hamesha saath rakhiyega
rani maa ...jo aagya gurudev aaj se abe se aisa he hoga meri 5 potiya abe se ek saath rahegi
raani maa ..nandita bahu zara idar to aana
nandita singh ...ji Rani maa aapne bulaya
raani maa..nandita bahu ham chats hai ki aaj se our abe tum our dilawar hamare saath mahal ke andar raani mahal me rahogi
dilawar se ham baat kar lenge
Nandita ....in sabki kya jrurat hai raani maa
raani maa ...ye hamara aadesh hai samzo bahu
nandita ..dar se ji Rani maa aapka jo aadesh ho
rani maa ...hahaha nandita tum gabra kyu rahi ho ham bas mazak kar rhe hai bas ham change hai tum be apni saheli mohini ke saath me Rani mahal me raho our hamari choti rajkumari nidhi be apni bahno ke saath me rahe khub masti kare khele khude kahye piye our 4 rajkumariyo ke saath 1 saal baad school be jaye
nandita singh ....jo aagya Rani maa

fir SABI saam tak rajmahal lout aate hai
Gurudev ..gurumaa ..Guru ji our teeno sadvi be aasram ko lout aate hai
 

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Sr. Moderator
46,236
39,293
304
updete ...04 ....

deree deree samay nikalta gaya rana mahal me rana rajvansh apni charo rajkumariyo ki saath hai khusi khusi samay bitate rhe aise he 2 saal ka samaya bith gaya

dilawar singh ki patni nandita singh ne ek putri ko janam diya dilawar singh ko putra ki kamna thi kintu use putri huyi
bhut he cute bilkul apni maa nandita pe gayi this puri
rana pariwar har saal apni rajkumariyo ke janam diwash pe bhut he dum daam se puja karte apni rajkumariyo ke naam pe garibo ko leya aan Dan ke bandar khol dete hai
besaq aaj ka dour raja maharajao ka nai hai kinti aaj be udaipur ki parza ke leya rana mahal unke raja aaj be rana ji rudrapartap rana he sab kich the
maharani mohini devi ne fir se grab( pregnant ) dafan kiya deree deree mohini devi ki delivery najdik aa rhe thik Rani maa khud mohini devi ki puri dhekh bhal karti khana khane se le kar ke nahlane tak ka kam khud Rani ma karti thi

inke is kaam me inka pura sahyog mohini devi ki maa asha devi karti thi 9 month se kuch din uper hote he asha devi apni beti ke pass uski dhekhbal karne ke leya gayi this

