Chapter 8
Yaha police a gaye thee or control sambal Liya tha Ajay Vijay Sapna shalu Jo sadmay they un kee ankhon mein ansoo they wahin per Surya Anita ek dosray ko Goor rahy they AJ sub na apny Pyaar kerny Walay kho deye they
Dosri Kise jaga ek admi ek aurat sharab piyee rahy they ek nukar ata hai woh sub Kuch Bata dyta hai un dono ko ab shit Sara plan kal ka chokray naye barbad ker deya
Aurat: keya hova jaan
Admi: kal ka chokray Jo abhi bara bhi nehi hova woh Mera plan begair gaya mein Socha tha Vikram rape kerya ga or Surya us ko maar deya ga ya Sanjay Thakur ka ek beta kaam hoo ga jail jaye ga ya seeda uper lekin Surya or Sanjay Bach gaye un ka sub sai chotay bahi naye Vikram ko maar deya hude bhi derya mein kodh ker maar gaya sub plan kab sai bna Raha tha Thakur khandano ko hude sai dhusmani kerwa ker ek dosray ko Marty rehty or Mera badla pora hota lekin sub barbad dhusmani tu hoo gaye in mein lekin mujey nehi lagta ya dobra asey larye gaye is lariye mein Vijay ya Sanjay ka Marna zaroori tha lekin woh dono bhi Bach gaye salay nakmay hai admi Meray
Wahin per goan per sub sadmay mein they shalu naye Khana peena chor deya tha bhute Koshish kee apny ladlay kee khaber Mily ya us kee body he mile jaye lekin yaha Ali ka Kuch Naam nishan nehi mile Raha tha Anita na kasam khaye the woh Thakur kahandan ko tabah ker deye gaye jab ka Sanjay naye is dafa woh keya ko Anita naye bhi nehi soch tha
Sanjay: apny 2 Beto betiyu ka samney Meri kan khol ka sub BAAT sune loo larkay hammray kee galti thee Meri beti per koi hath dalta mein chorta us ko keya Jo hova woh ho gaya tum apni maa ko laye Delhi shift hoo jao waha koi company kholo yaha ka mein or lucky dekh gaye Meri BAAT sai inkari kerya tu Anita yaad rakhna mein hude tum ko zinda nehi choro ga agy tummrah Marzi Anita Sanjay ko janti thee or us ka links ko bhi woh khamosh hovi apny bacho ko laye ker Nikal gaye yaha Deldhi
Wahin 2 saal guzar gaye they shalu apny bahi kee tasveer ka agy roti thee na khati thee na peeti thee anil kee condition bhi asi he thee Sapna naye hude ko sambala lekin Akeli Hoti tu ro lyte thee in 2 saal mein Surya Sanjay bhute badal gaye they or ratna bhi Jo ratna sub ko hasya kerti thee ab woh thukrain Ben gaye gaye thee us kee Zindagi mein fun. Nehi tha
Sub Ghar ka log ek jaga they Vijay ka ek dost ka beta tha fislya keya shalu kee shadi ker de jaye shalu kee shadi ker Dee gaye anil kee shadi bhi kerni chahty they sub lekin us naye mana ker deya us ka kaha Mera bahi he Meray betay jisa tha woh nehi Raha tu mein shadi bhi nehi kero ga Sapna Vijay naye zoor nehi deya kyu ka anil ab ziddi Ben Chuka tha har waqat us ka sath bhute sai guards hoty they ab Wohi Zameen sambalta tha us naye state sai bary bary gangster rakhy laye sub kee security ka Liye un ko yaha jaga bna ker Dee lekin samja deya goan ke kise aurat ka sath agar koi galat kaam keya tu yaad rakhna woh zinda gaar deya ga sub ko Surya Sanjay naye fiysla keya woh ab Mumbai ek company baniye gaye Vijay naye mana nehi ekya anil ab sub yaha goan dekhta tha Surya or Sanjay naye A group of company open kee or apni biwi ka sath waha settle ho gaye Sapna anil ratna Vijay he yaha they ab tu saal bade us kee bhi shadi ho gaye