Ak aur bahut hi umda Update read karne ko mila hame
Sandy307 bhai aapke wajah se, maja aa gaya.
Such me is update me bahut kuch dikhaya hai aapne aur ye sana to such me bahut hi chalak nikli. Lakin uski bhi koi galti nahi hai mere hisab se quki ab jo time chal raha hai waha aise me sbse phle kud ke bare me hi sochna best option hai. Aur waise bhi jatin ke sath rahte hue wo ye baat ache se smjh gayi thi. Ki kya haal hoga hai females ka, aur isi baat par amal karte hue usne apni varginity sbse bade aur strong person aakash ko de di. Aur sath hi me bahut jyada himmat dikhate hue usne akash ko puri tarah se khush kar diya.
Ha lakin mai ye kahna cahunga ki aapko is sex scene ko abhi jitn alikha hai uska double rakhna cahiye tha. Quki mere hisab se aapne sex scene ko bahut hi ache se likha hai. Jise read karke such me maja aa gaya.
Baki riya, priya nd bakiyon ka yaha aana aur Akash ko manana to pata tha. Lakin sayad unko abhi puri baat ka pata nahi hai ki akash nd group ko waha kya kya jhelna pada tha. Aur mahi ka un sub ko jalana bilkul jayaj hai. Aakhir wo kyu na unhe dikhaye ki tum logo ne kya kya miss kar diya yaha. Ab to mujhe lagta hai wo sari yahi rukne ki wish le ker baiti hongi. Lakin akash ko waha bulana aur offer dena mujhe ek bahut badi sajish dikh rahi hai. Ya wo waha jitne ke baad ya usase phle hi akash ko definitely wo log pakdne ki kosis karenge aur mere hisab se riya aur priya ki aakhe such me tab kahi ja kar khulegi. Lakin ye bhi dekhne wali baat hogi ki aakash waha se bhag kar wapas aa payega ya nahi. Quki ab lagta hai Quin city ke base ka ab matter khtam hone wala hai. Ab new base aane start honge. Aur sayad ab asli fight start honi suru ho.
Lakin sath hi me mai ye bhi cahata hu bhai ki ek do female priya ki tarah bhi apane akash ke sath rahegi to jyada maja aayega. Priya bhi mere hisab se abhi bahut kamjor hai. Use aur strong bana kr akash ke sath rakho tab maja aayega.
Nd sbse aakhir me aapko nd aapki puri family ko diwali ki hardik shubhkamana bhai.