Update 66
Aryan ab niche chala jaata hai
Suman- itni der se awazien laga rahi hun kaha reh gya tha
Aryan - are maa btao na kaam kya abhi abhi kaam se aaya hun aur aap toh mujhe 2 min rest bhi nhi lene deti .
Suman - 1.5 ghante ho gye hai tumhe yahan aaye hue aur tumko kitni rest karni hai aur achha yeh sab chorr jaa jaakar market se l kg aloo le aa ghar mein aloo khatam ho gye
Aryan- aap ek baar mein hi saara ration kyun nhi lekar aati .
Suman - tum aur woh neha bas zuban ladana jaante ho aur agar koi kaam keh do tum logon tabhi tum sabko maut pad jaati hai rehne de mein khud le aayungi .
Aryan- achha thik hai aap mat jao mein chala jaunga..
Suman - le paise le jaa
Aryan - rehne do maa paise hai mere paas
Aryan ab market se aloo lene chala jata hai aur baki ka dusra saman jo ghar par nhi tha woh bhi le aata hai .
Suman- are wah beta waise biwi ke aane baad tu thoda samajhdar toh ho gya hai pehle toh kabhi kuch time aisa nhi socha ki ghar par jo chize nhi hai woh bhi le aayu
Aryan- aap sab log uski tarif hi karte rehte ho itni bhi sahi nhi hai woh maa agar aise hi uske sath pesh aayogi toh baad mein har baat par apni manmaani karegi
Suman- tu chup kar sana bahut achhi ladki hai woh aisa kuch bilkul nhi karegi par mujhe tu ek baat bta tumhara phir se koi jhagda wagda hua hai kya
Aryan- nhi toh par aap aise kyu bol rahi ho
Suman - subah se usne khana nhi khaya hai 10 baar usko puch liya hai par har baar keh deti hai ki bukh hi nhi hai dekh phir tune kuch bol toh nhi diya usko
Aryan- nhi maa maine kuch nhi kaha usko aap ek kaam karo na uski khane ki plate laga do mein usko bolta hun ki lunch kare ( yeh sana bhi na jab dekho ladai ke baad aise hi karti hai bechari bukhi hogi subah se )
Suman - achha thik hai tu baith idhar mein abhi chapati bna deti hun uske liye .
Aryan- thik hai mein utni der di ke paas hokar aata hun
(Aryan ab neha ke room mein chala jaata hai )
Aryan- hi di kaisi ho
Neha - dekh mujhe distrub mat kar bandar kaam karne de ek toh upar se teri wajah se bhabhi bhi naraj hokar baith gyi hai .
Aryan- are distrub nhi karne aaya hun bas yeh bolne aata hun kaam khatam karne ke baad taiyar ho jaana hum jayenge Aaj shopping karne
Neha - nhi mein bhabhi ke sath hi jaungi tere sath nhi jaana mujhe kahi bhi
Aryan- are han toh tumhari bhabhi bhi toh sath mein hi chalegi .
Neha - nhi unhone mana kar diya tha jaane ko
Aryan- ab nhi karegi chalegi mein baat karta hun uske sath
Neha- kya sachi tumhari sulah hi gyi kya
Aryan- or nhi toh kya sana ko manana toh mere bayein hath ka khel hai
Neha - achha thik hai agar bhabhi chalegi toh mein bhi ready hun par mere paise ki shopping sirf bhabhi karegi tum nhi ek paisa nhi kharchungi tum par aur dusra woh phone kab dila rahe ho
Aryan - dila dunga phone bhi waise mere liye toh tum ek no ki kanjoos ho
Neha- tu yeh hi deserve karta hai
Aryan ko tabhi suman ki awaz aati hai aur woh sana ka lunch lekar apne room mein upar chali jaata hai .
Sana bhi ab apne kapde pehan ke ready ho chuki thi

Sana - aa gye aap kaha bhej diya tha maa ne apko .
Aryan- ruko abhi btata hun
Aryan ab lunch ki plate ko table par rakh deta hai aur sana ke paas jakar uski baahien marod deta hai
Aryan- btata hun pehle tum yeh btao ki bathroom mein jab khadi toh kya bakwas kar rahi thi
Sana - ahhhhh chorro mujhe yaar dard hota hai please aise mat karo bahut takleef ho Rahi hai
Aryan ab aur zor se uski bahaon ko mod deta hai
Sana- ohhhh chorro mujhe mr immature nhi toh ...
