• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Alok

Well-Known Member
11,742
28,610
258
Superb fantabulous update Vega Star bhai.....

Akhir udesingh hi shiv ko uske pita ki asliyat bata raha hai aur woh hi shiv ko shivansh proof kar hi dega aur shiv ko bhi iska andaza hone laga hai ..
 
Gaurav1969

\\\“मनो बुद्ध्यहंकार चित्तानि नाहम्”///
1,082
2,262
143
Update 255

Me Beena madam ke sasural ki aur ja raha tha, hum sab car me the, Jigneshji driver le kar aaye the to wo drive kar raha tha, me aage betha hua tha aur Beena madam apane pati ke sath pichhe bethe hue the, raste me hamari normal baate hoti rahi, Jigneshji muje mere bare me puchh rahe the, wo sab general hi tha, meri bato se unhe pata chala ki Udesinhji ne muje donation diya tha, kafi lambe safar ke baad hum sab karib raat ko unke gaav pahuch gaye the, Udesinhji ne muje unke ghar hi bulaya tha to muje chhodne wo pehle wahi aaye. Beenaji ke chehre par chinta saaf jalak rahi thi, par sath me wo khud ko asahay bhi mehsus kar rahi thi, me ye sab samaj raha tha, fikar muje bhi thi kyu ki ye sab itna saral bhi nahi tha, par ab me is rahasya se parda uthana bhi chahta tha to risk to lena hi tha. Jab hum unke ghar pahuche to Udesinh ki patni ne hamara swagat kiya.

Kamnadevi : (Jignesh ko dekhte hue)Are beta tum? (Beena ko dekhte hue)Tum bhi aayi ho?(Shiv ki aur shir hila ke)Aao ander aao. (Hum ander gaye)unka phone aaya tha, wo keh rahe the ki Shiv aanewwala hai, muje nahi pata tha ki tum dono bhi aa rahe ho.

Jignesh : Shiv hamare sath hi aaya hai, to humne socha ki usko ghar tak chhod dete hai.

Kamnadevi : Achchha kiya, aao betho.

Jignesh : Nahi chachi, hum bas Shiv ko chhodne aaye the, lambe safar se kafi thak gaye hai, ab ghar jayenge.

Kamnadevi : Kya ghar jayenge, ye ghar nahi hai kya?

Jignesh : Nahi aisi baat nahi hai.

Kamnadevi : Tum to aate rehte ho, hamari bahu to kabhi kabhar hi aati hai, thodi der to ruk sakte ho na. (Jor se chillate hue)Padmaaaaa jara kisi ke hatho pani bhijwana to. (Hum sab beth gaye, thodi der bad unki bahu khud hi pani le kar aayi)are tum kyu le aayi, naukar nahi hai kya?

Padma : Hai maaji, me free hi thi to le aayi. (Mene unko dekha, anayash hi meri najar unke stan par chali gayi, kyu ki wo bahot bade the aur unka aakar kisi ka bhi dhyan apani aur khinchne me saksham the, meri aisi koi mansa nahi thi par fir bhi meri najar waha chali hi gayi, jab wo muje pani dene jhuki to mene unki ankho me dekha to wo muje gusse se dekh rahi thi, me sakpaka gaya aur pani lete hue apani nigahe dusari aur kar li. Wo dusaro ko pani dene lagi, me khud ko daant ne laga ki me aisa kaise kar sakta hu, waise bhi kam uljane thodi na hai jo apani uljan badha raha hu, mene soch liya tha ki ab aur koi ladki mere jivan me nahi aayegi, jitni hai utni bahot hai)(Padma ke liye ye nayi baat nahi thi, aksar log uske stan ko aise hi ghurte rehte the, par ab usko bhi gussa aa jata tha, waise hi wo apane maa na ban ne ke karan paresan thi, upar se log uske sharir ko aise ghurte rehte the, jab se uske pati ne uske ex lover ko maara tha wo ab logo se dur hi rehti thi, pani de kar wo side me khadi ho gayi taki sab ke pani pine ke baad glass le sake, usne Shiv ko dekha, wo najare jhukaye pani pi raha tha, uski saas Beena se baat kar rahi thi, jab usne pani pi liya aur glass rakhne ki jagah dhundhne laga to wo fir uske pass gayi aur khali tray samne kar di, ek pal hi Shiv ne uski ankho me dekha aur fir najare jhukali aur glass rakh diya, uske chehre par halki si muskan aa gayi, usko darta dekh na jane kyu wo muskura padi, usne dusaro se bhi glass liye aur wahi table par rakh kar wo Beena ke pass hi beth gayi, uska fula hua pet dekh kar uske dil me na jane kya kya hone laga, par usne khud ko sambhala aur baat karne lagi)

