Update 262
Krupali apani chut me Shiv ke lund ko mehsus karte hue madhoshi me sisikiya le rahi thi, uski chut ki diwalo se joro se ragad khata hua lund usko ek alag hi maza de raha tha, uske chehre se lag raha tha ki jaise wo ro rahi hai, par darasal wo apani chut me ho rahe gharsan se atyadhik anandit thi aur usko ye ehsas bahot jyada bha raha tha aur sath me uski kamechchha aur bhadka raha tha, lund ka bada sa supada uski chut ki diwalo ko aise ragad raha tha jaise piston se bor ho raha ho, Shiv ki pith me apane nakhun gadhate hue wo usko apane ander sama lene ko aatur thi.
Krupali : Shhhhhhh ahhhhh shhhhh ahhhhhhh shhhhhh ahhhhhh shhhhh nahiiiii ahhhh shhhhh nahiiiii ahhhhh shhhh nahiiiiiiii (Wo apane muh se to nahi nahi kar rahi thi par wo Shiv ko katayi rokna nahi chahti thi)
Kamnadevi apane Shivu ki fikar me sidhiya chadh rahi thi, ghar me sab shant tha, so upar pahuchi aur Shiv ke kamare ki aur badh chali, jab wo darwaje ke najdik pahuchi to usko ander se aati halki siskio ki aawaj sunayi dene lagi, ek baar to usko yakin nahi hua ki ye aawaje Shivansh ke kamare se aa rahi hai, usne apane bete ke kamare ki aur dekha, aur khud ko samjane ki koshis ki ki shayad ye aawaje us aur se aa rahi hai, par jald hi usko samaj aa gaya ki ye aawaje Shiv ke kamare se hi aa rahi hai.
Kamnadevi : (Maan me)He uparwale, kya mere kaan baj rahe hai? (Wo dhyan se sun ne ka prayas karne lagi, aur apane kaan darwaje ke pass le gayi, usko yakin ho gaya ki aawaje isi kamare se aa rahi hai, uske mathe par pashina chhalak aaya), Awaje to isi kamare se aa rahi hai, iska matlab Shivu ke sath koi hai (Wo kaan laga kar sun ne lagi, ladki ki siskiya bata rahi thi ki wo atyadhik ananad me hai, wo sochne lagi) uske sath kon ho sakta hai, aur abhi to wo chhota hai, aisa thodi na kar shakata hai? (Uska man maan ne ko taiyar nahi tha, par fir usko Shiv ka lund yaad aaya)Ab wo itna bhi chhota nahi raha hai, to kya sach me uske sath koi ladki hai? (Wo darwaje ke pass khadi samajne ki koshis kar rahi thi, usko pashina hone laga tha, ladki itna sisaka rahi thi ki uska raktchap badh raha tha) Kon ho sakta hai? Shivu to kisi ko thik se janta bhi nahi, aise me kon uske sath aisa karne ke liye taiyar ho gayi? (Apane mastisk me kayi chehre uske samne se gujar gaye, apani sari naukranio ka chehra uske samne se gujar gaya) Kon ho sakti hai? (Wo kaan laga kar sun ne ka prayas karne lagi) (Awaj : Shhhhhh ahhhhh shhhhh nahiiii shhhh ahhhh nahiiiiii shhhhhh jor se nahiiiiiii Shiiiiiv shhhhh ahhhhhh shhhhhh ahhhhhh nahiiiiiiii)Kya Shivu kisi ke sath jabardasti kar raha hai? Aawaj to janipehchani lag rahi hai, par thodi dhimi aa rahi hai, kiski aawaj hai, (wo fir dhyan se sun ne ka prayas karne lagi) (Awaj :Shhhhhh Shiiiiiiiv ahhh shhhh nahiiiii shhhhhh ahhhhhh aaarammm seeee shhhhhhh ahhhhh, bahot bada hai tera shhhh aram seeee shhhhhhh.) He uparwale, kahi Krupali to nahi hai ye?Nahi nahi, wo kaise ho sakti hai. (Kuchh pal wo sochti rahi tabhi usko darwaje ke key hole se aati roshni najar aayi, wo niche bethi aur waha se dekhne ka prayas karne lagi,

samne ka najara aisa tha, ek ladki ke pair upar ki aur uthe hue the aur Shivu apani kamar hilate hue apana lund ander bahar kar raha tha, Shivu ko wo pichhe se bhi pehchan gayi, par ladki najar nahi aa rahi thi, sirf uski chut me aata jata lund najar aa raha tha,

aur uski upar uthe hue pair dikh rahe the, wo jo bhi thi kafi gori thi, ek bar je ke liye to uski najar waha chipak gayi jaya lund ander bahar ho raha tha, lund ne chut ko puri tarha se faila diya tha aur chut se nikalta pani niche ki aur beh raha tha, par wo ye dekh nahi payi, wo khadi ho gayi aur darwaja khat khatane ke liye hath badhaya, par wo ruk gayi, agar sach me uski beti hui to hungama ho jayega, wo sochne lagi aur sunischit karne ke liye wo bina awaj kiye apani beti jis kamare me soyi thi us aur badh chali, aur maan me prathna kar rahi thi ki wo jo soch rahi hai wo galat ho, Krupali ke darwaje ke pass pahuchi aur darwaje ka handle ghumane lagi ye soch ke ki wo ander se band hoga, par darwaja khulne laga, uska dil bethne laga, jaise hi darwaja khola to samne bistar par koi leta dikha usko, night bulb ki halki roshni me usko sirf aisa dikha ki waha koi leta hai, payr uske liye itna kafi tha, usne rahat ki saas li aur uparwale ka abhar vyakt karne lagi) Krupali to so rahi hai, (Uske chehre par rahat ke bhav dikh rahe the, par fir wo sochne lagi)Agar ye yaha hai to fir waha kon hai? (apani bahu ke bare me sochte hue) Kya wo Padma hai? (Uske maan ne jawab diya)Ha ho sakti hai,wo pehle bhi aisa kar chuki hai, yakinan wo Padma hi hai. (Uske maan me fir gussa badhne laga)Pehle to mene socha tha ki bachche ki chah me uske kadam bhatak gaye the, par yaha to uska khud ka dewar hai, itni bhi sharam nahi rahi usme. Devar bete saman hota hai, itna bhi khayal nahi raha usko (Wo Krupali ka darwaja ahista se band kar ke fir se wo Shiv ke darwaje ki aur badhne lagi)Abhi khabar leti hu uski, uske hi sharir me jyada garmi bhari padi hai, tabhi wo idhar udhar muh marti fir rahi hai, ye bhi nahi sochti ki kon hai. (Darwaje ke pass aa kar fir se darwaja khat khatana chaha par fir usne hath rok liya) Nahi aise bina sabut ke muje ye kadam nahi uthana chahiye, (usne fir ass pass dekha, har jagah shanti thi, ander se bhi aawaj nahi aa rahi thi, wo fir bethi aur key hole se ander dekhne lagi. Ander dono ruke hue the, par lund abhi bhi ladki ki chut me hi tha aur usne apane pair Shivu ki kamar par lapet liye the aur wo ladki uski pith sehla rahi thi aur lag raha tha jaise dono kiss kar rahe hai) Nahi, Shivu koi jabardasti nahi kar raha, jo bhi hai wo apani marji se sab karwa rahi hai.
