• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery MAZEDAR SOCIETY

Esha.

Member
256
211
43
tab jhanvi reshma ke paas aake message padane lagti hai

mann hona chahiye kisi ko yaad karane ka
waqt to aapne aap hi mil jata hai

sahi kah rahe hai aap ke janab

haan bilkul

to kya khayal hai

kuch bhi to nahi

message bheje

bilkul nahi

tabtak jhanvi reshma ka mobile haat mai leke message bhej deti hai

haaan ji

reshma ka reply dekhate hi billu khush ho jata hai

Good morning ji

07afd231793683610cdf4eff48ddffd1.jpg


Aisa kahte hui jhanvi ek reshma ka photo chai pite hui tha wo use bhej deti hai

Ye dekhate hi billu khush ho jata hai

Ye kya kar diya jhanvi tumane aab ye mere jaan khayega

Tab tak billu ka message aa jata hai

Ho gayi kya neend memsaab

Dekho aaya naya message

Sorry budhhu memsaab

Message pad ke jhanvi kahte hai

Ye budhhu memsaab kya manjara hai bhabhi

Kuch nahi wo muje aise hi bolata hai

Aise hi

Haan

aise kaise ho sakata hai .. kuch to hua hoga ..

Tab reshma sab bata deti hai billu use kyon budhhu memsaab kahta tha wo

Tab hasate hui jhanvi kahte hai

Aajse mai bhi aapko budhhu bhabhi kahungi

Tab uske sar ke pichhe chapat lagakar kahte hai

Khabardar agar aisa kuch kaha to

To kya aap ko budhhu kahane ka adhikar sirf aapke billu ko hi hai kya

Tab jhat se reshma kahte hai

Haa

tab use samaj aa jata hai usne kya kaha

Nahi nahi

Tab jhanvi kahte hai

Achha gadi yaha tak aayi kya

Tab sharmate hui kahti hai

81a7f8c423eae4009bfc683f41851706.jpg


nahi aisa kuch nahi hai

Tabhi billu message karta hai

Kya kar rahi ho aap

Tab reshma kahte hai

De do jawab aab

Matlab chatting chatting mai aab aapko bhi maza aa raha

Maza biza kuch nahi aa raha hai but tumane suru kiya hua hai to bechara message kar raha hai to hamara farz hai na ki hum bhi jawab de

Bechara …achha hai bhabhi

Aab jada bate mat banao aur jawab do

Thik hai kahte hui jhanvi jawab dete hai

Kuch nahi

Kuch bhi nahi

Haan kuch bhi nahi

Chalo to phir kuch karte hai

Kya

Ek game khelate hai

Konsa

Mai kuch bhi bolu tume bolana hai

Tab jhanvi reshma ki aur dekhate hui kahte hai

Aap ko tum kah raha hai

Waisa hi hai wo

Aabhi to aap kah raha tha. Aab tum pai aa gaya bhabhi ye

Waisa hi hai .. kabhi tum kahta to kabhi aap kahata hai

Ok bhabhi

Mai tume yaad karta hu
tab reshma message karti hai

Mai nahi karti

Aisa nahi chalega

Ye khel nahi chalega

Haanji

tab jhanvi ke friend ka call aata hai

bhabhi muje college jana hai

par tune nashta kiya kya

nahi kiya par bahar kar lungi

abhi bana deti hu

bana dena par aapne billu ke liye .

tab reshma sharma jati hai

fe6d318bb2c99f1fbccfba184700f7cc.jpg


bhabhi aap to billu ke naam se hi bahut sharma rahi ho .. kahi sharam se usko chipak mat jana bahbhi

pagli mai aisa kaise kar sakati hu

aab aap decide karo aap kya kar sakti ho aur aap ke saath aap ka billu kya kya kar sakata hai ... mai nikalati hu.. niche mere friend wait kar rahi hai

thik hai

tab billu message karta hai

Kya kare phir

dedo aapke aashiq ko reply .. kahi aisa na ho jai reply ke chakkar mai wo aap ke bedroom mai na aa jaye

tab gusse mai pillow reshma jhanvi ko fek ke marti hai ..tab bhagte hui jhanvi kahti hai

bye bhabhi

bye jhanvi

tab billu kahta hai

aap waha pai ho kya budhhu memsaab

tab jara nakhare se kahti hai

5d9545934e3cf392c7c49e6c2498a53f.jpg

hu ..aur kaha jaungi

to kya kare phir

Kuch nahi

Kaha ho

Ghar pai

Ghar mai kaha

Bedroom mai

Ok kya kar rahi ho

Bed mai baithe ho

baithi hu ya leti ho

baithi hu baba ..aab kyon letungi ..neend ho chukhi hai mere
achha tere se ek question puchane ka bara mann kar raha tha