Padma : Kaisi ho aap, tabiyat to thik hai na, doctor ne kya kaha (Aise hi wo us se puchhtachh karne lagi, Beena ne sab jawab diye, thodi der baad Jignesh ne kaha)

Jignesh : Achchha chachiji hum chalte hai.

Kamnadevi : Kya chalte hai chalte hai laga rakkha hai, khane ka time honewala hai, khana kha kar ja.

Jignesh : Nahi chachiji, fir kabhi aayenge, Beena ko bhi aaram karna hoga, hum ghar hi chalte hai.

Kamnadevi : Ab Bahu ka naaam liya hai to me mana kaise karu, par bahu ko le kar tumhe fir se aaana padega. (Unhone jor de kar kaha)

Jignesh : Isme kehne ki kya baat hai, hum jarur aayenge. (Beena ko bechaini ho rahi thi, wo Shiv ko yaha akela chhod kar nahi jana chahti thi, par kya kare kuchh samaj nahi aa raha tha)

Beena : Tauji kab aanewale hai?

Kamnadevi : Tum to janti ho ki unka aane jane ka koi samay nahi hai, pata nahi hai par keh rahe the ki jaldi aa jayenge.

Beena : Aisa hai to hum Shiv ko hamare sath hi le jate hai, tauji aaye to keh dena, Ye (Jignesh) le aayenge use. (apani safayi dete hue)Me isliye keh rahi thi ki Shiv ko awkward feel na ho, wo janta nahi na sabko.

Kamnadevi : Usko kyu awkward lagega, me hu, bahu hai, kyu beta (Shiv ko dekh kar)hamare sath tumhe awkward feel hoga kya? (Me kya bolta, me bas muskuraya, Beenaji ne muje gusse se dekha, wo chahti thi ki me bhi waisa hi kahu jo unhone kaha tha, me dono aur se fas raha tha)Tere tauji ne khas taur par Shiv ko bulwaya hai, wo jaldi hi aa jayenge, aur Shiv mere liye ajnabi nahi hai, hum ek dusare ko achchhe se jante hai, kyu beta? (Me fir muskuraya, Beena ne fir ghur ke dekha, ab uske pass koi chara nahi tha)

Beena : (Apane daant piste hue)Thik hai, apana khayal rakhna. (Mujse kaha, me sab samaj raha tha, mene bas haa me shir hilaya)

Jignesh : Achchha chachi, hum chalte hai. (Beena baar baar Shiv ko dekh rahi thi, par wo kuchh nahi kar sakti thi to sab se vida le kar wo dono chale gaye)

Kamnadevi : (Padma se)Bahu, iska saman uparwale kamare me rakhwa do, jo dopahar ko thik karwayatha na.

Padma : Ji maaji.

Kamnadevi : Jao beta, tum bhi fresh ho jao.

Shiv : Ji aunty. (Kehte hue mene apana saman uthaya)

Kamnadevi : Tum kyu saman utha rahe ho, naukar le aayega.

Shiv : Itna sa to saman hai, me uthalunga.