(Ander)
Shiv : Itne me jhad gayi? (Krupali ko pyar se dekhte hue)
Ladki : (Shiv ke bal sehlate hue uske chehre ko pyar se niharte hue)Kab se tadap rahi thi yaar, aur tumhare sath hi aisa sukh milta hai, warna me jhadti hi nahi thi, kabhi kabhi khud ko hi shant karna padta tha. Is liye to tumhe dekh kar khud par control nahi rakh pati. (Kamna is baat ko samaj rahi thi, aurat ko ye sukh kabhi kabhi hi nashib hota hai, wo dhyan se ander dekhne lagi)
Shiv : Agar aapka ho gaya ho to aap jaiye, kisi ne dekh liya to panga ho jayega.
Ladki : Koi nahi jag raha, me sab dekh kar aayi hu, aur agar koi mere kamare me bhi jayega to usko lagega ki me so rahi hu.
Shiv : Aisa kyu?
Ladki : Me bistar par takiye laga kar usko dhak kar aayi hu. (Ye baat sun kar Kamna ke pashine chhutne lage, usko yakin ho gaya ki ye uski beti hi hai)Aur itni jaldi me janewali nahi hu, aaj yahi tumhare sath rehne ka maan bana kar aayi hu, sach kehti hu Shiv, agar mera bas chalta to me hamesha tumhare sath hi rehti. (Fir ruk kar) Ab tum utho, muje kuchh karna hai.
Shiv : Kya karna hai?
Ladki : Batati hu, pehle utho to sahi. (Shiv uske upar se uthne laga, wo ladki abhi bhi Shiv ke pichhe chhupi hui thi, ladki bhi beth gayi, aur Shiv ko kiss kiya aur usko dhakka de kar bistar par leta diya, ab uska chehra Kamna ke samne tha, kamna ka muh khula ka khula hi reh gaya)
Kamna : He uparwale, ye kya dekh rahi hu me, ye to Krupali hi hai. (Wo dekh rahi thi ki wo puri nangi hai, aur Shiv ko leta kar wo uske lund ke pass thik se beth gayi aur uske lund ko hath me le kar hilane lagi, pehli bar Kamna ki najar us lund par padi jise dekh kar ek aur jhatka laga usko, itni dur se bhi usko samaj aa raha tha ki wo kitna bada hai, usko yakin nahi ho raha tha, uski beti ka ye roop wo pehli baar dekh rahi thi, wo us lund ko pyar se hila rahi thi, aur Shiv ki aur dekh kar muskura bhi rahi thi)
Shiv : Kya hua? Muskuar kyu rahi hai?
Krupali : Bas aise hi.(fir wo ghutno par hui aur jhuk kar lund ko apane muh me bharne lagi, supada uske garam muh me bhar gaya, wo usko joro se chusne lagi, jis se Shiv ki bhi siski nikal gayi, kuchh pal baad lund baha nikal kar wo Shiv ki aur dekhne lagi par lund hilana abhi bhi chalu tha)Kaisa laga?
Shiv : (Unki aur dekhte hue)Bahot achchha. (Krupali ne lund ko fir se muh me le liya aur chusne lagi, aur sath me apana hath badha kar Shiv ke nipple ko kuredne lagi)
Shiv : Shhhh kya kar rahi ho aap shhhhh. (Shiv ko maze me dekh kar Krupali aur joro se chusne lagi, thodi der tak wo aise hi chusti rahi)(Kamna apani beti ko dekh rahi thi, kaise wo lund ko chus rahi thi, yaha se uske upar uthe hue kulho ka heart shape saaf najar aa raha tha, wo lund ka supada apane muh me bhar kar usko chusti to kabhi pure lund ko apani jibh se chat rahi thi, uska chehra bata raha tha ki usko kitna achchha lag raha hai ye lund, sath me apana ek haath upar badha kar wo Shiv ke nipple ko bhi sehla rahi thi)(Kamna aisa drishya pehli baar dekh rahi thi, aaj tak usne kabhi kisi ki chudayi live nahi dekhi thi)
Krupali : Achchha lag raha hai? (Muskurate hue wo fir boli, Shiv ne koi jawab nahi diya bas muskuraya, thodi der tak wo lund ko chusti rahi, par ye drishya dekh kar Kamna ki halat kharab hone lagi, akhir kar wo bhi ek aurat thi, aise lund ko dekh kar uski bhi chut me pani aane laga to wo khud ko asahaj mehsus karne lagi, tabhi Krupali lund ko chhod kar uske upar hone lagi, Kamna ki saase bekabu hone lagi, uski beti ka roop dekh kar wo khud bhi sammohit hone lagi, uske chehre ki khusi bhi saaf dikh rahi thi, wo lund ko pakad kar apani hi chut ki darar me ragadne lagi aur uske chehre ke badalte bhav bata rahe the ki usko kitna maza aa raha hai, thodi der apani chut par lund ragadne ke baad khud hi us lund ko apani chut ke chhed par set karte hue aas pass pair kar ke bethne lagi, lund uski chut me samane laga, Kamna ka gala sukhne laga, uski chhoti se gudiya aaj khud hi lund ko apani chut me le rahi thi, uski chut ko failate hue lund ander chala gaya, uske chere par aaye durd ko usne dekha, par jald hi wo sambhal gayi, fir usne khud ko sahi kiya aur ahista ahista upar niche hone lagi, Kamna ke liye ab waha rukna muskil ho raha tha, uski bhi saase tej ho chali thi, waha uska bete saman bhatija tha aur uski khud ki beti thi,

