- 603
- 2,419
- 124

Superb update and nice story
New update
Subah jab Nandani college pahunchi to canteen me ja kar vandana ka intezar kar Rahi thi
Tabhi uske paas Ajay aa jata hai
Ajay _ Nandani mujhe tumse kuch baat kahni thi
Nandani _ ( Ajay se) par mujhe tumse koi bat nahi karni hai
Ajay _ Dekho Nandani me tumse sorry bolna chahta hu
College ke pahle din jo bhi hua uske liye I am sorry par me bas tumhari madad karna chahta tha
Nandani _ me Rajkumari Nandini Rana hu na to mujhe tumhari us vakt madad chahiye thi na hi ab tumhari sorry isliye mujhse jitna dur rahoge utna hi tumhare liye achcha hoga
Ye bolkar Nandini class ki taraf chal deti hai Ajay Singh gusse se pagal hone lagta hai achanak Nandani ruk kar
Nandani _ aur ha ise meri first and last warning samjhna ( Nandani warning dekar chali jati hai)
Ajay _( gusse se man me) sali me to tujhe apni Rani banana chahta tha par ab tu sirf meri Randi hu banegi
Nandani ko raste me vandana Mil jati hai
Nandani _ kitni der kar di yaar kabse tera intjar Kar rahi thi ( vandana se)
Vandana _ kyu kya hua
Nandani _ kuch nahi yaar vo Ajay ne dimag kharab kar diya hai
Vandana _ kya bol raha tha vo
Nandani _ kuch nahi yaar sorry bol raha tha maine use apne tarike se samjha Diya hai
Vandana _ chal koi bat nahi ( phir thoda sochkar) Nandani mujhe tumse kuch baat karni hai chal gardan me baithte hai
Vandana aur Nandani dono park me baith jati hai vandana bahut serious ho jati hai
Nandani _ bol na kya baat hai
Vandana _ Yar mujhe na ek bat pata chali hai
Nandani _ kya pata chala hai bata na
Vandana _ vo Choudhary pariwar apni beti Vani Chaudhary ki shadi Raj ji se karana chahta hai isliye vo jald hi Raj ji ke ghar rishte ki bat karne Jane wale hai
Nandani vandana ki bat sunkar ek dam shant pad jati hai
Vandana ( Nandani se)_ Kuch to bol yar
Nandani _( aaram se) tu tension mat le dekh agar vo hamse pyar karte hoge na to jarur apne pyar ka ijhar karenge
Vandana_ tum kya karne wali ho
Nandani _ tumhe bahut jald pata chal jayega