• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Manhoos Ya Masum

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

andyking302

Well-Known Member
6,123
14,418
189
Update 15
**********




yash ke pet me hue talvar ke ghav ke chalte neechi ki puri body khun se rangeen ho chuki thi. scene bhayankar darawana tha. lekin ek nazar chaunkne ke bad sab aise shant ho gaye. jaise khun dekhna unke liye aam baat ho. yash ka ghav aam sa ghav ho.



yash IG ko ghoor kar dekhta hua bola:


IG Of Police hai.

parr....

thakuruon ke talve chaatne wala kutta lagta hai tu.

IG ke sath 2 senior offices the. kuch police wale the. digvijay, taya abhinav aur parivar ke sab the. gusse me a gaye sab.

yash: talve chaatne walun kutton ki awaz me ghamand??. samjh se pare ki baat hai!.

IG: bakwas mat kr. sir ka samman karta hon. warna tere tukde karke tujhe sath le jata yahan se. woh bhi ghaseet-te hue.

yash: kis jurm me?

IG aage bolna to bohut kuch chahta tha. lekin digvijay ne hath utha diya

digvijay yash ko ghoorta hua bola: desh ke sabse mahaan aur powerful person digvijay thaakurrr ki kothi me ghus kar atank machaya ha tuney ladke. khud ko mera beta bol kar meri parivar ki mahilaon ke sath durvyavyar kiya ha tuney. abhay thakur mere bhai abhiraj aur mere do bhatijon par hath uthaya ha tuney.



yash digvijay thakur ke khel ko samjh gaya. ye bhi samjh gaya digvijay thakur alag hi level ki chiz hai.

yash ke honto par muskan aa gai.

yash: pahli baat. mere paas aise documents han jo ye saabit karte han. mai aap ka beta hon.

digvijay: mai kisi documents ko nahi maanta. 4 paise de kar kaise bhi documents banwa lena desh me aam baat hai.

yash: jaanta hon!. sab jaanta hon!. woh bhi janta hon. jo aap ya koi bhi nahi janta. yahan mere aane ka kaaran kyaa hai. wo to aap aur sab jaan hi gaye han. lekin mai kyaa kuch aur kaise sab karne wala hon aap nahi jaante. koi bhi nahi jaanta.


yash apne pet ke ghav ki orr ishara karta hua bola



ghav mere lagaya gaya ha. maar peet ka charge aap mujhpar laga rahe han. ye ghar mera bhi hai. ye parivar mera bhi hai. aur aap ya koi bhi(IG aur police walun ko dekh kar) ye police wale is desh ka kanoon koi bhi mujhe is ghar me to kyaa pure khandan ke kisi ke bhi ghar me ghusne se nahi rok sakta.


parr.....

yash ka confidence alag hi level par tha.

jaise woh bola tha. police wale to dheele par pad gaye the. lekin IG nahi.

taya abhinav is baar gusse se bola: nahi to kyaaaa?. haan nahi to kyaa ukhad lega tu hamara. pahle bhi tu hamara kuch bhi nahi ukhad paya. is baar bhi nahi kuch nahi ukhaad paayega. pahle bhi power me hum kamm nahi the.. ab to desh ke mukhe mantri tak ki hamare aage koi hasiyat nahi hai.. teri kyaa aukat hai.

yash abhinav ke saamne ja khada hua. usay ghoorne laga.


yash: aukat ki baat karta hai......... good!. very good!.

yash mazak ke mood me aata hua: achhe.. bohut achhe.. badhia.. bohut badhia..


fir IG ko dekh kar bola: paise dekh kar dumm hilane wale kutte. tu aur apne sathi kutton ke sath bahar chal kar khada ho. aa raha hon mai tere pass. meri ladai kanoon se nahi hai. lekin mai tujh jaise thakuron ke talve chaatne walun ke liye bhi yamraj bankar aaya hon. jaaa bahar jaa. parivar ke beech tera kaam nahi banta ha.

yash ne digvijay ko dekha: ye!.........

fir IG ko dekh kar bola: mujhe apni power dikhane laya ha. meri power kyaa hai. tu mere pet ke bhav kar hi samjh jaa. nahi to mai samjhane par aaya to tu jo barson se talve chaat chaat kar papi pet bharta aaya ha na. tujhe mai moot pilana shuru kar dunga. aur mere moot se tera pet bharega nahi... phat jaayega.


IG aise tilmilane laga tha. jaise uski gaand me kisi ne mirchen ghusa di hon

wo kuch nahi bola. digvijay ke ishare par wahan se chala gaya


yash digvijay ke saamne ja khada hua. is baar alag hi dhang se bola

yash: digvijay thakurr tu samjhta ha tu wahshi hai jallad hai. chalak loomri ha. chaal chalne me maahir hai.

digvijay: thakurr khoon meri ragon me ha. desh ka sabse richest person hon.. har khubi mere andr to hogi hi. tuney bhul kar di yahan aa kar ladke. door rahta, yahan na aata to char saanse aur le leta. shrap mila hai humen to jee lete taise jaise karke. barson se jeete hi aaye han. baki ki zindagi bhi jee lete. lekin tujh jaise gandi naali ke keede ke bistar ki zeenat bante hue nahi dekh sakte apne parivar ki ek bhi stree ko. tu gandgi hai aur hamari striyan pavitr. tu achhoot hai aur hum raj ghirane ki santan. mahaan rajaon maharajaon aur yudhaon ka khoon daud raha ha hamare khoon me. tu zameen par reengne wala keede jo hamare saamne keval reengne ke hi layak hai. hamari barabari nahi kar sakta. hamare saamne khada rahne ki uski aukat nahi. jise hum apna naukar tak rakhna bhi gawara na karen. woh aukat me hamare barabar bhi ho jaaye to bhi rahega wo gandi naali ka keeda hi. achoot kabhi kabhi mahaan nahi ban sakte. hamari striyon ke layak nahi ban sakte.. dasi banane ki soch to sambhav hi nahi..


yash ko gusa nahi tha. yash ko hasi aane lagi.. ye dekh digvijay aur sab ko ascharya hua. itne zahreele shabd sunkar bhi yash shant kaise khada rah sakta hai..