Kamnadevi : Achchha thik hai. Khaneme kuchh khas pasand ho to bata do, me banva deti hu. (Wo pyar se boli)

Shiv : Aisi koi baat nahi hai, sab pasand hai muje.

Kamnadevi : Achchha thik hai. (Kehte hue wo kitchen ki aur chali gayi aur me aur unki bahu mere kamare ki aur badh chale, wo aage aage chal rahi thi, jab wo sidhiya chadh rahi thi to meri nigah unke lehrate kulho par chali gayi, wo aage dekh rahi thi to do pal meri nigahe wahi thehar gayi, mer badkismati kaho ki jo bhi kaho, wo achanak ruki aur meri aur dekhne lagi, mene turant najare ferne ki koshis ki par meri chori pakadi gayi thi, wo muje gusse se ghurne lagi to mene unki ankho me dekha aur fir najare chura li, wo fir aage dekh kar chalne lagi, me fir khud ko daatne laga)(Padma bhi bad bada rahi thi aur Shiv ko jaise galiya de rahi thi)

Padma : (Maan me)Ye sab ek jaise hi hote hai, jaha ladki dikhi nahi wahi ghurna suru kar dete hai, isko pata nahi hai ki wo kis aag se khel raha hai, agar Pruthvi ko pata chal gaya to jaan se jayega, aur Pruthvi ko kya, me khud usko jaan se maar na du, saare mard ek jaise hi hote hai, dusaro ka maal sab ko achchha lagta hai. (Aise hi maan me bad badate hue wo us kamare tak pahuch gayi, darwaja khol kar wo darwaje par hi khadi ho gayi, me unko dekhne laga, unki ankho me)Ab dekh kya rahe ho, jao kamare me.

Shiv : Ji. (Me turant ander chala gaya)(Usko itna darta dekh padma ke chehre par fir se muskan aa gayi par khud ko rok liya usne, aur wapas jane lagi)(Unke jane ki ahat sun kar mene pichhe mud kar dekha, wo ja chuki thi, mene turant darwaja band kiya aur rahat ki saas li)Fuuuuuu, kya kayamat hai yaar. Meri kya galti hai jo najare chali gayi, mene janbuj kar thodi na dekha tha. (Khud ko daat te hue)Sudhar ja Shiv, pehle se itni uljhane hai, yaha koi bakheda nahi karna hai. (Me room ko dekhne laga)Alishan kamra tha, aise gaav me bhi aisi suvidhao ke sath ye kamara, me bas dekhe ja raha tha, waha parde, bed, kurshiya, AC, TV, attach bathroom, sab suvidhaye thi. Ye ghar bhi mahel se kaam nahi tha. Ye sab dekh kar hi andaja lagaya ja sakta tha ki inke pass kitne paise hai. Itne paise hone ke bavajud inhe aur paise chahiye. Pata nahi kis kaam ke liye muje bulaya hai, kis tarha ki baat karnewale hai mujse. Me fresh hua, hath pair dho liye, bahar aaa kar mene Lata ko phone kiya aur mere pahuchjane ki khabar de di, thodi der baat hui, wo fir muje diwali par wapas aane ke liye keh rahi thi, mene bhi soch liya tha ki wapas jaunga. Me bed par leta hua tha ki tabhi darwaje par dastak hui, me khada hua aur darwaja khola to samne koi naukar tha.

Naukar : Aapko malkin niche khane ko bula rahi hai. (Usne badi adab se kaha)

Shiv : Thik hai, aap chaliye me aata hu. (Itni ijjat se baat hone par naukar ne bhi chaunk kar uski aur dekha)(Meri samaj me nahi aaya ki wo muje aise kyu dekhne laga)Kya hua?

Naukar : Nahi, kuchhh nahi. (Keh kar wo chala gaya, me usko jata hua dekh raha tha, uske baad mene kamare par kundi lagayi aur niche chala gaya, aunty dinning table par bethi hui thi)

Kamnadevi : Aao beta, betho.

Shiv : Sir nahi aaye?

