- 1,438
- 3,532
- 144
Hello Dosto,
aaj me aapko apni nayi story ke saath aaya hu.
aasha karta hu ki aapko bahot pasand aayegi.
to chalo shuruat karte hai.
++++++++++++++++++++++++
Mera naam Ishtar hai.
mein apni ammi Mehar, aapa zara aur bhai aamir ke saath rehti hu.
abbu ? nahi woh mar nahi gaye the.
unhone aur ammi ne talaaq liya tha.
abbu ne dusri shaadi ki thi.
woh kabhi kabhi hame milne aa jaaya karte the.
waise unki shaadi hui tab to mein kaafi choti thi,
aur aamir to 2 mahine ka hi tha.
zara shayad badi ho chuki thi.
woh jo ladaki se abbu ne shaadi ki thi woh kaafi choti thi.
meine use dekha tha ?
ha, hamare talukat itne bhi kharab nahi hue the.
salam dua karne abbu aur woh ladaki aa jaaya karte the.
muje us par bahot gussa aata tha,
kyu ? arrey, meri maa ke shauhar ko chhin liya,
gussa to aayega na ?
aamir waise beparwah tha, usko koi padi nahi thi.
us ladaki ka naam fiza tha.
woh mehar ki saheli ki tarh baate kiya karti thi.
aur mehar bhi kuch khas gussa ho esa nahi lag raha tha.