Pucho ji ..kya question hai

Patana kaha hai

Bihar mai hai shyad

Yaha hi pat jao ..itane door jane ki kya jaroorat hai

Yaar kuch bhi .. aisa bologe to mai baat nahi karungi

Sorry

thik hai

waise aap ko dekhane ka mann kar raha hai

kyon ji

jab se aap ko mil ke gaya hu tab se dil bechaain hai

haaaaaaaahhhaaaa..

aap ko hasi aa rahi hai kya

hasu nahi to kya karu

video call utao phir batata hu

nahi utanugi

tab billu usko video call lagata hai tab reshma call cut karti hai tab billu phir se call lagata hai tab wo phir se call cut karti hai jab disari baar billu call lagata hai tab reshma call utati hai.. aur nakhare se kahti hai

kya hai ..kyon video call laga rahe the

tumko dekhana ka mann kar raha tha

dekh liya na aab ..video call cut karo aab

jara nakhare se kahti hai tab usko hi billu dekh raha tha aur wo bhi mobile khada rakh ke use dekhate hui baal thik kar rahi thi ..


3a0cd71270be049dd831fce5bfab71b1.jpg


mashha alla kya ada hai tere

tab reshma jhat se video call cut karti hai .. billu phir se call lagata hai par reshma call nahi utati bahut baar video call lagata hai par reshma nahi utati ..bahut baar mesaage karta hai par wo utati nahi hai .. tab pareshan hokar billu shirt pant pahankar sunita ke ghar se aapne room mai chala jata hai ..
jabardast aur chamatkar update!
 

rajkumar90

Well-Known Member
2,454
32,016
189
mashha alla kya ada hai tere

tab reshma jhat se video call cut karti hai .. billu phir se call lagata hai par reshma call nahi utati bahut baar video call lagata hai par reshma nahi utati ..bahut baar mesaage karta hai par wo utati nahi hai .. tab pareshan hokar billu shirt pant pahankar sunita ke ghar se aapne room mai chala jata hai ..

phone rakhane ke baad reshma kitchen mai chali jati hai aur kitchen sink ke pass sat ke khade hoke sochane lagati hai .


FB-IMG-1750991989356

phir doodh garam kar lete hai aur glass mai doodh dalane lagati hai .. subah subah doodh pina uski purani aadat thi .. phir waha rakhe dudh ke glass ko utha lete hai.........aur sip sip karke peene lagte hai ......

Tabhi uske husband ka call aata hai

Hello

Sorry yaar

Reshma kuch nahi kahti

Sorry na reshma…maine bina kuch soche bina tume puche usko tumara number de Diya

Hmmm.. it's ok arvind

Mai bhi kitana budhhu hu .. maine ye kaise socha nahi ki tumare number ka wo misuse kar sakata hai

Nahi

Matlab

Tumane kaha na wo waisa nahi hai .. misuse nahi karega .. muje lag raha hai tum sach ho

Subah to bahut gusse mai thi aab kaise tume pata chala ki wo waisa nahi hai ..

Waise baat nahi hai arvind..muje wo achha insaan lag raha hain. . ..tum theek hi keh rahe the ... maine hi uske bare mai galat socha tha par aab muje lag raha hai wo waisa nahi hai wo achha Banda hai

kya usne call Kiya tha

Haan


Waisa nahi hai to kaisa hai tumara kala kaluta

Kon kala kalutha

Kon kya billu

Maine kab use kala kaluta kaha ..

Usdin

Usdin kab

Jab maine jab raat ko call kiya aur baad mai tune muje return call kiya

Tab jara gusse se reshma kahte hai

Maine kabhi bhi billu ko kala kaluta nahi kaha aur mai kyon kahungi ..wo kaha kala kaluta hai aur arvind tume kis angle se billu kala kalutha laga

Muje nahi laga par

Tab Jara jor se reshma kahti hai


par kya .. muje lagata hai arvind tume chashma laga hua hai
.. eyes specialist to dikho tum

Dikha dunga..
 
Last edited:
Top