Nice and superb introduction.....Introduction
Aarav (Age - 18 Years)
Yeh hai is Story ka Main Character. Filhal 12th Science me padh Raha hai. Aarav Padhai Likhai me to Achha hai hi par sath me use Padhai ke alawa Sports me bhi kafi dilchaspi hai to kai Sports me usne khud ko behtar banaya hai. Isi ke chalte wo Apni School me kaafi popular hai. Ek Sports Person hone ke nate wo kaafi health conscious hai. Koi aisa din nahi rehta ke jab wo Exercise na kare. Apni Body and Health ka Pura dhyan rakhta hai. Baki Isme aur skills bhi hai Jo Story me aage aapko Dekhne ko milegi.
Ahana (Age - 18 Years)
Aarav ki judva bahen. Ye bhi 12th Science me hai. Aarav aur Ahana same school me same class me padhte hai. Ahana Dikhne me kaafi khubsurat hai. Vahi jab baat dimag ki aati hai to Wo Intelligent bhi utni hi hai. Beauty with a brain word perfect suit karta hai Ahana pe. Ahana apne class ki Topper hai. Jab Ahana ne 10th me pure state me Top 10 me aai thi tab se wo Apni School me students aur sab teachers ke bich popular hai. Ahana ko bhi Sports me interest hai par wo sirf Aarav ki wajah se. Wo wahi sports dekhti hai jisme uska bhai Aarav participate karta hai.
Damini (Age - 42 Years)
Aarav and Ahana ki Mom. Damini ki jaan Aarav aur Ahana me basti hai.
Damini ka Khud ka Beauty Salon hai. Vese Damini pahele Home Maker thi. Par Uske Husband Rakesh ki kuch saal pahele ek accident me death ho gai. Rakesh ek private company me Job karta tha. Rakesh ki job achhi thi to uske chalte unke pass khud ka Ghar to tha par Rakesh ki death ke bad Gujara karne ke liye Damini ne Salon khol ne ka faisla kiya tha kyuki wo jyada padhi likhi nahi thi to baki koi aur Job to use milne se rahi. Par usne Beauty Salon ka kaam apne Neighbour me rahene wali apni friend se sikha tha apne interest ke wajah se to usne usi me aage badhne ka faisla kiya. Rakesh ki death ke bad kuch paise mile the to us se Damini ne ek salon khol diya. Vaise to usne Risk hi liya tha par uski skills aur mehnat ki wajah se uska Salon achha chalne laga aur unki chhoti si family ka Guzara hone laga. Uski ke chalte Damini ne Apne dono bachho ko achhe se padhaya aur achhe se unki parvarish bhi ki. Samay ke sath Damini aur bahut kuch is field me sikhti gai thi to ab kaafi time se uska Salon me customers bhi pahele se badh chuke the. Isi ke chalte Damini ne Salon me ab Help ke liye 2 Ladkiyo ko bhi rakha tha.
To ye thi inki Chhoti si middle class Family. Inki family Samarghat name ke shahar me rahete the. Ye shahar Chhota hai par Prakruti se ghira shahar hai. Isi shahar ke ek society me Inka Ghar tha. Inka Ghar jyada bada nahi tha. Sirf Single floor ka tha. Ek Hall tha, Ek kitchen tha aur 2 Bedrooms the. Jis me se Ek Damini aur Ahana use karte hai to Dusra Aarav use karta hai.
To Guys, Ye ek Chhota sa kuch Main characters ka Introduction tha, little overview. Baki Aage Story me aap achhe se Jaan jayege in sabhi characters ke bare me. Vese Aage Story me or bhi characters dekhne ko milege aur unka Introduction bhi tab hi Diya jayega.
Dear intro srf axha nai bht axha hy. Characters ko shakal doo takey next update or mazey daar ho sakey. Characters kk shakal dene sy mera matlab characters pic add krna or situations ki bhi. Or maza aaey gaaIntroduction

Nice and beautiful introduction of the story....Introduction