Mr. Nobody
Active Member
- 1,517
- 5,273
- 143
Kadak update dostMega Update 48
previous
Kamaya- ha to tik hai na to iske liye apko meri ek baat manai hogi wo bhi hamesa ke liye boliye manjur hai
Raju- pahle baat fir main batawonga manjur hu ya nahi kya pata app kon si baat ka wada kara logi mujhse
Kamaya- agr apne pahke wada kar diya to main apko wo baat abhi ke abhi bata dungi boliye
Raju- kyatik hai tik hai mujko apki baat manjur hai boliye kya baat hai
Kamaya- tik hai to pahle main apko meri zindagi ki sabse bada razz batane wali hu uske baad wo mang lungi apse tik
Raju- ha tik hai bolo bhi bhabhi kya baat hai
Kamaya- main apko sidhe sabdo mae samjha deti hoon so Mrs raj apke bade bhai aur mere bati vikram thakur ne kabhi bhi (ruk kar ab kamaya ki aankho mae anshu the jo is baat ka sabut de rahe the baat kitni badi hai) mujhe hath tak nahi lagaya hai na ajj tak suhagrat hui hai main ajj bhi ek kuwari ladki hu kyuki kyukiwo kabhi bhi sex nahi kar sakte hai..
To chaliye suru karte hai aj ka update
To kamaya raju ke gake lage hue ye baat bolti hai sayad ye uski taklif thi ya kuch par uski aankho se aanshu bhahne lage the jisko raju apne kandho par mahsus kar leta hai ki kamaya ro rahihai to raju usko chup karna
ke liye kamaya ke sir ko bar bar sahlata hai jiske kamaya ka rona to band ho gaya tha par wo abhi bhi subak rahi thi
To raju kamaya ko dhire se apne se alag karta hai aur uske dono galo ko pakad kar bolta hai
Raju- am sorry bhabhi mujhse bahut badi gakti uo gai main nahi janta tha ki ap kitne samay se is dard ko apne andar le kar gum rahi ho
Kamaya(rote hue) - its ok raj isme apki koi gakti bahi hai ye sab saydh mere bure karmo ka natija hoga isme app kuch bhi nahi kar sakte ho
Raju- par bhabhi apne kisi ko kuch bataya kyu nahi apko jab ye pata chak gaya to app kyu yaha ruki apko sab kuch chod kar chale jana chahiye tha apne ghar
Kamaya- huu app ek ladke ho (mard) apke liye ye bolna bahut aasan hai, par app kabhi bhi ya koi mard kabhi bhi hum aurto ki majburi kabhi nahi samjj sakte hai shadi ke baad ek aurat ke upar uske dono parivar (sasural mayaka) ki ijaat ko sambhalna padta hai agar mere sas sasur achhe nahi hote na raj to main sayad is baare main soch bhi sakti thi par dekho mujhe kitne payar karne wale sans aur sasur mile hai aur main sirf apne pati ki wajha se inki itni ijaat ko barbad nahi kar sakti hu raj nahi kar saktiab tum hi batawo kya karu main
uske baad dono mae se koi kuch nahi bola todi der baad kamaya bhi shant ho chuki thi tab raju ne toda mahol halka karne ke liye bola ki
Raju- tik hai bhabhi main samjh gaya apki baat to isliye bhaiya apse dur rahte hai, ye baat bhi main samjh gaya parapne wo
ab kamaya bhi toda majak ke mud main aa gai to ussne bhi bol diya
Kamaya- ab meme kya kiya raj
kamaya janti thi ki raju kis baare main baat kar raha hai fir bhi usne ye bola taki raju ko wo aur toda khulkar bole uske saath
Raju- kya kiya bhabhi app to ese bol rahi ho jesa kuch nahi kiya apne, apne kal rat mujko ki ki kisskyu kiya tha
Kamaya- tik hai mene kisskiya fir uske baad apne mere in najuk ango (apne boobs ki taraf ishara karke) ke saath kya kiya mrs raj huu