aaj fir waisa he mahol tha thik 3 saal phele aaj he ke din tha
Aaj bas farak itna ki female doctors ke saath saath aaj Guru ji our mahaguru dawara bheji gai kuch 50se 60 age ki kuch sadvi be unke saath himalya se mahaguru ne wishesh rup se unhe yaha bheja tha
deree deree raat gujar rhe thik our mohini devi ki halat bad se badtar hoti ja rhe thi
15 feb 2000 ...rat ke lagbhag 03:45:ya 03:50 ka time huwa hoga ki mohini devi ki bigadti halat ko dhekh kar
asha devi our Rani maa ke saath saath doctors be bhut preshan ho gayi
tab Rani ma ne aa karke Guru ji ko sabkuch bataya ki mohini ki kya condition hai our is condition me bacche ke saath me maa ko bachana bhut muskiil lag rha tab Guru ji ne saath me aayi huyi sadvi ko kuch samzaya our 4 rajkumari ke saath me mohini devi ke room me bheja our baki sab ko bahar nikalne ka aadesh de kar khud be bahar aa kar ke room ko band kar diya our bahar get ke pass me dyaan me lin ho gaye
room ke andar 4 ro rajkumariyo ko bed ke 4 ro koono me rajkumariyo ko mohini devi ko chu kar ke bheta diya our
aapas me 4 ro koono me khadi ho kar ke aapas me haath pakad kar kuch mantro ka ucharan karne lagi kuch 10 .12 ments baad achanak room me bhut zooro ko rosni huyi our uski saath bacchi ki rone ki kilkari gunjne lagi kuch Pal baad baccha bilkul saant ho gaya
sadviyo ne mil kar maa our bacchye ko acchye se saaf kar mohini devi ke bagal me sula diya bacchy ke chune matra se mohini devi ki bigdi huyi halat bilkul thik ho gayi our mohini devi ko hosh aa gaya mohini devi apne bacchy ki mohak muskan dekh kho gayi jab mohini our sadvi ne bacchy ki aankho me dekha to bas ek tak pathar ban bacchy ko niharti rhe unhe ye be hosh na rha ki bahar se asha devi our Rani maa get ko nok kar rhe
wo to Guru ji ne mansik sampark karke 4 sadvi ko hosh me le kar aaye tab unhe pta chala ki kab se wo bachy ki aankho me dhekh rhe hai
fir 4 ro rajkumariyo ke dawara bacchy ke mathe ko cumban karwaya gaya tab 4 ro rajkumariyo ke sarir se Rang birangi rosni nikal kar bacchy ke sarir me parwesh kar gayi tabi bacchy ke seene pe 5 tatwo ke nisan ban gaye our fir ek ho karke bacchye seene pe talwar ke rup me tattoo ban kar kuch Pal baad gayab our gaya uski ke saath bacchy ki pith pichye bane engels ke wing ( pankh ) be gayab ho gaye
ab bacchye pith pe 3 engels ki dundli dundli taswir nazar aa rhe thik 2 eangle queen our 1 devil queen jo ki normal aankho se dhekhna muskil tha

2 sadviyo ne 4ro rajkumariyo ko le kar ke get khola our 4ro rajkumariyo ke le kar ke bahar chalk aayi tab Guru ji ke saath me asha devi our Rani maa andar aaye Rani ma bacchy ke pass gayi our asha devi mohini se halchal puchne lagi
guru ji bachye ke pass aa gaye our bacchye ke mathe pe hath rakh kar kuch mantra pade our fir bachye ke kan me deree se bola .....devo ke dev mahadev ke ansh rudradev ..aapka partvi look pe sawagta hai

fir Guru ji room se bahar nikal aaye our sida Shiv mandir me phuch kar mandir ka dawar band kar shivling ko dandwat parnam kar rone lage
aankho me aansu our chehre pe Safe jaha ko jitne jaise khusi jo be unko dekhta to yahi kahta ki unko muskaan dekh ke ki ye khusi ke aansu hai
pta nai Guru ji shivling ke Same hath jode kya kya bolte rhe unhe to tab hosh aaya jab bahar se se 2 sadviyo ne aa kar ke Shiv mandir ka dawar katkatay tab unhone dawar khola our unki our dhekha tab ek sadvi ne bataya ki yaha se jane ka samay ho gaya hai tab Guru ji ne Shivling ko parnam kiya our un sadvi ke sath mahal lout aaye ek baar fir se bacchye ko dhekh kar 3 sadviyo ne Guru ji ke saath me jane ki aagya mango our namkaran pe fir se aane ka bol kar nikal gaye unme se jo sabse ward ( budi ) sadvi thi jo yahi pe rana mahal me ruk gayi

kuch he samaya me 3no sadvi our Guru ji himalya me mahaguru ke aasram ke bahar parkat huye tab Guru ji andar ja kar ke mahaguru ji ko parnam kiya our 3no sadviyo ke aasram ke bahar rukne ka bataya tab mahaguru ji aasram se bahar aaye our un sadviyo ko ek our thodi during pe he sthit ek gufa ke aandar gaye our fir kuch mantra pad kar gufa ko band kar diya our jab wo wapis palte to 3no sadvi ka bhesh badal chuka tha unme se
1. ek bhut he khubsurat pari ke rip me thi us me se safed Rang ki rosni nikal rhe thi
2 ..dusri ek bhut he khubsurat jini ke rup me khadi thi uski jisam se nili rosni fut rhe thi
3 ...ek behad khubsurat devil queen ( devil girl like queen but very beauty full) this our us me se black our red Rang ki rosni nikal rhe thi
usi gufa me kaffi dur gufaa ke bicho bich ek bhut bade pathar me 1 ek divya talwar badi huyi thi saath me behad khubsurat gold armor our un dono talwar our armor ke charo our 7 divya ratan gum rhe thi
un 3no jini .pari .our devil girl se nikli rosni usi talwar me ja rhe thi
our un 3no ke aankho me aansu the kyuki wo chah kar be us aarmor our talwar ke pass nai ja pa rhe thi