wo waha jyada nahi ruk payi aur khadi ho gayi, usko gussa bhi aa raha tha, khas kar ke Krupali par, par abhi wo koi bakheda nahi karna chahti thi, aise me uski beti ki hi badnami hogi aur sath me uske ghar ki, wo bhari kadmo se apane kamare ki aur badh chali, ek baar usne aas pass bhi dekha aur sunischit kiya ki koi jag to nahi raha hai, kyu ki agar kisi aur ko ye pata chal jayega to kitni badnami hogi wo ye samaj rahi thi, wo bhari kadmo se chalte hue apane kamare me pahuchi, usko abhi bhi yakin nahi ho raha tha ki uski beti jo kitni achchhi hai wo apane hi bhai ke sath ye sab kar rahi hai, wo ye bhi samaj gayi ki ye pehli baar nahi tha, in dono ke bich pehle se hi aise sambandh hai, usko Shivu par aur apani beti par gussa aane laga, apane maan me yahi sab soch rahi thi wo, usko neend bhi nahi aa rahi thi, karib aadhe ghante baad wo fir bahar nikali aur aas pass dekhne lagi, sab shant hi tha, wo niche se hi Shiv ke darwaje ki aur dekhne lagi, wo abhi bhi band tha, wo fir apane bistar par chali gayi, aise hi karte hue usko der se neend aayi, subah uthne me bhi der ho gayi)
Jab uski ankh khuli to uski ankho me jalan ho rahi thi, time dekha to ghadi sat ka samay dikha rahi thi, aaj pehli baar wo itna der se uthi thi, naha dho kar jab wo bahar aayi to uski bahu bethi hui thi, aur sab kaam kar rahe the, usko dekh kar wo khadi ho gayi.
Padma : Kya hua maaji, aap thik to hai na?
Kamnadevi : Kya hua hai mujko, thik hi hu. (Usne buje maan se jawab diya)
Padma : Aap dikh to swasth hi rahi hai, par jab se aayi hu aaj pehli baar apko itni der tak sote dekha hai, is liye chinta ho rahi hai.
Kamnadevi : (wo apani bahu ko dekhne lagi, uski bahu uske liye kitni fikarmand thi, aur wo kal raat na jane kya kaya soch rahi thi uske bare me, usko apane aap par gussa aane laga aur sath me Krupali par bhi, uski wajah se hi wo apani bahu ke bare me aisa soch ne par majboor ho gayi thi) Kappu kaha hai? (Usne buji awaj se kaha)
Padma : Abhi wo uth kar nahi aaayi, koi kaam tha? Bula lau unhe? (Padma ko bhi sab thik nahi lag raha tha, kyu ki ye bahot badi baat thi ki uski saas itna der se uthi thi)
Kamnadevi : Aur Shivu?
Padma : (Wo koi jawab dena nahi chahti thi par wo aisa nahi kar sakti thi)Wo to gaya hai, apani practice ke liye.
Kamnadevi: Kab? (Usko ascharya is baat ka ho raha tha ki wo nahi uthi, uski beti nahi uthi to wo bhi late hi utha hoga)
Padma : wo to savere hi chala gaya tha. Ab to aata hi hoga. (Usko bhi pata tha uske wapas aane ka samay) Kuchh hua hai kya maji?
Kamnadevi : (Khud ko normal rakhne ka prayas karte hue)Nahi bahu, bas aise hi puchh rahi thi. Abhi wo aa raha hoga, nasta vagairah sab taiyar hai na? (Usne rootin baat hi puchhi taki lage ki sab thik hai)
Padma : Ha maaji, aapko chahiye, nikal du aapke liye?
Kamnadevi : Nahi, me thodi pooja kar leti hu, tumhe pata hai ki me uske pehle kuchh khati piti nahi. (Keh kar wo pujaghar me chali gayi, par uska maan vyakul tha, jab wo bahar aayi to Shiv sofe par betha hua tha, aur Krupali aur Padma table par bethe baate kar rahi thi, Krupali ko dekh kar usko gussa aaya par usne khud ko sambhal liya aur table ki aur badhi. Uske dekh kar Krupali bahot pyar se boli)
Krupali : Aap thik ho na mummy? Bhabhi bata rahi thi ki aap aaj bahot der se uthi.
Kamnadevi : Tu bhi to der se hi uthi hai, to kya teri tabiyat bhi thik nahi hai? (Usne jaise tana marnewale andaj me kaha, Krupali ko bhi ye laga par usne lightly liya)
Krupali : Kya mummy aap bhi, muje to yaha koi kaam hai nahi, apane ghar me hu to kabhi bhi uth sakti hu, waha aise muje sone ko nahi milta to jyada so li, isme kya.
Kamnadevi : Ha ha thik hai, jyada chapad chapad maat kar (Padma ko dekhte hue) Tum sab ne nasta kiya?
Padma : Nahi mazi, hum aapka hi intejar kar rahe the.
Kamnadevi : Usko bhi bula le. (Shiv ki aur issara karte hue wo boli, Padma ko ye ajeeb laga kyu ki itne dino se wo dekh rahi thi ki kaise wo apana pyar luta rahi thi aur abhi wo usko bulane ko keh rahi hai, aur unki aawaj me ek berukhi thi, par wo kuchh nahi boli)
Padma : (Shiv ki aur dekh kar)Eaiii Sunoooo. (Shiv apane mobile me kuchh kar raha tha)Sunooo, Me tumse keh rahi hu. (wo fir thoda jor se boli, par Shiv apane moble me hi dekh raha tha)
Krupali : Shiiiiiiv. (Mera naam sun kar mene us aur dekha)Chalo, maa aa gayi hai, nasta karna nahi hai kya? (wo pyar se muskurate hue boli, Padma ko gussa aaya kyu ki uske bulane par Shiv ne koi dhyana nahi diya tha, Krupali ko itne pyar se bulate dekhKamnadevi ne uski aur dekha aur gussa bhi aaya par wo kuchh nahi boli, Shiv waha aa gaya aur uske pair chhue par Kamnadevi ne jyada kuchhh response nahi diya)(Shiv ko bhi ye baat ajeeb lagi par wo bhi kuchh nahi bola, sab ne nasta karne lage)
Kamnadevi : Tum kab janewali ho? (Krupali ki aur dekh kar)
Krupali : (Usne aisa sawala expect nahi kiya tha)aisa kyu keh rahi ho aap?