Raju- wo.. wo.. to mere se galti se ho gaya tha bhabhi
Kamaya- achha galti se pata hai kitni jor se masal diya tha inko apne abhi bhi inme ek dard (mita mita sa) ho raha hai
Raju- sorry bhabhi wo.. pata nahi kese hogaya app koi cream kyu nahi laga leti ho
(raju apne app se- ye kya bol raha hoon main)
Kamaya shararatse boli
Kamaya- huu cream to laga lungi par abhi nahi baad main kabhi wo bhi apke se lekar aur ankh maar di![]()
isse pahle ki raju samjh pataaur kuch bol pata kamaya ke mobile mae ek message aya jo ki maya ka tha aur usme likha tha
Maya - kamini kahi kimedicine khilane gai ya kuch aur karne gai tujko todi bhi is baad ki samjh nahi ki tum dono upar itni der se gaye ho
jaldi se Raj ke saath niche aa jaa nahi to
main aa jaungi upar
maya ka message dekh kar
kamaya ko bhi ye pata chal jata hai ki wo kitne time se yaha upar hai to raju ko bolti hai
Kamaya- hum baki bate baad main karenge tik hai app pahle tayar ho jawo aur ha mrs raj mene app se jo wada manga tha usko yaad rakhna ok
aur wo raju ke galo par ek kisskar deti hai aur bolti hai ki
Kamaya- jab tak main wapis aakar apko na bolu tab tak app niche nahi aawoge samjhe
aur jaldi se niche ki aur chali jati hai
aur idhar hamara bichara rajusochta hi rah jata hai ki kamaya kya hai ek pal roti hai, dusre hi pal hasti hai, tisre hi pal romantic ho jati hai par wo ye sab chod apne room ki aur badh jata hai
jab kamaya akeke hi niche aati hai to uske dekh kar thakuraine bolti hai
Thakuraine - are kamaya bahu ye raju kaha rah gaya
Kamaya- wo maji wo apne kamre main hai tayar ho rahe hain
kamaya ki ye baat sun kar maya sochne lagi ki
Maya(mam mae) - jarur iske dimag mae koi na koi kichdi pak rahi hogi hu ye bina kisi wajha ke to kuch nahi bolne wali
Thakuraine - tayar ho raha hai par kyu bahu
Kamaya - wo maji mene apse kal hi baat ki thi na ki raju ko sahar jana hai mere saath to jab unko mene bola ki maji ne ha bol diya hai to wo tayar ho rahe hain
Kamaya ne jam buch lar raju ka naam liye kyuki isse thakuraine nahi, nahi karne wali thi
Thakuraine - to kya raju ne jane ka man bana liya hai kamaya bahu
Kamaya- ha maji isliye to wo tayar ho rahe hain par unhone bola ki agar app mana karengi to wo nahi jane wale fir (master plan)
Thakuraine - are nahi kamaya bahu wese bhi wo itne dino baad to is haveli se nikal raba hai tik hai tum dono jawo hai main nahi bolke raju ka dil nahi tod sakti hoon
tabhi bhima aur Thakur sahab bhi aa gaye holl main to unhone last ki baate hi suni to wo bole ki
Thakur - are bhai kiske kaha jane ki baat ho rahi hai jara hame bhi pata chale
Thakuraine - off ho are app itni jaldi bhul bhi gaye kya mene apko bataya tha na ki raju aur kamaya kal shar jane wale hai
Thakur - are ha Kal raat ko hi tune mujko batay tha dimag se nikak gayi ye baat achha tik hai kamaya bahu tum dono bhima ke car mae chale jawo
Thakur sahab ki ye baat sun kar jaha kamaya ne sichna suru kar diya wahi maya khush ho gai air
