- 12,907
- 32,034
- 259
update postedPratiksha agle update ki
update postedPratiksha agle update ki
Nice update Hyupdate 40
previous
maya - kya Matlab kya rasta hai tere pass mujko bhi bata ba please
Kamya - na sayad tu bhul rahi kya baat hui hanre buch room mae aur rahi raste ki baat to hi hi mere pass puri raat hai
Maya- kyakya Matlab kya hai tera puri raat se hu
Kamya-wo to raat mae pata chalega na wati and watch main aati hu washroom se
kamya ke jate hi maya sochns lagi
Maya (man mae) - is kamini ka raat se kya matlab tha jarur iske dimag mae koi kichdi pak rahi hogi ya pak bhi gai hogi hu iska confidence dekh lagta hai kuch to badha socha hoga isne mujhe pata karna hoga hu
ab raat ko hoga kya uske liye apko karna hoga raat ka intizar
to chaliye suru karte hai aj ka update
To kamya aur maya dono ne confirm kar diya ki dono ke dil main raju ke liya filings hai aur kamya ne ye bhi bata diya ki ajj rat ko wo kuch karne wali hai kya ye kisi ko nahi pata hai
idhar Thakuraine apne pure parivar ko apni dono haveli guma chuki thi aur sabhi log wapis aa gaye hall main jaha bato ki suruwat vina thakur ne ki
Vina- wow maji wese to meri shadi ke baad main isi haveli mae aai thi par us vakt main haveli ghum bhi nahi paai thi
Paridhi- kyu bhabhi app kyu nahi gum pai thi haveli jub ki apko to pura muka mila tha na
Sima - wo iskiye meri bachhi kyuki us vakt tere dadaji yani mere sasur ji jinda the aur tumko pata hai us vakt nai bahu ko jada ghumne ki ijajat nahi thi
Paridhi- wo to tik hai par jub bhabhi ko kuch samay ho gaya tub to wo ghum sakti thi na
Vina- kaha pari main apni shadi ke baad yaha sirf 15-20 din ruki thi fir tumhare bhaiye ke saath wapish Mumbai jana pada aur haveli gumne ka sapna pura hi nahi hua
Thakuraine - achha tik hai badi bahu us vakt samay nahi mila tha isliye to ajj tumko ghuma di puri haveli bolo kesi lagi
Vina- ha maji jesa mene socha to usse bhi khubsurat hai ye haveki wese maji apko pata hi hoga ki is haveli ko bane kitne samay ho chuka hoga
Thakuraine - pata nahi bahu par tere sasur mere jeth ji ko jarur pata hoga
tabhi bathroom se raju nikla aur thakuraine ke per ke pas bath kar uski god mae sir rakh kar bolne laga
Raju- kya bol rahi ho bhabhi amma ko ye nahi pata hoga ki is haveli ko kitna samay hua bane par amma tumko ye to pata hi hoga na yaha aur us dusri haveli mae kul kitne kamre honge
Thakuraine - ha bilkul mujhe pata hai ye is haveli mae khul age aur piche milakar 12 kamre honge aur us haveli mae lagbhg 15-16 kamre honge
Paridhi- wow iska Matlab hum sab alag alag kamro mae rahenge yee mujhe hamesha se rajkumari ki tarh se ek bade se kamre mae sona tha
Thakuraine - are meri choti pari tu rajkumari ki tarha nahi balki hamre parivar ki rajkumari hi hai
Vina- achha raju tumhare sir ka dard tik hua ki nahi
Raju- ha bhabhi so to kab ka khatm ho gaya hai
Vina- achha kisne ki itni achhi malish kamya ne ya maya ne huu
Raju- saloni bhabhi ne ki malish mere sir ki
Thakuraine - kya par saloni ne kyu ki mene to kamya aur maya ko bola tha na kamya maya bahu idhar aana to
dono bahu thakuraine ki awwajh sun kar turant aa gai
Thakuraine (toda tej awaj mae) - mene tum dino ko bola tha na ki tumdono main se koi ek raju ke sir ki malish kar dengi fir tumne saloni bahu ko ye kaam kyu diya bolo
tabhi udhar se saloni aa gai jisne ye baate sun li thi aur uska pata chak gata tha ki thakuraine todi naraz hai tab saloni boli