Kamnadevi : (Thoda sambhalte hue) Wo to tum keh rahi thi na ki wapas janewali ho to is liye puchh rahi thi.
Krupali : Dekhti hu, unse baat karti hu, waise bhi papa ne kaha hai ki wapas aana hai to unse puchhti hu, wo kya kehte hai?
Kamnadevi : Apana ghar sambhalna chahiye, wo tera ghar hai, aur sab se pehle wo priority honi chahiye. (Usne sapat lehje me kaha)
Krupali : (Usko bhi thoda bura laga ki uski maa uske sath aise baat kar rahi hai) Thik hai me aaj hi chali jaungi. (Usne ruthnewali awaj me kaha)
Udesinh : Aisa kyu keh rahi hai? (Wo bhi table ki aur aa rahe the, Padma apani jagah se khadi hone lagi)Are betho bahu, shanti se nasta karo.
Krupali : (apani mummy ki fariyad karte hue)Mummy keh rahi hai ki apana ghar sambhalna chahiye (Usne muh banate hue kaha)
Kamnadevi : To kya galat kaha mene, ab tu us ghar ki hai, is ghar ki nahi, diwali ka samay hai, kitni hi jimmedariya hoti hai jo ek ghar ki lakshmi ko nibhani hoti hai.
Krupali : To mene bhi kaha na ki chalijaungi aaj hi. (Kehte hue wo table se khadi ho gayi aur apane kamare ki aur jane lagi)
Udesinh : Are kappu, tu khadi kyu ho gayi, tu to janti hai teri maa ko, aaa wapas beth. (Par usne kuchh nahi suna aur ruth kar apane kamare ki aur badh gayi)(Apani bivi ki aur dekh kar)Kya tum bhi, ab wo aayi hai to rehne do na.
Kamnadevi : Apana ghar sambhal kar rakhegi to hi khus rahegi. Aap ko kuchh samaj hai nahi, aap apana kaam kijiye aur muje apana kaam karne dijiye. (Uska gussa dekh kar Udesinh bhi kuchh nahi bola)(Me bhi dekh raha tha ki wo gusse me hai, par meri samaj me nahi aaya ki kyu, humne nasta kiya aur aise hi thodi baat hui aur me apane kamare me aa gaya, me naha kar fresh hua aur kapade pehan liye ki tabhi darwaje par dastak hui, mene darwaja khola to waha Krupaliji khadi thi, aas pass dekh kar wo ander aa gayi aur darwaja band kar liya, aur mere hotho par kiss karliya)
Krupali : (Thodi der kiss karne ke baad, mayus chehre se)sorry yaar, muje jana padega, pata nahi maa ko kya ho gaya hai, mene socha tha ki aaj ruk jaungi, par maa ko pata nahi kya suji. (Wo thodi narajgi se boli, me kya bolta chup hi raha)Jaldi hi aungi. (wo muskurate hue boli, aur fir ek baar mere hotho par kiss ki aur bahar nikal gayi, aur apane kamare me chali gayi, Krupali gusse me bag pack kar rahi thi ki uske darwaje par dastak hui)Darwaja khula hi hai. (Usko laga ki shayad uski bhabhi hai, par darwaje par uski maa khadi thi, wo chidte hue boli)Ja rahi hu me, kapade to pack karlu ki aise hi chali jau. (Kamnadevi samaj rahi thi ki uski beti kyu gussa hai par us se jyada wo gussa thi, usne darwaja band kiya aur uski aur aayi, apani maa ke chehre ke bhav dekh kar Krupali bhi thoda seham gayi aur wo khadi ho gayi aur apani maa ko dekhne lagi, wo uske najdik aayi, kuchh pal wo usko ghus ke dekh rahi thi, Krupali ko kuchh samaj nahi aa raha tha, wo kuchh bolne ko hui hi thi ki uske gaal par ek chanta pada, sattak, wo seham gayi aur apani maa ko dekhe lagi, uski ankho se aasu bhi chhalak aaye, wo ye samajne ka prayas kar rahi thi ki aakhir usne aisi kya galti kar di jo uski maa ne usko maara)
Kamnadevi : Sharam nahi aayi tuje aisa karte hue? (wo daant piste hue boli)
Krupali : (wo abhi bhi nahi samaj pa rahi thi ki akhir uski maa itni gussa kyu hai)Mene kiya kya hai jo aap itni gussa ho. (Wo bhi bhadakte hue boli)
Kamnadevi : Mujse puchh rahi hai ki mene kiya kya hai, aisa karte hue tuje jara bhi sharm nahi aayi, wo tera bhai hai. (wo daant piste hue boli)
Krupali

Krupali ka maano saara khun sukh gaya tha, usne socha nahi tha ki uske aur Shiv ke bareme uski maa ko pata chal gaya hai, par fir bhi dubte ko jaise tinke ka sahara)Aap kya baat kar rahi hai, mene kya kiya Pruthvibhai ke sath?
Kamnadevi : Jyada natak maat kar, mene kal raat sab dekh liya hai, samji. (Krupali ko to mano lakva maar gaya, wo jad si khadi rahi, kato to khun na nikale aisi halat ho gayi)Ab keh ki me juth bol rahi hu. (Krupali ki ankhe bhig gayi thi puri, uske samne koi rasta najar nahi aa raha tha, par wo pehle hi itna seh chuki thi ki uske liye ye sab sahi hi tha, usne khud ko sambhala aur bola)
Krupali : Wo mera bhai nahi hai, muje sab pata hai, papa ne usko kisi kaam ke liye bulaya hai. (Kamna ne fir hath uthaya aur Krupali thoda pichhe ho gayi, Kamna ne hath rok liya)
Kamnadevi : Bevakuf hai kya tu, tuje samaj nahi aata mene kya kaha tha kal. Tuje kya lagta hai ki me bevakuf hu jo kisi ke kehne par maan jaungi. Wo tera bhai hai aur rahega, tuje akal nahi hai kya?