yash fir has pada: hahaha!... ye tum log bar bar mujhe gandi nali ka keeda bada kahne lage ho. aisa ha to fir to tum sab bhi gandi naali ke keede hue fir.. akhir tum mere baap ho. meri ragon me tera khoon, ooonchiii shaan wale thakur parivar ka khoon daud raha hai. rajaon maharajaon aur mahaan yuddhaon ka khoon daud raha ha. hasiyat me kaise, rutbe me kaise mai kam ho sakta ha mere mahaan papa.. kyaa aap mujhe batayenge.

digvijay chilla utha: nahii hai to hamara khoon. nahi lagta tu hamara kuch bhi. achhoot hai tu. ek janam kyaaa tu hazar janam lekar bhi ganga jal se roz snan karke bhi tu pavitr nahi ho sakta. hamari barabari nahi kar sakta.. gandgi me rahe keede ko jitna bhi nahla dia jaaye. woh rahega gandgi ka keeda hi.. meri pavitr patni ragini ki kokh se janam lekar bhi tu pavitr nahi ho sakta. tu ragini ka beta nahi. ragini teri maa nahi.. zameen par reengne wali ek vashya ka beta hai tu


ye wali baat par yash ka khoon khaul utha. na chahte hue bhi wo apne aape se bahar ho gaya

ek kadam peeche hua aur fir taang utha kar zordar kick digvijay ke pet me maari. aur digvijay udta hua peeche khade hue adarsh abhay aur mayank se takra gaya. charon ek sath gir pade the. sab cheekh pade the.


tabhi arjun aur kaiyon ne guns yash ki orr seedhi kar di

bharti chilla uthi: dekh kyaaaaaa rahe ho. bhoon do is shaitan ko.

vikrant: chhalni chhalni kar de naali ke keede ko

aisa hi kar jaate sab. lekin kamre ke darwaze par khadi shweta cheekhti hui bhaagi


aur yash ke saamne dhaal bankar khadi ho gai. deepti thakur pal bhar ko ascharya me padi thi. fir woh bhi bhag kar yash ke saamne aane lagi

tabhi uske bete arjun thakur ne deepti thakur ke pairon me fire kar dia. deepti cheekh maar kar ruk gayi.. dahshat me aa gai. arjun ko dekha. wo apni maa ko khooni ankhon se dekh raha tha

shweta cheekhi: nahiii.. nahiii mere bhai ko mat maariye plz..


digvijay apni shweta beti ki baat sunkar pahle to shocked hua. fir ascharya me pada.. dusre hi shan beinteha gusse se dekhne laga

digvijay: shweeettaaaaaaaaaaaa

shweta apne papa ko dekh kar kanpi.. fir bhi roti hui boli: paaapaaaa!.. plz bhai ko mat maariye aap. bhai bohut achhe han papa

ab deepti ne bhi apne bete ki parwa chhod di. ek baat uske andr gooonj gai thi. wo maregi nahi. jab se yash dunya me aaya ha. pure khandan ne na to yash ke bad koi aur janma hai.. na hi kisi ki mrityu hui hai. woh bhi nahi maregi.

deepti yash ke aage aa kar apne bete ko dekhti hui kanpti hui boli

deepti: arjun bete!. mai teri maa hon. tujhse zayada dunya dekhi hai maine. yash ke sath mil jaaa--

arjun ghuse se pagal ho gaya: chuppppp karrrrrrrr jaaaaaaaa.. is kutte ke aage dhaal bankar tuney khud ko iski dasi sweikar kar liyaa hai. ek beta kaise apni maa ko dasi ke roop me dekh sakta hai. aisa karke tuney khud ko meri maa se ek randi bazaru vashya ke barabar khada kar dia ha. nahi rahi tu abse meri maa.. jaan se maar dunga mai tujhe.


arjun thakur ke moh se apne liye randi vashya ke shabd sunkar deepti thakur ka kaleja phatne laga. kitna kuch ek hi din me usay sunna aur sahne ko mil gaya tha. pati ne uske moh par thuk dia tha. bete ne usay randi vashya bol dia tha.

yash apne saamne shweta aur deepti ko dhaal bante dekh kar khush ho gaya tha

yash ne dono ko ek sath badi hi speed ke sath ek side kiya aur khud bhi uchhal kar arjun ke paas ja pohncha. ab koi fire nahi kar sakta tha. karta to arjun ya koi aur lapet me aa jata. yash ne arjun ko fire karne ka moka nahi dia tha

jitni der palken jhapkane me lagti hai. itne hi samay me ye sab yash ne kar dala tha. kaise koi is speed ko samjh kr react kar sakta tha.

fir bhi arjun ne fire kar dia tha. pata chala gun ka rukh upar ki orr tha. chhat ke cheethde udne lage the.

sab cheekh pade. kahin koi bullet bhatak kar unme se kisi ko chaat na jaaye

sab ladkiyan jo kamre me bethi baaton me lag gai thi. shor sunkar kamre se nikal kar idhar hi aa gai thi. ab jo kuch dekhne ko mil raha tha. dekh kar sabhi ke ronghate khade hue jaa rahe the

nisha mann me.. hamare parivar ke mard kitne nirdai hain. insan nahi janwar hain.


aise hi vichar sabke the. par darr khauf dahshat sabse badhkar thi. yash jo ke manhoos tha, shaitan tha. yash ki aur apne parivar ke ahankari mardon ki dahshat.. sab ladkiyon ko jaise har chahre me shaitan aur yamraj dikhai dene laga tha.yash stranger nahi tha. fir bhi stranger tha. ek hi din me kaise uske liye apni feeling thoughts me change la sakti thi.



