- 6,132
- 17,065
- 189
Index
Index 2
Index 2
Last edited:
Bhai writer ko bura nhi lgega vo to apriciat krenge ki Aap or hm itna dhyan se padhte haibhai kahani toh bahut hi badhiya jaa rahi hain, aapne kahani kee ek suspense bana ke rakhhhi hain.
aap ek nischit chal ke saath chal rahe hain, abhi tak aapne fantasy walla part ko reveal nahin kiya hain. kyunki uske baad kahani ek alag hi level pahunch jayegi.
Shayad kaafi naye kirdaro ke baare mein pata chal jayega.
bhai kuchh sawal hain aapse jo lagta hain aapne najarandaj kar diye hain,
jaise kee hero ko kanika ke liye bilkul bhi tension mein nahin tha abhi tak, mana kee usse pata tha kee uske pass bhi kuchh experimental powers hain, lekin usse jo dard diya gaya tha kya usne iske baare mein socha.
aur wo zareen ko bachane mein jyada focused tha jab kee abhi tak zareen ke uski life mein as a love interest enter bhi nahin hui hain.
Bhale hi zareeen ne apna love confess kar liya ho lekin hero ne toh abhi tak usse accept nahin kya tha, agar maan lo kar bhi liya tha toh kanika toh uski wife hain wo toh uski first priority honi chahiye thee.
Kahani mein kaheen bhi aisa nahin laga kee usse uske liye jara bhi tension hain.
Aur sabse jaroori baat meenaskshi aur khusboo ke pass toh powers thee wo usse kidnap hi kyun hone dee agar man lo kidnap ho bhi gayee toh usne apni powers se usse dhoondhne mein itni der kyun lag gayee.
Bahut se sawal hain jiske jawab aapne sahi tarika se nahin diye hain.
Plot toh aapki sahi hain lekin apne kaheen kaheen pe apne loosely likhi hain.
mujhe aapki kahani kaafi achhi lagee.
agar bura laga ho toh sorry bhai, bas ek ardent reader hoon apkee kahani ka toh kuchh sawal man mein khatak rahe thee.
bhai kahani toh bahut hi badhiya jaa rahi hain, aapne kahani kee ek suspense bana ke rakhhhi hain.