Krupali : Aap juth bol rahi ho, muje bhabhi ne sab bata diya hai, unhe Pruthvibhai ne bataya tha ki kaise papa ne apane kisi swarth ke liye usko yaha bulwaya hai, wo nahi hai mera bhai.
Kamnadevi : Ek marungi na to sab akal thiane par aa jayegi, (Khud ko sambhalte hue)Aur ek baar maan bhi lu ke wo tera bhai nahi hai fir bhi kya tu ye sab kar sakti hai?. Sharm nahi aayi tuje ye sab karte hua? Tera ghar hai, pati hai, akal nahi hai kya tujme?
Krupali : Sab pata hai, sab janti hu me, aur aap kya samajti ho? Kya muje sharm nahi aayi thi ye sab karne ke pehle, kitna tuti hu me ye sab karne se pehle, khud ko kitna roka hai mene(Khud ka muh chhupa kar rote hue bistar par beth gayi)Me tang aa gayi thi banz, banz sun kar, me nahi hu banz, aur ab to me chilla chilla kar keh sakti hu ki me banz nahi hu, meri kokh me bhi bachcha hai, nahi hu me banz. (Wo fut fut kar rone lagi, Kamnadevi ko bhi jhatka laga, wo ye to janti thi ki wo maa ban ne wali hai par usne ye socha nahi tha ki ye sab Shivansh ki wajah se hua hai, abhi bhi usko pura yakin to nahi tha par fir bhi jis tarha ke halat the us se to lag raha tha ki Shivansh hi is bachche ka baap hai)
Kamnadevi : Ye kya keh rahi hai tu (Wo apani beti ko dekh rahi thi jo ro rahi thi, bolte hue uski juban nahi uth rahi thi par fir bhi wo boli)Tu ye kehna chahati hai ki ye bachchaaa...
Krupali : (Aasu bhare chehre se dekhte hue) Ha, ye uski ka bachcha hai, par kya karti me, jaha jau, jise dekho har jagah muje tana marte ho jaise meri galti hai, nahi hu me banj, koi kami nahi hai muj me jo me ye tane sahu (apani beti ka dard dekh kar wo bhi thodi shant ho gayi aur uske pass beth gayi aur uski pith sehlane lagi, Krupali bhi apani maa se lipat gayi)Kya karti me maa, aap hi batao, wo dusari shadi karne ki soch rahe the, meri saas tana de rahi thi,log tana de rahe the, aap hi batao kya karti me (wo fut fut kar rone lagi,) aur muje nahi pata tha ki wo mera bhai hai ki nahi, ho gaya jo hona tha, ab batao kya karu me, kaho to apani jaan de deti hu. (wo fut fut kar rone lagi, Kamnadevi ko bhi ehsas hua ki wo jo soch rahi thi baat itni si nahi thi)
Kamnadevi : Marungi ek jo aisi ulti sidhi baat sochi to, shant ho ja pehle tu, aur jyada jor se chilla maat, kisi ko bhanak bhi lag gayi to pata nahi kya hoga, Shant ho ja. (Wo apani beti ko shant karne lagi, Krupali ko bhi is baat ka ehsas tha ki aagar kisi ko pata chal jayega to kya hoga to wo bhi shant hone lagi, Kamnadevi ko bhi laga ki abhi filhal ye baat karna thik nahi hai aur baat karne ko kuchh bacha bhi nahi tha)Achchha thik hai, tu aaram kar, abhi kahi jane ki jarurat nahi hai tuje, kal chali jana, aaram kar tu. (Kehte hue wo khadi ho gayi, Krupali apani maa ko dekh rahi thi, jaise puchh rahi ho ki tumne muje maaf kiya ki nahi, uska shir sehlate hue wo boli)Mene kaha na abhi aaram kar. (Krupali bistar par thik se let gayi aur uski maa uske shir ko sehlane lagi, wo apani maa ko dekh rahi thi)
Krupali : Muje maaf kar do maa.
Kamnadevi : Shhhhhh, kuchh mat bol, shant reh aur aaram kar, ab jo hona tha wo ho gaya hai, tu aaram kar. (Thodi der baad wo uske kamare se bahar nikal gayi aur soch me dubi niche jane lagi, jab wo niche pahuchi to uska pati taiyar ho chuka tha jane ke liye) Kya hua, itne se ji nahi bhara tha jo uske kamare me chali gayi.
Kamnadevi : Ha ha me to dusaman hu na uski. (wo chidte hue boli)
Udesinh : Tum jano aur tumhari beti, me ja raha hu.
Kamnadevi : Aapko to kuchh dekhna hi nahi hai na, bas chal diye.
Udesinh : Tumnse bahes karna bekar hai (Kuchh ruk kar)Achchha suno, wo Vidhyadhar ka phone aaya tha, muje aane ko keh raha tha, par muje time hai nahi, tum mil lena, shayad diwali ke mele ke silsile me hi phone aaya hoga.
Kamnadevi: Muje hi to sab dekhna hai, har bar ka hai ye.
Udesinh : tumse to bahesh karna hi bekar hai, me ja raha hu. (Kehte hue wo bahar nikal gaya, Kamnadevi ja kar sofe par beth gayi, Pruthvi bhi bahar aaya, wo bhi taiyar tha aur bahar ja raha tha, apani maa ko dekh kar waha aaya aur unke pair chhue)
Pruthvi : Pranam maa.
Kamnadevi : Jite raho. (berukhi se boli)
Pruthvi : Kya hua maa, aise kyu bol rahi ho.
Kamnadevi : Jao na tum, apana kaam karo. (Wo chidte hue boli to Pruthvi turant waha se nikal gaya, wo apani maa se behas karna nahi chahta tha)
Aaj wo sidhe khet ki aur nikal gaya, dopahar baad wo factory janewala tha. Jab wo khet pahucha to sab apane apane kaam me lage hue the, wo ja kar pair faila kar paid ke niche lage sofe par beth gaya, usko dekh kar Sarwan jo wahi kaam kar raha tha daudte hue unke pass aa gaya.
