• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Riti Riwaj

moranlal

Member
316
1,902
124
Mai ek kahani likhne jaa raha hoon. Is kahani me waise to ek main hero hoga lekin is kahani me bahut sare side hero bhi honge. ye kahani incest, adulatery in sab se bharpoor hogi. mujhe ummid hai ye kahani aaplogon ko achhi lagegi.

jin kisi ko bhi koi character achha lage to uske liye pics gifs aap post kar sakte hai. hu unhe us character ke liye laga denge.


mai jab kahani likhna suru kiya tha tab mujhe nahi pata tha ki aisi kahani bhi logon ko pasand aayegi. jinhe pasand aa rahi hai unko bahut bahut sukriya.
 
Last edited:

moranlal

Member
316
1,902
124
Introduction

Sham babu-umra 65 se 70 ke bich hai lekin dikhte hai 80 saal ke. ghar ke mukhiya.
sarita dadi- arun ki dadi. umra 65 ho chali hai lekin dikhti hai 50 ki.
sharmila dadi- sham babu ki choti bahan. umra 55 -56 ka hoga lekin 45 se jada ki nahi dikhti hai. ghar ki tisri santaan hone ke karan iski shadi nahi hui.

sham ke bete.

bade bete suresh chacha-ye dikhte hai umra ke hisab se 50 52 ke lekin asli umra inki thodi kam hai.
badi chachi-urmila- ye chacha se 3 saal ke lagbhag choti hai lekin dikhne me badi muskil se 40 ki lagti hai.

inke panch bachhe the jisme se do ab is duniya me nahi hai.
sabse bada hai karan jo laghbhag 28-30 ke aas pass ka hai. iski shadi abhi tak nahi hui hai.
dusra beta hai arun jo lagbhag 27-28 ka hai. iski shadi bhi abhi tak nahi hui hai.
inki tisri santan ek ladki hai jiska naam hai neelam. ye 25 saal ki hai. behad khubsurat aur jawan.

sham babu ke dusre bete hai ramesh chacha.
ramesh chacha ki patni hai poonam. ye bhi bahut khubsurat hai.
inki bhi do hi snatan hai inme itni himmat hi nahi hui ki tisri santaan kare.
badi beti ka naam hai preeti. umra 25 26 ke lagbhag hoga.
dusri beti hai parineeti. umra 23 ke lagbhag hoga. in dono ki bhi shaadi nahi hui hai.

sham babu ke tisre bete aur chouthe judwa the. tisre bete ka 18 hote hi wo is duniya se chal base the ye nilesh ke judwa the. janm ke hisab se wo nilesh se bas kuch minut bade the.
nilesh jo ab duniya me nahi hai. aayan ke papa.
chaya-aayan ki maa.
aayan bhi apne ghar ka tisra santan hai.

ramesh chacha ki panchwi santan hai shanti bua.
shanti bua ki shaadi chaya ke bhai se hui hai.

ab chalte hai aayan ke nana nani ke ghar.
nana-veer kumar
nani-savitri- umra 60 hai lekin ye bhi 55 ki dikhti hai. inpe koi sharp ka asar nahi hai ye khud ko maintain rakhti hai.

bade mama jo is duniya me ab nahi hai.
badi mami-richa. umra 43 saal.
inki do santan hai. ek ladka aur ek ladki.
bade ladke ka naam hai-anuj umra koi 23 -24 ka hai.
dusri ladki ka naam hai-riya. umra 20 saal.

chote mama naveen.
choti mami-shanti. ye mami aur bua dono lagti hai.
inki ek pyari beti hai jiska naam hai neha. umra 19 saal hai.
 
Last edited:

moranlal

Member
316
1,902
124
ye kahani hai ek aise gaav ke parivaar jinke dilon me sanskaar baste hai. sachhayi, imandari aur mehnat me in logon ki barabari pure gaav me koi nahi kar pata. samay ke saath ye log modern hote chale gaye. padhayi likhayi me bhi kaafi aage nikal gaye lekin ek chij thi jisme aaj bhi ye apne varso purane roop me aa jate wo thi inki riti aur inke rivaj. najane pichle kitne varson se is ghar me ek kahani chalti aa rahi hai jise is ghar ke log sach mante hai aur har pidhi bas isi ummid me apna jivan gujar deti hai ki wo kahani sach ho jaye aur is ghar ko mile shrap se wo mukt ho jaye. ghar ke bahut logon ko to ye bhi pata nahi hai ki sach me srap kya hai . kya wo srap abhi bhi kaam kar rahi hai lekin bas ek kahani hai jo is parivaar me pidhi dar pidhi chali jaa rahi hai aur parivaar wale bas us kahani ke bane riti rivajon ko folow karte aa rahe hai. har nayi pidhi ko ye kahani sunayi jaati hai aur fir us kahani ko apne naye pidhi ko suna jata hai. yahi chalan chalta aa raha hai.


