Subha k 10 baj rahe the..Fatima zor zor se zoya ko awaaz de rahi thi..
Fatima: Zoya.. Zoya.. Zoya utho beta utho ? tabiyat to theek hai na tumhari ? 10 baje tak so rahi ho.. koi dikkat to nahi..
Zoya ko jese kisi ne koi shock de diya ho..vo achanak se uth k baith gyi..
Zoya: sorry khala pata nai kese aaj neend nahi khuli meri ...
or fir jaldi se washroom ki taraf chali gyi..
gate lock kar ke vo zameen pe baith gyi...kal raat wala poora scene uski aankhon k samne se nikal raha tha..
Jese print ho gaya ho uske zehen me..
Zoya chote kasbe me pali badi or wahi se basic education li usne apni.. sex k bare me usko utna hi pata tha jitna usne apni 12th ki kitabo me padha tha..par usko itna to pata tha ki jo usne dekha saba ko karte huye vo galat tha...
Zoya(apne man me): Ye sab kya tha ? saba ye kya kar rahi thi us Arjun ke sath? aur saba uska "wo" apne muh me kyu dale huye thi ? chee kitni gandi hai saba...
ye sab sochte huye usne
khud ko thappad mara..or ye than liya ki vo yaha padhne aayi hai or yaha koi kuch bhi kare vo apne aim se nahi bhatke gi..
Zoya washroom se naha ke bahar aayi or Fatima k sath nashta karne lagi, tabhi saba waha aagyi.
saba: arey zoya aaj itni der tak kese so rahi thi ? tabiyat to theek hai na ? koi pareshani ho to sharmana mat, ye bhi tumhara apna hi ghar hai..
Zoya ne ek smile deke ha me sar hila diya or nashta karne lagi..
Fatima: Arey ha zoya bete, seema madam ka call aaya tha, kuch books batai hai unhone achcha hoga agar tum aaj hi le aao kyu ki parso se tumko College jana hai na..fir last moment pe kese manage karo gi sab ?
Seema madam ka naam sunke zoya to khushi se pagal ho gyi..or hoti bhi kyu na ? jis trha ne seema ne uska admission bina kisi problem ke kara diya, koi aur na kara pata..
Zoya: Ji zaroor khala..mai aaj hi le aati hu, par kaha jaau gi... mai to market bhi nahi janti yaha ki..Aap chaliye na mere sath.
Fatima: Beta mai to nai jaa sakti ghar ka bahot kaam pada hai tum saba ko leke chali jaao, Mai bol deti hu ussey.
Zoya ka dil nahi kar raha tha saba ke sath jaane ka par fir bhi usko apna kaam nikaalna tha, to vo saba k sath jane ko raazi ho gyi...
Dopeher ke 3 baj rahe the..Saba aur Zoya Market ke liye nikal gaye..
Zoya ne aaj bhi burkha nahi pehna tha..white colour ka suit pehna tha jo ki uske gore rang k sath match kar raha tha..
Market k liye auto karna tha jo ki bus stand k pas se hi milta tha..dono waha tak paidal jaa rahi thi..
Wahi doosri taraf..Vijay ek dukaan se beedi khareed raha tha..Jaise hi usne beedi jala k sar uthaya..to uske samne se Zoya aur saba chali jaa rahi thi..
Zoya ko dekh ke uski beedi wahi uske hat se neeche gir gyi..vo zoya ke jism or uski jawani ko nihaarne me is kadar kho gya ki usko apne aas paas ka hosh tak na raha..
Usne ek uchit doori se dono ka peecha karne ka faisla kiya aur peeche se zoya ki hilti gaand k nazare lene laga..
Stand pe jaane k baad saba ne Auto kiya .. dono auto me baith gyi, garmi bht zada thi..dono ka jism paseene me bheeg gaya tha..
saba: Bhaiya jaldi chalo Late ho raha hai..
Autowala: Madam ek sawari kam hai, aajaye tabhi chaluga..
Saba: itni garmi me tumko 3 log bithane hai auto me ?
Autowala: Madam garmi ho ya sardi hume to apna pet palna hai na, 5 min me sawari na aayi to chal duga.
Udhar Vijay ne dekh liya tha ki ye Dono Auto me baithi hai..Usne socha ki Akbar ko bula laaye jaldi se jaake..par itna time nahi tha..
Par ye kya jab vijay ne Auto ka number dekha to uske chehre pe shaitani hasi agyi...ye auto to Chaman ka tha..
Chaman kabhi kabhi vijay aur Akbar ko sharab ke theke pe mil jata tha..ek bar Akbar ne chaman ke daru ke paise bhi diye the jab uska jhagda ho gya tha Theke me..
Yahi sab sochte huye vijay Auto k paas jaa ke bola..
Vijay : aye bhaiya kaha ja rahe ho ?
Chaman: Arey Vijay bhai ! batao kaha chalo ge ? tumhara hi auto hai..
Vijay: Arey nahi nahi sawari baithi huyi hai pehle se..tum bataao kidhar ja rahe ho ?
Chaman: Book market ja raha tha mai to..
Vijay : Bhai mujhe bhi wahi jana hai magar... purane wale mandir ke paas kuch kaam hai to agar tum waha se hote huye book market le chalo to batao..
vijay ne jaan-booj ke lamba raasta bataya tha wrna book market to bas 10 min ki doori per tha ..
Chaman: Arey aao vijay bhai baitho tum..tunhari hi gaadi hai..
Saba ye sab bate sun rahi thi..
saba: bhaiya hume late ho raha hai or aap itna ghuma ke le jaao ge to hum nahi jayege apke sath..
Chaman: Kya madam ? itni garmi me fir dusra auto dhoondo gi ?? aur wese bhi ye mere milne wale hai inko to mai mana kar nahi sakta, agar aapko dikkat ho to dusra auto hi karlo..
saba Ganda sa mu bana k boli: Theek hai jaldi chalo ab..
Vijay ki to khushi ka thikana hi nahi tha vo seedha auto ke peeche wali seat me Zoya k bagal me jaa ke baith gaya..aur zoya se thoda door hat ke baitha vo..kyu ki jis raste se vo le jaa raha tha waha se book market 30-40 min door tha..aur vo apne is safar ko yaadgar banana chaahta tha..Zoya ko khabar nahi thi ki uske bagal me kis kadar ka nihayati Haiwan shaks baitha tha..uske liye to vo bas ek sawari tha ..
< TO BE CONTINUED >