Next update kal afternoon tak dost
read and enjoy
ye 2 shadvi hi kyun bahar aayi thi room se kya 3rd wali kuch kar rahi thi ander....kahi wo devil queen to nahi thi.... 7 ratna aur ye 4 hui baaki ki 4 rajkumariyan...kya har ek ratna inhi 7 logo ko dikhata hai..

Bahut accha update...

bhai typing errors agar kam ho to aur bhi mazza aayega...
 

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Sr. Moderator
46,236
39,293
304
updete ...05

rudradev ka namkaran ...
26 feb 2000 .....
mahaguru ji our Guru ji ke saath me 3no jini ..pari...our devil queen ..ka aagmaan huwa wo sab bharmmuharat me he rana mahal se kuch duri pe pargat huye
waha pe 3no ne sadvi ka bhesh dhara our rajmahal ke dawar pe phuche
mukhya dawar pe inka bhavya sawagat huwa rudrapartap our vijyapartap rana ke saath me Rani maa ne be inka sawagat kiya
mahal ke aathiti garha me mahaguru ji our Guru ji ko aasan garhan karwane ke baad SABI ne 2 guruo ka aasirwad charan sparsh kar ke leya

raani maa..rudrapartap putra tum dono in teeno deviyo ko mohini ke pass le jawo our hawan puja aadi ki puri wayawast karo ham kuch samaya paschat aate hai


Rudrapartap rana ...ji Rani maa ham baki tayari karwate hai ekling ji ke mandir dilawar ko bhejte hai waha ki waywast ke leya kah kar waha se nikal gaye

mahaguru ji ..maharani laxmi devi aapko ye to pta chal he gaya hoga ki aapke barso ki tapsya ka fal aapko aapke potra rup me mela hai
rani maa ...ji mahaguru ham bhalibhati parichit hai is sandarbh me
guru ji.... gurudev hamne be wo divya darshan kiye the inke rajkumar ke janam lete he jinke darhsan karna mano moksh ki prapti karli
ye aapka he aasirwad hai gurudev jo us divya balak ke janam ke samaya aapne hame Guru maa aarohi
( rajkumar ke janam ke samaya fort 4 sadvi mahaguru ji ki darmpatni Guru maa aarohi thi age I don't know )
saath me yaha pe bheja our khud
rajkumar our mohini devi ke leya martunjya hawan past kar rhe the aasram me rah karke

mahaguru ji ...ragvendra tum game ati priya ho sab sisyo me kintu ye paryapt karan nahi tha tumhe yaha bhejne ka ye to mere parbhu devo ke dev mahadev ke eccha se sab huwa nikat bavishya me tumhe rajkumar ka saath aawashya meliga

guri ji ...jo aagya gurudev mera jivan safal huwa

rani maa ..mahaguru kya aapne jo hamari rajkumariyo ke namkaran ke samaya jo bataya tha kya wo yahi hai hamare Raj Kumar he wo divya ansh hai kya

mahaguru ji ...ye Sat partisat satya hai maharani laxmi devi ki yahi wo divya ansh hai jo ki abe supt awasta me hai

rani maa ....gurudev kya ye samaz inhe sawikar krega is rup me jo bhavishya me jab wo sab yoga tab kya inke Mata pita bani pariwar our samaz inko sawikar krega

mahaguru ji ...bhavishya ki chinta karna uchit nai Devi wo khud me itna samrthya rakhta hai ki bhavishya uske aadhin hoga
mandir jaane ka samaya ho Gaya hai Devi