Maya (man mae) - achha hua ki kaka bhi jayenge in dono ke saath agar ye kamini akele chaki jati to jarur kuch na kuch kand karti hi par ab kyuki kaka (bhima) bhi ja rahe hain to ye kuch bhi nahi kar satkti hai yes
Kamaya apna dimag chala kar jaldi se bol padi
Kamaya- par babuji mujhe nahi lagta ki hame car le jani chahiye waha par
Thakur - par kyu choti bahu car main tum dono aaram se ja aur aa sakte ho
Kamaya- babuji wo to app kaka sehi puch lijiye ki kya hame car le jana chahiye
thakur sahab ne bhima ki aur dekha to wo bola ki
Bhima- ji malik choti bahu bilkuk sahi bol rahi hai is samay sahar main ham car ke saath nahi ja sakte hai khas kar uske bajar ( market) ke andar
Thakuraine - kyu reb bhima esa kyu bhala
Bhima- wo malkin app to janti hi ho ki holi aani wali hai (story todi piche hai) jiski wajha se shar ke bich bajar mae (main market) kisi ko bhi 4 chako wali (4 velar) ya usse badi gadi le jana mana hai main kudh hi pichli baar chaka gaya tha to us bajar se 2 kilometer ki duri main car khadi ki tab waha gaya
Thakur - achha to ye baat tu to akeka tha to tere se ye ho gaya par bahu, raju nahi nahi ye tik nahi hai car nahi jayengi
Thakuraine - wo to tik hai fir ye dono jayenge kese
tabhi paridhi bol padi ki
Paridhi - to kya hua car nahi to bike to hai na
Paridhi ki ye baat sun kar jaha kamaya bahut hi khush ho gai par apni khushi usne chupa li wahi maya ko bahut gussaaaya par usne bhi apna gussa chupa liya
Maya(man mae) - pari ki bacchitujko bhi abhi mhu kholna tha kya itni der se chup
thi todi aur der chup ho jati to kya jata tera
Thakur - ha ye meri beti bilkul sahi bolo ek kaam kar bhima to bullet ki chabi de de tik hai wese bhi raju bahut acchi bike chala leta hai tum dono bike se jawo tik hai
Thakuraine - ha ye tik rahega kamaya bahu abb raju to tayar ho raha ha tum bhi jawo aur tayar ho jawo
Kamaya- ji maji
aur kamaya ye bol kar upar ki aur badh gai uske jate hi maya boli ki
Maya- maji main abhi aati hu kamaya se mil kar
Thakuraine - kyu maya bahu koi kaak tha kya
Maya- ji maji wo mujko kych magana tha ab kamaya sahar ja rahi hai to ussi ko bol dungi
Thakuraine - are to tumko upar jane ki kya jarurat hai jab wo niche aa jaye tab usko bol dena tik hai
Thakuraine ki baat sun kar maya chup ho jati hai aur sabhi ki tarah hi inthar karne lagti hai dono ka karib 30 mints ke baad dono niche ki or aane lagte hai aur dono bahut hi sundar lag rahe the
jab dono niche aa gaye tab thakuraine raju ke pass aai aur boli
Thakuraine - haye mera beta kitna sunder lag raha hai kahi kisi ki nazar na lag jaye
Sima thakur - are dhyan se choti kahi teri hi nazar na lag jaye mere bete ko
Thakuraine - kya didi app bhi kabhi bete ko ma ki nazaer lagi hai bhala
Damini - maji app to sirf hamare devar ji ki tarif kar rahi ho are jara toda nazar guma kar hamari devrani ko bhi dekh lijiye
Thakuraine - are isme dekhne ki kya jarurat hai bhai meri sabhi bahu bahut hi sunder hai
Raju- kya amma in sabhi bhabhi ke akawa aur bhi koi bacchi hai kya hu
Sima thakur - ha bete aur bhi hai jese teri kanaya, maya, vina, saloni aur damini bhabhi sabhi ke mayaka pakch (पक्ष) ka parivar to is hisab se kuch nahi to teri 10-12 bhabhiya to hongi hi hi hiaur tujko pata hai teri kamaya bhabhi ke parivar ki bahuye bilkul usi ki jesi hai ha
