- 180
- 267
- 43
Upadate No. 4. Dtd 21 April 2020
Friends college ka part mai story se ignor kar rahi hun. Kyuki stories me college ki life ka jyada role nahi hai. Jab usaki need hogi tab kuch upadate de dugi. Par I think abhi in upadate ki zarurat nahi.
College ka first day tha isliye humare last 3 lecture cancel the. Maine bhai ko call kiya to usane bataya ki use abhi time lagega. Isliye maine aur Diksha ne decide kiya ki hum scooty se hi nikal jate hai. After some time,
Diksha: vrushu, ek bat puchu?
Mai: hmmm
Diksha: par pehale promise karo ki gussa nahi hogi..
Mai: muze us bare me koyi bat nahi karani.
Diksha: par kyun? Kyun tum aur dada ek dusare se
Mai diksha ki bat bich me hi kaat deti hun.
Mai: diksha mene kaha na ki muze nahi karani bat us bare..
Diksha samaz jati hai ki ab muze gussa aa raha hai. Is liye vo b ab baat palat deti hai. Par vo man me sochati hai ki aesa kya huva hai mere aur dada k bich jis se family hi dada k khilaf ho gaye hai. Mommy to hamesha in teeno ka example hume deti thi kitane pyar se rahate hai jab mere and shital didi k bich zagara hota. Pata kar k rahugi hi chahe kuch b ho jaye.
Diksha: vrushu, vese kaha tak pahuchi tumari story..
Mai: (soch me dubi thi) kaha yaar, abhi b vahi ruki huyi hai. (After some second..) kya pucha tumane
Diksha meri baat par hasati hai aur scooty ek coffee shop par rok deti hai.
Diksha: vahi jo tum soch rahi ho.
Mai: kya soch rahi hun mai
Diksha: ab utaregi b ya nahi.
Mai scooty se utarati hu aur diksha b.. mai use ab b sawaliya nazar se dekh rahi thi.
Diksha: aese kyu dekh rahi hai. Tum b janati ho mai kis bare me bat kar rahi hun. Aur mai aaj jaan k hi rahugi.
Mai aur diksha coffee shop me jate hai aur 1-1 coffee order karate hai.
Diksha: ab bata b do yaar, kitana attitude dikhayegi.
Mai: tume to pata hai sab, fir kyun puch rahi ho.
Diksha: meri baat maan, aur jesa mai kehati hu vesa kar…
Mai: tere ideas tere pas hi rakh. Tere ideas se kese hote hai muze pata hai.
Diksha: hahaha. Khud to kuch nahi karati aur ilazam mere idea par deti hai.
Mai: bhul gayi kya, last time kya situation ho gayi thi.
Diksha: ha par handle b to maine hi kiya tha na… acha chod, ye bata ab kya plan hai tera.
Mai kuch soch k: abi to kuch nahi socha. Par karugi jaldi hi kuch.
Ab tak hum dono ki coffee b khatam ho gayi thi. Tab hi Diksha k mobile par ring bajati hai. Screen par naam dekh k diksha meri taraf dekhati hai. Aur mai b has k use call uthane ko keh deti hu. Par mai call ko answer dene se pehale mobile ko earphone laga deti hu aur ek earphone side apane pas rakh deti hun. Diksha k liye ye aam baat thi. Isliye vo b second earphone laga k baat karane lagati hai. Aur mai b samosha order kar deti hun jo mera one of favorate hai.
Diksha: ha bolo jaanu,
Dusari side: kesi hai meri jaan.
Diksha: thek hun, ap kaise ho,
Dusari side: tadap raha hun teri yaad me…
Diksha: acha,
Dusari side: kaha ho ab, milane ka dil kar raha hai.
Vo kuch aur bolata tab mai khasati hun. Aur diksha ko dekh k hasane lagati hun. Jis se diksha ko sharam aane lagati hai. Aur vo earphone nikal leti hai, aur directly cell se bat karane lag jati hai.
Diksha: coffee shop me,
Dusari side se kya reply aya mai nahi janati kyuki ab to kuch sunayi nahi de raha.
Diksha: ha, sath hi hu.
Dusari side se mere bare me pucha hoga jis k reply me diksha ne ye reply kiya. Kuch der dusari side se bate hoti rahi jisaka jawab diksha sirf hmm, ha, na me de rahi thi. After call disconnected
Mai: so janu ko jaanu ka bulawa aa hi gaya.
Mai diksha ko chidane k liye ye bat kahi thi. Diksha b muze chair se uth k marane ka try karati hai. Par mai door ho jati hun. Jis se diksha ka waar chuk jata hai. Humari chair k sound ki vajah se aspas k kuch table ka dhyan humare taraf ho jata hai. Par hume hasate huye dekh k vo log b normal ho jate hai.
Mai: to mehbooba ko kaha jana hai ab,
Diksha: abi to ghar jana hai..
Mai: apane ya us k….
Diksha: tume us se kya. Chidate huye bat keh deti hai.
Mai: acha chod, tu pata aaj kya plan hai.
Diksha: kuch nahi yaar, kahi jayege ghumane.
Mai: ghumane ya ….
Meri baat par diksha sharma jati hai. Aur reply me kuch nahi bolati.
Mai: acha chal, muze pahale ghar chod de, fir jana apane yaar k sath gulchulle udane,
Diksha: ruk tu, jab tera yaar kuch karega na tab mai bataugi tuze…
Mai: chal chal… mai nahi karane wali aisa kuch
Diksha: ohhh hooo nahi karegi… vo khud kar lega hihihi.
Reply me mai b has deti hun. Aur hum ghar aa jate hai.