Kamnadevi : Wo itna jaldi nahi khate, aa jayenge, tum betho. (Me beth gaya, tabhi hath me ek bowl le kar Padmaji aayi to is baar mene unki aur dekha hi nahi, halaki muje pata tha ki wo aa rahi hai, wo aunty ke paas gayi)Are pehle Shiv ko do, uskeliye khas taur par banvaya hai.

Padma : Ji maaji. (Kehte hue unhone muje dekha, ek pal ke liye hamari nigaye mili, mene fir najare jhuka li, wo meri aur aayi aur meri plat me halwa dalne lagi)

Shiv : Basss. (unhone do chammach bhar ke dale to mene kaha)

Kamnadevi : Kya bas bas kar rahe ho, lo na.

Shiv : Nahi aunty, agar chahiye hoga to lunga.

Kamnadevi : Achchha thik hai. (Padmaji bhi ek chair par beth gayi, ek naukrani dusara khana le kar aayi aur hamari plate me dalne lagi, ek dusari bhi aayi, dono ne mil kar sab khana hamari plate me rakh diya, me khane ko dekh raha tha)aise kya dekh rahe ho beta, suru karo.

Shiv : Ji aunty. (Mene khana suru kiya, bahot swadist khana tha)(Kamnadevi bahot pyar se Shiv ko agrah kar ke khana khila rahi thi, wo usko apana hi lagta tha, uske chehre me usko apane devar ki chhavi dikhti thi, wo pyar se usko khata dekh rahi thi aur khud bhi kha rahi thi, Khana khane ke baad)

Kamnadevi : Aao beta, bahar bagiche me bethte hai.

Shiv : Ji aunty. (Hum dono bahar bagiche me lagi kurshio par beth gaye)

Kamnadevi : Unhone kuchh bataya nahi, bas itna hi kaha tha ki tum aa rahe ho, kisi kaam se aaye ho?

Shiv : Aisa to kuchh bhi nahi hai, Sir ne kaha ki unhe kuchh kaam hai aur me yaha aa jau to me aa gaya.

Kamnadevi : (Apane dimag par jor dalte hue)Unhe kya kaam pad gaya tumse?

Shiv : Muje nahi pata. (Mene koi jankari nahi di kyu ki Sir ne hi mujse kaha tha ki abhi kisi se koi baat na karu)

Kamnadevi : Khair koi baat nahi, achchha kiya tum aaye, tumse mil kar bahot achchha lagta hai. (Wo muje pyar se dekh rahi thi, tabhi Padmaji bhi wahi aa gayi, wo ek kurshi me beth gayi, mene unki aur dekha nahi)

Shiv : Ek baat puchhu aunty, bura to nahi manegi?

Kamnadevi : (Muskurate hue)Me kyu bura manungi, puchho na.

Shiv : Aap muje aise kyu dekhti ho? Mera matlab hai....(Me kaise samjau kuchh samaj nahi aaya muje, wo aise kuchh ajeeb tarha se dekhti thi, meri bato se wo has padi)

Kamnadevi : Kaise dekhti hu me? (Kehte hue fir wo hasi, me jhep gaya bas unhe dekhta raha, fir wo shant hui)Me tumhe aise kyu dekhti hu yahi jan na chahte ho na, (Wo do pal ruki)tumhe dekh kar muje kisi ki yaad aa jati hai. (Kehte kehte wo thodi udas bhi ho gayi)

Shiv : Kiski?

Kamnadevi : Hai koi hamare apane. (Bolte bolte unke chehre ki udasi saaf dikh rahi thi)(Padma bhi dhyan se dekh rahi thi, usko ye ladka kuchh rahsyamayi laga tha, wo bhi iske bare me jan na chahti thi)

Padma : Kiski baat kar rahi hai aap maaji?