yash ne ek jhatke ke sath arjun ke hath se gun chheeni aur fir bade hi dabang lahje me bola


yash: aate hi kaha tha. koi bhi mera baal baka nahi kar sakta. par tum sab ne mujhe halke me le liya. halka nahiiii hoooooonnnn mainnn.... ghamand jaayega nahi tumhara.. mujhe hi sare ghamand ko chakna choor karna padega. aur mai karunga.. zarur karunga... abhi mai yahan abhi kisi se badla lene nahi aaya tha. kisi ko dasi banane bhi nahi aaya tha. aaya to tum sab se milne aaya tha. tum sab ki apni aukat kyaa ha. ye dikhane aur batane aaya tha.. badi aukat wale ho na tum sab.. bade mahaan ho na tum sab. tum sabki nazron me achhoot aur gandi naali ka keeda hon naa.. ab dekhna ye gandi naali ka keeda tum sab ka haal kyaa karta ha. gandi naali ke keede to aise hi badnam hain.. asal me gandi naali ke keede hote kaise hain.. wo mai tum sab ke anjam davara tum sab ko live dikhaunga.. meri aukat kyaa hai... kuch der me dekh loge. kanoon se bhidwa kar mujhe uljhana chahte ho. jald hi dekh loge. desh ka kanoon mere talve chaatega. ek sath kai game plan karna chahte ho. bachhe ho tum tum sab.. digvijay!.. tum mere baap ho.


nahiiii.. nahi ho tum mere baap..

mai....

mai hon tumhara baap..

tum sab ka baap..

tum sab ka maalik.. is parivar ki ek ek stree ke jism o jaan ka maalik..

chahun to pal bhar me tum sab ko jaan se maar dun

yash bharti thakur ko dekh kar bola: chachu to abhi tere badan ko noch daalun

parr...

nahiii....

barson ka dard ha.

janmo ka dard hai.

kaisa dard ha

abhi anjaan hon

kitna dard hai.....


jaan nikalti hai. jab bhi seene me uthata hai to


yahan aate hi hawaon me jo dard bhari siskiyan suni han maine. woh itni zayada painful hon. hosh wale bhi paagal ho jaayen

aur...

aur mai inteqam lene me jaldi nahi karunga.

chun chun kar badla lunga..

achhon ke sath bohut achhaa

aur...

buron ke sath bohut bura karne wala hon mai..

jaa raha hon..

tum sab ko tumhari aukat

aur..

tumhare talve chatne wale kanoon ko

uski aukat dikhane!.





andr se sab hill gaye the. shweta aur deepti thakur uth khadi hui thi. door khadi sabhi ladkiyan bharti thakur ke sath babita thakur sab ascharya me thi. darr dahshat me thi..

bharti thakur ka gusa har pal badhta hi chala ja raha tha. darr bhi rahi thi.. lekin darr dil ki gahraiyon me tha.

akhir shrapp jo mila hua tha

darr jayaz tha

par akad darr ko khaaye hue thi. dabaye hue thi.

yash ne gun wala hath upar uthaya: mujhe fire karke maaroge to mai marunga nahi

mai ek hi round me kitne ka safaya kar jaaunga. tum andaza bhi nahi laga sakte

fir hasa: waise peet peeche fire karke khud ko mard saabit kar sakte ho. asal me ho to tum sab kayar hi

aur yash ne sabki orr peeth kar li

ab bhi kai guns uski orr tani hui thi.. lekin chah kar ab wo fire nahi kar sakte the

bahar wale andr fire nahi kar sakte the. yash ka seena unki orr tha. lekin andr haal me parivar ke sabhi sadasy maujud the.

sab yash ki peeth ko ghoorne lage. peeth ko hi goliyon se chhalni karne lagen. aise vichar sabke mann me aane lage.

par kaayar nahi tha koi bhi. aisa saabit karne ke liye sab guns ke triggers par dabav nahi badha sake.


ye bhi soche bethe the.. shaitan hath se bach kar to nikal sakta hai nahi.. abhi nahi to kuch hi der me shaitan shikanje me hoga...


kothi me front door par pohnch kar yash peeche mud kar bola

yash: didi aur chachi ke sath kuch mat karna. haath bhi mat lagana. lagane ka mann ho to meri maut ke bad dil khol kar apni bhadaas nikal lena. usse pahle nahi.. warna mai woh haal karunga tum sab ka....... khud hi imagine kar lo. mujhe shaitan samjhte ho to shaitan kaisa haal karta hoga. tumme se koi anjaan nahi hoga..

yash ne ek nazar shweta aur deepti thakur ko dekha. ek nazar door khadi apni dusri bahno ko, tayi ko dekha.

jaise kah raha ho. mere sath mil jaaao.. sukhi rahogi. pyaar milega. otherwise saza milegi. mere gusse ko jhelna padega

aur sab jaise yash ki ankhon ki bhasha samjh gayi. par itne kam samay me kaise koi nirnay le sakti thi koi ek bhi stree.

tabhi ek sath kai yash par toot pade. is bar kisi ne bhi yash par fire nahi kiya.. khali hath hi yash par toot pade the.


jald hi yash ke hath peeche ko karke hathkadi laga di gayi.

yash ke honto par fir bhi smile thi

yash: mai janta tha dushmano.. aisa hi kuch hoga. dumm ha mujhme. mard ka bachha nahi hon mai. ek kaayar ka beta bankar janma hon mai. lekin is samay ka sabse bada soorma hon mai.



yash ki hathu pairon se pitai hone lagi. kai jaga se khoon nikalne laga tha. pet ka ghav bhi firse khun ugalne laga tha. digvijay aur andr khade sab mard bahar yash ke karib aaye



bharti: to fir ise is baar bhi wahin maar kar gaadh dia jaaye. jahan pichhli baar gaadha tha.

digvijay ke honto par ek zahreeli muskan ubhar aai. yash ko khooni ankhon se ghoorta hua bola

digvijay: ab kahan gai tumhari akad maha shaitan ji.

yash daring se bola: kaha to tha.. tum sab ko tumhari aukat dikhani hai aaj mujhe. tabhi shaant hon.

digvijay ne yash ke sir baal pakad kar khenche aur yash ki ankhon me ankhen gaadh kar bola

digvijay: theek ha fir.. jahan hum tujhe le ja rahe han. wahan dikhana tu apniiii........... aukaaaaaaaaaat!.



yash ne keval smile hi kari

yash ko IG aur police davara ek police van me bitha kar wahan se lejaya jaane laga.