Sarvan : Namaste malik.
Pruthvi : Aaj tum yahi ho, gaye nahi tum.
Sarvan : (Thoda muh bigadte hue) Ha abhi ja hi raha tha malik. (Darasal ek aur khet me kaam tha to kafi majdooro ko waha bheja gaya tha, par sarvan apani kamchori ke chalte nahi gaya tha, par jab Pruthvi ne kaha to fir usko jana hi tha, wo bhi waha se nikal gaya)
Pruthvi : Koi hai, Sukhiiii, Dhuliiiiiiii koi haiiiiii. (Sukhi aur Dhuli bhi us khet par kaam ke liye gaye the, to waha aur koi to tha nahi, sirf kala thi, wo darte hue bahar aayi)
Kala : Ji malik.
Pruthvi : (Wo ghunghat kiye hue thi, Usko upar se niche tak dekhte hue)Sukhi kaha hai?
Kala : Wo us khet me gayi hai, waha kaam hai na.
Pruthvi : Aur Dhuli?
Kala : Wo bhi gayi hai. (Pruthvi ne ass pass najar daudayi to log bhi kafi kaam the)
Pruthvi : Achchha thik hai, ja jara thanda pani aur nasta le aa, aur meri botal bhi hogi, wo bhi le aana.
Kala : Ji malik. (Wo turant waha se bhag gayi, usko bahot dar lag raha tha, uski saas bhi nahi thi, usne socha nahi tha ki aaj chhote malik yaha aa jayenge, ab usko sab pata tha ki kya karna hai, usne ek tray me sab rakha aur ghunghat dal kar fir bahar aayi aur sab waha rakh diya, aur jane lagi)
Pruthvi : Are ja kaha rahi hai, ruk to jara. (Kala seham gayi, uske kadam chipak gaye)
Kala : Ji, ji koi kaam hai?
Pruthvi : Kya itni darti rehti hai, aur ye ghunghat kyu dale hui rehti ho, yaha tumhara sasur to hai nahi.(Kala aur darne lagi par boli kuchh nahi)Achchha thik hai, ja, apana kaam kar. (Kala ne rahat ki saas li aur bhag gayi)(Pruthvi ne khud hi peg banaya aur chuski lete hue pine laga, thodi der baad usko bhi surur aane laga, wo chahta to aise hi Kala ko daboch kar uske upar chadh jata, kisi ke baap ki takat nahi thi ki usko kuchh keh sake, par ab kahi na kahi wo bhi in sab chizo se bore hone laga tha, par kehte hai na ki bandar kabhi gulati marna nahi chhodta, to tin char peg ke baad wo utha aur makan ke aander gaya, usne dekha ki Kala saaf safayi kar rahi thi)Aii sun. (Kala fir kanp gayi)
Kala : Ji malik.
Pruthvi : Aur to koi hai nahi, badan pura tut raha hai, kya malis kar degi?
Kala : (Wo puri hil gayi thi, malis ka matlab wo samaj rahi thi, wo darte hue boli)Muje nahi aati malik.
Pruthvi : Are isme na aane jaisa kya hai, ja tel garam kar ke le aa, me kamare me hu. (Kehte hue wo kamare me chala gaya, Kala ke pass aur koi chara nahi tha, wo apani saas ko yaad kar rahi thi, jaise taise darte hue usne tel garam kiya aur katori le kar kamare me aa gayi, Pruthvi apana kurta aur baniyan nikal chuka tha aur niche pehna lenga nikal raha tha, Kala thkthak gayi par jaise Pruthvi ko koi fark nahi pada, usne lenga nikal diya, Kala ne apani nigahe fer li, Pruthvi ne ek towel lapet liya aur waha charpayi par ulta let gaya, Kala puri tarha se kanp rahi thi)Are dekh kya rahi hai, chal tel laga aur ragad na chalu kar. (Kala turant harkat me aayi aur pass me pade table par katori rakkhi aur apana pallu sambhalte hue hatheli par tel lagane lagi, uski chudiya khanak rahi thi, tel laga kar wo Pruthvi ke pass gayi, Pruthvi bhi lamba chauda tha, rang bhi ujala hi tha, wo uske balist sharir ko dekhne lagi, uska pati to is ke aage kahi bhi nahi tha)Ari dekh kya rahi hai, laga tel. (Kala ne turant apane najuk hath us garam pith par laga diye aur tel ko failane lagi)(Pruthvi ko uske naram naram hath ka sparsh achchha lagne laga, usko to jaise gudgudi ho rahi thi, uska lund bhi harkat karne laga tha)Aise narm hatho se kya tel laga rahi hai, jara jor se laga, takat nahi hai kya? (Kala joro se tel lagane lagi, par Pruthvi muskura raha tha, wo uski halat samaj raha tha aur is baat se uske lund me aur kadak pan aata ja raha tha, par wo koi jaldbaji nahi karna chahta tha. Kala uski chaudi pith par apane hath ghuma rahi thi, thodi der me wo bhi thodi sahej hone lagi, kyu ki Pruthvi kuchh bhi galat harkat nahi kar raha tha, aur wo ulta leta hua tha to usne apane ghungat ko thoda upar kar diya taki wo achchhe se dekh sake. Wo malis kar rahi thi aur uski chudiya khanak rahi thi. Wo ab achchhe se malis karne lagi thi)(Pruthvi apana hath bahar nikalte hue)Yaha bhi laga de. (Kala kuchh bol nahi rahi thi, usne fir apane hath me tel liya aur hath par lagane lagi, hath ki maspeshiya bhi kafi badi aur majboot thi.)(Pruthvi ne usko lapete me lena suru kiya)Kis baat ka dar lagta hai tuje jo itna darti hai. (Kala kuchh nahi boli)Ari bol na, gungi to hai nahi tu.
Kala : Pata nahi malik.
Pruthvi : Kha nahi jaunga tuje jo itna darti hai.
Kala : Nahi malik, aisi baat nahi hai.