Kamnadevi : Tu nahi janti, tu to kabhi mili hi nahi unse. (Abhi baat aage chalti tabhi ek car bangle me dakhil hui, car ko dekhte hi Padmaji khadi ho gayi aur ander ki aur jane lagi, me aur aunty bhi car ki aur dekh rahe the, car rukne ke baad pichhe se mene Sir ko utarte hue dekha, wo hamari aur hi aane lage to me bhi khada ho gaya, wo hamare najdik aa gaye)

Shiv : Namaste sir. (Wo mere najdik aaye aur muje gale lagate hue bole)

Udesinh : Aa gaye tum. (Kamnadevi ascharya se apane pati ko dekh rahi thi) (Gale lagane ke baad wo thode dur hue aur muje dekhne lage, fir muskurate hue bole)Betho. (Hum beth gaye)Khana kha liya?

Shiv : Ji abhi khaya hai.

Kamnadevi : apke liye khana lagva du?

Udesinh : Abhi der hai. Manglu se kaho ki mera saman yahi le aaye. (Kamnadevi samaj gayi aur wo bhi ander ki aur chali gayi) Aur aane me koi paresani to nahi hui na?

Shiv : Nahi Sir.

Udesinh : Hmmmm. (Tabhi ek naukar hath me tray liye aata dikha, uske upar ek whisky ki botle thi aur glass aur ek bucket bhi tha, wo wwaha aaya aur sab saman rakh diya)Kaju nahi dikh rahe. (Wo thodi narjgise bole)

Manglu : Ji wo malkin garam kar rahi hai, abhi la raha hu. (Wo darte hue bola)

Udesinh : Hmmmm. (wo turant ander ki aur dauda, udesinh ne botle kholi aur apane glass me whisky dali)Tum pite ho? (Unhone meri aur dekhte hue kaha)

Shiv : Nahi sir.

Udesinh : Achchhi baat hai. (Unhone apane glass me kuchh burf ke tukade dale aur usko ek do baar hilaya aur ek ghunt piya, tab tak manglu kaju le aaya tha, unhone glass niche rakh diya aur ek kaju utha kar apane muh me rakkha, fir Kaju ki plat meri aur badhate hue bole)Ye to kha sakte ho na.

Shiv : Nahi sir, abhi abhi khana khaya hai, kuchh khane ki ichchha nahi hai.

Udesinh : (Muskurate hue)Bahot sayam wale ho, khud ko sambhal na jante ho. Achchhi baat hai. (Fir unhone apana glass uthaya aur fir se ek ghunt bhara aur glass ko dekh rahe the, jaise kuchh soch rahe ho) Tumhe kya lagta hai, mene tumhe kyu bulaya hai? (Unhone mere upar nigah gadate hue puchha)

Shiv : Exact to patanahi, par aapne hi bataya tha ki koi jamin ka mamla hai. (Wo muskuraye, mene apani baat aage badhayi)Muje ye samaj me nahi aa raha ki aap itne bade aadmi hai, itne log hai aapke pass, fir bhala aapko meri avasyakta kyu padi. (Meri baat se wo halka sa has pade)

Udesinh : Sahi keh rahe ho tum, mere pass itne log hai, police bhi mere khilaf nahi ja sakti, aur vakilo ki to jaise fauj hai. (Wo kuchh pal ruke, aur fir se apani whisky pine lage, thodi der baad wo bole)Par kuchh mamle alag hote hai, unhe alag tarike se handle karna padta hai, ab rahi baat tumhari kit tum isme kya madad kar sakte ho, to iske liye tumhe kuchh baate jan ni jaruri hai, aur jaise mene vada kiya tha ki agar tum meri madad karoge to tumhe bhi bahot fayeda hoga. Tum soch bhi nahi sakte us se kahi jyada. (Udesinh ne lalach diya)

Shiv : (Me samaj raha tha ki wo muje lalach de rahe hai, par mene shant man se hi kaha)Muje kya fayeda hoga wo baad ki baat hai, muje aisa fayeda chahiye ki nahi wo bhi baad ki baat hai, me yaha apane fayde ke liye nahi aaya hu, aapne meri madad ki, muje aap ek achchhe insan lage, to me aapki madad ke irade se hi yaha aaya hu. Me ye soch kar nahi aaya ki muje aapki madad karne se koi fayeda hoga. (Shiv ki baate sun kar udesinh usko bahot gaur se dekhne laga, jitna usne socha tha us se kahi jyada ye ladka tought hai, wo soch me pad gaya ki kya wo aage badhe ki nahi, usne ek sath baki whisky khatam kar di aur kuchh kaju khaye.)