raani maa ..guru ji ......jo aagya gurudev

kuch samaya paschat
Rudrapartap our vijyapartap apni apni raniyo our 4 rajkumariyo ko apni maa our dono sister soniya our somya ke saath nandita our nandita ki bacchi ( nidhi singh ) ke saath me me kar ke mandir ko nikal gaye

waha pahuch kar sabne puja ki fir kuch samaya paschat mahaguru ji ne hawan karna aarambh kiya kaffi lambha hawal chala our fir gurudev ne rajkumar ke mohini devi se lek kar ke dekha to dekhte he rah gaye rajkumar ki divya sakti abe be supt aawasta ( baand di gai ) me hai be chehre pe bhut tej jalak raha gurudev kuch Pal unhe niharte rahe fir apne man me he ....( mere parbhu ke ansh ko unke tuch bhakt rishi aarya ka parnam mai aakash ki our uper dekhte huye mera jivan safal huwa mera parbhu aapke ansh ko apni goud me le kar ke aapko Sat Sat naman parbhu ))
kuch samaya rajkumar ko le kar ke wo dyaan me lin rhe fir jab unhone aankhe kholi to kbe to unke chehre pe muskaan hoti kab dukh hota
gurudev ..maharani laxmi devi aapke rajkumar ke samaya our garha naxtro our kundli ke aadar pe 2 namoe nikle hai ek rudra our dusra nam dev
tabi rajkumari divya our rajkumari komal ek saath bol uthi
divya komal ....ek saath hame hamare rajkumar ke dono Name pasand aaye
kuch time 4 rajkumariyo ne aapas me baat ki our fir apni buwa saa rajkumari soniya our somya ke pass ja kar ke huwa saa hame hamare rajkumar ke dono Name pasand hai ham rajkumar ko rudradev rana ji bulayege

soniya our somya ....hamari princess ko jo pasand hoga wo hi Name hamare Prince ka hoga ....rudradev rana
4 rajkumari ...gurudev hamare rajkumar ka Name aap rudradev rana rakhna

gurudev ....uchit hai putriyo aapke rajkumar ka yahi Name hoga
Rudradev rana ..rudradev rana ...rudradev rana ...jaise gurudev ne tisri baar Name bola aakash me bhut he bhayankar bijli aapash me takrati to ek baar ke sabki aankhe band ho gai
gurudev ...rudradev ke our dekhe to wo muskura rhe the gurudev uski muskaan dhekh kar ek baar ko to andar tak kanp gaye kyuki jab gurudev ne rudradev ki aankho me dekha to wo rudradev rana nai kewal rudra tha dev nahi nazar nai aaya


( dosto jo be breakit me lekhuga wo baate man me nahi ja rhe baate hongi )

gurudev ... ( dyaan me he mere parbhu ye kya ghor anarth ke sanket dikhai de rhe hai mujhe kuch marg dikhaye mahdev nai to samaya purwa he aapka ye ansh samast brmand ka vinash kar dega tabi unhe koi mantra sunai deta hai kuch san paschat gurudev parnam kar aankhe kholte hai
)
gurudev .rudradev ko le kar ke uske kaan ke pass us mantra ko 7 baar dohrate hai to deree deree bahar ka mosam our dev ke andar ka rudra sant ho jata hai our rudra ka tej be kam ho jata hai rudradev need me chala jata hai

