- 6
- 24
- 4

Start karte Hain naya story jo sabse hatkar hai
Ek Thi Begum ek crime thriller adult stories hai
Kisa ek majboor biwi se ek nidar aur khatarnak aurat banne ka safar. Shuru hota Hai aaiae to shuru karte Hain.
Episode 1.
Introduction.
1. Arifa Khan kahani ki heroine

2. Zaheer Khan Arifa ka husband

3. Nana Mhatre bada gangster

4. Ashwin Surve Nana ka Kas adami

5. Vikram Bhosale security officer Nana ka gulam

Zaheer Khan aur nana ke gang ke beech dushmani badh jaati hai. Zaheer ke saath hui golibaari mein Raghu Mhatre maara jaata hai. Raghu, Nana Mhatre ka bhai hota hai. Ab Nana badla lene ki taiyaari karta hai.
Zaheer samajh jata ki hai ka Nana ab usko chhodega nahin.
Magar Zaheer is baat ka dhyan nahin deta or usko pata chala h ka arifa pregnant hai.

Arifa pregnant hone ki khabar se Zaheer bahut khush hota hai. Lekin khushi ke mauke par Nana ke aadmi hamla kar dete hain. Zaheer samajh jaata hai ki underworld mein rehna uske parivaar ke liye khatarnak hai. Woh yeh duniya chhodne ka faisla karta hai.or wo arifa se bolta hai.

Zaheer : ab se hum underworld chhod denge ab
Arifa : mujhe bahut khushi ho rahi h ya sun kar ap sach mein chhod denge boliye
Zaheer : Haa apka liya or aana wala bacha ka liya ab ya gandgi bhara kam chhod denge.
Is baat pe arifa bahut khush hoti h phir dono sath khana kha ka so jata hai or ek naye din ka intezar karte hai.
Magar kismat ya manjur nhi tha.
Nana Zaheer ko ek chaal mein phansa deta hai. Zaheer Dubai mein Maqsood se milne jaata hai Maqsood jo Zaheer ka acha dost h or bahut Amir bhi hai isliye Zaheer ussa madad mangne jata hai. Is dauraan Nana aur bhrasht security officer Vikram Bhosale Zaheer ko nishana banate hain. Or Mumbai lautne par Zaheer ko airport se agwa kar liya jaata hai.
Inspector Vikram Zaheer ko apne kabze mein rakhta hai. Woh Zaheer ke parivaar se paise bhi maangta hai arifa bahut pareshan hoti Hai zaheer ko bachne ka liya koshish karti hai, lekin Nana Vikram ko bol ka use berahmi se maar deta hai. Jab ya baat arifa ko pata chalta h uski ki duniya ujad jaati hai.

Usko jab hos aata h to jaldi hospital bhagti h jab ghar se nikalti hai to rasta mein ek car bahut teji se aa raha tha or wo arifa se takra jata hai jis sa arifa ko jaldi hospital mein admit kiya jata hai
Hospital 4 din baad arifa ko hos aata hai to wo apne abbu se puchti h.
Arifa : abbu Zaheer kaha h mujhe dekhna h usko mujhe hai unse Milne
Arifa ka abbu : nhi beti tum abhi theek nhi hui ho abhi kahai nhi ja sakte
Tab arifa ka pata chalta h uska bacha bhi nhi bach wo bahut roti h.
1 week ka baad ja arifa akele ho jati h
Zaheer ki maut ke baad Arifa haar nahi maanti. Woh Anjali naam ki journalist ko apni kahani batati hai. Anjali, Inspector Vikram Bhosale aur nana ki galat harkaton ko saamne laane mein madad karti hai. Lekin Vikram ko Arifa aur Anjali ke sambandh ka pata chal jaata hai.
Magar kisi na aaj tak arifa ko dekh nhi tha bas sab ko ya pata tha ka Zaheer ki biwi h magar aaj tak kisi na bhi usko dekh nhi tha.
Nana aur Vikram Bhosale security officer ke khilaaf case karti hai. Use ummeed hoti hai ki kanoon use insaaf dilaayega. Lekin gangsteron ke raajneetik sambandhon ke kaaran case kamzor pad jaata hai. Zaheer ki hatya ka gawah Zaheer ka dost ko bhi giraftaar ho jaata hai.
Arifa samajh jaati hai ki sirf adaalat se badla poora nahi hoga. Woh Chavan Bhai se madad maangti hai, lekin woh mana kar deta hai Chavan jo Zaheer ka sath kaam karta tha. Ab Arifa khud underworld mein ghusne ka faisla karti hai.
q k arifa apne shauhar aur apne bachche ko kho deti hai. Woh dukh aur gusse mein badla lene ka faisla karti hai. Badla lane ka liya wo kuch bhi karagi.
Arifa ka phle war
Vikram Bhosale officer.
Arifa Vikram se Milne uska ghar jati hai
Burkha pehan ka ghar se nikalti hai.
Ab ready ho jaao sab..
Last edited: