nishavarma
New Member
- 89
- 181
- 33
Esme Anita or riya ki friendship krbao jisse riya anita ko apne jaisa bnaye or anita ko rajjak se chdbane ke liye grm krePhir se padho ek baar usi me edit karke likha hai
Last edited:
Esme Anita or riya ki friendship krbao jisse riya anita ko apne jaisa bnaye or anita ko rajjak se chdbane ke liye grm krePhir se padho ek baar usi me edit karke likha hai
Koshish rehti hai ki jo bhi likha jaye logo ko pasand aye .....phir se try karungayar phle bale part must the esme mja nhi aaya
Hot updateAnkita ko jab rajjak nahi dikhta to wo wapas apne kaam me lag jati hai aur sochne kagti hai ki mai bhi kitni pagal hu jab se mere pati ne rajjak uncle ke bare me bataya hai mai tab se wahi sab soch rahi hu jab ki rajjak uncle aise nahi wo to mujhe aisi najar se nahi dekhte , lekin sach me us din raat ko khana khate samay nahi nahi ye sab mai kya sochne lagti hai hu ankita apne ko apko samjhati hai aur ek baar phir darwaje ke pass khade hokar rajjak ko dekhne lagti hai
Lekin use rajjak kahi nahi dikhta tab ankita phir se apna kaam karne lagti hai ....rajjak ne jab se ankita ko dekha tha Wo use aur jyada der tak dekhna chahta tha use aaj tak kisi bhi ladki ya aurat ki aisi talab ahi lagi thi ankita ko dekhte hi wo pagal ho gaya tha use aisa lag raha tha jaise is umra me use uska sathi mil gaya ho ab ye pata nahi tha ki rajjak ko kaun sa sathi mila tha chudai ka sathi ya jeevan sathi......rajjak jitni baar ankita ko dekhta tha use ek alag hi ehsas hota tha gate se andar ane ke baad usne ankita ki bhari gand ko bade gaur se dekha tha aur wo ankita ko bus aise hi dekhte rehna chahta tha .....ankita ke andar jane ke baad rajjak ankita ke sasur ke pass jakar baith jata hai aur unse bate karne lagta hai ramesh bhi unhi sab ke sath baitha tha sabhi guest ke ane ka wait kar rahe the lekin ankita ko guest se koi matlab nahi tha wo to bus rajjak ucle ke bare me hi soch rahi thi ..... drying room ko sahi karne ke baad ankita apni saas ke pass chali jati hai aur unki madad karne lagti hai lekin uska dimag baar baar ye sochkar pareshan tha ki hamare ghar ki itni achhi jan pehchan rajjak uncle se kaise hui wo na chahte hue bhi apni saas se rajjak uncle ke bare me puchh leti hai tab uski saas use sari baat bata deti hai ki kaise uske sasur ne uski madad ki aur phir rajjak ne mauke par Akar use sasur ki kaise madad ki .....tab ankita apni saas se rajjak ke pariwar ki bare me puchh hai to uski saas bus itna batati hai ki shadi ke ek saal baad hi uski patni ka dehant ho gaya tha .....ankita ye sunkar thoda mayush ho jati hai aur apni saas ke sath kaam karne lagti hai......thodi der baad ghar ki door bell bajti hai ramesh jakar gate kholta hai to samne uska dost rahul khada tha aur uske sath me uski bibi ..... ramesh rahul ko dekhte hi uske gale lagta hai lekin jab wo uski bibi ko dekhta hai to uski ankhe badi ho jati hai uska gala sukhne lagta hai rahul ki bibi koi aur nahi riya thi jise kal ramesh ne rajjak ke mote lund par baitha hua dekha tha riya ki bhi halat ramesh ko dekhkar kharab ho jati hai uska bhi gala sukhne lagta hai ramesh apne chehre ke bhav ko badlne se rok deta hai aur riya ko namaste karta hai riya bhi use palat kar jawab deti hai tab ramesh dono ko lekar drying room ki taraf chal deta hai jaha par rajjak aur uske sasur pehle se hi baithe the ..... drying room me jab riya aur rahul pravesh karte hai to rajjak ko dekhkar riya ki