<---------------------------->



ek sath kai gadiyan digvijay thakur ki kothi se nikli thee...


kothi se 200 meter ki doori par opposite side ek gadi aur khadi thi. digvijay thakur ki kothi se kafila nikal kar door hua tabhi wo gaadi harkat me aai.

kuch der me woh gaadi digvijay thakur ki kothi ke gate [jise abhi band nahi kiya gaya tha] se andr parvesh karti dekh chaukeedar aur rakhwale ascharya me pad gaye.


driving seat par, front seat par do girls bethi dikhai di thi. warna gadi ko bina permission kothi me ghuste dekh kar firing shuru kar di jaati. gadi ruki, dono door ek sath khule. aur badi hi charming personality wali dono girls andr se bahar nikli.


dekhne wale dono ki sundrta aur figure ko dekh kar palken jhapkana bhul gaye the. dono ki chaal par dharti par padte kadmon ki dhamak apne dilon par mahsus kar paa rahe the.

andr haal me ab bhi arjun thakur, adarsh aur anup thakur ke sath yash ka chacha aur taya dono maujud the.

sari girls bhi dono ladkiyon ko dekh kar hairani se dekhne lagi.


dono ladkiyon ne ek ghambir nazron se sabhi rakhwalun ko dekha aur kothi ke khule front door se andr haal me ghusti chali gayi.


kisi ne nahi roka dono ladkiyon ko.

sab hairan ye in dono girls ko dekh kar


dono ladkiyan sabke beech ja kar khadi ho gai. sabko ache se nazar bhar kar bari bari dekhne lagi.

shweta par nazar padi to ek ladki bol padi: aap shweta ho naa??.

aur shweta hairan ho gai

ladki firse boli: maine poohcha ha. aap shweta hi ho na

shweta ghabra kar idhar udhar dekh kar haan me sir hila gayi.

fir dusri ladki deepti thakur ko dekh kar boli: aur aap deepti thakur han naa.

deepti thakur aur sab hairan the. deepti thakur ne bhi haan me sir hila dia

adarsh ab sakht lahje me bola: kon ho tum dono. hamare parivar se nahi ho tum dono. hamari pahchan ki nahi ho tum dono.

tabhi dono girls ek sath muskura padi.. sab dono ki mohit kar dene wali muskan par hairan hue.

[Why are these two girls smiling?]... sabke mann me yahi vichar ubhare the.


dono ladkiyan fir ekdum se ek sath harkat me aai. sab ko laga bijli si koond gayi ho

arjun thakur ke hath me jo gun thi. wo ek ladki ke hath me thi. aur arjun thakur hawa me udta hua [aaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh] ki awaz ke sath cheekhta hua door ja kar girata dikhai dia.

dusri ladki adarsh ke paas pohnchi. adarsh ko sir ke baalon se pakad kar pal bhar me anup ke paas ja pohnchi aur fir dusre hath se anup ke sir ke baal bhi pakad kar badi shaan ke sath khadi ho gayi.


fir dono ladkiyan ek sath boli: ab baazi hamare hath me hai. koi khud ko mard samjhta hai to aa jaaye maidan me.

aur sabko saanp soongh gaya.



<---------------------------->


kothi se 30 mile door jahan charon orr ret ke xforum hi xforum the. wahan jahan surya ki tapish sir ke andr ke khoon ko khaulaye de rahi thi.


yash aur baki sab wahin the.. yash charon orr telon ko dekh raha tha. yahan aate hi dard bhari sunai de gayi siskiyon ka sound+pain kai gunah badh gaya tha.


yash ne ek gahri saans li. aur bharti thakur ko dekhne laga.

yahan yahan digvijay, bharti thakur, vikrant thakur abhay aur mayank ke sath IG aur kai rakhwale maujud the.


IG ne baki police ko raste me hi alag kar dia tha.

yash IG se bola: kaha tha na. tu paison ke liye thakuroun ka talve chaatne wala kutta ha. ab se tere bhagy me keval mera moot hi moot likha hai.

IG is baar darindgi se bola: bol le jitna bolna hai ladke. kuch der me tu mere aur sabke pairon me nak ragad kar zindagi ki bheek maang raha hon


yash: hahaha!.. chal dekhte han, mere nasib me maut hai, gidgida kar bheek maangna likha hai ya tere nasib me mera moot peena.



yash akela tha. aur akale kisi ek ka kuch bhi bigad aur ukhad sakta tha. lekin ek sath ka mukabla nahi kar sakta tha. aisa sabko yakeen tha. sab yash se kuch faasle par khade the. sab yash ko aise dekh rahe the. jaise bali ke bakre ko dekha jaata ha.


tabhi.....

fiza me achanak se kai helicopters ki awaz sunaai dene lagi.


sab sir utha kar dekhne lage. yash bhi helicopters ko dekh kar ascharyachakit rah gaya. helicopters ki sankhya me 4 thi.

yash mann me: ye kon ho sakte han?. mere plan me to inki koi entry nahi banti thi. fir ye kon hann. kahan se aa gaye ye idhar. inke saathi to ho nahi sakte. fir kon han ye.


dekhte hi dekhte charon helicopters karib aate hue neeche hone lage. helicopters ke andr bethe hue dikhai dene lage



bharti thakur ki bhuen upar ko uth gai. ek ko pahchan kar bharti thakur gusse se pagal hoti hui cheekh padi.

bharti thakur: pratibhaaaaaaaaaaaaa!..

fir aur bhi zor se chillaa uthiiii: ise kisne khabar di.. kon haayyy gaddrraaaarrrrrrrrrrr.


dekhte hi dekhte sabhi 4 helicopters charon dishaon me land ho gaye.


.
.
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi mitro.. milte han agle update ke sath jald hii.. tab tak ke liye is update ko enjoy kijiye.
Bohot hi khubsurat लाजवाब update bhai jann

Ye yash ne to full action ke mood lag raha tha...

Aur in logo ne Pehele bhi yash ke kisi apne ko mara hey jaha use laya gya hey, yaha ate hi yash ko uska abhas ho gya hey...