Aryan- nhi toh kya hai zab dekho baat -2 par dhamki deti rehti ho aur yeh tumhari tamij kahan par chali gyi apne sohar se aise koi baat karta hai kya .
Aryan ab thoda or zor lagata hai
Sana- ahhhhhh acha baba sorry aage se nhi bolungi please chorr do na ji mujhe .
Sana- please aryan ji mat karo na
Aryan ab sana ko chorr deta hai
Aryan - dil toh kar raha hai ek thapad lagau tere par tumhare yeh pyare face ko mein khrab nhi karna chahta
Sana- toh kya hua laga do ab aap itna haq toh rakhto
Sana ab cute sa face bnakar aryan ke aage karti hai aur aryan uski taraf dekh kar hi pigal jaata hai .

Aryan man mein- yaar kitni cute hai yeh bala kon isko marna chahega agar suhagraat wale din hi mujhe yeh aise face bnakar dikha kar sex karne se mana kar deti toh mein toh isko touch bhi nhi karta .
Sana- kya hua aise kya dekh raho mere pyare pati dev
Aryan- achha yeh sab chorro pehle yeh btao ki tumne khana kyo nhi khaya pagal ho agar hamare mein koi thodi bahut behas ho jaye toh tum khana nhi khayogi kya
Sana- woh toh bas ..
Aryan - woh toh bas kya hain tumhe akal vakal nhi hai chalo khana kha lo aur aise mat kiya karo yaar thodi samajhdar bno
Sana- kya ab dantate hi rahoge jab se upar aaye ho bole jaa rahe ho
Aryan- acha chala khana kha lo
Sana- nhi mujhe nhi khana
Aryan- phir wohi baat chali lunch kar lo phir humko jaana bhi hai
Sana- ab kaha jaana hai
Aryan- mall mein shopping karne
Sana- nhi yaar mujhe nhi jaana
Aryan- yaar ab kya baat hai dekho jyada natak mat karo jaldi lunch kar lo aur taiyar ho jao
Sana- achha thik hai par phir aap neha ko bhi keh do na hamare sath chale
Aryan- di bhi sath mein hi chal rahi hai
Sana- sach mein toh yeh baat pehle bolte na tum
Sana ab haste hue aryan ki baju par ek thapad marti hai
Aryan- tamij
Sana- oops sorry
Aryan - chalo ab khana kha lo
Sana ab apna lunch karne lagti hai
Sana - aap bhi khao na
(Sana ab apni plate se aryan ko khana khilane lagti hai )
Aryan - bas karo mujhe bukh nhi hai aur yeh sab chorro mujhe yeh btao ki mere black shoes kaha hai mil nhi rahe hai
Sana- niche rakhe hai
Aryan- achha thik hai mein niche jaa raha hun tum bhi lunch kar ke taiyar ho jaana
Sana - thik hai par yeh toh btao ki hum movie dekhne bhi jayenge na
Aryan- hmm
Aryan ab niche chala jaata hai .
Neha - oye bhabhi kaha hai
Aryan - upar hai
Neha - achha thik hai
Neha ab sana ke room mein chali jaati
Neha - aap abhi tak taiyar nhi hui bhabhi mujhe laga tha ki aap ready ho gyi hongi
Sana - are mein ready ho toh hun
Neha - yeh pehan ko jayogi yaar kabhi toh yeh suit na pehan kuch or daal liya karo
Sana- kyu achha nhi lag raha hai
Neha - nhi aisi bhi koi baat nhi hai par aaj aap kuch different pehno waise ek baat btao yaar apko yeh aryan ne aakhir manaya kaise mujhe toh laga tha ki yeh drama ek hafta toh chalega
Sana ab neha ki baat sunkar muskrane lagti hai
Neha - oho aise muskra kya rahi ho btao na kya hua tha .
Sana- datt badmash kahi kabhi toh thoda serious raha kar
Neha - chalo rehne do mat btao nhi btana hai toh waise bhi tumhari smile se samajh gyi aakhir kya hua waise tumhare bed ki chadar itni buri halat kyo ho rakhi hai
Sana- chup kar besharam kahi ki mein. Niche jaa rahi hun kitchen mein
Neha - are kitchen mein jakar kya karogi taiyar nhi hona hai apko hume mall bhi toh jaana hai
Sana- mai taiyar hu tu hoja taiyar mein toh aise hi jaungi
Neha - nhi bilkul bhi nhi