Udesinh : Ye jan kar achchha laga ki tumhe kisi chij ka lalach nahi hai, aur shayad isiliye mene tumhe pasand kiya hai. (wo apane patte bichhane laga) Kyu ki jis kaam ke liye mene tumhe bulaya hai, ho sakta hai ki baad me tumhari niyat badal bhi jaye. (Wo muje gaur se dekh rahe the)

Shiv : Mene kaha na ki me yaha paiso ya kisi aur chiz ki lalach me nahi aaya hu, agar aapko lagta hai ki me bharose ke layak hu tabhi aap aage badhiye, ya aap kisi aur ko dekh lijiye.

Udesinh : (Usko dekhne laga aur maan me bola, ye kaaam tumhare alawa aur koi kar nahi sakta, yahi to muskil hai, par usne ye jahir nahi hone diya)Muje tum par yakin hai tabhi to tum yaha ho, mere ghar me. (Unhone fir dusari baar apana glass bhar liya aur ek ghunt pi kar wapas rakh diya)uske liye tumhe kuchh jan na hoga. (Me gaur se sun ne laga) Hum tin bhai hai, mujse aur Chandrabhan se to tum mile hi ho, (Kuchh pal ruk kar) Hamara ek chhota bhai aur bhi hai Yogendra, bada hi honhar, padhayi likhayi me bahot hoshiyar. Bachpan se hi usko padhayi likhayi ka bahot shauk tha, hamesa class me avvaal aata tha, uske baad wo saher padhne ke liye chala gaya. Waha bhi usne apana naam roshan kiya aur badi badi digreeya li. Uske baad aur padhayi karne ke liye wo Videsh chala gaya. Hamare pitaji ne kafi jamin bech kar uske videsh ka padhayi ka kharcha uthaya. Wo hoshiyar to tha hi, padhayi ke kuchh saal baad usne waha ek company suru ki, us waqt bhi pitaji ne usko paiso ki madad ki. Ek tarha se socha jaye to hamare hisse ka paisa bhi unhone usko diya, par hume koi gam nahi tha, balki hum khus the, humne khud pitaji se kaha tha ki aap uski puri maadad kijiye, usko jitna padhna hai jo karna hai aap usko rokiye maat. (Wo fir thodi der ruke, me guarse sab sun raha tha)Usne waha apane kisi dost ke sath mil kar ek company suru ki, suruaat me company me ghata hota raha par hum yaha se uski madad karte rahe, par usko madad karne ke chakkar me hamari kafi jamin bik gayi thi. Dhire dhire uska bussiness thik hone laga. Humne socha tha ki jab wo achchha kamane lagega to fir hum jamine wapas kharid lenge, par na usne kabhi kuchh kaha na humne kabhi puchha. Pitaji bahot paresan rehne lage the, aise me unhe ummid ki ek kiran najar aayi, hamare ek ristedar hai, Uddhavsinh ji, unki eklauti ladki ke liye unhone Yogendra ka hath manga aur sath me apani puri jayedad dene ka vada kiya. Wo bahot bade log the to pitaji ne ha kar di. Par honi ko kuchh aur majur tha, jab Yogendra aaya to wo apane sath Chandri ka ko laya, Chandrika bhi bahot achchhi aur nek ladki thi, par pitaji ko ye baat pasand nahi aayi, unko bahot dhakka laga, Par wo kya kar sakte the, unhone bahot kuchh Yogendra ko de diya tha aur gar aise me wo us se rista tod lete to unka hi nuksan tha, par fir bhi unhone Yogendra ko dhamki di ki wo usko apani jayedad se bedakhal