Shandar update riya g
Dev ne kia entry maari..dekh kar to aisey lag raha dev aur niharika ka plan kamyab ho raha hai..
Ab dekhty hain kab jaaty hain mahal
Per yeh rakshak kon hai..mujhy to shak tha kahin dev hi na ho per yeh koi aur lag raha ..
Aur yeh bhi dekhna hai ke dev ke pas itni takat kahan se ayi