Mein ready hoke school ke liye nikal gaya. Fir samko ghar pe wapas Aa gya
Meine dekha dadiji sofe pe bath ke koi kitab padh rahi thi.
mein apko batadu ke mujhe kitabon ka bahot sokh hai mere room me hi mere liye ek puri library bana rakhi hai
Isi baat se andaja lagaya ja sakta hai ki mujhe kitabe padhe ne ka kitna sokh hai
Mein jab bhi koi nai kitaab dekhta hu use padhne Or use janne ki kosis karta hu
Isi liye dadi ko ek kitaab padhte dekha janne ka man hone laga to me dadi ke pass chala gaya
mein (thakur rajdeep singh orf Raj) : kya kar rahi ho dadi
Dadi ji ( shivani singh) : Agya mera bachaa kesa raha aj ka din
Mein: same hi tha dadi kuch naya nahi
Mein: vese dadi ek baat puchu
Thoda naraz hote hua
Dadi: acha agar mana karungi to nahi puchega
Mein: me to ap mana karengi tabhi puchunga
Dadi ap is umar me bhi itani jawan Or beautiful kese ho
Dadi: pyari si muskan ke sath badmash dadi se majak kar raha he
Mein: sachi kah raha hu dadi kasm se ap bahot khubsurat ho
Dadi ye hamare ghar ki auratein itani jawan kyu dikhti hai. Ap. Dono badi dadi Or par dadi
Dadi: us sab ko janne ka ye sahi waqt nhi hai. Jab tum apna 18 wa birthday mana loge tab tume bahut kuch batana hai. To uska wait karo samjhe jald baji nahi karni chahiye
Dadiji: hame tumhare birthday pe gao jana hai
Maa ji ne bulaya hain
Maa ji yani meri par dadiji
Mein: acha lekin hamesha mera birthday yahi manate hain fir is bar asa kyu
Dadi: is liye kyu ke tum ab 18 ke hone wale ho to kuch jimmedariya leni padegi is liye
Dadi. Chal bahut baat ho gayi ja apne kamre me Fresh hoke aa aur kuch kha lena din bhar kamre me ghusa rehta hain
Dekho beta kitabon ke alawa bhi duniya me bahot di chijen hain jiska anubhav karna jaruri hota hai
Apne bhayo se kuch sikh unke rahte ghar me kitani chahal pehle rahti hai