fir sabi mandir me phuche huye chaye aamir garib sab rudradev our uske bheno ko aasirwad de kar ke mandir me he bojan garhan karke chale hate hai
ant me teno sadvi rudra ko dekh kar us ko parnam kar ke apni divya saktiya ka ansh bhut kar ke gurudev ke pass aati hai our gurudev ke hatho me ek choti bacchi ko dhekh chok jati hai fir gour se dhekti hai tab unko sab samaz aata hai ye bacchi nidhi singh thi dilawar singh ki beti jo 2 years ki ho gaye thi
gurudev ne 4 rajkumariyo ki kundli banai fir nidhi singh ki kundli banai to phele to gurudev chonke kyuki ye kundli be 4 rajkumari ki kundli se bhut had tak multi thi
fir muskurane lage
gurudev ko muskurata dhekh raani maa unke pass aaye our pucha
rani maa ....gurudev aisa kya hai nidhi bitiya ki kundli me jo aap phele chonke our abe muskura rhe hai
gurudev ..maharani laxmi devi nidhi bitiya ki kundli be aapki rajkumari jaise hai inko ( 5 ) hamesha saath rakhiyega
rani maa ...jo aagya gurudev aaj se abe se aisa he hoga meri 5 potiya abe se ek saath rahegi
raani maa ..nandita bahu zara idar to aana
nandita singh ...ji Rani maa aapne bulaya
raani maa..nandita bahu ham chats hai ki aaj se our abe tum our dilawar hamare saath mahal ke andar raani mahal me rahogi
dilawar se ham baat kar lenge
Nandita ....in sabki kya jrurat hai raani maa
raani maa ...ye hamara aadesh hai samzo bahu
nandita ..dar se ji Rani maa aapka jo aadesh ho
rani maa ...hahaha nandita tum gabra kyu rahi ho ham bas mazak kar rhe hai bas ham change hai tum be apni saheli mohini ke saath me Rani mahal me raho our hamari choti rajkumari nidhi be apni bahno ke saath me rahe khub masti kare khele khude kahye piye our 4 rajkumariyo ke saath 1 saal baad school be jaye
nandita singh ....jo aagya Rani maa

fir SABI saam tak rajmahal lout aate hai
Gurudev ..gurumaa ..Guru ji our teeno sadvi be aasram ko lout aate hai
great update bhia...matlab dilawar ki beti bhi...matlab ab 8 ho gaye agar mere hisab se chale to :lol1: fir to mera tark galat ho gaya wo talwar wala...wo 7 ratna sayad waisa nahi kate ho jaisa maine bataya tha...chalo koi nahi..

Mast update....issme typing errors bhi kam hai....likhte likhte aur bhi kam ho jaani hai
keep writing
 

Kalyansurya

Well-Known Member
8,889
57,841
173
great update bhia...matlab dilawar ki beti bhi...matlab ab 8 ho gaye agar mere hisab se chale to :lol1: fir to mera tark galat ho gaya wo talwar wala...wo 7 ratna sayad waisa nahi kate ho jaisa maine bataya tha...chalo koi nahi..

Mast update....issme typing errors bhi kam hai....likhte likhte aur bhi kam ho jaani hai
keep writing
Bhut had tak aap sahi ho bhai mukhya kirdar me 8 ki bhumika parmukh hai
Talwar ka rahshya tab khulega jab rudra ka past our teeno sadvi urf ( jinlok ki rajkumari ..parilok ki rajkumari our demon word ki rajkumari ) ka parichya diya jayega
Table un 7 ratno ka rahshya khulega
Abe be 3 our aani baki hai jo ki rudradev pe nirbhar krega ki wo apni life me unko layega ya nai
Chalti gadi me lift lene wali bhut aayegi

Thankx for comments
 

Kalyansurya

Well-Known Member
8,889
57,841
173
ye 2 shadvi hi kyun bahar aayi thi room se kya 3rd wali kuch kar rahi thi ander....kahi wo devil queen to nahi thi.... 7 ratna aur ye 4 hui baaki ki 4 rajkumariyan...kya har ek ratna inhi 7 logo ko dikhata hai..

Bahut accha update...

bhai typing errors agar kam ho to aur bhi mazza aayega...
Bhai kuch to suspens me rahne do baki story me be to kuch daluga
 

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Sr. Moderator
46,236
39,293
304
Bhai kuch to suspens me rahne do baki story me be to kuch daluga
:lol1: haha jarur wo bahot waqt baad koi apne type wali story dikhi to utshukta bahut badh gayi bas issi wajah se...
acchi story hai :love:
 
Top