ab aate hai vartamaan samay me .................

ek chota sa ghar jo badi muskil se 1BHK ka hoga wo bhi purana toota foota sa. us ghar ke saamne do log khade the. ek ladka jiski umra bas abhi abhi hi 18 ki hui hai. dekhne me bilkul bhi masoom. rang gora nahi hai lekin chehra bahut akarshak aur sarir ki kaya bhi waisi hi manmohak. us ladke ka kapde bhi purane se hi the. upar tan par ek purana shirt aur niche ek paint. paint bhi aisi ki jaise rang chut gayi ho aur pairon me purani hawayi chappal. uske haath me ek bag tha purana sa jisme kayi sare ched ho rakhe the aur un chedo se uske kuch kapde jo bag me bahar ki taraf jhak rahe the aur bahar vatavaran me pad rahi pani un kapdo ko bhiga bhiga kar use unki aukaat dikha rahi thi. us pyaare se ladke ka naam tha aayan jiska matlab hota hai gift of God ya kahe bhagvan ka tohfa. sachme wo bhagvaan ka tohfa hi tha. us ladke ke bagal me khadi thi ek aurat jo thi uski maa chaya. bachpan se hi aayan ki uspar chaya ki tarah bani rahi hai aur uske saath rahi hai. chaya pyaar se apne bete ke aayan ko aayu bolti thi aur jab kabhi aayan ko apni maa pe bahut pyaar aata tha tab wo bhi apni maa ko chayu bolkar bulata tha. chaya bhi aayan ke saath khadi thi. chaya ke haath me bhi ek bahut hi purana kale rang ka attachi tha jisme uske kuch kapde the. dono apne hi ghar ke saamne ke chat ke niche khade the. bahar jor jor se barish ho rahi thi.

aayan apni maa se bola-maa lagta hai aaj hum gaav nahi jaa payenge. itna paani pad raha hai bus stand hi nahi jaa payenge to bus kaise pakdenge.
chaya bolti hai-aayu beta chinta mat karo aaj hume bus se nahi jana hai suresh chacha ne car bhejwayi hai.
apni maa ki baat sun aayan ajib si najron se apni maa ko dekhta hai. aayan har saal apne gaav jaya karta tha aur use jahan tak pata tha uske chacha bhi garib hi the. unki bhi hasiyat itni nahi thi ki wo car me ghume.
aayan ko aise uljhan me dekh chaya bas mand mand muskurati hai aur bolti hai wo dekho car aa rahi hai.
aayan dekhta hai to samne barish me ek kaali car aati hui dikhti hai. jaise jaise car najdik aa raha tha aayan aur uljhan me ulajhta jaa raha tha kyunki samne se jo car aayi jab wo door thi tab to barish me pata nahi chala lekin jab wo najdik aayi to aayan achhe se dekh paa raha tha ki car koi mamuli car nahi thi balki range rover thi. aayan ko achhe se pata tha is caar ka kimat.
wo kali car bilkul aayan ke saamne aakar ruka. driver wala gate khula aur 32-34 saal ka ek hatta kattha dumdar ladka car se utra. barish ki parwaah kiye bina wo bigte hue car se utar kar sidha chaya ke pass aaya aur unke paav chuka bola-pranam chachi.
chaya boli-khush rahi beta. aur batao kaise ho.
wo ladka bola-sab thik hai chachi lekin aaplogon ke bina ghar adhura sa lagta hai.
chaya fir aayan ki taraf dekhte hue boli-aayu beta inko pranam karo ye karan bhaiya hai. suresha chacha ke ladke.
aayan inse pichle 7-8 saalon se nahi mila tha. jab mai chota tha tab inse mila tha. mujhe to yakin hi nahi hua ye itne amir ho gaye hai. mujhe unke liye khushi bhi hui.
aayan khushi khushi unke pair chue.
karan bhaiya bhi aayan ko gale laga liye aur bole-aayu tu bhi ghar chal.
aur fir karan bhaiya aayan aur maa ka saman pakde aur car ke piche dikki me daal diye.
karan bhaiya maa ke liye darwaja khole to maa car me baithi fir aayan bhi maa ke saath baith gaya.
car sachme bahut achha tha. aayan ko is baat ka bura lag raha tha ki uske bhige kapdo se kahi seat kharab na ho jaye.
aayan karan se bola-bhaiya ye car to bahut mehnagi hai na.
karan bas muskuraya aur car chalane laga.
 