sanse tej ho jati hai use aisa lag raha tha jaise bakri ke samne koi bhediya aa gaya hi rajjak bhi riya ko dekhkar thoda sock ho jata hai lekin uske chehre par ek kutil muskan aa jati hai .... rahul aur riya dono room me baithe rajesh bashu aur rajjak ko dekhkar namaste karte hai aur unke sath me baith jate hai ....ramesh kitchen me jakar ankita ko sabhi ke liye nashta lagane ke liye kehta hai aur khud sabhi ke sath batchit karne lagta hai rahul ki najar baar baar rajjak ko dekh rahi thi wo rajjak ko gaur se dekhta rehta hai aur phir kehta hai uncle aap ki to kai meet shop hai na tab rajjak kehta hai ha kai saree dukan hai rahul rajjak ki taraf thoda ajeeb tarah se dekh raha tha ramesh rahul ko aise ghurta hia dekhkar sochne lagta hai ki kahi ise to nahi oata chal gaya ki bhabhi ji ka chacha ji ke sath kuchh hai rahul ab rajjak ko kuchh bolne hi wala tha ki riya uska hath pakad keti hai aur kehti hai jaan hum jis kaam ke liye aye hai wo pehle karo jarurat hame hai unhe nahi aur waise bhi ye wala ghar bechkar ham hamesh ke liye dusre sehar chale jayenge.......lekin rahul ko to kuchh aur hi sujh raha tha rahul ab rajjak ko dekhkar kehta hai aap rajjak khan hai na aap hi hamara ghar khareed rahe hai tab rajjak sock hokar ramesh ki tarag dekhne lagta hai to ramesh apne papa ko ishara karke baat ko sambhalne ke liye kehta hai rajesh bashu turant bol dete hai rahul beta ye ghar hum khareed rahe hai rajjak bhai to bus hamare beech me gawah bankar baithe hai unhe tumhare ghar se koi matlab nahi hai rahul apne apko sambhalta hai aur kehta hai ki uncle apko nahi pata ye log fresh meet ki jagah logo ko purana aur basi meet supply karte hai rajjak rahul ki baat sunkar sock ho jata hai aur wo rahul se kehta hai beta kuchh bhi kehna lekin mere dhandhe ke bare me galat mat kehna rahul apna bolna jari rakhta hai aur kehta hai ek din mai inki dukan se mutton lekar ghar gaya tha wo mutton pura sada hua tha usse badbu aa rahi thi rahul ke aisa kehte hi rajjak ko sari baat yaad aa jati hai jis din rahul uski dukan par aya tha us din rajjak riya ke sath bedroom me tha aur sakeel dukan par jab rahul mutton mangta hai to sakeel use sahi mutton pack karke deta hai lekin rahul phone par tha to wo galat packet utha leta hai aur lekar chala jata hai sakeel jab tak rahul ko bulata rahul apni gadi lekar chala jata hai rajjak ko sab yaad aa gaya tha aur riya ko bhi riya ki najre rajjak ki taraf hi dekh rahi thi aur rajjak riya ko....dono ki najre mili hi thi ki ankita sabhi ke liye nashta lekar aa jati hai jise dekhte hi riya ki ankhe badi ho jati hai......aur use rajjak ki niyat samjhne me time nahi lagta....riya ka ek baar man hota hai ki wo ankita se baat karke rajjak ke bare me sab bata de lekin wo pehle ye jan lena chahti thi ki rajjak ke man me ankita ko lekar kya chal raha hai ......ek aurat dusre aurat ki khushi kabhi bardast nahi kar sakti yahi baat thi ki riya bhi ab ankita ka bhala na sochkar use apna pratidwandi samajh rahi thi...uska ek man sach ka sath aur ankita ko bachane ke liye keh raha tha to dusra keh raha tha ki ab tera kya hoga riya agar rajjak ne ise pata liya to......riya bhale hi rajjak ko jyada na janti ho lekin wo kai baar rajjak ke lund ke niche aa chuki thi aur uski chudai ki diwani ho gayi thi isiliye riya use rajjak se dur rakhne ke bare me bhi soch rahi thi .....rahul aur riya dono apni alag alag kahani me busy the lekin rajjak ane wale khatre ko bhanp chuka tha wo apna mobile nikal kar sakeel ko msg karta hai ki wo apni itam riya ko bole ki mujhse akele me mile.......rajjak msg karke riya ki taraf dekhne lagta hai ab mahaul thoda shant ho gaya tha ankita nashta dene ke baad bahar khade hokar ramesh ko bahar ane ka isara karti hai aur darwaje ke sath masti wale andaz me khadi ho jati hai