Aur ye pratibha kon hey ab 🤔🤔🤔🤔🤔
 
  • Like
Reactions: Naik

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,298
174



Update 16

***********






aane wale charon helicopters charon dishaon me ghere ki surat land ho gaye the. kuch doori par land hue the charon helicopters.

fir bhi ret ka jaise tufan aa gaya tha. charon orr ret hi ret thi. ret ke siva kuch nahi tha. kuchh der ke liye sabhi ne apne face cover kar liye the.


land ret ka tufan thama to pahli fursat me sabki nazar yash par hi gayi. kahin woh bhaag to nahi gaya.

lekin.....

kayar hota to bhaag jata.


yash to sher tha.

yash to woh tha. jaisa koi nahi tha.

fir waha se bhaag nikalne ko jaga bhi nahi thi. bhagne wala kahan tak bhaag kar jata. door door tak ret ke telon ke siva kuch tha bhi to nahi..




ret ka tufan thama.

tab ek helicopter ke andr se paritibha apne pati surya thakur ke sath utarti dikhai di. dono ke chahron par wahan khade huon ke liye

nafrat hi nafrat thi.
gussa hi gussa tha.
aag hi aag thi.



dono ne ek nazar yash ko dekha. fir bharti thakur aur ek ek ko dekhne lage

dono kadam se kadam milate hue bharti thakur ki orr jaane lage

yash dono ki chal dekh smile kar utha

yash badbadaya: wahh kyaaaaaa shahana andaz hai. ye to kisi riyasat ke raja rani se kam nahi lag rahe han. kon han ye dono?.

dono ke peeche 4 hatte katte guards bhi napi tuli chaal ke sath chalte aa rahe the. charon guards ke hathu me lite machine guns thi. bullets ki belts itni lambi kandhe me daali hui thi. ek hi belt single round me bharti thakur aur sab ka ka pal bhar me safaya kar sakti thi.

paritibha apne pati ke saath bharti thakur ke saamne ja khadi hui.

bharti thakur ke right side digvijay thakur aur left side vikrant thakur khade the. abhay thakur, mayank thakur dono peeche khade the. IG kuch fasle par khada tha. baki sabhi rakhwale alag alag jaga khade the.


sab ke sab paritibha ki heli force ke ghere me the.


bharti thakur: tujhe kaise khabar mili [bharti thakur yash ko dekhne ke bad firse paritibha ko dekh kar boli].. shaitan hamare shikanje me aa gaya hai.

paritibha ne bharti thukar ko dekha. fir wahan khade hue rakhwalun ko dekha.

tabhi 2 rakhwale aage badh kar paritibha aur surya thakur ke charano ko chhuu gaye.

dono ko dekh sab shocked hue.

fir digvijay gusse me aaya cheekh pada: alokkkk.. ashokkk.. gaaddaaaaaaarr!

alok aur ashok ye dono bhai the.

bharti thakur: jaan payari nahi han tum dono ko kutto. humse gaddari karne ka socha bhi kaise tum dono ne. tum dono ko pure parivar samet aise hi kisi ret ke xforum me dafan karwa dungi main.

ashok aur alok ne bharti thakur digvijay aur sab ko dekha. fir sir upar utha kar aakash ko dekha. sir ke sath sath pure wajud ko aise jhatkaa dia. jaise billi apne sharir ko jhatke dete hue khud ko active karti ha.


par tabhi paritibha ne dono hath dono ke kandhon par rakh diye

paritibha: shant raho tum dono.


dono bhai shant ho gaye.

yash ab aur bhi dilchaspi se paritibha ko dekhne laga. usay paritibha bhane lagi thi.

paritibha: nahi dafan kar paaogi aap. alok aur ashok ka parivar meri sharan me ha maa.

bharti thakur cheekh padi: mat bol mujhe apni gandi zubaan se maaaa. nahi rahi mai teri maaaaa.

paritibha: sahi kaha aap ne. aap meri maa nahi rahi. mujhe bhi aap jaisi aurat ko maa kahne me koi dilchaspi nahi rahi ab. banane wale ne bana dia aap ko meri maa. dukh bhari baat ha. pachtane par aaun to ro ro kar dum hi nikal jaayega mera.. aap ki beti bankar janam lene ka itna zayada dukh hai mujhe. lekin nahi. pachtana chhod dia hai maine.



bharti: fir aai kyun ha. jaa chali jaa jahan se. tera yahan koi kam nahi hai. shaitan ko hum hi maarenge. jaa chali jaa.

paritibha ne yash ko dekha. uske khun khun badan ko tada. fr bharti thakur ko dekh kar boli

pariitbha: is ladke ke liye aai hon. ise sath le ke hi jaaungi.


digvijay: is ke liye tujhe hum sab ki lashon parse guzarna hoga paritibha. aur hamari lashen gira pana tere liye kal bhi sambhav nahi tha. aaj bhi sambhav nahi ho paayega. power me tu aaj bhi mere saamne bachhe hai.

paritibha: ji bade bhaiya... aap ne sahi kaha. aaj bhi mai bachhi hon aap ke mukabale me........ parr.... bachi hon. kachhi nahi hon.

apne guards ko dekh kar boli: meri force dekh rahe han aap bade bhaiya. jung ke is maidan me abhi to mera palda bhari hai bhaiya ji. is ladke ko to mai lekar hi jaungi. koi mujhe rok nahi sakta. aur lashen gira kar lashon parse guzarne wali baat main nahi bolungi.

yash ko dekh kar boli: parivar me lashen girne girane wali baat ab ateet ban chuki ha. jab se is ladke ka janam hua hai. parivar me janne marne par rok lag gai hai.


paritibha ki is baat par bharti thakur aur sab jal bhun kar rah gaye the. yash ko nafrat se dekhne lag gaye the.


surya thakur bass ghoorta hi ja raha tha sabhi ko. yash ko dekh kar bhi direct usse kisi ne baat nahi ki thi. yash bhi khamosh hi raha.

paritibha jaisi shaan se aayi thi. waisi hi shaan ke sath wapis jaane lagi.

paritibha wapis laut-te samay bass itna hi boli thi: alok ashok is ladke ko lekar kr chalo yahan se.