Last edited:

moranlal

Member
316
1,902
124
Ek taraf jahan aayan aur chaya karan ke saath gaav ke liye nikal pade the wahi gaav me ek badi si haveli me hulchul machi hui thi. haveli ki aurate jahan jor shor se kaam me lagi hui thi wahi haveli ke ek kamre me ghar ke saare mard moujud the aur kamra me pura sannatta.. sabhi ek dusre ko dekh rahe the lekin bolne ki himmat koi nahi kar raha tha.
sablog bilkul chup chap baithe hue the ant me haveli ke mukhiya ko hi bolna pada.
is haveli ke mukhiya the sham babu. umra 65 ki ho chali thi lekin dikhne me 80 se kam nahi dikhte the.
sham babu apne budhe ankhon pe chasma chadhte hai aur apne dono bete ramesh aur suresh ki taraf dekhte hue bolte hai-to kya socha hai tum dono ne aayan ke liye.
ramesh pahle bola-papaji aayan bachpan se hi mere jada karib nahi raha hai. aap agar chaho to maiu use sari baate bata dunga lekin uske baad wo meri baat manega ki nahi ispe mujhe shak hai.
suresh fir bola-papaji meri bhi yahi problem hai. jab tak aayan hum sabke saath achhe se ghul mil nahi jata use samjha pana mana pana mere liye bhi thoda muskil hoga.
fir sham babu apne pote arun ki taraf dekhte hai.
arun bolta hai-dadaji aayan mera chota bhai hai. hum dono bachpan se hi saath bhi rahe hai. har garmi aur thande ki chutti wo mere saath bitaya hai. mai saari bate use bina kisi jhijhak ke bata dunga lekin uske baad wo meri baat manega ki nahi manega ye mai nahi bol sakta. waise bhi wo bahut bhola hai.
fir arun hi bola-dada ji kyun na aap use sab baate batao. wo aapki ijjat bhi bahut karta hai aur aapse wo naraj bhi nahi ho sakta. aapko maanta bhi to bahut hai. aur hum log bhi aapke saath to hai. humlog bhi aapki madad karenge.
sham babu thoda soche fir apne chehre pe muskan lakar arun se bole- tu mera kaisa pota hai re. is budhape me bhi mujhe hi musibat me aage kar raha hai.
arun muskura kar bola-arey dada ji aapke piche mai bhi to rahunga na. aapse agar aayan gussa bhi ho gaya to kya hoga aap to jada din ke mehmaan bhi nahi hai. mujhse gussa ho gaya to sari jindagi wo mujhse ruth jayega.
arun ki baat sun suresh thoda gusse me bole-arun ....
tabhi sham babu bole-suresh gussa nahi karte. arun tumhara beta hi nahi mera pota bhi hai. wo to bas mujhse majak kar raha hai. sachme mujhe thode upar bhej raha hai.
waise bhi mai uska dada hoon matlab uske baap ka bhi baap. dekho mai kya karta hoon.
sham babu fir bole-achha thik hai. aayan ko sari chije batane ki jimmedari meri hai lekin use ek sahayak bhi chahiye hoga wo koun banega.
Is baat pe suresh turant bola-koun banega matlba kya ye hai na arun ye banega.
arun turant bola- papa mai kyun. karan bhaiya hai na unko bana do.
suresh bola-karan kyun banega tu abhi to bol raha tha tu uska bahut karibi hai. uske saath tmhari bahut banti hai. tu hi karega. waise bhi karan ko bahut sare kaam hai.
is baat pe sham babu muskura rahe the aur arun apne dada ko muskurate dekh pahle gussa kiya fir wo bhi muskurane laga.
 

Dragon.

Active Member
1,483
1,238
143
ye kahani hai ek aise gaav ke parivaar jinke dilon me sanskaar baste hai. sachhayi, imandari aur mehnat me in logon ki barabari pure gaav me koi nahi kar pata. samay ke saath ye log modern hote chale gaye. padhayi likhayi me bhi kaafi aage nikal gaye lekin ek chij thi jisme aaj bhi ye apne varso purane roop me aa jate wo thi inki riti aur inke rivaj. najane pichle kitne varson se is ghar me ek kahani chalti aa rahi hai jise is ghar ke log sach mante hai aur har pidhi bas isi ummid me apna jivan gujar deti hai ki wo kahani sach ho jaye aur is ghar ko mile shrap se wo mukt ho jaye. ghar ke bahut logon ko to ye bhi pata nahi hai ki sach me srap kya hai . kya wo srap abhi bhi kaam kar rahi hai lekin bas ek kahani hai jo is parivaar me pidhi dar pidhi chali jaa rahi hai aur parivaar wale bas us kahani ke bane riti rivajon ko folow karte aa rahe hai. har nayi pidhi ko ye kahani sunayi jaati hai aur fir us kahani ko apne naye pidhi ko suna jata hai. yahi chalan chalta aa raha hai.