Ramesh ankita ko aise dekhkar turant bahar aa jata hai lekin uske sath me rajjak bhi rajjak ankita ko aise dekhkar kuchh nahi kehta bus wo ramesh kehta hai ramesh mujhe chhat par jana hai ....ankita rajjak ko dekhte hi apne apko sahi kar leti hai aur phir se kitchen me chali jati hai....ek baar phir uski sanse tej ho jati hai ,ramesh rajjak ko chhat par lekar aa jata hai aur rahul ki taraf se sorry kehta hai ,rajjak sari baat ko najar andaz kar deta hai aur sakeel ko phone milakar use saree baat bata deta hai sakeel jaldi se phone katkar riya ko mag karya hai ki wo jakar ustad se chhat par mile .....riya msg dekhte hi hil jati hai use lagta hai ki rajjak kahi use yahi par na kuchh kar de .....riya apna dimag lagakar apne pati rahul se kehti hai ki jaan kyo na ek baar uncle ko aap pura ghar dikha de rahul bhi ha me sar hila deta hai aur uncle se ghar dekhne ke liye kehta hai tab rajesh ramesh ko awaj deta hai to ranesh rajjak ko chhat par chhodkar niche aa jata hai .....ranesh rahul ke sath apne pitaji ko lekar ghar ke bahar aa jata hai aur riya chhat ki taraf ....ankita sabko bahar jata hua dekhti rehti hai aur khud drying room se cup aur plate ikatthe karne lagti hai ...riya jab chhat par jati hai to rajjak use seedhiyo par hi pakad leta hai aur usse kehta hai tera pati kuchh jyada hi gussa dikha raha hai yo riya kehti hai wo pagal hai use kichh samajh nahi hai tab rajjak kehta hai yu to samajhdar use samjhati kyo nahi riya apni gand par rajjak ka mota lund fulte hue mehsus kar rahi thi use oata tha ki rajjak ka lund agar khada ho gaya to qo bina chode use jane nahi dega riya jaldi se mudkar rajjak ke honth apne hontho se dabane lagti hai to rajjak bhi uske honth chusne lagta hai
Thodi der me hi rajjak riya ke honth chusna chhod deta hai aur kehta hai sali tujhe pata hai ki meri kamjori kya hai tab bhi tu aisa kar rahi hai rajjak riya ke kapdo ko utarne lagta hai tab riya rajjak ko apne se door kar deti hai aur kehti hai yaha nahi koi aa jayega rajjak ki bhi samay ki najakat ko samajh raha tha wo bui riya ko kuchh nahi kehta riya jaldi se apne apko sahi karke niche chali jati hai aur phir apne ghar jaha sab log the .... Ankita sabhi ke jane ke baad apni saas ko kehkar chhat me chali jati hai jaha se khade hokar wo sabhi ko dekh sake ankita chhat par jakar khadi ho jati hai aur sabhi ko dekhne lagti hai
Riya ke jane ke baad rajjak apni halat ko sahi kar raha tha use pata bhi nahi tha ki ankita upar aa gayi hai wo waise hi apne khade lund ko shant karte hue chhat par aa jata hai.....
Chhat oar ankita ko khada dekh kar uski halat aur kharab ho jati hai tab tak ankita bhi pichhe mud jati hai aur wo rajjak ke khade lund ko dekh leti hai rajjak turant mud jata hai aur chhat ke dusri taraf chala jata hai ankita ye sab dekhkar ghabra jati hai kal usne galti se dekha tha aur use andaza nahi hua tha ki usne kya dekha lekin aaj najdeek se dekha tha aur samajh gayi thi ki usne ek baar phir se kya dekh liya hai......ankita dhadkate hue dil se niche chali jati hai lekin rajjak ki halat aur kharab ho jati hai.....