kar denge, par us waqt tak Yogendra apane pairo par khada ho chuka tha, aur vides me achchha khasa paisa kama raha tha to usko koi fark nahi padnewala tha, wo apani baat par ada raha, us waqt roz hamare ghar me bas isi baat ko lekar bahes ho rahi thi, is chakkar me pitaji ko heart attack bhi aaya. Kushh din tak mamla shant ho gaya, mene Yogendra se baat ki, mene usko jaminwali baat nahi batayi, mene usko samjane ki bahot koshis ki par wo nahi mana, (Unhone fir kuchh ghunt bhareaur meri aur dekhte hue bole)Tumhe lag raha hoga ki me tumhe ye sab kyu bata raha hu, par agar tumhe ye sab pata nahi hoga to tumhe meri baat samaj nahi aayegi. Tumhe ye samaj na hoga ki me tumse kya chahta hu, aur uske liye tumhe ye sab pata hona jaruri hai. (Mene haa me shir hilaya). Uske baad wo wapas laut gaye, pat pitaji ander hi ander ghut rahe the, pidhiyo se jo ijaat thi hamari, jo rutba tha wo sab khatam honewala tha, isi gam me unki tabiyat aur bigadti chali gayi, mene pitaji ko bahot samjaya, uske baad wo shadi ko razi hue, ek baar fir Yogendra aur Chandrika aaye, pitaji ne shadi ke liye sehmati di par sath me shart bhi rakh di ki unhe yahi rehna hoga, wo isliye ye chahate the taki usko bhi pata chale ki yaha kya ho raha hai, Yogendra ko ye sab pata nahi tha, badi dhum dham se un dono ki shadi ho gayi, Yogendra ne kaha ki usko waha bussiness ki bag dore kisi aur ko dene ke liye waha jana padega, ek baar fir wo chale gaye, jaise jaise time bit raha tha pitaji ki tabiyat bigad rahi thi, aise me wo chal base, uske baad Yogendra aur Chandrika wapas aaaye, pitaji se wada kiya tha to fir Yogendra yahi ruk gaya aur yahi business suru karne ka faisala kiya, itne salo me usne kafi daulat kama li thi, wo usi daulat ke sahare yaha factory banane laga, hum sab ne uska sath diya, ham sab ki mehnat ke karan yaha bhi kaaam badhta chala gaya, usne kafi jamin bhi kharid li thi taki aage chal kar dusari factrory bhi lagayi ja sake, kayi sehro ke pass gavo me usne jamin kharid li thi aur dusare project bhi suru kar diye the. Ab tumhe samaj aaya hoga ki usne jo kuchh kamaya ya kharida uske pichhe hum sab ki property ka hath tha. (Unhone meri aur gaur se dekhte hue kaha to mene haa me shir hilaya, abhi wo aage batanewale the ki aunty waha aayi)

Kamnadevi : Abhi kitni der lagegi aapko?

Udesinh : (Narajgi se dekhte hu)Kyu, tumhe kya kaaam hai?

Kamnadevi : Time to dekhiye, aapko to aadat hai par is bachche ka to khayal kijiye, pura din safar kar ke aaya hai, aaram bhi nahi kiya usne.

Udesinh : Pruthvi aa gaya?

Kamnadevi : Wo kabhi jaldi aata hai, abhi tak nahi aaya wo.

Udesinh : Muje Shiv se baat karni hai, aata hu thodi der.

Kamnadevi : Wo yahi hai, kahi bhaga nahi ja raha, kal baat kar lena, kyu usko paresan kar rahe ho.

Udesinh : Tum janti bhi ho ki kitni important baat chal rahi hai?