Raju (man mae) -agar unme se koi ek ya do bhi kamaya bhabhi jese mere piche padh gai to kya hoga mera
Thakuraine - sun liya na tune (Raju ko) achha maya bahu tumko kuch kaam tha na kamaya bahu se to baat kar lo
Maya- wo maji todi alag baat hai yaha sabke samne kese
Sabhi aurto ke laga ki satad undergarment ko lekar koi baat hogi isliye
Vina- ha to tik hai na saloni bhabhi ke room mae jakar baat kar lo par jaldi se
aur maya kamaya ka hath pakad kar vhali gai room ke andar aur jate hi maya
Maya- chal, chal bata kamini kya kar rahi thi tu itni der se upar ha aur ye kya bahar jana ka Plan kiya hai tune
Kamaya- mene to kuch bhi nahi kiya maya aur na hi plan mera tha wo to maji aur raj ke bich tay hua tha isme mera koi hath nahi hai
Maya- wo.. ho.. ho dekha tu jara maharani kya main tujko pagal dikhti hu ki teri bato par yakin kar lu humujhe achhi tarha se pata hai ye sab tune soch samjh kar kiya hai bol
Kamaya- ha ab tujse kya chupana ye sab mene hi kiya aur room main jate hi mene raj ko
(aur chupho gai)
Maya - Raj kokya kamini chup
kyu ho gai bol raj ko kya
Kamaya - wo mene kamre mae jate hi raj ko kas liya apne baho main uske baad hum dono ki todi baate uue aur fir raj ne khudh apni marji se mujko apni baho main kas liya, haye mayamain tujko bata nahi sakti ki us wakt raj mujhe kaha kaha nahi chu rahe the apne hatho se
![]()
wo pal kitna sukun de raha tha hum dono ko par, kamini tu meri kundli main nagin ban kar aa gai aur teri wajha se mujko niche aana pada. par fir bhi mene unke galo mae ek kiss
kar hi di, hi hi hi
maya, kamaya ki bate sun kar todi der sant rahi par ye tufam ke aane se pahli ki khamoshi thi tab maya boli
Maya - kamini, kuti, besharm, behaya tujko todi bhi sharm nahi hai yaha teri bachpan ki saheli yaha tadap rahi hai aur tu tu
Kamaya- ha to mene tujko kab roka ha, tu bhi kar le apni marji ka jo tujko karna hai par, baki baate hum bad main karenge tik hai ab mujko jana bhi hai apne raj ke saathakele
to
bye
aur ye bol kar kamaya room ke bahar aa gai jaha thakuraine aur sabhi log khade hue the
Vina- kamaya, maya ne bata diya kya jo usko chahiye wo
Kamaya- ji bhabhi bata diya ab dekhte hai jo maya ko chaiye usko milta hai hai nahi
Vina- kyu, kyu nahi milega usko jo use chaiye huu
Kamaya- kyuki bhabhi jo maya ko chahiye uski bahut mang hai isliye kya pata abhi nahi to kisi aur din mil jaye huu
Thakuraine - achha tik hai ab sara din yahi khade rahoge tum dono chalo bhi bhima ne bhi gadi (bike) nikal li hogi
fir raju thakuraine, kamaya, thakur, maya, saloni sahhi bahar ki or nikal gaye aur raju ne bike start kar di kamaya usme jakar bath gai tabhi thakur sahab bole
Thakur - beta pahli baar tu is haveli se bahar kahi ja raha hai achhhe se jana, aur achhe se aana bhi, aur bahu raju ke liye jo bhi lena sabhi badiya hone chahiye tik hai pese ki koi chinta mat karna tik hai
Thakuraine - aur ha dono ko agar kapde lene to hamare pahchan wale se lena kamaya bahu
dono- tik hai
aur dono nikal pade sahar ki or aur sabhi wapish haveli ke andaer aa gaye