Pruthvi : Tuje kya lagta hai ki tuje pakad kar jabardasti chod dalunga. (Pruthvi ne jan buj kar aise sabdo ka prayog kiya tha, Kala seham gayi aur uske hath ruk gaye)Le fir dar gayi tu, kuchh nahi karunga tuje, bas. (Fir kuchh pal khamoshi chhayi rahi)Kya kham kha darti rehti hai. Me to bas wo keh raha tha jo tu soch rahi hai. (Kuchh pal ruk kar)Sach sach batana, yahi lagta hai na tuje? (Kala kuchh nahi boli)Ari bol na, yahi lagta hai na tuje ki chhote malik muje pakad kar mere upar chadh jayenge. (Kala fir bhi kuchh nahi boli) Dekh abhi tu aur me akele hi hai, kya kiya mene aisa kuchh? (Kala fir bhi kuchh nahi boli)Kham kha darti rehti hai, kuchh nahi karunga tuje, shanti se achchhe se malis kar. Dusare hath bhi kar de. (Kala ab aur sahej hone lagi, wo uthi aur dusari aur jane lagi, usne fir apane hath me tel liya aur dusare hath ki bhi malish karne lagi. (Jab waha lag gaya to Pruthvi khud hi sidha ho gaya, Kala ne turant apana ghunghat dal diya, Pruthvi muskuraya, uska lund khada ho chuka tha aur ubhar spast dikh raha tha. Kala ka abhi dhhyan nahi tha)Fir ghunghat dal diya, chal koi baat nahi, tuje jitna khud ko chhupana hai chhupa le, muje koi dikkat nahi hai, chal ab aage bhi malis kar de. (Kehte hue Pruthvi ne ankhe band kar di taki usko hichkichahat na ho, wo janta tha ki kaise ladkio ko shishe me utara jata hai. Usko bhi maza aa raha tha, jo ladkia khud hi khol kar beth jaye usme kya maza hai)(Kala ne dekha ki unhone ankhe band kar di hai to usko rahat mehsus hui, usne chhati ko dekha jaha baal the, uske pati ki chhati par koi baal nahi tha, ya yu kahe ke uge hi nahi the. Pruthvi ki taraf se koi bhi jabardasti hote na dekh wo bhi sahej hone lagi thi, aur apani hathelio par tel laga kar wo chhati par tel lagane lagi, par wo abhi bhi khadi hi thi,aise mard ki chhati par tel se malis karte hue uski bhi halat kharab hone lagi thi, ek to wo bharpur jawan thi aur upar se uska pati thik se usko santust karta nahi tha to uski bhi halat kharab hone lagi. Par khud ko wo sambhale rahi. Ghunghat ki wajah se usko dikkat ho rahi thi to usne thoda ghunghat upar utha diya, Pruthvi ki ankhe abhi bhi band hi thi, wo chhati se le kar pet tak malis karne lagi, wo abhi upar hi dekh rahi thi, jab wo pet ki malis karne ke liye niche ki aur gayi to uski nigah us ubhar par gayi, ye dekh kar wo dar gayi, aur uske hath ruk gaye, Pruthvi ne thodi aankh khol kar dekha to paya ki Kala uske lund ke ubhar ki aur dekh rahi hai, uske chehre par muskan aa gayi, usne fir aankh band kar li aur bola)Ari ruk kyu gayi? (Kala hadbadate hue fir se malis karne lagi, par ab baar baar uski najar us ubhar par ja rahi thi, usko dar bhi lag raha tha ki abhi chhote malik usko pakad lenge. Par kafi der hone ke bavajud unhone aisi koi harkat nahi ki to usko thodi rahat mehsus hui, par ab usko aisa bhi lag raha tha ki ye kyu koi harkat nahi kar rahe hai, kahi na kahi uske dil me bhi hulchul hone lagi thi. Uska dhyan tuta jab pruthvi ne kaha)Ab pairo ki bhi malish kar de, achchhi malis karti hai tu. Aise hi keh rahi thi ki nahi aati, muje to aisa nahi laga ki tuje nahi aati. (Kala ne dekha ki wo ankhe band kiye hue hi bol rahe hai to uske chehre par muskan aa gayi, usne katori se tel liya aur pairo par lagane lagi, pari par bhi baal the, par ye usko aachha lag raha tha, uski najar baar baar lund ki aur ja rahi thi aur uska gala bhi sukh raha tha, jaise taise usne dono pairo ki malis ki)(Pruthvi ne apana towel thoda upar sarkaya aur bola)Yaha jhangh par bhi malis kar de. (Kala ab relax thi, usne apani hatheli par tel liya aur kanpte hatho se jhangh ki malis karne lagi, dusare sarir se mukabale waha jyada garmi thi jisko mehsus kar ke uski halat aur kharab hone lagi, Wo jyada hath upar nahi le ja rahi thi, Pruthvi bhi ye samaj raha tha par usko bhi koi jaldi nahi thi, waise bhi uske lund ki khatirdari karne ke liye aur bhi bahot si thi, wo bas maze le raha tha. Thodi der baad usne khud hi kaha)Ab rehne de, tu bhi thak gayi hogi, ja pani garam kar de, me fir naha leta hu. (Kala uth gayi, aur bahar chali gayi, wo abhi bhi chhote malik ke bare me hi soch rahi thi, uske anuman se viparit unhone koi bhi galat harkat nahi ki thi, uske maan se dar bhi kaam ho gaya tha)
Prakruti apane kamare me bethi gumsum si kuchh soch me dubi thi, wo baar baar apane phone ko bhi dekh rahi thi, uska maan kar raha tha ki wo Shiv se baat kare, par ab uske hath nahi chal rahe the, wo baat kare bhi to kya kare, jab se uske papa ne kaha tha ki Shivans jinda hai tab se uski yahi halat thi, usko samaj nahi aa raha tha ki aakhir wo kare to kya kare, ek aur Shivans tha aur dusari aur Shiv tha, Shivans uski jindagi me kya mayne rakhta tha wo usko pata tha par wo usko janti nahi thi, na pehchanti thi, aur ek aur Shiv tha, uske sath uska koi bhi rista nahi tha par wo usko dil se nikal nahi pa rahi thi. Usko samaj nahi aa raha tha ki akhir wo kare kya.