is baat par bahs karni chahi thi digvijay vikrant bharti thakur ne. lekin paritibha ke guards ne khooni andaz me hawai firing shuru kar di thi. aur sahra bhayankar firing se aise goonj utha tha. kaan ke parde phatne ko a gaye the.



jab yash lejaya jaane wala tha. yash ne bharti thakur ke karib pohnch kar kaan me kaha tha

yash: mai to bar bar hath aata jaata rahunga randi aurat. pahle jaa kar ghar ki khabar le. wahan bhi tere liye ek shocking news maujud hai.

randi kahe jaane par jahan bharti thakur ko bepanah gussa aaya tha. wahin yash ki baat ne usay adhik chuanka bhi dia tha. chintit kar dia tha.



kuch der me jab charon helicopter fly karte hue nazron se ojhal nahi ho gaye. sab dekhte rahe the. sab hath aaye shikar ko hath se nikalte dekh bade gusse me the.


fir bharti thakur cheekh padi: digvijay!!.. ghar par phone karo.. pata karo.. wahan sab surakshit han?..

bharti thakur ki is baat par sabko yash ka bharti thakur ke kaan me bolna yaad aaya. digvijay ne abhay ko dekha


abhay ne call milayi.. fir bar bar milane laga


abhay ghabra kar: koi bhi call attend nahi kar raha ha.



<-------------------------->



kothi par keval 10 hi guards rah gaye the. jis shaitan se family persons ki suraksha kar rahe the. us shaitan ko kothi se hathkadi laga kar lejaya ja chuka tha. isliye sab normal the.


do ladkiyon ke kothi ke andr ghus aane par pahle to hairan hue sab. jab andr dono ladkiyon ne pal bhar me hi bijli bankar atank machaya to jo bahar khade andr dekh rahe sare rakhwale guns ko dono ladkiyon ki orr karte hue cheekh pade the.


[chhod do sabko.. surrender kar do.. bahar aa jaao.. nahi to bhoon kar rakh dia jaayega]

aisi chetavani di thi bahar wale guards ne



ek ladki hasti hui boli thi

[hum koi chane han.. jo tum humen bhooon kar rakh doge]

2nd ladki bhi hasti hui boli thi

[hahaha.. chane.. waahhhhh yaar kyaa dialogue bola hai tuney]

1st ladki

[kyaa karun yaar.. yash ne adat daal di ha. masti mazak me jeene ki. ladai jhagda, khoon kharaba, ye sab to ab aam si bat bankar rah gayi ha. jaise]


2nd ladki

[jaise hum ladai na lad rahe hon, khoon na baha rahe ho. koi video game khel rahe hon]


1st ladki [game hi to hai ye fight shight hamare liye]

fir cheekhi

[tum dono kab game me entry maar rahi ho yaaaaaaaaaarrr]


bahar jo guards hathu me guns liye khade the. unke peeche awaz aai

[tumne pukaraaaa jaaaaaaaaaaaaaniiiiiii.. hum chali aaaaaaaaaai]




ye dono kahan se tapak padi..


aur aur bhi adhik hairan ho gaye.

bahar khade hue guards ne jaise hi mud kar dekha. hathu me maujud guns ko ghuma kar 2 aur ladkiyon ko dekh kar hairan rah gaye the. dono ladiyon ke dono hathu me 2 2 ajib shakal wale pistols dekh fire karne hi wale the.


stick..stick..stick..stick..stick..
stick..stick..stick..stick..stick..


dono ladkiyan badi speed se idhar udhar move karti hui hathu ko bhi move karti hui fire karti chali gai.. 2 seconds se bhi kam samay me 10 fire kar daale. 10 ke 10 rakhwale jahan aur jaise khade the, wahin aur waisi hi halat me sookhe patte ki trah girte chale gaye.



ye dono ananya aur lavanya thi. andr jo maujud thi. ek paridhi aur ek sarah thi.

ananya ne lavanya ko dekha aur

[waahhh.. wahhh badi furti hai tere me to]

lavanya has padi

[akhir shishy kiski hon.. hehe]

[shishy ya lover]

dono is bar ek sath has padi

andr sab hairan the. pareshan the. shocked the.

ananya aur lavanya dono bahne behosh hokar gire pade rakhwale ke beech me se guzarti hui andr jaane lagi.

charon wonders girls ek sath khadi hui.

lavanya aur ananya ne haal me khade hue mardon ko dekha

lavanya

[pahli baar dekhoge. 4 girls milkar ek sath kitni females ko kidnap karti han]

ananya

[kyaa matlab??]

lavanya

[2 ko kyun lejana.. sab ko le jaate han]

sarah ne lavanya ko ghoor kar dekha

[sab ko kyu lekar jayengi hum]

lavanya

[samjh jaao na yaar.... sabhi females ki ankhon me dekho]

tab sabne dekha.


sarah

[oohh to ye baat hai]

paridhi

[bina yash ki parmission ke.. kya ye yahi rahega]


ananya

[i think!.. best rahega.. chalo der na karo.. aur lekar nikalti han sabko yahan se]


sarah

[lekin pahle inki murammat na kar li jaaye.. thodi si]

paridhi ke hathu me dono bhaiyon anup aur adarsh ke baal the. kasske pakde hue baalon ke kaaran dard se tadap rahe the. lekin apni life me pahli bar aisi wonder girls ko dekh rahe the. dard se hairani badhkar thi.



charon ladkiyon ne time ki kami ke chalte wahan khade sabhi mardon ki murammat kari. anup karate jaanta tha. usay thoda moka diya gaya. khub anup ne hath pair chalaye. aur apne hi parivar ki striyon ke samne zaleel o khuwar hua. ek bhi ladki ko hath nahi laga saka.

fir khub pitai hui anup ki. zillat kyaa hoti ha. anup ko aaj pata chal raha tha. khud ko mard samjhta tha. aaj pata chal raha tha. mard ke naam par kalank hai woh.. par anup ke andr sharam nahi, aag hi aag badhti ja rahi thi.





sabhi ladkiyan yash thakur parivar ke mukhe mardon ke behosh hone se pahle unse boli thi.