Kamnadevi : Me bas itna janti hu ki ye thaka hua hai, usko bhi aaram ki jarurat hai. (Unhone bahot pyar se Shiv ko dekhte hue kaha, uski baato ka asar Udesinh par hua)

Udesinh : Thik hai Shiv, hum kal bat karenge, tum aaram karo.

Kamnadevi : Aap bhi chaliye, khana laga rahi hu.

Udesinh : Achchha baba thik hai.

Aunty ki wajah se baat aage nahi ho payi, hum ander chale gaye, Padmaji waha beth kar TV dekh rahi thi, unhone muje dekha to ek pal hamari najare mili fir mene najare hata li.

Kamnadevi : Bahu, jara iske kamare me pani rakhva dena. (Unhone Shiv ki aur dekhte hu issara kiya)

Padma : Ji maaji.

Kamnadevi : Aur tu kyu bethi hui hai, kitni baat kaha hai ki uski raah maat dekha kar, uska koi thikana thodi na hota hai, aata hai to aata hai warna puri raaat gayab rehta hai. (Padma kuchh nahi boli aur kitchen ki aur badh gayi, muje kamara pata tha to me sab ko goodnight bol kar kamare ki aur chala gaya)(Kamnadevi apane pati ke sath hi table par beth gayi)Aisi kya baate kar rahe the aap.

Udesinh : (Khana khate hue usne apani patni ko dekha)Hai kuchh baate.

Kamnadevi : Kya mujse bhi nahi karenge, aapne usko yaha kyu bulaya hai, aisa kya kaam hai aapko?

Udesinh : Kya bataya usne?

Kamnadevi : Wo kya batayega, jab usko khud nahi pata, usko bas itna pata hai ki usko kisi kaam se aapne bulaya hai. (Udesinh ko ye jan kar achchha laga ki Shiv ne koi baat nahi ki hai)

Udesinh : Hai kuchh kaam.

Kamnadevi : Wohi to puchh rahi hu, kya kaam hai?

Udesinh : Abhi shanti se khane de, baad me batata hu.

Me apane kamare me aa gaya tha, thoda time intejar kiya par Padmaji ko aane me der lagi to me kapade badalne laga, abhi mene pant nikala hi tha ki darwaje par dastak hui to mene towel lapet liya aur darwaja khola, wo mere samne thi, mene unko dekha. Unhone bina ek sabd bole pani ka jug mere samne badha diya, mene wo le liya.

Shiv : Thank you. (Unhone sirf apani badi badi aankho se muje dekha, muje ek najar upar se niche dekha aur apane kamare ki aur jane lagi, me bas ascharya se unhe jata dekh raha tha, tabhi fir se meri najar unke kulho par gayi, abhi ek second bhi nahi hua tha ki unhone meri aur dekha aur muje apane kulho ko dekhte pakad liya, meri kismat hi kharab thi, me dekhna nahi chahta tha par fir bhi najar chali gayi thi, mene unhe dekha to wo gusse se dekh rahi thi, mene turant kamare ka darwaja band kar liya. Ek second bhi nahi hui thi unke kulhe dekhe aur ye naturaly hi hua tha, mene khud ko galiya di aur ander aa gaya, mene tauliya nikal diya aur kapade bhi nikal diya, aur sirf underwear me ho gaya, AC ki aadat to thi nahi muje to mene sirf fan hi chalu kiya aur bistar par let gaya. Raat kafi ho chali thi to bas phone dekh raha tha aur sab ke msg padh ke unka reply kar raha tha.

Kafi time ho gaya to me sone laga, abhi leta hi tha ki muje bahar kuchh girne ki aawaj aayi.
Awesome update bro....udesinh puri kahani ko apne perspective se bata raha hai ab ye shiv par hai ki wo kya decision lega in do perspectives pe....padma ka bhi kaam kardene wale ho kya bhai....mood aur mausam dono bana rahe ho...
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

sandyk1234

Member
164
290
63

अच्छा अपडेट है
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top