Dopahar ke khane ke liye me niche aaya. Aunty beth kar kuchh padh rahi thi, mene dekha to unke hath me dharmik pustak thi, unhone jis tarha se mujse berukhi dikhayi thi me bina kuchh bole waha ek sofe par beth gaya, unhone kitab band kar di aur muje dekhne lagi, mene unhe dekha to wo muskurayi, me hichkichate hue muskuraya.
Kamnadevi : Naraj hai kya? (wo pyar se boli)
Shiv : Nahi, muje laga aap shayad naraj hai. (Mene hichkichate hue bola)
Kamnadevi : Teri badi maa hu, kya naraj nahi ho sakti, haq hai mera. (Keh kar wo muskurayi)
Shiv : Aap naraj ho chahe do thappad mar lo, par pata to hona chaiye na ki aap naraj kyu hai.
Kamnadevi : (Wo has padi)Sach keh raha hai tu, (Muje pyar se dekhte hue)waha kyu betha hai, yaha aa, mere pass. (Me uth kar unke pass chala gaya, bethe bethe hi unhone mere hath pakada aur apane pass bitha diya aur mere baal sehlane lagi)Bas itni si baat se naraj ho gaya. (Me unhe dekhne laga)Pagal, jo apane hote hai wo kabhi kabhi naraj bhi hote hai, gussa bhi karte hai aur pyar bhi karte hai, aise me kya unse dur ho jayega tu?
Shiv : Me kaha dur hua?
Kamnadevi : Duri sirf sharir se nahi hoti, kabhi kabhi maan me aayi duri bhi saaf dikh jati hai, muje pata hai tu vichalit hai.
Shiv : Vo to aapne mujse thik se baat nahi ki is liye, muje laga ki aap meri kisi baat se naraj ho gayi hai.
Kamnadevi : Ha naraj to hu, par iska matlab ye nahi ki tu mera ladla beta nahi raha, tu mera ladla beta hai aur hamesa rahega, aur rahi baat narajgi ki to bhul ja sab, (apani bahu ko aawaj dete hue)Bahu, khana nikalwa, Shivu aa gaya hai. (Padma ne ye suna to usko bhi ascharya hua, ki ye ho kya raha hai, kabhi naraj dikhti hai to kabhi samanya ho jati hai)Aur Kappu ko bhi bulwa le achchha chhod, me Shivu ko bhejti hu. (Shiv ko dekhte hue)Ja kappu ko bula la. (Meri kuchh samaj me nahi aa raha tha, me waha se upar gaya aur Krupaliji ke kamare par dastak di, wo boli darwaja khula hi hai, mene darwaja khola, wo bistar par bethi mobile me kuchh kar rahi thi, muje dekh kar wo khus ho gayi)
Shiv : Badi maa aapko khane ke liye bula rahi hai. (Usko apane kano par viswas nahi hua)
Krupali : Kya kaha tumne? Maa ne bulaya? (Usko apane kano par viswas nahi ho raha tha)
Shiv : Ha, unhone bulwaya hai, par aise kyu puchh rahi ho aap?
Krupali : (Usko abhi bhi bharosa nahi ho raha tha)Unhone tumse kya kaha? Aisa kaha ki Krupali ko bula lao? (Uske chehre par jaise ascharya tha)
Shiv : Nahi, unhone kaha ki Kappu ko bula la. (Meri kuchh samaj me nahi aa raha tha)
Krupali : (Khus hote hue wo khadi ho gayi aur daud kar mere gale lag gayi, meri to kuchh samaj me nahi aa raha tha)
Shiv : Kya hua?
Krupali : (Muskurate hue mujse alag hui aur mera hath pakad kar) Kuchh nahi, Chalo. (Meri to kuchh samaj me nahi aa raha tha, muje khinchte hue wo bahar ki aur chal padi, bahot khus dikh rahi thi, hum dono dinning table par aaye, naukar khana laga rahe the, badi ma bhi wahi aa gayi, unhone ek baar hamare pakade hue hath ki aur dekha, aur fir Krupali ki aur, unhone mera hath chhoda aur muje kurshi ki aur badha diya)Tum yaha betho. (Padmaji bhi waha aa gayi, fir hum sab khane ki table par beth gaye)
Kamnadevi : Mene tumhari saas se baat ki hai, mene unse kaha hai ki tu kal aayegi. (Krupali khus ho kar apani maa ko dekhne lagi) Pata hai na kal kya hai? (Krupali ne ha me shir hilaya Apane ghar ka bhi khayal rakhna chahiye, hai ki nahi. (Krupali ne muskura ke ha kaha)
Shiv : Kal kya hai badi ma?
Kamnadevi : Kal Dhanteras hai, to isko apane ghar hona chahiye.
Shiv : Kyu, aisa kyu?
Kamnadevi : Kal dhan ki devi lakshmi ki puja hoti hai aur aurat ghar ki lakshmi hoti hai to isko to apane ghar hona hi chahiye. (Muje to ye sab pata hi nahi tha, kyu ki mene kabhi ye sab dekha nahi, ha naam suna tha par kya hota hai ye kabhi pata nahi tha)
Shiv : Yaha bhi puja hogi?
Kamnadevi : Ha, har ghar me puja hoti hai. Yaha bhi hogi. Tu kyu puchh raha hai?
Shiv : Me soch raha tha ki anathalay ja aau. Mene kaha tha ki diwali par aunga.
Kamnadevi : Ab anathalay kyu jana hai tuje, tu anath nahi hai, samja. (Kamnadevi ne pyar se danta)
Shiv : (Muskurate hue)Me jo hu so hu aur hu bhi uska pata nahi, par jo me tha wo kabhi bhul nahi sakta, aur itne sal jinke sath raha hu unse dur nahi ho sakta me, kabhi nahi. (Mene mayus hote hue kaha)
Kamnadevi : Isme mayus honewali kya baat hai, chale jana, par parso, aur do din baad wapas bhi aa jana, samja. Tune suna na, sab ko bulwaya hai, abhi sabko batana hai ki tu kon hai, sab se milwana hai tuje.
Shiv : Ji badi ma.
Kamnadevi : Abhi hume gaav ke sarpanch ke waha jana hai, tumhe mere sath chalna hai, (apani bahu ko dekh kar)Padma tu bhi chal.
(Padma kuchh nahi boli, wo bas apana kaam kar rahi thi )