[shukar manaao. jo itni si hi saza me jaan bakhshi kar rahi han tumhari.. warna tum is layak ho. tumhare badan ka ek ek ang alag karke chaurahe par taang dia jaaye. thuuuu hai tujh jaise mardon par.. samaj par kalank to ho hi.. insani roop me bheediye bankar insano par bhi kalank ho tum sab... jiska kaaam ha. woh apne dhang se hi karega.. aaj ka game plan parivarik striyo ki suraksha. isliye bhi tum sab ko chhoot di ja rahi ha]


sab mardon ko behosh kar dia gaya. sab ko kothi se bahar leja kar phenk dia gaya tha..

tayi aur sabhi ladkiyon ko wahan se lejane ki baat kari gai

tayi

[nahi. hum nahi jaayengi tumhare sath]

nisha

[lekin mai to jaaungi]


tayi apni beti ko dekh kar shocked hui.

kajol

[main bhi nahi jaungi]

saanvi

[hamara yahan rahna bhi maut ha. aur tumhare sath jana bhi maut.. jab maut hi hamare mukadron me likhi hai to fir tumhare sath kyun jaayen]

supriya

[yahan rahi to ghut ghut kar darr darr kar mar jaayengi.. tumhare sath gai to zillat ki ek nigah hi hamari saanson ko rok legi]

ekta

[hamare parivar ke mard jaise bhi han. lekin han to mard hi na. parivar ke mardon ki izzat unke parivar ki striyon ki izzat me hoti hai. hum mar jaayengi. par yahan se nahi jayengi]



sarah

[zilllatt..... zillat to tumhara mukadar tab banegi. jab tum khud aisa chahogi.]

lavanya

[barson se ek mard ke saamne hum nangi rahi han]

ananya

[woh aisa shandar mard hai.. uski nazar kabhi bhatki hi nahi]

paridhi

[hum to taras rahi han. barson hue humen jawani ki dahleez par kadam rakhe. aur wo hai k 18 ke hone ke bad ek kiss se aage nahi badha ha]


lavanya

[aisa mard poojne layak hota hai. aur tum sab usse darr rahi ho]

ananya

[deepti chachi shweta aur]


nisha ko dekh kar aage boli

[iske jaise vishwas palna seekho.. prem par vishwas.. bhagwan ne jeevan dia ha to bhagwan par vishwas... seekho.. chalo hamare sath.. ek bhi nigah zillat bhari tumhari orr uthe to hamare moh par thuk dena.. jaise kuch der pahle deepti thakur ke chahre par thak dia uske pati ne]


saanvi kuch soch kar boli

[theek ha. hum chalengi tumhare sath. lekin tumhe do kaam karne honge]


sarah

[konse do kaam]

sanvi

[ek to humen us manho...]


manhoos kahne lagi thi saanvi apne bhai ko

fir khud par kabu pati hui jaldi se boli

saanvi

[us yash se tumhe humen door rakhna hoga. dusra hum hamari izzat par jab bhi kabhi khatra mahsus karen. hum apni jaan par khel jayen. hum sab ko zeher avail karke dena hoga]


sarah paridhi aur lavanya ananya charon ke dil me jaise dard sa bhar gaya. wo bhi ladkiyan hi thi.. dard to uthna hi tha dilon me. khud barson azad aur happiest life jeeti aa rahi thi.. yahan ki girls ki life aur dard ko jaan kar dard me aa gai.


lavanya aaage badhi

[tum yash ki kyaa lagti ho]


saanvi ajib se svar me boli

[bahan]

lavanya

[tab tum hamare liye bohut khas ho.. aur sab bhi khas han. hum tumhe yash ke paas nahi le ke jaayengi. tumhe yahan ki zillat bhari zindagi se door le jaayengi. yahan hamesha darr ki fiza me jeene se acha ha. azad life jiyo. akhri saans tak jiyo. jab tak nahi chahogi. yash ka saamna bhi karne ko nahi milega.. vishwas rakho..]



kuch der me sab wahan se nikal rahi thi. yash ki apni gaadi abhi wahin thi. do gadiyon me sab wahan se nikal padi thi. kothi me koi rah gaya tha to keval kothi ke bahri area me pade hue behosh sharir hi rah gaye the.


baki kothi ke andr koi nahi tha.


jaise hi sab kothi se 100 meter door hue.. kothi me achanak se aag jal uthi. jo dhire dhire badhti hi ja rahi thi..



<-------------------------->

digvijay aur sab is baar full speed se apne kafile ke sath kothi ki orr wapis laut rahe the. sab adhik chinta me aa gaye the. yash hath se nikal gaya tha. hath se nikla shikaar aur aisi maat woh bhi paritibha ke hathu.. sahnshakti se bahar ki baat thi.

lekin yash ki chetavani.. ab kothi par kisi se bhi sampark na ho pana. sab ki chinta, aur gussa asman ki bulandiyon par tha.


kothi se door the. kothi nazron me aai to sab cheekh pade.

[aaaaaaaaaaagggg]

[kothi me aaag lagi hui hai... speeeeeeeeeed badhaaaaaaaaaaao]



bharti thakur aur sab life me pahli baar itne zayada pareshan hoye the.

IG sabko bari bari dekh raha tha. kabhi sabko dekh kar usay lagta. kal ka chhokra uska kuch nahi bigaad sakta.

kabhi IG ko lagta. nahii.. jo chetavani us chhokre ne usay di hai.. wo apne kahe par pura utar kar rahega..


is baat par IG ko pasina aane laga tha. yahan yash hath se nikal gya tha. idhar me aag lag gai thi. us kothi me. jiski desh bhar me misaal di jati thi.



<-------------------------->



charon helicopters 25 minat ki parwaz ke sath pahadon ke beecho beech ek aalishan haveli ke upar ja pohnche.


yash neeche dekhne laga. yash ke hath abhi bhi peeche ki orr hathkadi me bandhe hue the. yash neeche alishan haveli ko dekhne laga.