saloni- wo maji baat esi hai ki meri kanar mae kuch dard tha to mene hi kamya aur maya ko bola ki tum dono rasoi ke bacche kaam kar do tab tak main raju ke sir ki malish kar dungi
saloni ki is baat se Thakuraine shant ho gai aur kamya maya ke dil ko shanti mili par raju kuch bolne wala tha par saloni ne usko ishare se chuprahne ko kaha to raju chup ho gaya
Thakuraine - wo tik kiya tumne badi bahu par toda apna bhi dhyan rakha kar ab dekh tere niche teen aur bahu hai (kamya, maya, daminj)
Raju (buch mae) - ha bhabhi amma ki baat suno jese ye ap dono bhabhi kamla kaki par hukam jamati hai na jese bahu khana banao kamla mere per taba esa app bhi suru karo
" bathe bathe aram na koi kaam na dham"
Raju ki ese acting dekh sabhi log hasne lage jisse thakuraine jo hai raju ke gaal kichte hue
Thakuraine - badmash kahi ka jub fdkho tab kisi bhi baat ko ghuma fira kar mujpar hi laa deta hai dekh tu na sudhar ja warna kisi din tapad padega ga
Raju- esa kya amma tum aur mujko marogi chalo fir chalo mara mujhe dekho mere gall bhi aage kiya hai maro
Thakuraine - dekh rahi ho didi dekho kese badmashi kar raha hai ye kyuki isko pata hai ki chahe kuch bhi ho jaye main isme kabhi hath nahi uthungi
Sima(haste hue) - are achha ha na ki iski wajha se hi is haveli mae hansigunjti rahti hai
Thakuraine - ha didi ye baat bilkul sahi kahi apne ye to is haveli ki hansihai
Raju- ha aur pata hai maj apki nanad kya hai
Sima- kya hai
Raji- amma jo hai is haveli ki awwaj hai jo hamesa gunjti rahti hai kabhi rukti hi nahi ha ha ha
sabhi log hasne lage
Sima (haste hue) - are beta sirf is haveli ki nahi hamare pure parivar ki awwaj hai hai hi hi
Thakuraine - kya didi app bhi is badmash ke saath mil kar mera majak udaa rahi ho
Sima- are pagli ek yahi to hai jo tere saath majak kar raha hai warna kon itni himmat karega jo tujhse majak kare
Raju- are amma tum kyu naraj hoti ho mene to bas majak kiya tha are tum to is haveli ki jaan ho jana
sabhi log Raju ki baat pe sahmati dikhne lage fir raju bola
Raju- amma dekho 5 baj gaye are jara apni bahu ko bolo sabke liye chay bana laye
Thakuraine - ha ha kyu nahi are saloni bahu jara
Raju (bich mae hi) - are amma saloni bhabhi ko rahne do are jara apni choti bahu maya bhabhi ko bolo chay banane ke liye
Thakuraine - achha aur wo kyu bhala hu
Raju - are wo isliye kyuki saloni bhabhi bol rahi thi ki maya bhabhi ke hatho main meri meri kamya bhabhi jesa sawad hai to jara hum bhi to dekhe ki kesa banati hai maya bhabhi chay hu
Raju ki is baat se jaha kamya khush hui kuyki usne meri kamya kaha aur wahi maya khush thi kyuki raju ne khud usko bola tha
Maya - ha kyu nahi raju mere hatho ki chay pi lo kamya ko bhul jaaoge
Kamya - huurahne de tu mere jesa chay to bana legi par mujhe achha nahi samjhi maya
Maya - achhadekh lete hain kisk chay achi hogi
Raju- are bhabhi bate mat karo pahle chay bana lo fir pata chal jayega kiske hatho mae hai dam kyu veena bhabhi
Veena- wese to main maya ko hi vot dungi par ha kamya bhi kuch kam nahi hai huu
Thakuraine - tik hai par ye kamla ja jara kamya ki madad kar de usko bata de kaha kya chij rakhi hai usko asani hogi chay banane mae
Kamla - ji malkin
fir kamla aur maya chal di rasoi ki or idhar raju kamya se
Raju- kamya bhabhi jara apna mobile dena to mujko game khelna hai
Kamya- ha ye lo par jada der nahi kyuki iski battery low hai tik hai
Raju - tik hai bhabhi
aur raju game khelna suru kar deta hai aur idhar raski mae maya ne baat ki suruwat ki
Maya- achha kaki app te karib 10-15 salo se is haveli mae kaam kar rahi ho