ab jab dono gaon se dur nikal gaye to kamaya ko ek sarart sujhi aur usne raju ko hive rode ki jagha purane rode par jane ko kah diya ab raju ko to pata hi nahi tha iskiye wo kamaya ki baat man kar chala gaya ab purani sadak thi jiska fayda kamaya ne puri tarha se uthana chahti thi isliye usne raju ko majbuti se pakad liya jiske chalte raju ko apni pith par kanaya ke dono boobs fil ho rahe the aur bichare ki hakat karab ho rahi thi tab raju ne bola ki
Raju- bhabhi please toda dur hat kar batho nq please
Kamaya - nahi raj mujko dar lag raha hai dekho kitne bade bade ghade hai agar main gir gai to nahi nahi main ese hi tik hu
Raju(man mae) - bhabhi bade - bade to hai par gadhe nahi balki app ki chodo yaar ye nahi manane wali kabhi
tabhi kamaya ke dimag mae ek naya kurafati idea aaya aur usne bola ki
Kamaya- Raj jara bike rokna to mujhe kuch kam hai
raju bike rokta hai qur bolta hai ki
Raju - bhabhi apko kya kaam hai yaha par hu
Kamaya- kaam hai tabhi to ruki hui hu na aur app kyu bike par ho app bhi niche aa jawo mujko kuch bate karni hai apse
to raju ne bike side main laga diya aur nuche utar kar kamaya ke pass chala gaya
Kamaya- achha raj mene apkse wada liya hai ki app meri koi bhi ek baat hamesa ke liye manoge yaad haill
Raju- ha bhabhi yaad hai abhi to ghar main wada kiya par app ye sab baate abhi kyu kar rahi ho
Kamaya- so Mrs Raj apko ye wada karna hoga ki jab bhi hum dono akele honge hamare alawa koi tisra nahi hoga tab app mujko bhabhi nahi bolenge ok
Raju -kya ye..ye.. app kya bol rahi ho nahi bilkul nahi main aose ye wada nahi karne wala hu
Kamaya- huu to app apna wada pura nahi karenge tik hai, fir hum sahar nahi jane wale hai hum sidhe haveli waois jayenge, fir app maji, babuji aur baki sabhi ko is sawal ka jawab denge ki hum dono sahar (city) kyu nahi gaya
aur mhu full kar bath gai
Raju- bhabhi.. bhabhi meri baat to suno.. bhabhi..
par kamaya par is baat ka koi asar nahi hua ab raju fir sochna laga
Raju (man main) - aur kar le sale bina kuch soche samjge wada, dekh liya kya se kya ho gaya, mujhe pata tha bhabhi kuch ut patanh jaur manglengi par ye nahi pata tha ki ye mang lengi, par abb kya karu, bhabhi bahut ziddi hai agar mene unki baat nahi mani to haveli main sabhi log mere saath, nahi nahi
Raju(ek tandi sas chodkar) - tik hai bhabhi mujhe apki baat manjur hai
par bichare raju ke ye nahi pata tha ki wo kitni badi
Kamaya - huu manjur hai is time hum akele hai, fir bhi apne mujko bhabhi bola huu
Raju- ok ok Miss ka.. ka.. kamaya thakur mujko apki har baat manjur hai ab to chalo
Kamaya khadi hui sabse pahle raju ke gale lag gai aur fir dono fir aage badh gate aur age jate hua na jane kitne hi baar kamaya ne apni chati jan buch kar raju ke sine main laga rahi thi
aur bichara raju khamoshi se bike chala raha tha ab dono hi sahar punch gaye the
Raju- to ab app bata do ki kis jaan- pahchan wale ke bare main bol rahi thi amma
Kamaya- nahi waha nahi jayenge app ek kaam karo is tarf bike le lo
ab in dono ka ye safar kesa hoga ye to main hi bata paunga tab tak
To Be continued
![]()