Ankita ko yakeen nahi ho raha tha ki rajjak chacha ka sach me itna bada hai wo us drishya ko bhul nahi pa rahai thi use abhi bhi rajjak ka lund apne samne dikh raha tha uske man ki kalpanaon me to usne rajjak ke lund ki kalpana bhi kar li thi
Ankita ko ek baar phir sharm se pani pani ho jati hai wo apne bedroom me chali jati hai aur apna dhyan hatane ke liye mobile chalane lagti hai tabhi use kal raat me banayi gayi facebook aur instagram id yaad aa jati hai aur wo facebook kholkar dekhne lagti hai use kai sari freind request dikhti hai lekin use pata nahi kaun si id ki talash thi sari request check karne ke baad wo ek id par ruk jati hai aur uski friend request accept kar leti hai..... request accept karte hi rajjak ke mobile par ek notification ata hai jise dekhkar rajjak muskura deta hai aur chhat se niche aa jata hai seedhiyo se utarte waqt uska dhyan ankita ke bedroom me jata hai jo thoda sa khula hua tha wo halka sa jhak kar andar dekhta hai to ankita use kitab padhte hue dikhai deti hai
Ek baar phir rajjak apne apko behkane se nahi rok pata hai aur uska hath lund ko sehla deta hai rajjak waha se nikal kar dey room me aa jata hai tab tak sabhi log ghar dekh kar aa jate hai aur baithkar bate karne lagte hai ghar ki baat 50 lakh me tay ho jati hai .........
Ramesh rajjak ki taraf dekhta hai aur unhe kuchh paise advance me dene ka isara karta hai rajjak apna mobile nikal kar ramesh ke khate me 5 lakh rupaye transfer kar deta hai aur phir ramesh rahul ke account me......rahul aur riya jald se jald ghar ki registry karane ka bolkar unse bida lekar apne ghar chale jate hai .....rajjak ke liye aaj bahut bada din tha use lag raha tha jaise ankita uske liye bahut lucky hai wo rajesh aur ramesh ko bahut bahut dhanyawad deta hai aur ramesh se kehta hai beta ramesh mithai to khila do ramesh jaldi se bhagkar mithai le ata hai aur sabhi ko mithai khilata hai rajjak ka mithai ka swad thoda feeka lag raha tha kyon ki use wo mithai ankita ke hath se khani thi rajjak mahaul ko aur adhik akarshak banane ke liye kehta hai bhai us ghar ki malkin hamari bahu kaha hai tab ramesh kehta hai uncle wo apne bedroom me hai ta rajjak mithai ka dabba utha leta hai aur rajesh bashu se kehta hai seth saab bura na mane to mai ye mithai apni bahu ko khila du jakar baap aur bete is samay khushi me pagal the unhe koi dikkat nahi thi ki rajjak ankita ko mithai khilaye ......rajjak mithai lekar ankita ke bedroom me pahuch jata hai aur bina knock kiye andar ghus jata hai
ankita us samay apne kamre ko set kar rahi thi achanak darwaja khulne se ankita palat jati hai use apne samne rajjak khada hua dikhta hai ankita upar ki taraf dekhti hai to rajjak ki ankho me laal dore ghum rahe the ankita turant apni najre neeche kar leti hai aur kehti hai ji uncle bataiye tab rajjak kehta hai bahu aaj bagal wale ghar ka sauda ho gaya hai aur wo ghar mai tumhare naam karne ja raha hu ankita rajjak ki baat sunkar hil jati hai uski sanse tej ho jati hai tab tak rajjak mithai ka ek tukda ankita ke gulabi hontho ki taraf badha deta hai hadbadahat me ankita darwaje ki taraf dekhne lagti hai
Aur rajjak ankita ke bhari chuchiyo ko dekhta hua nabhi par akar ruk jata hai aur man me kehta hai kab wo din ayega jab tu mere samne apna nanga jism mujhe saup degi chodne ke liye ye baat sochte hi rajjak ki ankhe band ho jati hai aur wo ankita ke samne hi ankita ko nanga emagin karne lagta hai
Rajjak ke aisa sochte hi uske lund me harkat hone lagti hai wo jaldi se apni ankhe khol deta hai samne ankita abhi bhi gate ki taraf dekh rahi thi rajjak mithai uske najdeek le jakar kehta hai bahu tum bahut sundar ho lekin ek dikkat hai ankita rajjak ki baat sunte hi uski taraf dekhne lagti hai tab rajjak kehta hai modern bahu ho thoda modern bankar raha karo aur social media me photo to dalo koi tumhe jane ga kaise ankita rajjak ki baat sunkar apna sar neeche kar leti hai aur kehti hai theek hai uncle aur mithai ka tukda rajjak ke hath se lekar kha leti hai rajjak muskura kar ek baar phir ankita ko dekhta hai aur room se bahar chala jaya hai......ankita ki sanse bahut teji se chal rahi thi .....use nahi pata tha ki ane wale samay me ye rajjak use sans bhi nahi lene dega......rajjak puri tarah se ankita ka deewana ban gaya tha wo jald se jald ankita ka har sukh lena chahta tha ......