Kamla - ha bahu ab 18-19 sal mae meri shadi ho gai tere kaka ke saath tab se ajj tak yahi hu ab meri yahi koi 34-35 sal hogi bahu to ha 15-16 sal ho gaye hai mujko yaha wese tum ye sab kyu ouch rahi ho bahu
Maya (chay banate hue) - wo isliye kaki kyuki ab app to janti hi ho na ki main apni shadi ke baad yaha sirf kuch dino ke liye ruki thi to mujko choti maji (Thakuraine) ke baare main utna kuch pata nahi hai aur unse puch bhi nahi sakti isliye agar app toda bata deti to
Kamla- par maya bahu tumko kyu malkin ke baare main janana hai
Maya- wo iskiye kaki ki wo meri choti sas hai na to bas ese hi
Kamla- achha to malkin ke bare main janana hai tumko bahu to suno wese to malkin jo hai shant sawbho ki hai par ha agar unko gussaaa gaya to bahut bhyanak hota hai par malkin jo hai na dil ki bahut achhi hai main is haveli itne salo se kaam kar rahi hu bahu par itne samay mae malkin ne kabhi bhi mujhe ye ahesas nahi hone diya ki main is ghar ki nukrani hu hamesa mujhe is haveli ka sadsy mana hai aur ha ek baat dhyan rakhna malkin ko jada majak pasand nahi hai
Maya - par kaki raju to unse bahut majak karta hai
Kamla - are maya bahu tum bhi na are raju to unki zindagi baan chuka hai aur koi apni zindagi se naraz hota hai kya
Maya- achhq tik hai kaki to app muje ye bata dijiye ki maji ke karib hone ka sabse aasab tarika kon sa hai
Kamla - are ye to bahut aasan hai maya bahu jo koi bhi ya jise raju achha lagega Thakuraine bhi usko acchi lagegi achha ab bate bahut ho gai chak chay ban gaya
Maya-ha kaki wo cup jara dijiye aur app toda namkin nikak dijiye
ab maya aur kamla dono chay nasta lekar aa gai hall mae jaha Thakuraine bolne lagi
Thakuraine - ye kamla tu ye nasta yahi rakh de aur jara 4 cup chay aur nasta jeth ji aur sabhi ko de aa kamya bahu jara maya bahu ki madad karo chay dene
sabhi ko kamya aur maya ne chay di aur sabhi pine lage par maya aur kamya ki najar jo thi wo sirf raju par thi kyuki dono hi ye janana chahti thi ki raju kya bolega
Sima- To beta raju kya lagta hai tumko kesi bani chay maya pass hui ya fell hu
Raju(mhu banata hua) hmm ab sakar (chini) chaypatati nahi hai baki sab tik hai
Maya - kya maji
aur sabhi log jir jor se hasne lagekyuki raju ne ye baat bahut hi acche tarike se bola tha
Maya(Thakuraine se) - maji dekho na itni mehnat se mene chay banai aur ye app kuch bolo na
Thakuraine - kyu re badmash pahle to sirf mujko paresan karta tha aur ab bahu ko bhi karne karne laga bichari ne tere kahane par chay banai to toda tarif hi kar de hu
Raju- Amma ab main nahi paresan karunga to aur kon karega ha bolo
Kamya- Raju chalo bata bhi do kiske hatho ki chay tumko jada pasand aai
Raju- hmmwese to meri dono bhabhi ke hatho ki chay bahut acchi lagi mujko par kyuki kya ha na maya bhabhi mere mhu mae na kamya bhabhi ke hatho ka sawad jam sa gaya hai fir bhi app dono mae se koi nahi jita 50/50% hai app dono taliya
sabhi lig tali bahane lage haste hue
Damini - wese raju kuch bhi bolo tum na bahut acchi acting karte ho
Raju- are bhabhi ye to kuch bhi nahi main to aur achhi acting kar sakta hu bas mujhe mobile mikna chahiye
wese to in dono bato par jada kisi ka dhyan nahi gaya par kamya ne ye baate sun li aur
Kamya (man mae) - acting, mobile hmm (sochte hue) wo to raju ko ye dono chije bahut jada pasand hai
fir kamya ke chahre par ek kutil muskan aa gai fir - huu to agar mene jesa socha hai wesa hua to ajj raat mere aur raju ke bich iss (aur khudh sharana gai)
ab kya plan hai aur kya hoga ajj ki raat uske liye
To Be Continued
![]()