ab aate hai vartamaan samay me .................

ek chota sa ghar jo badi muskil se 1BHK ka hoga wo bhi purana toota foota sa. us ghar ke saamne do log khade the. ek ladka jiski umra bas abhi abhi hi 18 ki hui hai. dekhne me bilkul bhi masoom. rang gora nahi hai lekin chehra bahut akarshak aur sarir ki kaya bhi waisi hi manmohak. us ladke ka kapde bhi purane se hi the. upar tan par ek purana shirt aur niche ek paint. paint bhi aisi ki jaise rang chut gayi ho aur pairon me purani hawayi chappal. uske haath me ek bag tha purana sa jisme kayi sare ched ho rakhe the aur un chedo se uske kuch kapde jo bag me bahar ki taraf jhak rahe the aur bahar vatavaran me pad rahi pani un kapdo ko bhiga bhiga kar use unki aukaat dikha rahi thi. us pyaare se ladke ka naam tha aayan jiska matlab hota hai gift of God ya kahe bhagvan ka tohfa. sachme wo bhagvaan ka tohfa hi tha. us ladke ke bagal me khadi thi ek aurat jo thi uski maa chaya. bachpan se hi aayan ki uspar chaya ki tarah bani rahi hai aur uske saath rahi hai. chaya pyaar se apne bete ke aayan ko aayu bolti thi aur jab kabhi aayan ko apni maa pe bahut pyaar aata tha tab wo bhi apni maa ko chayu bolkar bulata tha. chaya bhi aayan ke saath khadi thi. chaya ke haath me bhi ek bahut hi purana kale rang ka attachi tha jisme uske kuch kapde the. dono apne hi ghar ke saamne ke chat ke niche khade the. bahar jor jor se barish ho rahi thi.

aayan apni maa se bola-maa lagta hai aaj hum gaav nahi jaa payenge. itna paani pad raha hai bus stand hi nahi jaa payenge to bus kaise pakdenge.
chaya bolti hai-aayu beta chinta mat karo aaj hume bus se nahi jana hai suresh chacha ne car bhejwayi hai.
apni maa ki baat sun aayan ajib si najron se apni maa ko dekhta hai. aayan har saal apne gaav jaya karta tha aur use jahan tak pata tha uske chacha bhi garib hi the. unki bhi hasiyat itni nahi thi ki wo car me ghume.
aayan ko aise uljhan me dekh chaya bas mand mand muskurati hai aur bolti hai wo dekho car aa rahi hai.
aayan dekhta hai to samne barish me ek kaali car aati hui dikhti hai. jaise jaise car najdik aa raha tha aayan aur uljhan me ulajhta jaa raha tha kyunki samne se jo car aayi jab wo door thi tab to barish me pata nahi chala lekin jab wo najdik aayi to aayan achhe se dekh paa raha tha ki car koi mamuli car nahi thi balki range rover thi. aayan ko achhe se pata tha is caar ka kimat.
wo kali car bilkul aayan ke saamne aakar ruka. driver wala gate khula aur 32-34 saal ka ek hatta kattha dumdar ladka car se utra. barish ki parwaah kiye bina wo bigte hue car se utar kar sidha chaya ke pass aaya aur unke paav chuka bola-pranam chachi.
chaya boli-khush rahi beta. aur batao kaise ho.
wo ladka bola-sab thik hai chachi lekin aaplogon ke bina ghar adhura sa lagta hai.
chaya fir aayan ki taraf dekhte hue boli-aayu beta inko pranam karo ye karan bhaiya hai. suresha chacha ke ladke.
aayan inse pichle 7-8 saalon se nahi mila tha. jab mai chota tha tab inse mila tha. mujhe to yakin hi nahi hua ye itne amir ho gaye hai. mujhe unke liye khushi bhi hui.
aayan khushi khushi unke pair chue.
karan bhaiya bhi aayan ko gale laga liye aur bole-aayu tu bhi ghar chal.
aur fir karan bhaiya aayan aur maa ka saman pakde aur car ke piche dikki me daal diye.
karan bhaiya maa ke liye darwaja khole to maa car me baithi fir aayan bhi maa ke saath baith gaya.
car sachme bahut achha tha. aayan ko is baat ka bura lag raha tha ki uske bhige kapdo se kahi seat kharab na ho jaye.
aayan karan se bola-bhaiya ye car to bahut mehnagi hai na.
karan bas muskuraya aur car chalane laga.




Awesome update
 
  • Like
Reactions: Smith_15
Top