3 helicopters haveli se bahar land ho gaye. yash wala helicopter haveli ke andr ek jaga land hua.




paritibha aur surya thakur dono helicopter se utre.. yash ko ek nazar dekha.. alok aur ashok se dhire se baat kari. fir andr jaane lage.

yash normal hi raha. yash ko alok aur ashok dono apne sath aur jaga lejane laga. yash chup chap alok ashok ke sath jane laga.



<-------------------------->


yash ek bade aur alishan kamre ke andr tha. yash ki nazron ke saamne paritibha, surya thakur, dono ke 3 jawan bete 1 beti, alok aur ashok ki 2 jawan behne aur mata pita maujud the.


sabke sab ek sath yash ke saamne aaye aur ghutno par jhuk gaye.



paritibha boli to uski awaz me dard ki intehaa thi.

[humen mukti chahiye.. mukti maut ki surat me hi kyun na ho. humen swikar hai. zillat bhari zindagi nahi chaiye humen. zillat bhari zindagi se maut hazar darje bahtar hai. hamari nazar me aap na to manhoos ho aur na shaitan. hamare dilon me aap ke liye nafrat 1% bhi nahi hai. fir bhi hum sab shrap me ji rahe han. mere andr, mere pati ya bachhon ke andr mere parivar ke gahtya mardon ya auraton jaisa kuch nahi hai. fir bhi shrap ke bhagedar bane hum. KYUN??. bhagwan hi jaanta hai. kyun?. humne koi gunah nahi kiya. kisi ka dil nahi dukhaya. kisi par zulm nahi kiyaa. har ek ke dukh dard ko humne apna dukh dard jana. fir bhi shrap me bhagedari. ascharya hua humen niyati ke aise khel ki rachna par. shrap hamare kisi pichhle janam ki saza ke roop me humen is janam me mil raha ho. ye soch kar hum barson se ro rahe han. aap ke intezar me ji rahe han. bohut talash karne par bhi aap humen nahi milen.. ab milen han.. humen mukti chahiye. chahe maut ki surat me hi kyun na mile. zillat nahiii.. zillat nahiii..]



paritibha thakur ki ankhon me ansu the. beinteha dard tha paritibha ki ankhon me. uske svar me.. surya thakur ki bhi same halat thi. paritibha ke teeno bete aur beti.. sab ke sab ro rahe the.

yash ko hairani hui.. ye sab kitne ache han.

alok ashok ke pita bole

[hum digvijay ya dusre thakuroun se paise me, hasiyat me bohut kam han.. par hum insan han. humne khud ko hamesha insan samjhaa. meri ek bahan thi. jawan hui to usay ek ladka pasand aaya. wo ladka kisi aur jaati ka tha. fir bhi humne bahan ki shadi us ladke se karne ki than li. hum to chahte the, hamari bahna hamesha khush rahe. jo uske dil me hai. wahi jeevan sathi ke roop me usay mile. lekin]



[mera bhai tha mahesh.. bada hi jeedar tha. asli mard. uski kuch kuch soch digvijay aur sabhi ke jaise thi. lekin bahan se usay bhi bada prem tha. fir youn hua. bahan ki achi life ke liye mahesh bhaiya maan gaye. lekin sab biradari walun ne virodh kiya. baat ladai jhagde tak aayi. mahesh bhaiya jaan se gaye. fir meri bahan ki shadi biradari me hi kisi se zabardasti karwai jaane lagi. apni zindagi ke sath itna bada khilwar woh sahn nahi kar paai. aur jaan par khel gayi.]


alok ka pita rone laga

[nahi han hum papi.. nahi han hum aap par hue atyachar me bhagedar. hum bhi striyon ka samman karne wale insan han. fir bhi humen shrap mila.. nahi sweekar humen shrap. humen mukti chahiye.. chahe maut ki surat me hi kyun na mile.. zillat bhari zindagi zillat papiyon ka mukadar bane to samjh me aata hai. hamare bhagy me zillat??.. kyun??.]


sab ro rahe the. aur yash


yash ki ankhon me to pyaar karne walun ke liye ansu kabhi ruk hi nahi sakte the. itna dher sara dard dekh kar kaise khud ko sambhal sakta.


yash ki ankhon me ansu aa gaye. yash ghutno par jhuki paritibha ke aage khud bhi ghutno par jhuk gaya.

.
.
.
.
.
.

aaj ke liye itna hi. baki ka time milne par. ise padhiye. enjoy kijiye. acha na lage. to bina like comment ke khisak lijiye. acha laga to dil khol kar like comment kariye. aise hi ache ache updates aap ko regular milte rahenge.


 

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,298
174
Romanch bdhta ja rha h
pdhne ka mja dugna chauguna ho rha h
Bdhiya update

Nice Update Bhai

Areeee abb kaun aa gaya bhai


Ye kon aa gya
suspense bdh gya

Or yash to mje le rha h

Shandar update janab

Awesome update

Awesome update

Zabardust

Nice n fantastic

पदमा, यानी की बुआ।

जो यश के साथ होगी, और दिग्विजय से ज्यादा ताकतवर।

Good updates

Zabardast shaandar update
Bharti Thakur kyon itna ghabra gayi partibha ke aa Jane se Jo chilla Rahi h
Baherhal dekhte h aage kia hota h

Zabardast Update Bro
Keep Posting

Mind blowing update bri,

:superb: :bday::superb::bday::superb::bday:

Update please


Bhaut Hee Mazedar 👏👏 Shandar 👌 Update

Waiting for next super update

Asadjee Kitna wait Karna pary ga


Waiting f0r Next Update

nice update
ek dum action se bharpur
aage bhi mast action hoga lagta hai

keep going

Bhai waiting for next update

Waiting for next update bhai

Bhai aj update aye ga ya nahi pls bata do yar

asadjee bhai jii update kab Tak aayega

Bohot hi khubsurat लाजवाब update bhai jann

Ye yash ne to full action ke mood lag raha tha...

Aur in logo ne Pehele bhi yash ke kisi apne ko mara hey jaha use laya gya hey, yaha ate hi yash ko uska abhas ho gya hey...

Aur ye pratibha kon hey ab 🤔🤔🤔🤔🤔
update has been posted mitro
 
Top