Update 17
Khana khane ke baad mai fir kheto pe chala gaya udhar mera dost nitin mil gaya
Fir hum log baithe apna peg lekar
Ab gharvalo ko to pata tha ki mai pita hu to stock kheto vale room me hi rehta tha
Mai usase bola- tu 1 kam kar tu peg bana tab tak mai jara majduro ke dekh ke aya aur ha lite hi banaiyo sham ko ghar jana hai
Nitin- thik hai jaldi aa
Mai majduro ka kam dekh ke aya tab tak nitin ne 2 peg bana rakhe the
Hum dono baithe aur chears karte huye glass muh me laga liye
1 peg pine ke baad hame thoda thoda suroor chadhne laga
Tab nitin muzse bola- yar apni jindagi to zand hai sala 1 ladki nahi patati
Mai- abe kya hamesha ladkiyo ke pichhe rehta hai lodu, aur tuze kaha se ladkiyo ki kami ane lagi
Ab nitin jo tha vo hamare gav ka chocolate boy tha. Sale ne 8-10 ladkiya to patake rakhi hi thi
Nitin- achha sun vo shweta yad hai tereko
Mai- kaun shweta
Nitin- vahi vimla kaki ki beti
Mai- are ha vo uska kya hua
Nitin- vo muzse bol rahi thi ki tuzse milna hai
Mai- kyu use kya kam aa gaya muzse
Nitin- ab ye to usne nahi bataya lekin bol rahi thi ki tuze bolu usase mile
Mai- mai kyu jau usase milne. Kam use hai to use bol vo muze mile
Nitin- thik hai. Itna bolkar usne shweta ko call laga di.
Uske baad usne bola- vo keh rahi thi ki tum kab free ho.
Mai- kal bol usko ki kheto pe aa jaye vaise bhi yaha mai free hi rehta hu.
Nitin ne use call pe bata diya fir muzse puchha- kitne baje ka batau
Mai- gyarah baje
Fir nitin ne kuchh baat ki aur call cut kar di
Itne waqt me hamare 3 peg ho gaye the aur nasha bhi achha khasa chadha tha.to mai nitin se bola.
Mai- lodu cigarratte jala aur akhri peg bana
Nitin- muze lagta hai ye bandi tere se set ho jayegi
Mai- dekhte hai kya maloom kuchh aur kam ho
Nitin- ha ho bhi sakta hai
Itne me hamara pina khatam ho gaya.
Ab ye mat puchhna ki vaha thanda pani aur chakna kaha se aya to kheto vale room me jaroorat ki sari chije hai yaha tak ki 1 AC bhi laga hua hai kyun ki humare ghar me non veg hota nahi to non veg khane ke liye sare log kheto vale room me hi ate hai aur kabhi kabhi papa ke dosto ki party bhi vahi hoti hai to use banate waqt hi aisa banaya tha.
Uske baad mai bahar aa gaya mutne. Thoda age jakar mutne laga. Ab nashe me to tha hi. Is liye aju baaju kuchh dekha nahi aur mutne laga. Jab mera ho gaya to meri najar samne gayi.
Samne jo najara tha use dekhkar to meri najar vahi theher gayi.
Samne hamare kheto me kam karne wali kavita bhabhi jiski abhi abhi shadi hui thi vo bhi mutne me busy thi.
Mai ped ke aad me tha to usne muze dekha nahi hoga.
Jab uska ho gaya to uski najar mere upar gayi.
Mai usko dekhne me itna kho gaya tha ki mere dhyan me hi nahi aya apne land ko andar karne ka.Aur usko dekhkar vo khada hua tha.
Jab uski najar mere khade land par gayi to tab uska hath apne muh pe chala gaya aur vo muskurate huye muze dekhkar kheto me chali gayi.
Ab uska yun muskurana muze samajh aa raha tha. Mai bhi muskurate huye apne land ko andar dal kar vapas room me chala gaya.
Jab mai andar aya to nitin bola- lodu mut raha tha ya land hila raha tha jo itna vakt laga
Mai- abe lodu mut hi raha tha tu bata aur kya chal raha hai gav me
Nitin- gav me to vahi chalega jo hamesha chalta hai ha 1 nai khabar lagi hai muze
Mai- to bol na lavde
Nitin- vo apna sarpanch hai na uska us hotel wali ke sath chakkar hai
Mai- lavde ye to bohot purani khabar hai kuchh aur bata
Nitin- are ha vo sahukar hai na
Mai- uska kya
Nitin- sala bahut tang kar raha hai gav valo ko aur ye sarpanch bhi harami uska sath deta hai
Mai- aisa kya. Agle election kab hai
Nitin- usme to abhi 1 sal waqt hai lekin tu kyu puchh raha hai
Mai- dekh gav me sabse jyada vote to hamare khandan ke hi hai to mai soch raha tha ki is bar ghar me se hi koi sarpanch ka chunav lade
Aur ye sach bhi hai pure gav me 1200 log hi vote dete the aur usme se 120 to hamare khandan se hi the aur meri mummy bhi usi gav ki hai to aise me 200 vote to hamare khandan se hi hote hai, vaise nitin bhi mere mama ka ladka lagta hai rishte me bas thoda dur ka rishta hai
Nitin- tere man me kya chal raha hai jo tu ye rajniti me padne laga
Mai- hai kuchh lavde, mai ye soch raha tha ki is bar ke election me akash chacha ko khada kiya jaye
Nitin- ha ye sahi rahega lekin kya akash mama manenge
Mai- unko papa mana lenge
Nitin- lekin bade mama ko kon bolega
Mai- papa meri bat kabhi nahi talte mai baat karta hu papa se
Nitin- thik hai jaisa tuze sahi lage lekin fir bhi 1 lafda hai agar sarpanch akash mama ko banayenge to society me bhi koi apna chahiye
Mai- udhar dhananjay chacha ko dalenge vo jyada hoshiyar hai aur padha likha bhi hai
(Dhananjay chacha mere papa ka hi bhai hai matlab mere pardada ke bhai ke bete ka beta lekin pehle hi bataya tha ki family bhale hi alag rehti ho lekin bat sab papa ki hi mante hai)
Nitin- lodu kya dimag lagaya hai dhananjay mama sahi banda hai yar vo to us sahukar ko bhi dekh lega
Mai- ha yahi sochkar to use vaha ka socha hai aur vaise bhi ham chacha bhatija kam dost jyada hai
Nitin- fir sab sahi hai lekin abhi ka sarpanch harami admi hai hame sab pehle se plan karna padega
Mai- uska kai lafda hi nahi hai papa vo sab dekh lenge aur fir ham log to hai hi
Nitin- dekhte hai ab lekin maja ane wala hai ab
Mai- maja to ayega hi
Fir hame aisi hi bate karte karte sham ho gayi sare majdur bhi nikalne lage to ham dono bhi ghar ke liye nikal gaye