- 1,438
- 3,532
- 144
abbu ne ammi aur aamir ki ticket karwa li,
ammi ne kuch kharidari ki,
bag, kapde, gifts .. aur sab ke paise abbu ne diye.
mein unke saath shopping karne gayi thi
meine dekha tha ki ammi ne ache khase paise ki shopping kar daali thi
ab mein ammi pe gussa ho rahi thi
kyu ? arrey, paise paid pe ugate hai kya ?
abbu ki khud ki ek family hai, bacha hai
aur hamri 4 logo family,
saath me yeh shopping ka kharcha.
par .. meine socha abbu ki yehi saza thi
woh hume chhod ke us daayan ke saath dusre ghar me rehte hai,
unpe unke paise pe bas hamara haq hai,
chalo thik hai, kuch hi dino me ammi India aane wali thi.
ammi ne raat ko muje aur mehar ko saath me bithaya.
aamir to apne kamre me jaake so gaya tha.
ammi phir boli : dekh, mehar to fiza ko pehle se hi jaanti hai,
uske liye to woh ek saheli hi hai,
waise woh school bhi saath me hi jaate the
mein : ammi, aap kya kehna chahte ho saaf saaf kaho.
ammi : dekh, tu fiza ko ammi ki tarh nahi,
ek saheli ki tarh dekhna,
to tu samaj sakegi.
mein : ammi, aapko usse gussa nahi aata,
mein hoti to aaj tak usse naata tod diya hota.
ammi : rishte naate to kabke tut gaye,
mein bas yeh chahti hu ki tu bhi SAB RISHTE NAATE TOD DE,
aur bas pyar ka rishta yaad rakh